Total 1401 answers
Reff: 0923-1121 | Unknown Topic: Sood Lene Wale Maldar Shakhs Ke Ghar Ka Khana Na Khane Par Imam Ko Nikalne Ki Surat? Hazrat Ye Bataye Ke Koi Imam Masjid Me Namaz Padata He Aur Us Imam Ke Liye Basti Se Hi Khana Aata He Lekin Basti Me Kuchh Ghar Aise Bhi He Jo Log Sood … (Note:-Group Me Imamat Ke Masail Is Tarah Nahi Bataye Jaate, Agar Ye Masala Sahi Me Pesh Aya Ho To Aapko Chahiye Ki Darulifta Me Jaye Or Jawab Hasil K … Reff: 0923-1120 | Unknown Topic: Aam Insaan Ko "Aapka Karam Hai, Aapki Badi Rehmat Hai" Kehna Kaisa Hai? Assalamo Alikum, Hazrat Kya Kise Aam Admi Ke Liye Ye Lafz Kahna Chahie Ki (Aap Ka Karam He Aap Ki Badi Rahmat He) Agar Kah Sakte He To Hawale Ke Sat J … Allah Tala Ne Admi Ko Mutlaqan Mohtaj Nahi Banaya Balki Baz Mamlo Me Use Khud Par Ikhtiyar Hai Ki Wo Kisi Ko Saza De Ya Bakhsh De, Gusse Ka Badla Lele … Reff: 0923-1119 | Unknown Topic: Shab-E-Barat Ki Fatiha Kis Buzurg Ya Hasti Ke Naam Par Dilayi Jati Hai? Hazrat Sabebrat Ki Fatiha Kiske Naam Se Hota He, Fatiha Kisi Ke Naam Ki Bhi Ki Jaa Sakti Hai Aur Kisi Bhi Din Ki Jaa Sakti Hai Zinda Ki, Ya Dunya Se Guzre Ki, Lihaza Is Din Bhi, Huzoor Se Le Kar Sare … Reff: 0923-1118 | Unknown Topic: "Ramzan Ka Mahina Yome Wiladate Huzur Ke Muqabil Kam Fazeelat Wala Hai" Kehna? Assalamualikum, Kya Huzur Sallal Laho Alaihe Wassalam Ke Ishq Me Yeh Jumla Kehna Sahi Hai K "Ramzan Ka Mahina Yome Wiladate Huzur Sallahoalhewassalam … Ramazan Ka Mahina Bhi Kuchh Kam Fazilat Ka Nahi Hai, Dono Ki Fazilat Apni Jaga Hai, Magar Yom-e-Wiladat Sabse Zyada Fazilat Wala Hai, Yaha Tak Shab-e- … Reff: 0923-1117 | Unknown Topic: Shia Hazrat Ko Musalman Mana Jata Hai Ya Nahi, Inka Sharai Hukm? Hazrat Hamare Suwal Ye Hi Ki Kiya Siya Ko Musalman Nahi Mana Jata ? Shia Apne Aqaid-e-Batila, Aur Fasidah Ki Wajah Se Kafir Hain, Reff: 0923-1116 | Unknown Topic: Deobandi Ki Masjid Me Jume Ki Namaz Padhne Se Namaz Ho Jayegi Ya Kya Karein? السلام عليكمHazrat Kiya Jumme Ki Namaz Deobandi Ki Masjid Me Padh Ne Se Ho Jayegi Agar Nahi Hogi To Kiya Namaz Nahi Padni Cahiye Kiyo Ki Deobandi Ki H … Namaz Juma Ki Ho Ya Eid Ki Ya Panjgana, Kisi Bhi Badmazhab Ke Pichhe Jaiz Nahi, Chahe Deobandi Ho Ya Wahabi, Aur Agar Koi Jagah Aisi Hai Ki Waha Sunni … Reff: 0923-1115 | Unknown Topic: Pant Ki Mohri Andar Ya Bahar Ki Taraf Mod Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? السلام عليكم Hazrat Kiya Pent Ki Mohri Mor Kar Namaz Pad Le To Kiya Namaz Nahi Hogi Or Kiyo Nahi Hogi Namaz Me Mori Ko Modne Se Namaz Makruh Tehrimi Hogi, Yani Aisi Namaz Fir Se Dohrana Wajib Hai, Agar Naa Dohrai To Gunah Gar Hoga, Aur Payche Morne Par … Reff: 0923-1114 | Unknown Topic: Islam Me Kisi Bhi Tarah Ka Music Ya Gaana Sunna/Bajana Jayez Hai Ya Nahi? Islam Me Kisi Bhi Trah Ka Music Jayez Hai Ya Nahi ? Fatawa Razawiyya Jild: 24 Safah: 80 Par Hai, Mazameer(Music) Bilashuba Haram Hai, ... Inke Sunne Sunane Ke Gunah Hone Me Shak Nahi. Reff: 0923-1113 | Unknown Topic: Sood Lene Wale Non-Muslim Dost Ke Ghar Ka Pani Peena Ya Uski Cheezon Se Faida? Humara Koi Non Muslim Dost Ho Aur Hume Poora Ilm Ho Jaye Ki Yeh Biyaaz Leta Hai To Uske Ghar Ka Paani Peena Aur Uski Kisi Cheez Se Faiz Uthana Kaisa. … Jo Khana Ya Paani Apke Samne Pesh Kiya Jaye Agar Apko Yaqeen Ho Ki Wo Khana Byaj Hi Ke Paise Se Ho To Khana Jaiz Nahi, Aur Agar Yaqeen Nahi To Shak Sh … Reff: 0923-1112 | Unknown Topic: Jiski Darhi Na Ho Ya Shariat Ke Mutabiq Na Ho, Usse Azaan Aur Iqamat Kahlana? Jis Ki Dadhi Na Ho Ya Shariat Ke Mutabiq Na Ho To Us Se Azan Or Iqamat Kahlana Kaisa He ? Hawale Ke Sath Jawab Deejiye Ho Sake To Us (Hawale) Ki Photo … Daari Ka Ek Musht Se Kam Rakhne Wala, Fasiq-e-Moallin Hai, Aur Ulama-e-Ahle Sunnat Ka Is Par Ittifaq Hai Ki Azan Fasiq Ko Dena Makruh , Ise Roka Jaye, … Reff: 0923-1111 | Unknown Topic: Rishta Pakka Hone Ke Baad Ladki Ki Tasveer Ladke Ke Paas Hona Aur Dekhna Kaisa? Ye Irshad Farmaye Ki Jis Ladki Se Rishta Pakka Ho Jaye Or Us Ladki Ki Photo Ladke Ke Pas Ho To Wo Ladka Us Ladki Ki Photo Dekh Sakta Hai Ya Nahi Abid … Awwal To Photo Ka Khichna Khichwana Hi Haram Hai, Doosri Bat Ki Ladki Ka Photo Ladke Ke Paas Aya Kis Tarah, Teesri Baat Ye Ki Jab Aya To Kya Abhi Tak … Reff: 0923-1110 | Unknown Topic: T-Shirt Pehn Kar Aur T-Shirt Pehan Kar Namaz Padhna Shariat Me Kaisa Hai? T-Shirt Pehenna Kaisa, Or T-Shirt Pehen Kar Namaz Hoti Ya Ki Nahi T-Shirt Pehna Makruh Hai Ki Libas-e-Fussak Hai, Aur Ise Pehn Kar Namaz Bhi Makru(Tanzihi). Magar Aadhi Asteen Ki T-Shirt Or Shirt Me Namaz Ho Jaygi. O … Reff: 0923-1109 | Unknown Topic: Aquarium (Glass Tank) Me Machhli (Fish) Palna Shariat Me Kaisa Hai? Fish Palna Kaisa (Aquarium Me) ? Jaiz Hai, Jabki Waqt Par Aquarium Ka Pani Badla, Jaye Aur Daana Daala Jaye, Reff: 0923-1108 | Unknown Topic: Azaan Me "Hayya 'Alas-Salah" Par "La Hawla Wala Quwwata..." Kehna Aur Iska Tarika? Azan Ke Dauran Jab Muazzin “Haiya Alas Sala” Aur “Haiya Alal Falah” Kahta Hai To Uspr “Lahaul Wala Quwat Kyun Kaha Jata He Aur Agar Kahte Bhi He To Ki … Azan Ke Jawab Dene Ke Mutalliq Do Hadis Hain Hai, Ek Me Azan Ka Jawab Hu Ba Hu Dohrane Ki Taqid Hai Aur Doosri Hadis Me Haiia Alas Salah Aur حي على ال … Reff: 0923-1107 | Unknown Topic: Napaki Ki Halat Me Durood Sharif Padhna Aur Niyaz Dena Kaisa Hai? Hazrat Kya Napaki Ki Halat Me Durood Shareef Pad Sakte He Or Niyaz De Sakte He Ya Nahi.. Durood Padh Sakte Hain, Magar Niyaz Dene Me Kuchh Tafsil Hai, Aur Mukhtasar Ye Hai Ki, Qurani Ayat Ko Junoob (Jis Par Gusl Farz Hai) Nahi Padh Sakta L … Reff: 0923-1106 | Unknown Topic: Udhar Diye Hue Paise 2 Saal Se Wapas Na Milne Par Kya Zakat Deni Hogi? Mene Ek Lakh Rupey Jama Kie Par Istamal Karne Se Pehle Kisi Zarurat Mand Ko Udhar De Diye. Ab Surat-e-Hal Ye He Ki Mujhe Nahi Lagta Ki Wapis Milenge Y … Jaha Tak Mujhe Yaad Hai, Sail Ki Taraf Se Ye Suwal Pichle Saal Bhi (Suwal 35 Par) Aya Tha, Jo Ki MASAIL-e-SHARIAT JILD 1 Page No. 25 Par Darj Hai Aur … Reff: 0923-1105 | Unknown Topic: Gheebat (Chugli) Ki Sahi Taarif Kya Hai, Aur Ye Kab Aur Kaise Sabit Hoti Hai? Hazrat Mujhe Geebat(Chugli) Ka Sahi Matlab Janna Chahta Hu. Matlab Geebat Kab Mani Jayegi Kisi Ki Baat Karna Uske Na Hone Par Ya Usme Agar Wo Burai Sa … Awwal Me Ye Arz Kar Du Apne Jo Suwal Me Geebat (Chugli) Likha Hai, Ye Apne Zara Si Bhool Kar Di, Kyunki Gheebat Aur Chughli Alag Alag Cheeze Hain Inki … Reff: 0923-1104 | Unknown Topic: Farz Namaz Me "Khali Rakat" Aur "Bhari Rakat" Se Kya Murad Hai? Hazrat Farz Ki Namaz Me Khali Rakat Aur Bhari Rakat Ka Kya Matlab Hai ? Ye Awami Istilahi Jumla Hai, Yani Jis Namaz Me Fatiha Ke Bad Surat Padhna Zaruri Hai Use “Bhari” Keh Diya Jata Hai Aur Jisme, Surat Milana Zaruri Nahi … Reff: 0923-1103 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ke Liye Ek Neend Lena Zaruri Hai Ya Jagte Hue 12 Baje Ke Baad? Kya Tahajud Ki Namaz Ek Nind Lene Ke Bad Mani Jaati He Agar Hum Jagte Rahe Or 12 Baje Ke Bad Padhle To Kya Namaz Mani Jaygi ? Ye Awam Me Mash’hoor Hai Ki Tahajjud Ka Waqt Rat 12 Baje Ke Bad Hota Hai, Ye Ghalat Hai Iski Kuchh Asl Nahi, Tahajjud Ki Namaz, Isha Ki Namaz Padhne K … Reff: 0923-1102 | Unknown Topic: Imam Hasan Aur Imam Husain Ke Naam Ke Sath "Alaihissalam" Lagana Kaisa Hai? Baz Log Imame Husen Or Imame Hasan Ke Nam Ke Pichhe Alehissalam Lagate He Kya Ye In Buzurgo Ke Nam Ke Sath Alehissalam Lagana Sahi He, Rehnumai Farma … Lafz عليه السلام Nabi, Rasool Aur Firishte Ke Liye Khaas Hai, Inke Gair Ko Naa Kaha Jaye Naa Likha Jaye, Imam Hasan, Hussain Aur Deegar Sahaba Ko “Rad …