بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0823-1061 | Unknown Topic: Koonde Ki Niyaz Ki Haqeeqat Kya Hai Aur Ise Kis Tareekh Me Manana Chahiye? Hazrat Koondo Ki Haqiqat Kya He (Matlab) Kab Manana Chahiye Hawale Ke Sath Bataye To Badi Meharbani Hogi, Imam Jafar Ke Isal-e-Sawab Ke Liye Hoti Hai, Unke Wisal Ke Bad Shuru Hui, Mustahab Hai, Aur Dunya Se Jaane Wale Ko Bhi Sawab Pahuchaya Jaa Sakta Hai, … Reff: 0823-1060 | Unknown Topic: Ghar Se Nikalte Waqt Namak Ke Sath Roti Ka Niwala Khane Se Mayoos Na Lautne Wali Baat? Huzur Kya Ye Farman Sahi He Ki .. Huzur Kya Ye Farman Sahi He Ki “Jitni Bhi Badi Mushkil Ho, Jitna Bhi Bada Imtihaan Ho, Ghar Se Nikalte Waqt Ek Roti … Mujhe Is Qaul Ki Tasdik Nahi Ho Saki, Naa Aisi Koi Riwayat Mene Kahin Padi, Suni, Lihaza Aapne Kaha Padha Ya Kisne Apko Batai, Aap Unse Iska Hawala Ta … Reff: 0823-1059 | Unknown Topic: Mardon Ke Liye Chain Wali Ghadi Ya Sona-Chandi Ke Alawa Doosri Dhatu Ki Chain Pehenna? Mard Ko Hath Me Chain Wali Ghadi(Watch) Pahanna Kaisa He ? Or Kya Is Haal Me Namaz Hogi ? Or Gale Me Sone Chandi Ke Alawa Kisi Or Dhatu Ki Chain Pahan … Chain Wali Ghadi Pehnne Me Ulama Ke Do Groh Hai, Baz Iske Jawaz Ke Qail Hai Baz Adame Jawaz Ke, Lihaza Jinke Nazdeek Chain Wali Ghadi Pehenna Haram Ha … Reff: 0823-1058 | Unknown Topic: Zohar Ki Niyat Ki Jagah Zuban Se Asr Nikal Jaye Aur Namaz Puri Ho Jaye Toh Kya Karein? Hazrat Zohar Ki Namaz Ke Irade Se Khade Hue Or Niyat Munh Se Asar Nikal Jaye Or Namaz Mukammal Hogai To Kiya Karen ? Isme Do Surat Hain, Ek Ye Ki Dil Me Pakka Irada Zohar Ka Hai Bas Munh Se Asr Nikal Gaya To Namaz Zohar Ho Gai, Dosri Surat, Yani Agar Kisi Ne Puchha K … Reff: 0823-1057 | Unknown Topic: Doodh Me Makhi Ka Bachcha Gir Kar Mar Jaye Toh Us Doodh Ka Kya Hukm Hai? Mujhe Ye Maloom Karna Tha Ke Agar Doodh Me Makdi Ka Bachha Gir Ke Mar Jaye To Us Doodh Ka Kya Karenge ? Istemal Kar Saktey Hen? Aksar Dekha Gaya Hai Ki Makdi Ke Zariye, Jism Par Katne Se Ek Khatarnak Marz Hota Hai, Jisse Pata Chalta Hai Ki Makdi Me Khatarnak Rasayan Maujood Hot … Reff: 0823-1056 | Unknown Topic: Shadi Me Haldi Ki Rasm (Haldi Lagana) Ada Karna Shariat Me Kaisa Hai? हज़रत शादी मे हल्दी कि रसम केसी ? Rasm Shadi Me Haldi Ki Jise Urf-e-Aam Me “UBTAN” Kaha Jata Hai, JAIZ HAI, Aur Ye Qaida Yaad Rakhna Chahiye Ki Shariat Me Kisi Kaam Ke Jaiz Hone Ki Liy … Reff: 0823-1055 | Unknown Topic: Sunnat Namaz Ki Niyat Bandhne Ka Shariat Ke Mutabiq Sahi Tarika Kya Hai? Sunnat Namaz Ke Niyat Ka Tariqa Kiya Hai Sunnat Namaz Ki Niyat Me “Sunnat Rasoolullah Ki” Kehna Jaiz Hai Reff: 0823-1054 | Unknown Topic: Jumme Ki Namaz Padhne Ka Mukammal Aur Tafsili Tarika Kya Hai? Hazrat Jume Ki Namaz Ka Poora Tariqa Kya Hai, 4 Sunnat-e-Moakkada 2 Farz 4 Sunnat-e-Moakkada 2 Sunnat-e-Moakkada 2 Nafil Reff: 0823-1053 | Unknown Topic: Mitti Ke Bartan Me Khana, Peena Aur Ghar Me Rakhne Ki Koi Sharai Fazilat Hai? Huzur, Mit’ti Ke Bartan Me Khane Pine Or Ghar Me Rakhne Ki Koi Fazilat Ho To Irshad Farma Dijiye Agar Hawala Bhi Ho To Bahut Behtar. Aabid Raza Mandso … Beshaq Khana Peena Bartan Me Mitti Ke Badi Sa’adat Mandi Hai, Aur Ise Ghar Me Rakhne Ki Bhi Fazilat Hadis Me Maujood Hai, Mitti Ke Bartan Me Khana Pee … Reff: 0823-1052 | Unknown Topic: Zindagi Bhar Ke Nek Kaamon Ka Sawab Aage Se (Advance Me) Isal-E-Sawab Karna Kaisa? Kya Advance Me Isale Sawab Kiya Ja Sakta Hai ? Example: Agar Kisi Ne Is Tarah Niyat Ki Ke "Mai Apni Aainda Ki Aane Wali Sari Zindagi Me Jo Bhi Nek Kaa … Ye Man Lo Ki Aap Kahi Nokri Karte Ho, Jaha Apko Roz 1 Rupya Milta Hai, Apne Socha Ki Me Is Tarah 30 Rupay Har Mahine Kama Lunga, Aur 5 Rupye Har Mahin … Reff: 0823-1051 | Unknown Topic: Electronic Dukan Par Tv Bechne Ka Business Karna Aur Uski Kamai Ka Hukm? Agar Kisi Ka Electronic Ka Business He Or Us Me T.V. Bechi Jati Hai. To Kya T.V. Ko Bechna Ye Jaiz Kamai Hogi Ya Najaiz ? Aisa Nahi Hai Ki Ab Agar Koi Tv Khareede To Ye Hi Samajha Jaye Ki Wo Ispar Film Dekhega, Kyunki Tv Ke Shara Me Jaiz Istimal Bhi Maujood Hai, Maslan, K … Reff: 0723-1050 | Unknown Topic: Jism Ke Kisi Bhi Hisse Par Tattoo Banwana Jayez Hai Ya Najaiz Aur Kyun? Assalam Walaikum Hazrat, Ye Bata Dijiye Ki Body Ke Kisi Bhi Hisse Par Tetoo Banwana Jaiz Hai Ya Nahi Aur Nahi To Kyun ? Jism Ke Kisi Bhi Hisse Par Tetoo Godna Gudwana, Jandar Ki Ho Ya Gair Jandar Ka Sab Haram Hai, Aur Mana Isliye Hai Ki Allah Ne Aisa Karne Walo Par Lana … Reff: 0723-1049 | Unknown Topic: Bachche Ka Naam "Sameer" Rakhna Aur "Muhammad Sameer" Kehne Ka Sharai Hukm? Baz Log Apne Bachcho Ke Nam SAMEER Rakhte He Or Mene Suna He Ki SAMEER Hawa Ke Jhoke Ko Kehte He Kya Ye Sahi He? Or Baz Log SAMEER Naam Ke Shakhs Ko M … Naam Sameer Rakhna Jaiz Hai, Magar Ulama Ne Isse Bachne Ka Hukm Diya Hai Kyunki Ma’ne Ke Etbar Se Ye Achha Nahi, Aur Apne Jo Suwal Me Sameer Ka Ma’na … Reff: 0723-1048 | Unknown Topic: Gaal (Rukhsar) Par Kale Baal Na Ho Aur Darhi Ke Baal Hon Toh Gaal Par Ustara Fira Sakte Hain? Hazrat Agar Rukhsar (Gaal) Par Kale Baal Na Ho Or Sirf Dadhi Tak Hi Baal Ho To Kiya Gaal Par Ustara Fira Sakte He Agar Gaal Par Ustra Lagwane Se Koi Ek Baal Bhi Nahi Kat’ta Yani Gal Par Baal Hai Hi Nahi To Ustra Lagwane Se Koi Gunah Bazahir Nazar Nahi Ata, Reff: 0723-1047 | Unknown Topic: Gair Muslimon Ke Bhandare Ka Khana Ya Prasad Khana Shariat Me Kaisa Hai? क्या गैर मुस्लिम के भण्डारे का "खाना या प्रसाद" खाना जायज़ है ? Bhandara Or Prashad Dono Ke Hukm Juda Juda Hain Or Dono Ki Surat Bhi Mukhtalif Hain, BHANDARA - Agar Is Kaifiyat Par Hai Ki Kisi Mazhab-e-Khas Ka Nahi … Reff: 0723-1046 | Unknown Topic: Naare Me Bole Jane Wale Lafz "Marhaba" (Sarkar Ki Aamad Marhaba) Ka Ma'na Kya Hai? "Marhaba" Ka Kya Matlab Hota Hai?? Jo Ki Nare Me Lagaya Jata Hai Ki "Sarkar Ki Aamad Marhaba" To Marhaba Means Kya ? wah wah - سبحان الله Reff: 0723-1045 | Unknown Topic: Ghar Me Makhi Ya Machhar Marne Wali Machine (Mosquito Killer) Lagana Kaisa Hai? Agar Koi Apne Ghar Me Makhi Ya Machar Wagera Ko Marne Ki Mashin Lagate He Tu Wo Jaiz He Ya Nahi Is Ka Jawab Khulase Ke Sath Do, Jaiz Hai, Fatawa Razawiyya Jild: 10 Safah: 742 Par Hai, Cheel, Kawwa, Chooha, Chhipkali, Sanp, Bichhu, Khatmal, Machhar, Pissu … Wagaira Khabees Aur M … Reff: 0723-1044 | Unknown Topic: Saharanpur Me Wahabi Majood Hone Par Wahabi Imam Ke Peeche Namaz Na Padh Kar Akele Padhna? Hazrat Mera Sawal Ye Hai Ke Main Saharan Pur Main Kaam Ke Silsile Me Aaya Hua Hu Yaha Charo Taraf Wahabi Hai Mera Manna Hai Ke Meri Namaaz Unke Pichhe … (AAMEEN) Jo Apka Manna Hai Wahi Haq Hai, Aur Jo Jamat Se Namaz Padhne Ka Hukm Hai, Wo Sunni Musalman Imam Ke Pichhe He, Har Imam Ke Nahi Warna Karbala … Reff: 0723-1043 | Unknown Topic: Tashahhud Me Ungli Uthane Ka Ahnaaf (Hanafi Mazhab) Ke Nazdeek Kya Maqsad Hai? Tashahud Me Ungli Uthana Aap (Ahanaaf) Ke Nazdeek Kiya Man’e Rakhta Hai Sunnat Reff: 0723-1042 | Unknown Topic: Kya Nabi-E-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Apni Zindagi Me Kisi Ke Hath Ya Paon Choome? Sawal Hai Ki [Kiya Nabi Karim Sallallahu Alayhi Wasallam Ne Kabhi Kisi Ko Apne Hath Ya Qadam Ka Bosaa Diya Kisi Bhi Muslim Ko Apni Fani Zindagi Me] Is … Awwal To Ye Qaida Hi Batil Hai Ki Har Cheez Wahi Jaiz Samajhi Jaye Jo Huzoor Ne Ki Aur Har Wo Cheez Najaiz Jo Nabi Ne Nahi Ki, Ye Etraz, JAHILANA, FAS …