بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 1023-1181 | Unknown Topic: Daam Badhne Ki Umeed Me Koi Maal (Goods) Store Karke Rok Rakhna Kaisa Hai? Kya Koi Shakhs Kuchh Maal Store Kar Sakta Hai Is Niyat Se Ki Jab Daam Badenge To Bech Dunga. Kya Is Tarah Ka Kaam Jayez Hai. Jawab Jaldi De Dijiyega K … Yani Is Tarah Ke Koi Saman Abhi Sasta Hai Aur Zyada Khareed Liya, Ki Kuchh Mahine Baad Jab Dam Badenge To Usi Dam Me Bechunga, Abhi Zyada Sasta Ho Gay … Reff: 1023-1180 | Unknown Topic: Ramzan Ke Alawa Baaki Dino Me Witr Ki Namaz Jamat Ke Sath Padhna? Ramzan Ke Ilawa Witr Ki Namaz Jama'at Se Padhna Kaisa Hai ? Hawala Bahut Zaruri Hai Kisi Ko Chahiye Makruh Hai, Baha-e-Shariat Jild:1 Safah:658 Par Hai “Ramazan Sharif Ke Alawa, Aur Dino Me Witr Jamat Se Naa Pade” Reff: 1023-1179 | Unknown Topic: Masjid Ke Andar Loudspeaker (Mic) Par Namaz Padhana Jayez Hai Ya Nahi? Mic Me Namaz Padhana Jaiz Hai Ya Nahi ? Mic Par Namaz Ko Lekar Ulama-e-Ahle Sunnat Me Ikhtilaf Hai, Baz Iske Jawaz Ke Qail Hai Aur Baz Adm-e-Jawaz Ke, Aur Hamari Ray Is Masale Par Ye Hai Ki … Reff: 1023-1178 | Unknown Topic: "Jo Qasam Khana Chahe Wo Allah Ki Khaye Ya Khamosh Rahe" Hadees Ka Mafhoom? Rasoolullah Sallallaho Alehe Wasallam Ne Farmaya, "Jo Koi Qasam Khana Chahy To Allah Ki Qasam Khaye Ya Khamosh Rahe" (Bukhari, Kitabush Shahadaat, Had … Hadis Jo Suwal Me Byan Ki Gai, Sahi Hai, Iska Matlab Ye Hai Ki Qasam Sirf Allah Ke Naam Aur Sifat Ya Quran Ki Khani Chahiye Iske Siway Koi Qasam, Qasa … Reff: 1023-1177 | Unknown Topic: Sayyed Khandan Ke Logon Ko Aag Nahi Jala Sakti, Kya Ye Hadees Hai? Sayyed Log Jo Hote Hain, Unko Aag Nahi Jalati, Kya Ye Bat Sahi Hai, Aur Aisa Kyun Hai, Kya Ye Bat Hadis Me Likhi Hai Ki, Sayyad Log Jahannam Me Nahi J … Duniyawi Aag Insani Jism Ko Jalane Par Qadir Hai, Aur Ye Fitrat-e-Insani Bhi Hai Ki, Duniya Ki Taqleef Har Jism Ko Mehsus Hoti Hai, Aur Jo Sayyido Ke … Reff: 1023-1176 | Unknown Topic: Ramzan Me Roza Rakhne Wali Larki Ka Namaz Na Padh Kar So Jana Kaisa? Agar Koi Ladki Ramzan Ka Roza Rakh Rahi Ha Magar Namaz Nahi Padhti Bas Roza Rakh Ke Soo Jaye, To Kya Us Ka Roza Hoga Ya Nahi Waise Ye Kaam Ladkia Kam Aur Ladke Zyada Karte Hai, Din Bhar Gali Napte Hai, Na Masjid Jaa Kar Namaz Padhte Hai, Na Ghar Ka Kam, Aur Waqt Katne Ke Liy … Reff: 1023-1175 | Unknown Topic: Washing Machine Me Napak Kapde Dhokar Sukhaane Ke Baad Pak Kapde Dhona? Agar Washing Mashneen Me Napak Kapde Dhoye Gaye Fir Ek Ganta Bad Us Ka Pani Wagaira Hawa Ya Kisi Aur Tarah Se Sookh Gaya Fir Us Me Pak Kapde Dhoye To … Napak Kapde Dho Kar Nikal Liye Gaye Aur Washing Machine Ka Paani Bhi Nikal Liya Gyaa, Aur Jab Doosre Kapde Done Ko Dale To Naya Paani Fir Bhara Gaya ( … Reff: 1023-1174 | Unknown Topic: Safar Ke Dauran Quran-E-Pak Ko Peeth Par Tange Hue Bag Me Rakh Kar Chalna? Kya Ham Safar Ke Dauran Quran Mazeed Ko Apni Peeth Par Tange Huye Bag Me Rakh Kar Safar Kar Sakte Hain, Agar Yes! To Ehtiyaat Batayen, Agar No! To Kaa … Nahi Reff: 1023-1173 | Unknown Topic: Nabi Ne 73 Firqe Hone Ki Khabar Di Toh Fir Ulama Firqe Banane Se Kyun Rokte Hain? Huzur Alaihissalam Ne Irshad Farmaya Bani Israil Ke 73 Firqe Huye Aur Meri Ummat Me 72 Honge To Alim Log Hamesha Taqreer Kar Ke Kyun Firke Ko Rokane K … Hadis-e-Pak Me Hai Ki Pehle SALAM Bad Me KALAM, Apne Pehle Poora Kalam Kar Liya Aur Akhir Me Salam, Khair, Aisa Sunni Alim Nahi Ho Sakta Jo Firqa Para … Reff: 1023-1172 | Unknown Topic: Qabristan Ki Dargah Par Urs Ke Dauran Qawwali, Langar Aur Be-Adabi Ka Masla? Ek Qabristan Me Dargah Hai Jahan Maannewale Hazri Dete Hai Baaz Log Apne Marhum Ke Liye Aate Hai Ya Koi Apna Salaam Pesh Karne Dargah Me, Hazrat Ke Ur … A) Qawwali Zor Se Ho Aram Se, Qabristan Me Ho Ya Bahar, Agar Mazameer(Music) Ke Sath Hai To Haram Hai, Aur Is Progam Ka Karwane Wala Fasiq Aur Gunahga … Reff: 1023-1171 | Unknown Topic: Qarz Ke Bojh Tale Dabey Hue Shakhs Ka Doosro Se Udhar Lekar Zakat Dena? Aadmi Agar Qarz Me Hai, Aisi Halat Me Kisi Se Udhaar Le Kar Zakaat, Fitra Dena Kaha Tak Sahi ? Agar Us Par Zakat Wajib Nahi, Aur Jab Aadmi Pehle Se Hi Qarz Me Hai To Aur Qaraz Le Kar Zakat Dene Ki Hajat Hi Kya Hai. Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:8 … Reff: 1023-1170 | Unknown Topic: "Darhi Mundane Wala Darhi Rakhne Wale Se Behtar Hai" Par Fatwa-E-Razviya Ki Wazahat? मसअला यह कहना दाढ़ी मुंडाने वाला दाढ़ी रखने वाले से बेहतर है कलमए कुफ़्र है (फतावा रज़विया 23/736) Ek Warsi He Wo Bolte He Ke Waris Paak Ne Apne Ek Mu … Mazkoor Jumla Jo Fatawa Razawiya Ke Hawale Se Likha Gaya Hai, Durust Hai, Aur Hawala Bhi Durust Hai, Magar Kuchh Kami Beshi Ki Gai Hai, Poori Ibarat I … Reff: 1023-1169 | Unknown Topic: Aurton Ke Dance Aur Sharab Par Paise Lutane Wali Shadiyon Me Jana Kaisa? Un Shadiyo Me Khana, Pina, Jana Kaisa He Jin Me Aurte Dance Karti He Or Mard Sharab Ke Nashe Me Un Ke Upar Paise Lutate He ? Dawat Agar Shariat Ke Mutabik Ho To Jana Sunnat Hai, Aur Agar Usme Khurafat Hain, To Jana Sunnat Nahi, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild: 3 Safah:392 Par … Reff: 1023-1168 | Unknown Topic: Gana Sunne, Ma Ko Gaali Dene Aur Namaz Na Padhne Wale Bhai Se Baat Na Karna? Mere Naam Shameem Ahmed He, Karnataka India Se, Mera Sawal Hai Ki Mere Bada Bhai Se Mein 3 Saal Se Bat Nahi Karta Kyunki Wo Gana Sunta Hai Gandi Gandi … Gane Sunne Haram, Aur Namaz Ko Qaza Kar Dena Bhi Haram Hai, Or Jo Teesri Bat Yani Gaali Dena Musalman Ko Haram Aur Walida Ko To Aur Sakht Haram Dar Ha … Reff: 1023-1167 | Unknown Topic: "Azaan Nabi Ne Isliye Nahi Di Taaki Kainat Na Ruk Jaye" Wale Msg Ki Haqeeqat? Assalamoalaykum, Janab Ye Msg Ke Bare Me Rehnumai Farmaye, "Wo Kon Sa Kaam Hai Jo ALLAH Ko Bahut Pasand Tha Lekin Nabi(S.A.W.W) Ne Kabhi Nahi Kiya." A … Jahilo Ka Chalaya Gaya Bakwas Msg Hain, Jinhe Aur Kuchh Kam Dhandha Nahi, Fizul Watsap Par Time Ko Barbad Karte Hai Apna Aur Doosro Ka, Na Aise Logo K … Reff: 1023-1166 | Unknown Topic: Gair-Ramzan Me Witr Ki Namaz Jamat Ke Sath (Jaise Shabe Barat Me) Padhna? Witr Ki Namaz Ghaire Ramzan Me Jamat Ke Sath Padna Kaisa ? Jab Ke Log Khaskar Shabe Barat Me Padte Hai Quran O Hadis Ki Roshni Me Jawab Den, Hawala Ke … Baha-e-Shariat Jild:1 Safah:658 Par Hai “Ramazan Sharif Ke Alawa, Aur Dino Me Witr Jamat Se Naa Padhe” Reff: 1023-1165 | Unknown Topic: Namaz Me Pyjama Ya Pant Takhno Se Niche Ho Toh Andar Ki Taraf Modna Kaisa? Hazrat Namaz Me Payjama Ya Koi Paint Takhno Se Niche He To Kya Usko Under Ki Taraf Mod Sakte He Ya Waise Hi Rehne Den Payche Ko Morna Chahe Bahar Ki Janib Ho Ya Andar Ki Kisi Surat Rawa Nahi, Aur Is Tarah Padhi Gai Namaz Makruh-e-Tehrimi Ke Hukm Me Hai, Yani Us Namaz … Reff: 1023-1164 | Unknown Topic: Udhar Di Gayi Rakam 5 Saal Baad Wapas Milne Par Pichle Saalon Ki Zakat? Condition No 1:- Maine Kisi Ko 2 Lakh Diye Usne Mujhe 5 Saal K Baad 1 Lakh Wapis Kiye. To Zakat Kitni Nikalu. Condition No 2 :- Maine Kisi Ko 2 Lakh D … Condition 1- 1 Lakh Ki Zakat Ko 5 Se Guna Karke Ada Kare, Condition 2- 2 Lakh Ki Zakat Ko 5 Se Guna Karke Ada Kare, Reff: 1023-1163 | Unknown Topic: Mushtzani (Hand Practice) Ki Buri Aadat Se Bachne Ke Liye Koi Roohani Wazifa? Mushtzani Se Bachne Ka Koi Wazifa Bataiye To Badi Meherbani Hogi, Mushtzani Haram Aur Jahannam Me Le Jaane Wala Kam Hai, Aisa Karne Wale Par Nikah Karna Wajib Hai (Jabki Qudrat Rakhta Ho) Nikah Me Takhir Karega To Gu … Reff: 1023-1162 | Unknown Topic: Mushtzani Na Karne Ki Qasam Khane Ke Baad Shehwat Se Bina Hath Lagaye Discharge Par Kaffara? 1 Shakhs He Jo Musht Zani Kiya Karta Tha Par 1 Din Us Ne Qasam Khali Ki Allah Ki Qasam Aaj Ke Bad Musht Zani Nahi Karunga, Par 1 Din Us Par Shehwat Ka … “MUSHTZANI SE KAFFARE PAR TEHQIQ-e-KHAFIFA” Mushatzani Naa Karne Ki Qasm Khai, Fir Koi Fel Aisa Ki Jo Urf Me Mushtzani Nahi Kehlata Kar Betha To Meri …