Total 1401 answers
Reff: 0923-1101 | Unknown Topic: Beemari Ya Khujli Ki Wajah Se Mardo Ke Liye Raan Par Mehndi Lagana Kaisa Hai? Mard Ko Mehndi Raan Par Lagana Kisi Beemari Ya Khujli Ke Liye Jaiz Hai Ya Nahi Jaiz Hai, Jabki Aur Dawa Nafabakhsh Sabit Naa Hui Ho To Warna Pehle Doosra Ilaj Mumkin Ho To Kare Reff: 0823-1100 | Unknown Topic: Ishraq Ke Kitni Der Baad Chasht Ki Namaz Ka Waqt Shuru Hota Hai? Ishrak Ke Kitni Der Bad Chasht Ki Namaz Ka Waqt Shuru Hota He ? Ishraq Ka Waqt- Suraj Tulu Hone Se Kam Se Kam 20 Mnt. Baad Padh Sakte Hai, Chasht Ka Waqt- Aftab Buland Hone Se Zawal Tak, Or Namaz-e-Ishraq Ke Bad Bh … Reff: 0823-1099 | Unknown Topic: Quran Ki Hifz Ya Choti Suratein Padhte Waqt Har Surat Se Pehle Bismillah Padhni Hai? Jab Ham Quraan Ki Hifz Surat Padhte Hen Sabse Pehle Bismillah Padhte Hen, To Kiya Dusri Tesri Chothi Surat Padhne Par Bhi Hame Har Surat Me Bismillah … Jab Ek Baar Ayate Padhna Shuru Ki Chahe Dekh Kar Ya Hifz Wali Zuban Se To Awwal Me Bismillah Padhna Kafi Hai, Har Bar Har Surat Se Pehle Zaruri Nahi M … Reff: 0823-1098 | Unknown Topic: Wuzu Karne Ke Baad Biwi Ko Kiss Karne Se Wuzu Toot Jata Hai Ya Nahi? Hazrat Mene Wuzu Kiya Namaz Padne Ke Liye Lekin Mene Apni Biwi Ko Kiss Kiya To Kiya Mera Wuzu Tutega ? Kiss, Apni Biwi Ya Gair Aurat Ko, Gaal Par Ya Honto Par Ya Jism Ke Kisi Bhi Hisse Par Karne Se Ya Gale Lagane Se Wuzu Nahi Jata, Magar Halat-e-Wuzu Me … Reff: 0823-1097 | Unknown Topic: Namaz Ki Halat Me Gardan Ki Haddi (Throat Area) Dikhne Se Namaz Par Asar? Asslamu Alykum, Hazrat Namaz Ki Halat Me Gale Ki Haddi Dikhne Se Namaz Me Koi Farq Padega ? Kurte/Shirt Ke Upar Ke Batan Khule Rehne Ki Chand Surate Hai, Yani, Kurta Ka Pehle Gale Ka Batan Khula Hai, Jisse Sirf Gala Ya Hasli Ki Haddi Nazar Aa … Reff: 0823-1096 | Unknown Topic: Hajj Par Jane Par Wahabi/Ahle-Hadith Imam Ke Peeche Rafa-Yaden Walon Ke Sath Namaz? Apne Bataya Tha Ke Wahabi, Deobandi, Ahle Hadees In Sab Ke Pichhe Namaz Nahi Padhna Chahiye To Jab Ham HAJ Karne Jaye To Waha To Raffaiyaden Hota He A … Jo Mene Bataya Tha Ki Badmazhab Ke Pichhe Namaz Nahi Wo Durust Hai, Aur Yahi Maslak Quran O Hadis Ka Maslak Hai Aur Yahi Jawab Deegar Muftian-e-Kiram … Reff: 0823-1095 | Unknown Topic: Allah Se "Tu" Keh Kar Aur Nabi Se "Aap" Keh Kar Mukhatib Hone Ki Kya Waja Hai? Hazrat Ye Bataye Ki Jo Hamse Bada Hota He Usse Ham Tu Ya Tum Se Baat Nahi Karte Hamesha Aap Se Bat Karte He To ALLAH PAAK Se Aise Kyun Bat Karte He Ke … Suwal Me Jo Apne Likha Ki Bade Ko Ham “Tu” Nahi Bolte, To Allah Ko “Tu” Kar Ke Kyun Arz Karte Hai, To Iska Jawab Ye Hai Ki, Aisa Nahi Hai Ki Har Bar L … Reff: 0823-1094 | Unknown Topic: Aurton Par Bhi Sajde Me Paon Ki Teen Ungliyon Ka Pet Zameen Par Rakhna Wajib Hai? Jis Tarah Mard Ko Sajde Me Paun Ki Teen Teen Ungalio Ka Pet Zameen Par Lagana Wajib Hai, Aur Koi Jan Kar Naa Lagaye To Namaz Naa Hogi, To Kya Aurat Ke … Wo Hukm Kewal Mard Ke Liye Hai, Aurat Ko Ulti Sureen(Kulah) Par Beth Kar Dono Paun Seedhi Taraf Nikalne Ka Hukm Hai, Reff: 0823-1093 | Unknown Topic: Nabi, Paigambar Aur Rasool Ke Lafzi O Islahhi Mafhoom Me Kya Farq Hai? Nabi, Pegamber Or Rasool Me Kya Fark Hai Nabi Ke Liye Insan Aur Mard Hona Zaruri Hai, Aur Rasool Ke Liye Insan Hona Zaruri Nahi Balki Firishte Me Bhi Rusool Hain, Aur Nabi Rasool Bhi Hote Hai … Reff: 0823-1092 | Unknown Topic: Wahabi Ya Deobandi Ko Salam Karna Aur Unke Salam Ka Jawab Dena Zaruri Hai? Assalamualikum, Kya Wahabi Deobandi Ko Salam Kar Sakte Hai Aur Agar Wahabi Deobandi Salam Kare Toh Unka Jawab Dena Zaroori Hai Salam Karna Tazeem Aur Dua Hai, Aur Hadis Me Farmaya Jisne Kisi BADMAZHAB Ki Tazeem Ki Usne Deen Ko Dhaa Dene Me Madad Ki, Lihaza Kisi Bhi Badmazhab F … Reff: 0823-1091 | Unknown Topic: Farz Ke Baad Ayatul Kursi Padhna Bhool Kar Doosri Rakat Ki Niyat Bandhne Par Gunah? Agar Ham Farz Padhne Ke Bad Aytal Kursi Padhna Bhool Jaye Or Dusri Rakat Ki Niyat Bandh Le To Gunah Hoga NAHI Reff: 0823-1090 | Unknown Topic: Likh Kar Salam Bhejne Wale Ko Kya Lazmi Taur Par Likh Kar Hi Jawab Dena Hai? Huzur Ye Irshad Farmaye Ki Agar Koi Likh Kar Salam Kare To Kya Likhe Hue Salam Ka Jawab Bhi Dena Wajib Hai, Rehnumai Farma Dijiye Aabid Raza Mandsor M … Likhe Hue (Written) Salam Ka Jawab Dena Bhi Wajib Hai, Magar Likh Kar Wajib Nahi, Yani Salam Milte Hi Forn Jawab Munh Se De De, Der Ki To Gunahgar Hog … Reff: 0823-1089 | Unknown Topic: Nikah Aur Walima Dono Ek Hi Din (Ek Hi Waqt) Rakhna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Kya Nikah Aur Walima Dono Ek Hi Din Rakh Sakte Hai Kya. Matlab Nikah Ke Hi Din Walima Bhi Ho Sakta He Kya. ? Sunnat Walima Shab-e-Zifaf(Suhagrat) Ke Agle Do Din Tak Ho Sakta Hai, Aur Suwal Me Mujhe Ye Samajh Aa Raha Hai Ki Dulah Wale Gaye Nikah Kiya, Aur Unho … Reff: 0823-1088 | Unknown Topic: Kisi Musalman Ko "Haram Ki Aulaad" Jaise Gande Alfaaz Kehna Kaisa Hai? Hume Ye Janna Hai Ki Hum Kisi Musalman Ko Haram Ki Aulad Wagaira Alfaz Se Keh Sakte Hai Kya? Kisi Bhi Musalman Ko Gali Dena Haram Aur Gunah-e-Kabira Hai, Thik Waise Hi Gali Aur Zillat Ke Tor Par Haram Ki Aulad Kehna Bhi Haram Hai, Fatawa Razaw … Reff: 0823-1087 | Unknown Topic: Zinda Insan Ko Bhi Kuch Padh Kar Isal-E-Sawab (Bakhshna) Kiya Ja Sakta Hai? Kiya Ham, Jo Zinda Insan Hen Unko Bhi Kuchh Padhkr Bakhash Sakte Hen Ke Wo Unhe Marne Ke Bad Mile ? Apne Kisi Bhi Nek Amal (Farz Ya Nafil) Ka Swab Kisi Bhi Sunni Musalman (Murda Ya Zinda) Ko Bheja Jaa Sakta Hai, Aur Ye Sawab Pahuchta Bhi Hai, Yahi AH … Reff: 0823-1086 | Unknown Topic: Let Kar Ya Letne Ki Halat Me Durood Sharif Padh Sakte Hain Ya Nahi? Kya Let Ke Darood Sareef Nahi Padh Sakte Kya Padh Sakte Hain, Reff: 0823-1085 | Unknown Topic: Nabalig Bachcha Saf Ke Darmiyan Khada Ho Toh Kya Use Saf Se Hata Dena Chahiye? Kiya Farmate Hen. Ulmaye Deen Is Masale Me Ke Agar Nabalig Bachcha Saf Ke Darmiyan Khada Ho To Kiya Use Saf Ke Bahar Kar Dena Chahiye ? Islah Farmayen Agar Nabaligh Bachcha Jo Samajh Rakhta Ho Aur Namaz Janta Ho, To Aise Bachche Ka Tanha Akele Pichhe Khade Hona Makruh Hai, Use Chahiye Ki Mardo Ki Saf … Reff: 0823-1084 | Unknown Topic: Fasiq Shakhs Ko Salam Karna Shariat Me Kaisa Hai? Fasiq Ko Salam Karna Kaisa ? Bahar-e-Shariat Jild:3 Safah:463 Par Hai Jo Shakhs Ailaniya Fisq Karta Ho Use Salam Naa Kare, Reff: 0823-1083 | Unknown Topic: Hafiz-E-Quran Aakhirat Me Kitne Darje Buland Karega Aur Iske Fazail Kya Hain? Hazrat Hafiz-e-Quraan Aakhirat Me Kitne Darze (Kutam) Jannat Me Le Jayega Or Hafiz Ke Faida Bayan Karo Hawala Or Tafseer Ke Sath Samjaye Hazrat Talib … Hafiz-e-Quran Kitne Logo Ki Shafat Karega ? Iske Jawab Dete Huye Imam ISHQ O MOHABBAT Imam Ahmad Raza Muhaddis-e-Barelvi Al-Malfoozat Hisse: 01 Safah: … Reff: 0823-1082 | Unknown Topic: Bakra Eid Par Bhais (Buffalo) Ke 7 Hisso Me Se Qurbani Ke Sath Aqiqah Karna? Hazrat Bakra Eid Me Qurbani Ke Liye Bhais Le To Usme 7 Patti (Hisse) Hoti Hain, 4patti(Hisse) Ki Qurbani Karai Baki 3 Patti Ka Hakika Kara Sakte Hai ? … Jawab Tehrir Karne Se Pehle Me Sail Ki “Zehni Lughat” Me Ek Word Darj Karna Chahta Hu Ki Sail-e-Mohtram Ne Suwal Me Jo Lafz “Hakika” Likha Hai Wo Sahi …