Total 1401 answers
Reff: 0823-1081 | Unknown Topic: Namaz Padhate Waqt Bachchon Ka Aage Aa Jana Ya Sajde Ki Halat Me Upar Baith Jana? Namaz Padane Ke Darmiyaan Bachche Namaaz Ke Aage Aa Jaayein Ya Sajade Ki Haalat Mein Upar Baith Jaaye To Kya Namaaz Ho Jaayegi ? Halat-e-Namaz Me Agar Kisi Namazi Ke Aage Se Koi Shakhs Qasdan Guzre To Zarur Wo Gunahgar Hoga, Jabki (Namazi Ke Samne Suthra Naa Ho) Magar Namazi Ki … Reff: 0823-1080 | Unknown Topic: Maghrib Ki Teesri Rakat Me Galti Se Surah Fatiha Ke Baad Surat Padh Kar Ruku Me Jana? Asalam O Alaykum Aaj Me Maghrib Ki Namaz Akele Padh Raha Tha Ki Jab Tisri Yani Aakhri Rakat Me Khada Hua Usme Maine Alhamdo Sharif Ke Sath Dhokhe Se Q … Farz Ke Shuru Ki Do Rakat Me Qirat Karna Wajib Tha, Jo Apne Kiya, Uske Siwa Baki Bachi Do Rakat Aur Maghrib Ki Ek Akhir Rakat Me Qirat Karna Wajib Nah … Reff: 0823-1079 | Unknown Topic: Jo Kapda Pehenna Haram Hai (Jaise Mard Ka Resham) Use Pehan Kar Namaz Hoti Hai? Kya Farmate Hai Ulama-e-Ahle Sunnat Is Bare Me Ki Jo Kapda Pehenna Haram Hai (Maslan Mard Ko Resham Wala, Aurat Ko Mardana.. Wagera Wagera,) Use Pehn … Aise Namaz Makruh Tehrimi Hogi, Is Tarah Namaz Padhne Se Gunah Bhi Hoga Aur Toba Karna Bhi Wajib Aur Namaz Ka Fir Se Padhna Wajib Hai Jaisa Ki, Fatawa … Reff: 0823-1078 | Unknown Topic: Aurton Ka Churidar Pehenna Najaiz Aur Mardo (Dulhe) Ka Sherwani Ke Sath Pehenna Kaisa? Hazrat Aj Kal Kuchh Ladakiya Choori Dar Payjama Pehnti Hai, Aur Log Etraz Karte Hai, Mana Karte Hai, Magar Ladke Bhi To (Khas Kar) Sare Dulah Apni Sha … Is Qadr Chust Aur Tang Kapda Pehenna Najaiz Or Gunah Hai Jisse Jism Ki Banawat Nazar Aye Isi Tarah Aisa Jisse Jism Ki Rangat Nazar Aye Haram Hai, AUR … Reff: 0823-1077 | Unknown Topic: Qasai Ka Bina Bismillah Padhe Ya Machine Se Ek Sath Kai Janwaron Ko Zibah Karna? Hazrat Koi Qasai Murga Ya Bakra Aise Zabah Karta Ho Ki Ek Hi Vaar Me Khade Khade Uska Sar Tan Se Juda Kar De Ya Mashin Ke Zariye Ek Sath Kai Janwar Ko … Zibah Ke Waqt Jan Kar Tasmia Tarq Ki, Jaisa Ki Suwal Me Darj Hai To Janwar Haram Khana Haram Hai, Aur Machine Se Kaata Jaye Janwar Ka Etbar Nahi Yani … Reff: 0823-1076 | Unknown Topic: Darhi Par Zero Machine (Clean Shave Style Me) Chalana Durust Hai Ya Nahi? Assalmualikum, Kya Daarhi Par Zero Machine Lagana Durust Hai ? Ek Musht Daari Ke Neeche Se Bal Ko Katna Sunnat Hai Chahe Zero Machine Se Hi Kyun Naa Ho, Aur Mutlaqan Daari Ko Hi Kaat Dena Ya Ek Musht Se Kam Kar Le … Reff: 0823-1075 | Unknown Topic: Darhi Katwana Ya Na Rakhne Wale Ke Liye Gunah Hone Ka Kya Hukm Hai? السلام و علیکم Hazrat Daari Katwana Gunha He Kya ? Jis Ne Daari Nahi Rakhi Uske Liye Bhi Gunha He Ya Nahi Jazak Allah G Han, Dono Tariqe Se Gunah Hai, Aur Daari Naa Rakhne Wala Katwata Hi To Hoga Jabhi To Nahi Rakh Raha Bat Wahi Hai Ki Daari Katwana Haram Hai, Aur Kha … Reff: 0823-1074 | Unknown Topic: Aankhon Ki Roshni Badhane Aur Weak Eyes Ke Liye Quran O Hadees Ka Roohani Ilaj? Assalamalykum , Koi Hume Ankho Ki Roshni Badhane Ke Liye Ruhani Ilaz Bataye Plz Becoz Meri Eyes Power Bahut Kam Hota Ja Raha He ? Aap Rat Ko Surma Zarur Laga Kar Soya Kare, Aur Jab Bhi Bethe Kaabe Ki Taraf Hi Chehra Karke Bethe, Khate Waqt Ho Ya Padhte Waqt, Kyunki Jan Poochh Kar … Reff: 0823-1073 | Unknown Topic: Bina Ijazat Kisi Ko Whatsapp Group Me Add Karna Shariat Me Kaisa Hai? Kisi Se Bina Puchhe Apne Group Me Add Karna Kaisa Hai ? Aaj Kal Jo Bhi Shakhs Whatsapp Ya Social Media Use Kar Raha Hai Wo Ya To Logo Se Join Hone Ya Logo Ko Join Karne Ke Liye Hi Kar Raha Hai, Aur Agar Log … Reff: 0823-1072 | Unknown Topic: Namaz-E-Janaza Eidgah Me Ya Aam Khuli Jagah Par Padhi Ja Sakti Hai Kya? Namaz-e-Janaza Kya Eidgah Me Padi Jaa Sakti Hai Eidgah Ke Maidan Me Namaz-e-Janaza Padhne Me Harz Nahi, Aur Eidgah Ki Masjid Ki Jagah Me Nahi. Reff: 0823-1071 | Unknown Topic: Do Kaafiron (Non-Muslims) Ke Aapas Me Sulah Karwana Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat 02 Kaafiron Ke Bich Sulah Karwane Kaisa, Rehnumayi Farmaiye, Agar Mazhabi Mamla Nahi Aur Dunyawi Hai, To Kara Dene Me Harz Nahi, Jabki Apse Mashwara Manga Gaya Ho Warna Be-Mange Ka Mashwara Nahi Dena Chahiye, Au … Reff: 0823-1070 | Unknown Topic: Ghusl-E-Juma Ki Niyat Na Ki Ho Toh Kya Ghusl-E-Juma Ka Sawab Milega Ya Nahi? Jis Ne Gusal-e-Jumaa Ki Niyyat Na Ki To Use Gusal-e-Jumaa Ka Sawab Milega Ya Nahi ? Agar Koi Bekhyali Me Naha Liya Aur Ye Dhiyan Hi Nahi Ki Aaj Juma Ka Din Hai Aur Na Namaz Ke Liye Nahaya To Sawab Nahi Milega Magar Gusl Ho Jayega, Aur … Reff: 0823-1069 | Unknown Topic: Abdul Qadir Jilani Ke Naam Par Ghar Me Chirag Roshan Karne Ki Rasm Kaisi Hai? Hamare Yaha Chirag Roshan Hote He Abdul Qadir Jilane Ji Ke Name Se To Usme Koi Burai To Nahi Hai ? Chirag Abdul Qadir Jilani Bade Peer Ka Naam Ke Ho Ya Ghareeb Nawaz Ke Naam Ke, Bekar, Fizul Aur Be-Zarurat Aur Israf (Fizool Kharchi) Hai, Isse Na Apk … Reff: 0823-1068 | Unknown Topic: Nabi-E-Kareem Ko Khatmal Ke Katne Aur "Sahi Kiya Namaz Ka Waqt Tha" Wali Baat Ki Haqeeqat? Logo Me Kuchh Esi Baat Feli Hui He Ki Khatmal Ko Dua Mili He Aap Sallal Lahu Wassalam Se, Ye Baat Sahi He Kiya ? Aur Kehte He Aap So Rahe The Aur Aap … Taqleef Dene Wale Moozi Janwar Ko Marna Jaiz Hai, Aur Khatmal Ko Marna Bhi Jaiz Hai, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild: 3 Safah: 655 Par Hai KHATMAL Ko Ma … Reff: 0823-1067 | Unknown Topic: Shariat Me Kam Se Kam Meher Ki Miqdar (Amount) Kitni Honi Chahiye? Huzur Ye Irshad Farmay Ki Shariat Me Kam Se Kam Meher Kitni Honi Chahiye ? Allah Aap Ko Jaza-e-Kher Ata Farmay Muhammad Aabid Raza Mandsor M.P. AAMEEN Shariat Me Kam Se Kam Meher, 2 Tola 7.50 Masha Chandi Ya Iski Raqm Honi Chahiye Isse Kam Meher Nahi Ho Sakta, Yani (30.618 Gram) Aur Zyada Se Z … Reff: 0823-1066 | Unknown Topic: Cold Drink "Appy Fizz" Peena Shariat Ke Aitebar Se Jayez Hai Ya Najaiz? السلام علیکم Hazrat Appy Fizz Peena Kaisa He Jaiz Hai, (Jab Tak Usme Najaiz Ashian Ki Amezi Ka Yaqeen Naa Ho, Mehez Shak Ya Suni Sunai Bat Se Halal Haram Nahi Hota) Reff: 0823-1065 | Unknown Topic: Namaz Ke Foran Baad Astaghfar Padhna Chahiye Ya Kalma-E-Tayyiba? Ye Bataye Ke Namaz Ke Bad Turant Astagfar Padhna Chahiye Ya Kalma Shareef Padhna Chahiye ? Bahut Log Kalma Padhte He Aur Bahut Log Astagfar, Hawale Ke … Dono Padhna Durust Hai, Aur Aksar Astaghfar Hi Padhte Hai, Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Al-Wazifa Tul Karima Safah:23 Par Naqal Karte Hain (Har Namaz … Reff: 0823-1064 | Unknown Topic: Salat-Ul-Tasbeeh Ki Namaz Kya Hai Aur Isko Padhne Ka Mukammal Tarika Kya Hai? Salat Ul Tasbeeh Kya Hai? Aur Iska Tareeka Kya Hai? Jawab Zaror Den. Ek Fazilat Wali Nafil Namaz Ka Naam Hai, Jisse Mumkin Ho Roz Padhe Warna Hafte Me Ek Din Warna Mahine Me Warna Sal Me, Warna Umar Me Ek Bar Zarur Padh … Reff: 0823-1063 | Unknown Topic: Mazar-E-Shareef Par Jakar Qadam-Bosi (Paon Chumna) Karna Jayez Hai Ya Nahi? Hazrat Mazar Shareef Ki Qadambosi Karna Jaiz He ? Maujooda Dor Me Meri Naqis Tehqiq Ke Mutabik Iski Do Surate Ho Sakti Hai, Aise Mazar Par Chadar Choomna Jaha Deobandi Wahabi Maujood Ho Aur Wo Logo Ke … Reff: 0823-1062 | Unknown Topic: Mazaarat (Mazaron) Par Jakar Dua Mangne Ka Sahi Aur Sunnat Tarika Kya Hai? Mazarat Par Dua Mangne Ka Tariqa Bataiye ? Qadmo Ki Taraf Se Dakhil Ho, Char Hath Ki Doori Par Rahe Aur Qadam Ke Pas Hi Rahe Sirahane Naa Jaye, Aur Fatiha Padhe Aur Dua Mange, Aur Fatiha Aur Du …