Total 1401 answers
Reff: 1026-2101 | Mohammad Zahid Topic: Sajde Me Imam Ki Pair Ki Ungaliyan Na Lagna Ek Masjid Ke Imam Sahab Jab Namaz (sunnat) Ada Karte Hai To Sajde Me Unke Dono Pair Zameen Se Upar Ho Jate Hain Aur Kabhi Sirf Ungalion Ki Nok Zameen … Sajde Ki Haalat Me Mard Ke Pairo Ki 10 Ungaliyon Ka Pet Zameen Par Lagna Sunnat Hai Aur Har Pair Ki 3 - 3 Ungalion Ka Pet Zameen Par Lagna Wajib Hai A … Reff: 0224-1400 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Mukammal Padhne Ke Baad Khatm-E-Quran Ki Dua Padhni Chahiye Ya Naya Quran Shuru Karein? Quraan Shareef Poora Padhne Ke Bad Quraan Khatm Dua Padhni Chahiye Ya Dusra Quraan Shuru Kardena Chahiye Doosra Bhi Shuru Kar Sakte Hai, Padh Sakte Hain To Padh Leni Chahiye, Reff: 0224-1399 | Unknown Topic: Tasawwuf Me Sabse Pehla Silsila Kaun Sa Hai, Iski Ibtida Kab Aur Kisne Ki? Sabse Pehla Silsila Konsa He ? Or Kab Suru Hua ? Or Kisne Suru Kiya ? Aaj Sunniyat Ki Jo Halat Hai, Wo Khas Isi Wajah Se Hai, Ki Qaum Ke Log Us Fizool Baato Me Uljhe Rahte Hai, Jiska Naa Janna Farz, Na Wajib, Naa Ye Suwa … Reff: 0224-1398 | Unknown Topic: Hamela Aur Doodh Pilane Wali (Breastfeeding) Aurat Ke Liye Ramzan Ke Rozo Ka Sharai Hukm? Kya Farmate Hain, Ulamae Haq Wa Muftian-e-Sharah Mateen Is Masale Me Ki, Ek Aurat Hamila Hai Ramazan Me Roze Nahi Rakh Sakti, Aur Shawwal Ke Bad Bachc … Jo Ramazan Ke Roze Nifas Ya Sharai Ujr Ki Bina Par Chhoote To Unhe Baki 11 Mahino Me Bich Bich Me Rakh Kar Pure Kar Le, Aur Ye Surat Koi Aisi Kamzori … Reff: 0224-1397 | Unknown Topic: Azaan Hone Ke Waqt Ghar Me Maujod Aurto Ke Liye Sar Par Dupatta Odhna Lazmi Hai Kya? Ek Behan Ka Sawal He, Azan Hone Per Aurto Ko Sir Per Dupatta Lena Lazami Hai ?.Jabke Woh Ghar Me Hi Ho Aur Koi Bhi Ghair Mehram Use Dekh Na Raha Ho ? NAHI Reff: 0224-1396 | Unknown Topic: Shariat Ke Mutabiq Darhi Rakhne Aur Uski Tarteeb Ka Sahi Tarika Kya Hai? Hazrat Daadhi Rakhne Ka Sahi Tareeka Bataa Dijye Ek Musht Lambai Ho Aur Usse Bad Jaye To Ek Musht Ke Baad Niche Se Kaat Le, Reff: 0224-1395 | Unknown Topic: Aurton Ko Fajar Ki Namaz Masjid Me Jamat Hone Se Pehle Padh Leni Chahiye Ya Baad Me? Hazrat Kya Aurte Namaz Us Waqt Adaa Kare Jab Tak Masjid Me Jamat Nahi Ho Jati Jamat Se Pehle Namaz Padni Chahiye Ya Nahi Aurto Ko, Is Masle Ka Jawab J … Aurat Ko Mard Ki Jamat Ke Bad Namaz Padhna Behtar Hai, Magar Zaruri Nahi, Koi Unki Namaz Shuru Hone Se Pehle Bhi Padh Le To Namaz Ho Jayegi, Namaz Apn … Reff: 0224-1394 | Unknown Topic: Zakat Apne Sange Rishtedaaron (Khoon) Ko Kis-Kis Ko De Sakte Hain, Aur Bewah Bhabhi Ka Masla? Kya Zakaat Apne Khoon Ko De Sakte Hai ? Apne Khoon Me Kin Kin Ko Zakat De Sakte Hai Aur Kin Kin Ko Zakat Nahi De Sakte ? Tafseelan Jawab Inaayat Farma … Iska Jawab Dete Huye, Faqih-e-Islam, Qazi-e-Millat, Mufti-e-Ummat, Naib-e-Malik-e-Jannat, Sadr Us Sharia Bad Ut-Tariqa, Hazrat Allamah Maulana Al-Haj, … Reff: 0224-1393 | Unknown Topic: Durood Sharif Padhne Ke Baad Kya Use Huzoor Ko Bakhshna Padta Hai Ya Seedha Pahunch Jata Hai? Asslamoalaikum V Rehmatullahi V Barkat Hu, Jab Hum Durud Sharif Padhte He To Kya Durud Sharif Ko Huzur Sallallahu Alahi Wasallam Ko Bakhshwana Chahiye … G, Sahi He, Durood Ko Bakhashne Ki Zarurat Nahi, Reff: 0224-1392 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Kisi Zaruratmand Ko Blood (Khoon) Donate Karna Kaisa Hai? Kya Roze Ke Halat Mei Blad (Khoon) De Sakte Hai Jawab Jaldi Bata Den Agar Waqai Zarurat Ho To Khoon De Sakte Hai, Roze Me Khoon Dene Se Roza To Nahi Tutega, Magar Khoon Dene Wale Me Khoon Dene Se Itni Kamzori Naa Aye Ki … Reff: 0224-1391 | Unknown Topic: 19vi Taraveeh Tak Agar Ek Bhi Sajda-E-Tilawat Na Hua Ho Toh Imam Aur Muqtadi Ke Liye Hukm? Hazrat Aaj 19vi Taraweeh Me Aaj Tak Koi Bhi Sajdah Nahi Hua Hai Isliye Imam Ke Liye Aur Muqtadi Ke Liye Kya Hukm Hai ? Ho Sakta Ho, Ki Imam Ayat-e-Sajda Padh Kar Alag Se Sajda Naa Karte Ho Balki Sajde Ki Ayat Padh Kar Foran Namaz Ke Ruku Sujood Kar Lete Ho To Isi Tarah … Reff: 0224-1390 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Saron Me Tel Lagana Ya Nakhun Katna Shariat Me Kaisa Hai? Roze Me Sar Me Tel, Lagane Ya Nakhoon Katne Se Roza Tut Jata Hai Kya ? NAHI, Naa Nakhoon Katne Se Na Tel Dalne Se Reff: 0224-1389 | Unknown Topic: Quran Ki Tilawat Ke Dauran Aane Wale Sajde Foran Karna Zaruri Hai Ya Quran Khatm Hone Par? Me Ye Arz Karna Chahta Hu Ki Jab Quran Ki Tilawat Karte He To Jo Sajda Karte He Wo Fauran Kar Lena Zaruri He Ya 14 Sajde Ikhatte Bhi Kar Sakte He Jab … Behtar Ye Hai Ki Foran Kar Len, Magar Baad Me Bhi Kare To Gunah Nahi, Kyunki Sajda Ki Ayat Ka Sajda Namaz Me Foran Karna Wajib Hai, Namaz Ke Bahar Til … Reff: 0224-1388 | Unknown Topic: Ghar Se 150 Km Door Majduri Aur Hotel Me Rehne Wale Shakhs Par Roza Aur Taraveeh Ka Hukm? Agar Koi Insan Apne Ghar Se 150 K.M Door Majduri Karta He Aur Jahan Majduri Karta He Waha Hotel Me Rehta He To Kya Us Par Roza Aur Tarawih Muaf He ? Agar Dono Shehro Ke Darmiyan 92 K/M Ya Isse Zyada Fasla Hai, Aur Ye Shakhs Waha Musafir Hai, To Roza Bilkul Muaf To Nahi Magar Itni Ijazat Hai, Ki Hal … Reff: 0224-1387 | Unknown Topic: Jawano Ke Liye Ladkiyon Ki Taraf Se Aane Wale Bure Khyalat Aur Waswase Se Bachne Ka Tariqa? Assalamualaikum Janab Mera Sawal Ye He Ki Ladkio Se Kaise Bacha Jaye Matlab Unhe Leke Kafi Bure Khayalat Aa Jate Hai Tamam Logo Ke Ander Plz Hazrat Ra … Ye Teen Kam Par Amal Kiya Jaye, 1-Sunnat Tariqe Se Chala Jaye, (Yani Nazar Niche Karke) 2-40 Din Tak Adhi (1/5) Dophar Aur 1 Roti Rat Me Khai Jaye 4-M … Reff: 0224-1386 | Unknown Topic: Jumme Ke Khutbe Ke Darmiyan (Waqfe Me) Kuch Logon Ka Hath Uthakar Dua Mangna Kaisa Hai? Juma Ke Khutba Ke Waqfe Me Kuchh Logo Ko Dekha Hath Utha Ke Dua Mangte Hen, Ye Sahi He ? Dua Mangne Me Harz Nahi, Do Khutbo Ke Dauran Dua Qubool Hoti Hai, Magar Ye Dua Dil Me Mangni Chahiye Aur Ye Masala Koi Aisa Nahi Jis Par Logo Ke Sath … Reff: 0224-1385 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Hotho Par Vaseline Ya Koi Oily Cheez (Lip Balm) Lagana Kaisa Hai? Bhai Kya Roze Me Hoto Par Vesline Ya Koi Oili Cheez Laga Sake Hain, Agar Honto Ke Bahari Hisse Par Lagaya Jaye Aur Bahar Hi Rahe To Harz Nahi, Jabki Thook Se Halaq Me Naa Jaye Reff: 0224-1384 | Unknown Topic: Shariat Aur Islami Istilah Me "Khalifa" Ka Lafzi Aur Sharai Ma'na Kya Hai? Khalifa Iska Matlab Kya Naib Reff: 0224-1383 | Unknown Topic: Islami Tareekh Me "Ansar" Aur "Muhajir" Se Kya Murad Hai? Ansar Aur Muhajir Isse Murad Kya Hai ? Ansar – Nasir Ki Jama, Yani, MADADGAR, Weh Log Jinhone Huzoor Ki Madad Ki Thi, Muhajir – Apne Watan Ko Chhorne Wala, Hijrat Karne Wala, Reff: 0224-1382 | Unknown Topic: Wahabi Shohar Ke Dhokhe, Doosri Shadi Ke Taane Aur Pregnancy Ki Halat Me Mayke Baithi Larki Ka Sharai Hukm? Ek Ladki Hai Jiski Shadi Wahabi Se Ho Gai, Pehle To Wo Kehte The Ke Wo Log Jamaat Wagera Ko Nahi Mante Lekin Shadi Ke Bad Pata Chala Ke Wo Wahabi Hai, … (Note:- Is Tarah Ke Masail Ka Jawabat Whatsap Par Nahi Diye Jaate, Surat-e-Hal Likh Kar Sunni Darulifta Me Jaya Jaye, Kyunki Is Tarah Ke Masail Me Kab …