بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 1123-1221 | Unknown Topic: Imam Banne Ke Liye Shariat Me Kya-Kya Shartein Aur Khasiyaat Honi Chahiye? Imam Ki Khasiyat Bayan Farmaye Kaisa Aadmi Imamati Kar Sakta Hai, ? Baligh Ho, Fasiq Naa Ho, Sunni Ho, Taharat (Paki-Napaki) Ka Ilm Rakhta Ho, Aur Itni Qirat Janta Ho Ki Namaz Fasid Naa Kar De, Aur Sath Me Alim Ho, (Ya … Reff: 1123-1220 | Unknown Topic: Aulaad Na Hone Par Ristedar Ya Kisi Aur Ke Bachche Ko God (Adopt) Lena Kaisa Hai? Kya Kisi Bhai Ko Aulad Nahi Hai To Kya Wo Apne Ristedar Se Ya Aur Kisi Se Bacche Ko Goud Le Sakta Hai, Tafseer Se Javab Den Jazakallah, Nahi De Sakta … God Le Sakta Hai, Magar Bachche Ke Bap Ka Naam Asli Hi Likhwaye Aur Yahi Bataye, Chahe School Me Ho Ya Shadi Ke Card Par, Aur Behtar Hai Ki Agar Bachc … Reff: 1123-1219 | Unknown Topic: Jo Naib Imam Khud Pa-Jamat Namaz Na Padh Pata Ho, Uske Peeche Namaz Padhna? Kya Us Naybe (Main Imam Ni Hota Tab Isse Bolte He Ke Namaz Pada Dena Wo Mukarrar Ni Nayab Imam He) Imam Ke Pichhe Namaz Padni Chahiye Jo Khud Musalsal … Nai Padh Pata Majburi Ko Zahir Kar Raha Hai, Aur Mumkin Ho Ki Wo Musafir Ho Ya Us Par Jamat Sharai Tor Par Wajib Hi Naa Ho To Aisi Surat Me Uske Pichh … Reff: 1123-1218 | Unknown Topic: Mard Artificial Anguthi (Masale Ki) Ya Taambe Ki Angoothi Pehan Kar Namaz Padhe Toh? Hazrat Kya Mard Artifishal Anghuthi Yani Masale Ki Anghuthi Ya Tambe Ki Anghuthi Ko Pehenkar Namaz Ho Jayegi Mard Ko Chandi Ki Ek Anguthi Wo Bhi Wazn Me 405 Masha Se Kam Ke Siway Har Dhatu Ka Zewar Haram Hai, Sadr Us Sharia Mufti Amjad Ali Azami Bahar-e-Shari … Reff: 1123-1217 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ke Liye Alarm Laga Kar Uthna Shariat Me Kaisa Hai? Tahajjud Ki Namaz Ke Liye Kya Alarm Laga Kar Bhi Uth Sakte Hai JAIZ HAI Reff: 1123-1216 | Unknown Topic: Har Namaz Me Masjid Ki Pehli Saf Me Ek Hi Jagah Lagatar Baithna Kaisa Hai? Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarkathu. Hazrat Kya Masjid Me Pahli Saf Me Ek Hi Jagah Lagatar Har Namaz Me Baithna Sahi He. Agar Masjid Khali Ho S … Koi Harz Nahi, Aur Saf Khali Ho To Saf-e-Awwal Me Naib Imam Ke Dayene Bethna Chahiye, Reff: 1123-1215 | Unknown Topic: Masjid Ka Purana Istemal Shuda Water Cooler School Ya College Me Muft Dena? Asslamu Alaikum Wa Rahmatullahe Wa Barkatu, Kaya Farmate He Ulamay-e-Kiram Va Muftiyane Shari Matin Is Masale Me Ki Hamare Yaha Masjid Me Pehle Kisi N … Nahi De Sakte, Aur Istimal Me Laya Jaye, Har Nai Cheez Masjid Me Laane Ke Bad Purani Ki Zarurat Khatam Nahi Hoti, Ye Fizul Ki Baat Hai Ki, “Ab Purane … Reff: 1123-1214 | Unknown Topic: Halat-E-Haiz Ya Hamal Me Biwi Ke Pichhe Ke Maqam (Anal Intercourse) Me Wati Karna? Suwal 1162 Men Apne Farmaya Ke "Shohar Apni Biwi Ke Har Hisse Se Lutf Andoz Ho Sakta He" To Kya Halate Haiz Ya Zamanaye Haml Men Apni Biwi Ke Peechhe … Halat-e-Hamal Me Apni Biwi Ke Sath Hambistari Karna Jaiz Hai, Aur Peechhe Ke Muqam Me Wati Karna Haram Khwa Halat-e-Hamal Me Ho Ya Haiz He, Aur Jo Lin … Reff: 1123-1213 | Unknown Topic: Madrse Me Bachcho Ko Quran Padhane Ke Badle Hadya Ya Tankhwah Lena Kaisa Hai? Assalam U Alekum, Mera Ye Masala Aap Hazrat Ke Samne Hai Ise Hal Farmaiye, Zaid Ne Madarse Main 15 Para Hifz Kiya Kuchh Arso Ke Bad Apne Mohalle Ke Ba … Awwal To Ye Ki Suwal Me Jo Surat Batai Gai Ki, Logo Se Use “Hadyatan” Paise Milte Hai, Aur Jo Log Apni Khushi Se Hadya (Tohfa) Den To Uske Lene Me Har … Reff: 1123-1212 | Unknown Topic: Nadi Me Terna Sunnat-E-Rasool Hai, Kya Ye Kehna Shariat Me Sahi Hai? ASSALAMUALAIKUM, Hazrat Ek Sawal He Kuchh Log Kehte He Ke Nadi Me Terna Sunnat-e-Rasool He Hazrat Wazahat Farmaye Kya Esa Khena Sahi He Terna Jaiz Hai, Magar Sunnat Hone Ka Mujhe Ilm Nahi, Reff: 1123-1211 | Unknown Topic: Qasam Tootne Ki Surat Me Shariat Ke Mutabiq Kaffara Kya Wajib Hota Hai? Qasam Tutne Ka Kaffra Kaya He? Bahar-e-Shariat Jild:2 Safah:306 Par Hai “Qasm Ka Kaffara Ghulam Azad Karna, Ya 10 Miskeeno Ko Khana Khilana, Ya Unko Kapde Pehnana, Age Safah:308 Par … Reff: 1123-1210 | Unknown Topic: Dulhan Sunni Aur Dulha Wahabi Ho Toh Dulhan Ki Taraf Se Dawat Me Jana Kaisa? Dulhan Waale Sunni Aur Dulha Waale Wahabi To Dulhan Ki Taraf Se Daawat Me Jana Kaisa ? Agar Dulhan Ki Taraf Se Walime Me Sath Chalne Ki Dawat Hai Aur Ye Jana Walime Me Wahabi Ke Ghar Hai To Na Jaye, Aur Khas Barat Ke Din Dulhan Ke Ghar K … Reff: 1123-1209 | Unknown Topic: Deobandi Aqaid Wale College Professor Se Deeni Masail Poochhna Aur Unse Sikhna? Mera Suwal Ye Hai Ki, Collage Me Ek Professor Hain, Jo He To Musalman Aur Deen Ka Ilm Bhi Rakhte Hai, Magar Aqaid Ke Deobandi Maloom Hote Hai, Aur Baz … Awwal To Kam Professor Ka Collage Me Apni Dunyawi Kutub Ka Dars Dena Hota Hai, Ye Professorlog Collage Me Fatwe Kab Se Dene Lage, ? Inko Tankha Dunyaw … Reff: 1123-1208 | Unknown Topic: 8-10 Gair-Muslim Aur Ek Musalman Dost Milkar Zaruratmando Ke Liye Fund Chalana? Asslamo Alaikum, Ye Salam Sirf Unke Ke Liye Hai Jo Jawab Dete Hai, Hazrat Kuchh Logon Ne Milkar Group Banaya Hai Maslan 8-10 Log Aur Woh Sabhi Log Mah … “Aisa Kar Sakte Hai Ya Nahi” Ye To Adhuri Baat Hai, Suwal Me Kai Saari Surate Hai, Ap Inme Kya Puchhna Chahte Ho, Yani, Ese Group Member Ban Sakte Hai … Reff: 1123-1207 | Unknown Topic: Mardo Ke Liye Bahut Choti Half-Pant (Shorts) Pehan Kar Chalna Shariat Me Kaisa Hai? Mard Ko Half Paint Jo Bahuat Chhoti Hoti He Pahnana Kaisa He Aaj Muslim Ladko Ka Fashion Ho Gya He Jawab Ata Farmaye ? Half Pant Jo Itni Chhoti Ho Ki Kuchh Hissa Gutno Ka Bhi Zahir Ho To Aisi Pent Pehenna HARAM Hai, Chahe Ghar Walo Ke Samne Ghar Me Pehne Ya Bahar, Aur … Reff: 1123-1206 | Unknown Topic: Gair-Sayyed Se Nikah Karne Ke Baad Kya Sayyed Zadi Ka Sayyed Hona Baqi Rehta Hai? Agar Koi Sayyed Ki Beti Se Nikkah Kare Or Karne Wale Sayyed Na Ho To, To Sayyed Ki Beti Nikkah Me Ane Ke Bad Sayyed Hi Rehgi ? Baraye Karam Jawab Irsh … Sayyid Ki Beti Paida Hone Se Lekar….…. Jannat Me Jaane Tak Sayyidah Hi Rahegi, (Agar Iman Pe Mari) Aur Nikah Se Kisi Ka Nasab Nahi Badalta Balki Apne … Reff: 1123-1205 | Unknown Topic: Auliya Ki Wafat Se Pehle Aur Wafat Ke Baad Ke Wasile Ki Quran O Hadees Se Haqeeqat? Auwliya Ke Wafat Se Pahle Ka Wasila Aur Auwliya Ke Wafat Ke Baad Ka Wasila Quran O Hadees Se Bataye, Aur Ek Baat Zahen Me Rakhen Sahaba Aur Nabi Ke Wa … Ham Unki Bazm Me Daman Sambhal Kar Bethe Kisi Khabar Hai Koi Kya Suwal Kar Bethe, Apne Jo Mujhe Tanbih Ki, Ki Auliya Ki Madad Ki Dalil Du, Naa Ki Nabi … Reff: 1123-1204 | Unknown Topic: Pehle Islamic Calendar Aaya Ya English, Aur Sadiyo Ka Ye Farq Kyun Hai? Pehle Islamic Calendar Aaya Yaa English Calendar ? Islamic Ke Hisaab Se 15vi Sadi Chal Rahi Hai Aur English Ke Hisaab Se 21vi Aisa Kyun ? Baraye Meher … Zahir Yahi Ki Jiski 21vi Sadi Chal Rahi Hai To Wo Calendar Pehle Wajood Me Aya, Ap Ye Sochte Hai Ki Islamic Calendar Islam Ane Se Shuru Hua To Itna Pi … Reff: 1123-1203 | Unknown Topic: Agar Kisi Ki Taraveeh Ki Namaz Chhoot Jaye Toh Uski Bhar-Paayi Kaise Karein? Agar Taraaweeh Ki Namaz Chhut Gai To Uski Bhar Paai Kaise Ki Jaye ? Sachi Tauba Se, Ainda Naa Chhorne Ke Waade Se, Fatawa Razawiya Jild:7 Safah:463 Par Hai “Taravih Agar Naga Ho To Unki Qaza Nahi” Reff: 1123-1202 | Unknown Topic: Tahajjud Aur Taraveeh Ki Namaz Ek Hi Namaz Hai Ya Dono Alag-Alag Hain? Tahajjud, Taraweeh Ek Namaz Hai Ya, Alag Alag ? Dono Namaz Alag Alag Hai, Tahajjud Isha Ki Namaz Ke Bad So Kar Uthne Par Padhte Hai, Jabki Tarahwih Ramazan Me Hi Padhte Hai, Tahajjud Umar Bhar Naa P …