بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 1023-1161 | Unknown Topic: Mayyat Ko Dafn Karne Ke Baad Qabr Par Azaan Dene Ki Sharai Haisiyat? Mayyat Ko Dafan Karne Ke Bad Azan Kyun Di Jaati He Bataye Zara Ahle Sunnat Hi Me Ye Sunnat Aaj Bhi Ra’ij Hai Azan Ghair-e-Namaz Bhi Ja-Ba-Ja Jaiz Hai (KHUTBA) Qalb O Zuban Se Iqrar Hai Ki, Tamam Tarif Aur Ibadat A … Reff: 1023-1160 | Unknown Topic: Gair Muslim Larki Ko Masjid Ke Imam Se Islam Laakar Nikah Karne Ka Masla? Hazrat Me Janna Chahta Ho Ki Maine Gair Muslim Ladki Se Shadi Ki, Jama Masjid Ke Imam Sahab Ne Ladki Ko Dakhle Islam Kiya, 6 Logo Ki Maojodgi Me Kyuki … Shariat Ke Jawab Tehrir Karne Se Pehle Apke Suwal Me Do Ghalatiya Nazar Aa Rahi Hai, Ek Badi Hai Ek Chhoti Pehle Unse Arz Kar Du, Taki Aap Ainda In Ba … Reff: 1023-1159 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Ghusl Karte Waqt Halq (Gale) Me Garghara Karne Ka Masla? Assalamualaikum, Gusl Mein Halq (Gale) Ko Andruni Taur Par Dhona Zaruri Hai, Gharghare Bhi Karna Zaruri Hai Lekin Roze Mein Yeh Sab Amal Kar Skate Hai … Gusl Me Andar Tak Gala Dhona Aur Gharare Ko Zaruri Samajhna APKI KHATA Hai, Wuzu Gusl Me Garara Karna Sunnat Hai, Aur Halat-e-Roza Me Gargara Karna Ma … Reff: 1023-1158 | Unknown Topic: Aas-Paas Barelvi Masjid Na Hone Par Office Ke Paas Deobandi Masjid Me Juma? Mere Ek Cousin He Unka Jaha Office He Waha Door Door Tak Koi Barelvi Masjid Nahi He, Jume Ki Namaz Wo 24 No.(Deobandi) Ki Masjid Me Padhte He, Kehte H … Namaz Chahe Juma Ho Eid Ya Panch Waqt Ki, Kisi Bhi Badmazhab Ahle Bidat Ke Pichhe Jaiz Nahi, Jaisa Ki, Fatahul Qadir Jild:1 Safah:304 Par Hai الصلوٰۃ … Reff: 1023-1157 | Unknown Topic: Roza Rakhne Ki Halat Me Baar-Bar Thook Aane Ya Nigalne Se Roza Tut Jata Hai? Hazrat Ham Jab Roza Rakhte He Hame Bar Bar Thook Aata He Matlab Fauran Thuka Aur Phir Aa Gya Bat Karo To Aur To Ham Nigal Lete He To Kya Isse Mera Roz … Apna Thook Bar Bar Munh Me Lene Se Roza Nahi Jaata Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:983 Par Hai “Baat Karne Me Thook Se Hont Tar Ho Gaye, Aur Use … Reff: 1023-1156 | Unknown Topic: Qaza-E-Umari Ki Namaz Padhne Ka Tarika Aur Niyat Kaise Ki Jaye? Qaza-e-Umari Ki Namaz Ka Tariqa Bataye Aur Niyyat Kis Tarah Ki Jaye (Yani Niyyat Karte Wakt Jo Pehle Chhuti Hai Woh Pehle Adaygi Karen, Ya Jo Aakhir M … Aameen Niyat Me Dono Ka Ikhtiyar Hai, Idhar Se Padhega To Akhri Se Kam Hoti Rahengi Aur Udhar Se Padega To Pehli Se Kam Hoti Rahengi, Sabse Asan Or Be … Reff: 1023-1155 | Unknown Topic: Walid Ke Inteqal Ya Laarisla Bachcho Ka Government Forms Me Apna Naam Likhna? Salaam Jin Bachchon Ke Walid Ka Intiqaal Ho Gaya Ho Ya Bachcha Kahin Pada Huwa Mila Or Uske Walid Ka Koi Pata Nahi Ab Un Bachchon Ko Jo Paal Raha He K … Jin Bachcho Ke Walid Intiqal Kar Jaye To Koi God Le Le Aur Parwarish Kare To Uske Walid Ke Naam Ke Sath Hi Us Bachche Ko Mansub Kiya Jayega, Chahe Kaf … Reff: 1023-1154 | Unknown Topic: Baap Ya Bade Bhai Paise Na De Toh Dukan Se Bina Bataye Paise Lena Kaisa? Kisi Shakhs Ki Apni Shop (Dukan) He Aur Uske Sath Uske Papa Aur Bade Bhai Bhi Baithte Ho Aur Uske Bade Bhai Aur Papa Use Kharcha Poora Karne Ke Liye P … Agar Ye Dukan Ka Malik Hai To Ise Apni Kamai Me Se Lene Me Kuchh Harz Nahi, Magar Suwal Se Lagta Hai Ki Ye Ghar Me Chhota Hai Aur Dukan Par Bethta Zar … Reff: 1023-1153 | Unknown Topic: Hamela (Pregnant) Aurat Ko Shohar Talaq De De Toh Kya Talaq Ho Jati Hai? Agar Koi Ladki Pregnant Ho To Kya Usko Agar Uska Shohar Talaq Dede To Kya Talaq Ho Jati He Ya Nahi Hoti Prengnancy (Hamal) Me Di Gai Talaq Ho Jaati Hai, Ye Logo Ki Jahalat Hai Ki Kehte Hai Ki Hamal Me Talaq Nahi Hoti, Hamal Talaq Me Ma’ne Nahi Hota, Jais … Reff: 1023-1152 | Unknown Topic: Mardo Ke Liye Sar Ke Baalon Aur Darhi Me Mehndi Lagana Kaisa Hai? Hazrat Kiya Mard Balo Or Dadhi Per Mehndi Laga Sakte Hai ? Dalil Se Batay Pls Mardo Ko Baalo Me Mehndi Lagana Jaiz He, Aur Daari Me Bhi, Aur Ye Mustahab Hai, Hadis-e-Pak Me Farmaya: -الصفرۃ خضاب المؤمن والحمرۃ خضاب المسلم والسوا … Reff: 1023-1151 | Unknown Topic: Azaan Dete Waqt Kano Me Shahadat Ki Ungali Dalne Ki Waja Aur Hukm? Azan Padte Waqt Kano Me Shahadat Ki Ungali Kiyun Dalate Hen, Iska Ka Kya Bayan He Aur Agar Koi Kano Me Ungali Nahi Dale To Kya Azan Nahi Mani Jaayegi … Kano Me Ungali Dal Kar Ya Kano Par Hath Rakh Kar, Bhi Azan Keh Sakte Hai, Aur Hath Khol Kar Bhi, Azan Ke Waqt Kano Me Ungali Dalna Mustahab Hai, Aur I … Reff: 0923-1150 | Unknown Topic: Haiz Ke 7 Din Ke Baad Bhi Khoon Aana Band Na Ho Toh Namaz Ka Kya Hukm Hai? Haiz Aane Ke 7 Din Ke Baad Agar Fir Bhi Kisi Aurat Ka Pani Aana Band Nahi Hota To Kya Namaz Padh Sakti He, Pani 3 Ya 4 Din Tak Aata He Jawab Inayat Ka … Haiz Ki Aadat 7 Din Thi Bad Haiz Gusl Ada Kar Liye, Uske Bad 3 Din Pani (Ratubat) Aye To Wo Pani Haiz Nahi, Aur Namaz Padhi Jaa Sakti Hai Jaisa Ki Bah … Reff: 0923-1149 | Unknown Topic: Wajib Witr Ki Namaz Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Kya Hai? Hazrat Wajib Witr Ki Niyat Ka Tariqa Bata Dijie ? Niyat Dil Ke Irade Ka Naam Hai, Koi Dil Me Ye Pakka Irada Kar Le Ki Me, Aaj Ke Witar Padh Raha Hu, Aur Niyat Bandh Le Tab Bhi Witr Ada Jo Jayenge, Jai … Reff: 0923-1148 | Unknown Topic: Shab-E-Barat Me Ghar Ki Chhat Par Nafil Namaz Padhna Kaisa Hai? Aaj Shabe Barat He To Jo Shakhs Apne Ghar Ke Chat Par Namaz Pade Chahe Padne Wala Aadmi Ho Ya Aurat To Inki Namaz Hogi Ya Nahi Agar Nahi To Is Me Kya … Koi Hikmat Nahi Hai, Kyunki Namaz Naa Hone Ka Koi Fatwa Hai Hi Nahi, Ye To Log Khud Mufti Ban Jaate Hai, Aur Apni Aqal Se Fatwe Jaari Karte Hai, Yani … Reff: 0923-1147 | Unknown Topic: 15 Shaban Ki Raat Rooh Ghar Aati Hai Isliye Milaad Me Na Jakar Ghar Rehna? Mera Sawal Ye He Ki Aaj Ki Raat (15 Shaban) Me Rooh Ghar Pe Aate He To Agar Aaj Ki Raat Kahi Milaad Ho To Hame Nahi Jana Chahye Hame Ghar Pe Rahna Cha … Is Tarah To Rooh Har Jumrat Ko Bhi Ghar Par Aati Hai, Or Kahi Se Apki Dawat Jumrat Ki Aa Gai To Aap Dawat Me Jaoge Ya Nahi ? Agar Jayoge To Fir Isi Ta … Reff: 0923-1146 | Unknown Topic: Taaq Raaton Me Nafil Namaz Padhna Jabki Pichhli Farz Namazein Qaza Baaki Hon? Taaq Raaton Mein Nafil Namazein Adaa Karna Kaisa Hai Jiski Faraz Namazein Poori Adaa Nahi Huwi Yaani Qaza Hai To Kya Aisi Surat Mein Hamari Nafil Nama … Jiske Zimme Farz Namaze Qaza Ho, To Use Taaq Raaton Me To Kya, Din Ke Namazo Ke Nawafil Bhi Padhne Se Behtar Qazayen Padhni Chahiye, Aur Un Nafil Ke B … Reff: 0923-1145 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Chain Wali Ghadi (Metal Watch) Pehan Kar Namaz Padhna? Hazrat Koi Bhi Namaz Me Chein Wali Ghadi Pahan Kar Namaz Padh Sakte He, Talib Hu Is Jawab Ka Chain Wali Ghadi Pehnne Me Ulama Ke Do Groh Hai, Baz Iske Jawaz Ke Qail Hai Baz Adame Jawaz Ke, Lihaza Jinke Nazdeek Chain Wali Ghadi Pehenna Haram Ha … Reff: 0923-1144 | Unknown Topic: Nabalig Bachche Ke Peeche Farz Namaz Padhna Ya Uski Imamat Ka Hukm? Nabalig Bachhe Ke Pichhe Namaz Adaa Hogi Ya Nahi, Nabalig Bachha Imamat Kar Sakta Hai Ya Nahi ? Nabaligh, Balig Ki Imamat Nahi Kar Sakta, Kyunki Imam Ke Sharait Me Se Baligh Hona Bhi Ek Shart Hai, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:561 Par Hai … Reff: 0923-1143 | Unknown Topic: "Allah Pak Farmate Hain..." Is Tarah Se Kehna Ya Bayan Karna Kaisa Hai? ALLAH PAK FARMATE HEN, Kiya Ye Bolna Bahot Bada Gunah Hai, Hazrat Rehnumai Farmaye Ain Karam Hoga Aisa Bolna Gunah Nahi Hai, Ye Koi Zillat Ka Jumla Nahi Aur Amal Ka Dar O Madar Niyat Par Hai, To Jo Shakhs Ye Jumla Bolta Hai To Dil Me Allah Ka Adab … Reff: 0923-1142 | Unknown Topic: Janamaz Par Kaba Ki Tasweer Bani Ho Aur Us Par Baithna Kaisa Hai? Hazrat Jaynamaz Par Kaba Bana Hota Hai Or Us Par Beth Bhi Jate Hain To Kya Ye Sahi Hai Ya Nahi ? Sahi To Nahi Hai, Kyunki Ba-Adab Banaseeb Aur Be-Adab Benasib Hota Hai, Lihaza Aisi Jayenamaz Jis Par Koi Cheez Chhapi Ho, Ya Koi Huruf (Arabi, Urdu, …