Total 1401 answers
Reff: 1123-1201 | Unknown Topic: Mazak Me Ya Whatsapp Par Gali Likh Kar Bhejna Aur Gali Bakne Ka Sharii Gunah? Main Yeh Arz Karna Chahta Hu Ki Mere Dost He Jo Mzak Me Bhi Gaali Bakte He Jo Gunah He Aur Whatsapp Par Bhi Gali Likh Kar Bhejte He Mzak Me To Me Unko … Qalb-e-Khabees Ki Har Hakim Par Dawa Nahi Baz Gaaliya Aisi Hen Ki Kisi Surat Bhi Rawa Nahi Dena Gaali Ka, Bila Wajah Sharai Haram Haram Sakht Haram Ha … Reff: 1023-1200 | Unknown Topic: Umrah Aur Hajj Ki Ibaadat Me Buniyadi Aur Sharai Farq Kya Hai? Umraah Aur Hajj Me Kya Farq Hai ? Jis Me Haj Ki Sharait Paai Jaye To Haj Farz Ho Jata Hai Aur Ye Umar Me Ek Bar Farz Hai Jabki Umra Farz Nahi, Reff: 1023-1199 | Unknown Topic: "Zyada Bolna Dil Ko Sakht Karta Hai" Is Mubarak Qul Ka Sharii Mafhoom Kya Hai? Ziyada Bolna Dil Ko Shakht Karta Hai, Iska Matlab Kya Hai Yani, Dil Me Kasawat Paida Ho Jaati Hai, Thik Isi Tarah Zyada Hasna Bhi Dil Ko Sakht Karta Hai, Aur Zyada Khana Bhi, Aur 40 Din Lagatar Gosht Khana Bh … Reff: 1023-1198 | Unknown Topic: Fasiq Ke Salam Ka Jawab Dena Kaisa Hai, Aur Fasiq Ka Gair-Fasiq Ko Salam Par Hukm? Agar Koi Faasiq Dusre Faasiq Ko Salaam Kare To Kya Uska Jawab Dena Wajib Hai ? Agar Koi Faasiq Kisi Ghair Faasiq Ko Salam Kare To Uska Jawab Dena Waji … Fasiq Se Ibtida-e-Salaam Na Ki Jaye, Agar Ye Salaam Kare To Jawab De Sakte Hai, Magar Wajib Nahi, Fatawa Razawiya Jild:24 Safah:660 Par Hai “In Logo S … Reff: 1023-1197 | Unknown Topic: Kya Miya-Biwi Aapas Me Jism Ke Har Hisse Ko Chum (Kiss) Sakte Hain? Kiya Miya Biwi Ek Dusre Ke Jism Ki Her Ek Hisse Ko Chum (Kiss) Kar Sakte Hai Siwaye Sharmgah Ke, Shohar Biwi, Ek Doosre Ke Jism Ke Har Ek Hisse Ko Choom, Chaat Sakte Hai, Ek Doosre Ke Jism Se Jese Dil Chahe, Lutfandoz Ho Sakte … Reff: 1023-1196 | Unknown Topic: Kya Aurton Ke Liye Taraveeh Ki Namaz Padhana Sahi Hai, Akele Ya Jamat Se? Kya Auraton Ko Taraveeh Padhana Sahi Hai ? Akele Yaa Jama'at Se ? Taravih Sunnat-e-Moakadah Hai, Aur Ye Mard Aurat Dono Ke Liye Hai, Iska Tarik (Tark Karne Wala) Gunahgar. Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:688 Pa … Reff: 1023-1195 | Unknown Topic: Masjid Aur Madarsa Ek Hi Meter Ki Bijli Istemal Karein Toh Bill Ki Raqam Kis Fund Se Ada Karein? Kya Farmate He Ulmayedin V Muftiyane Sharimatin Is Masaleme Ki Hamare Yha Masjid Or Madarsa Hae Jisme Masjidme Namaz Padte Hae Or Madrseme Bachchoki P … Aap Is Masale Ko Tafseel Se Likh Kar, Apne Sheher Ke Darulifta Ahlse Sunnat Se Ruju Karen, Reff: 1023-1194 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Kanch Ki Chudiya Pehan Kar Rehna Shariat Me Kaisa Hai? Aurato Ko Pehenna Kanch Ki Churiyon Ka Jaiz Hai Ya Nahi, Jaiz Hai, لعدم المنع الشرعی (Isilye Ki Shariat Me Mana Nahi) Aur Shohar Ki Khatir Singaar Ki Niyat Se Pehne To Sawaab انما الاعمال بالنیات (Amal Ka Da … Reff: 1023-1193 | Unknown Topic: Hamare Pyare Nabi Ke Nana Aur Nani Jaan Ka Ism-E-Girami Kya Tha? Hamare Nabi Ki Nani Aur Nana Sahab Ka Name Mubarak Kya Tha.? NANA- Wahb Ibn Abd Manaf , NANI- Barrah Bint Abdul Uzza Reff: 1023-1192 | Unknown Topic: Khade Hokar Pani Peena Haram Hai Ya Makruh, Iski Mukammal Tehqeeq? Hazrat Khade Ho Kar Pani Peena Mana He Balki Haram Hai, Aasa Abhi Tak Mujhe Bhi Pata Tha, Khade Ho Kar Pani Pee Sakte Hain Kiya, Plz Aap Ise Hawale Ke … Sunnat Do Qism Ki Hoti Hai Ek Sunnat-e-Moakkada, Aur Doosri Sunnat-e-Gair-e-Moakkada, Sunnat-e-Moakkada Weh Sunnat Hai Jo Ibadat Se Mutaliq Ho Aur Huz … Reff: 1023-1191 | Unknown Topic: Gair Muslim Ke Hotel Ka Open Wifi Bina Ijazat Use Karke Deeni Books Download Karna? Ek Kafir Ka Hotel Hai Jisme WIFI Bhi Laga Hai, Zaid Us WIFI Ko Bighair Ijazat Use Kar Raha Hai, Aur Islamic Books Waghaira Bhi Download Kar Raha Hai K … Zaid Ka Ye Fel Ki, Bina Kisi Ki Ijazat Uska Saman Istimal Karna Najaiz O Gunah Hai, Agarche Kafir Hi Ka Kyun Na Ho, Kyunki Dhoka Dena Kafir Ko Bhi Jai … Reff: 1023-1190 | Unknown Topic: Shariat Me Mumanat, Makruh Aur Wajib Ke Sharai Ma'na Kya Hain? Mumaaniyat ; Makroo; Wajeeb; Kaa Hazrat Kya Meaning (Matlab) Kya Hai. Mumaanyat- Yani Manaa Makruh- Wo Jo Shariat Ko Pasand Naa Ho, Fir Iske Do Qism Hai Makrh-e-Tehrimi- Wo Jo Haram Ke Kareeb Ho, Jiska Karna Gunah Aur Ka … Reff: 1023-1189 | Unknown Topic: Rishwat Dekar Nokri Pana Aur Aisi Government Job Ki Salary Ka Hukm? Rishwat Dekar Nokri Karna Kaisa Hai ? Kya Rishwat Dekar Mili Hui Government Job Ki Salary Haram Maani Jayegi ? Rishwat Lena Aur Dena Dono HARAM Hai, Aur Raha Tankha Ka To Wo Hukm Kam Maloom Hone Par Diya Jayega Ki Akhir Job Kya Hai, Agar Haram Hai To Kamai Hara … Reff: 1023-1188 | Unknown Topic: Jis Kapde Par Ghusl Farz Hua Tha, Use Dhone Ke Baad Kya Dobara Ghusl Lazim Hai? Hazrat Jis Kapde Par Ghusl Farz Hua Kya Use Dhone Se Ghusl Phir Se Karna Padega Nahi Reff: 1023-1187 | Unknown Topic: 20 Rakat Taraveeh Namaz Quran O Hadees Se Sabit Hone Ki Daleel? Ek Aisi Hadees Pesh Karen Hawaale Ke Saath Jisse 20 Rak'at Taraaweeh Sabit Ho ? Tarawih 20 Rakat Ka Hona Sunnat-e-Moakkadah Hai Jiske Dalail Or Tafsir Kitab “Ja-Al-Haq” Me Dekhi Jaye, Aur Isi Par Hazrat Umar Deegar Sahaba Ka Amal … Reff: 1023-1186 | Unknown Topic: Ajhari Miyan Ke Fatwe Ke Hawale Se Mic Par Namaz Padhne Ka Masla? Mic Me Namaz Padhana Jaiz Hai Ya Nahi Jabki Azhari Miyan Ka Fatwah Hai Mic Me Namaz Jayaz Nahi Hai Huzoor Tajushariya Waris-e-Uloom-e-AHMAD RAZA, Jan Nashin-e-Mustafa Raza, Al-Mufti Al-Hafiz Al-Haji Al-Muhaddis Al-Mufassir, Janab Sayyidi Akhtar RAZA … Reff: 1023-1185 | Unknown Topic: Mobile Ya Computer Me Save Quran Ki Ayat Ko Delete Karna Kaisa Hai? HAZRAT Kya Ham Quran Ki Aayat Ko Delete Nahin Kar Sakte Quran Ko Ayat Ko Phone Se Delet Karna Gunah Nahi, Na Ye Qiyamat Ki Koi Nishani Aur Ayat Ka Mitana Arazi(Temporary) Hota Hai, Haqiqat Me Kisi Quran Se … Reff: 1023-1184 | Unknown Topic: Tv Dekhne Wale (News, Cricket, Islamic Channel) Har Shakhs Ko Fasiq Keh Sakte Hain? TV Dekhne Waalo'n Ko Faasiq Keh Sakte Hai ? Sabko Maalum Hai Ke Ye Ghar Me TV Dekhta Hai, (News, Cricket, Islamic Channel Etc) Mutlaqan Tv Dekhne Wale Ko Fasiq Nahi Keh Sakte, Jab Tak Ye Yaqeen Ke Sath Na Pata Ho Ki Tv Me Kya Dekha Jaa Raha Hai, Agar, Tv Par Mobile Se Connect … Reff: 1023-1183 | Unknown Topic: Ahle-Sunnat Ke Log Huzoor Ka Naam Sun Kar Apne Anghuthe Kyun Chumte Hain? Jab Ahle Sunnat Huzur Muhammad ﷺ Ka Name Sunte He To Agute Kyun Chumte He Huzoor-e-Purnoor Janab-e-Risalat, Ka Name Pak Azan Me Sun Kar Anguthe Chum Kar Ankho Se Lagana Jaiz Aur Mustahab Hai, Jiske Jaiz Hone Ki Dalil Shariat … Reff: 1023-1182 | Unknown Topic: Juwari Ya Sood Khor Ka Diya Hua Rupya Ya Fridge Masjid Me Istemal Karna? Kya Farmate He Ulamaye Deen Va Muftiyane Shara Matin Is Masale Me Ki Masjid Ke Andar Juwari Or Sood Khane Wale Ka Rupiya Le Sakte He Or Agar Woh Koi C … Jab Tak Ye Yaqeen Naa Ho Ki Jo Raqm Wo De Raha Hai Sood Hi Ki Hai Tab Tak Lena Jaiz Hai, Aur Kewal Shak Karne Se Ki Sood Leta Hai To Ye Raqm Bhi Sood …