Total 1401 answers
Reff: 0723-1041 | Unknown Topic: Ghusl (Nahane) Karne Ka Shariat Aur Sunnat Ke Mutabiq Mukammal Tarika Kya Hai? Salam, Janab Gusul Karne Ka Tareqa Bata Dein Bismillah Padh Kar Guslkhane Me Dakhil Ho, Gatto Tak Hath Dhoyen, Fir Adha Jism Dho Len,, Aur Najasat Lagi Ho To Use Saf Karo, Fir Namaz Ka Sa Wuzu Ka … Reff: 0723-1040 | Unknown Topic: Jumme Ke Do Khutbon Ke Darmiyan Imam Ke Baithne Par Muqtadi Kya Padhein Ya Baithein? Hazrat Juma Ke Din Jab Khutba Hota He To Bich Khutba Me Imam Baithte He Aur Ham Log Hanth Bandhe Rehte He To Khol Dete He To Dono Khutba Ke Darmiyan K … Do Khutbo Ke Dauran Dua Qubool Hoti Hai, Us Waqt Zarur Dua Karni Chahiye, Jo Dua Aap Chaho Karo Aur Jis Zuban Me, Aur Hath Uthane Ki Bhi Zarurat Nahi, … Reff: 0723-1039 | Unknown Topic: Mic Par Namaz Padhana Jayez Hai Ya Nahi, Sunni Masajid Me Iska Ikhtilaf Kyun Hai? क्या माइक में नमाज़ पढ़ाना जायज़ है ? कुछ सुन्नी मस्जिदों में पढ़ाते है और कुछ मस्जिदों में नहीं। ऐसा क्यों है? Mic Par Namaz Ko Lekar Ulama-e-Ahle Sunnat Me Ikhtilaf Hai, Baz Iske Jawaz Ke Qail Hai Aur Baz Adm-e-Jawaz Ke, Aur Hamari Ray Is Masale Par Ye Hai Ki … Reff: 0723-1038 | Unknown Topic: Juma Ki Namaz Me 2 Farz Ke Alawa Baaki Raqatein Sunnat Hain Ya Nafil? Juma Ki Kitni Raqat Namaz Hoti Hai Or Kaun Kaun Si ? 2 Farz Ke Alawa Baki Ki Namaz Sunnat Hai Ya Sunnate Muakkadah Hai Ya Nafil He ? 4 Sunnat-e-Moakkada, 2 Farz, 4 Sunnat-e-Moakkada, 2 Sunnat-e-Moakkada, 2 Nafil Reff: 0723-1037 | Unknown Topic: "Shah-E-Mardan Sher-E-Yazdan..." Ye Dua Hai, Sher Hai Ya Wazifa, Iska Ma'na? Hazrat Ye Dua/Wazeefa/Sher Hei?? Iska Mana(Mtlb)Batayen.. Shah-E-Mardan Sher-E-Yazdan Quwat-E-Parwardigar La Fata Ila Ali, La Saif Ila Zulfiqar Pehla Misra Hazrat Ali Ke Alqabat Ka Khulasa Hai, (Sher Jaise Bahadur, Sher-e-Khuda Wagera,Wagera) Aur Ek Martaba Ek Jang Ke Dauran Ap Kafiro Ko Kaat … Reff: 0723-1036 | Unknown Topic: Tijarat Me Nuqsan Aur Qarz Hone Par Ma Ki Khidmat Ke Liye Wapas Aana Ya Qarz Chukana? Hazrat Ek Shakhs Ne Uske Maqami Sheher Se Bahar Doosre Sheher Me Tijarat Maa Ki Ijazat Se Shuru Ki Thi, Lekin Ab Uski Tijarat Me Nuqsan Ho Gaya, Aur Q … Aye ‘Raza’ Har Kaam Ka Ek Waqt Hai Dil Ko Bhi Aram Ho Hi Jayega Naa Ye Jaiz Hai Ki Qarz Daro Ko Dhoka De Kar Apne Sheher Aye, Aur Naa Ye Jaiz Hai Ki M … Reff: 0723-1035 | Unknown Topic: Adopted (God Liye Hue) Bachche Ke Paalne Wale Aur Haqeeqi Walidain Ke Kya Huqooq Hain? Main Ek Adopted Hun Mere Huqooq Kya Hone Chahiye Mere Walidain Par Main Jinke Pass Rehta Hun Unka Aur Jinho Ne Mujhe Paida Kiya Unka, Quran Hadis Ki R … Aap Par Walidain (Jisne Paida Kiya) Ke Haq Hi Hai, Aur Wo Sare Haq Apko Ada Karne Honge, Unke Muqable Me Kisi Ka Koi Haq Nahi, Or Jinhone God Liya To … Reff: 0723-1034 | Unknown Topic: Mardon Ki Sone Ki Anguthi Banane Aur Gair Muslim Dandaar Ko Bechne Ka Business? Hazrat Mera Suwal Ye Hai Ki Mera Business Gold Jents Ring Manufacture Ka Hai Mere Yaha Mard Wali Sone Ki Anguthi(Ring) Banti H..Or Mujhe Pata Hai Ki M … Quran Pak Me Allah Fermata Hai, Surah Maida Ayat 02 Me Or Gunah Or Zyadati Par Ek Doosre Ki Madad Naa Karo Fatawa Hindiyya Jild: 3 Safah: 451 Par Hai … Reff: 0723-1033 | Unknown Topic: Ghar Ya Karkhane Me Kathal (Jackfruit) Ka Ped Na Lagane Ki Baat Kitni Sahi Hai? Mere Ek Sunni Dost Ne Bataya Hai Ki Ghar Ya Karkhane Me Kathal Ka Ped Nahi Lagaya Jata, Kya Ye Sahi.? Mujhe Iska Ilm Nahi Na Kahi Aisa Mene Suna Na Kabhi Nazar Se Guzra, Aap Usi Dost Se Iski Sharai Kharabi Maloom Kare, Ki Jo Daawa Karta Hai Dalil Dena … Reff: 0723-1032 | Unknown Topic: Haath Par Tattoo Banwana (Jandar Ka Ho Ya Naam/Phool Ka) Namaz Aur Gunah Ke Lihaz Se? Hazrat Kiya Tetoo Hath Par Banane Se Namaz Nahi Hogi Tetoo Jandar Cheez Ka Ho Ya Naam Ka Ya Phool Patti Ka Ho To Kiya Namaz Nahi Hogi Or Tetoo Banana … Tetoo Banana, Banwana, Jandar Ya Gair Jandar Ka Sab Haram Hai, Ab Agar Kisi Ne Banwaya Aur Bad Me Maloom Chala Ki Ye Kam Jaiz Nahi Tha To Ab Wo Sache … Reff: 0723-1031 | Unknown Topic: "Allah Aur Eeshwar Ek Hi Hain" Aisi Baat Kehne Wale Ke Liye Shariat Me Kya Hukm Hai? Kuchh Log Kehte Hei ALLAH Or Ishwr Ek He, Aise Logon Ke Liye Shriat Me Kya Hukm He ? Rehnumayi Farmayen Aisa Kehne Wala Gunah Gar To Kam Az Kam Hai Aur Ise Toba Bhi Karni Chahiye, Aur Isse Puchha Jayega Ki Eshwar Se Kya Murad Hai, Agar Wo Ye Aqeeda Rakht … Reff: 0723-1030 | Unknown Topic: Mazak Me Aisa Jhoot Bolna Jise Sunne Wale Ko Bhi Pata Ho Ki Jhoot Hai, Uska Hukm? Zaid Ne Mazak Me Jhooth Is Tarah Kaha Ki "Sunne Ya Padhne Waale Ko Maalum Hai Ki Yeh Jhooth Hai " Zaid Par Kya Hukme Sharai Hoga? Zaid Par Koi Hukm Nahi, Jab Tak Wo Jumla Ya Poori Bat Mujhe Wajeh Naa Ho, Kyunki Isme Do Surate Ho Sakti Hai, Maslan Zaid Ne Kisi Ka Saman Chhipa Diya … Reff: 0723-1029 | Unknown Topic: Badan Par Chipkali Gir Jane Se Kya Badan Napak Hota Hai Aur Ghusl Farz Hota Hai? Hazrat Kiya Chhipkali Agar Badan Par Gir Jaye To Napak Ho Jate He Or Gusal Farz Ho Jata He. (Mubalga) Askar Log Mujhe Isi Tarah Ke Suwal Karte He Ki Chhipkali Badan Par Gir Jaye To Kya Hame Nahana Zaruri Hai, Magar Koi Ye Nahi Puchhta Ki Agar … Reff: 0723-1028 | Unknown Topic: Namaz Me Imam Ki Zaban Ladkhadane Par Piche Se Muqtadi Aage Badhaye Toh Sajda Sahw? Agar Namaz Padhate Hue Imam Ki Zabaan Qirat Main Ladkhada Jaye Aur Is Se Pahele Ki Wo Durust Ho, Peechhe Se Muktadi Qirat Ko Aage Badhaye To Kya Aise … Imam Ayat Bhool Gaya Aur Taqrar Naa Kari, Ya Foran Dosri Surat Ki Taraf Muntaqil Nahi Hua Aur Ye Suqoot 3 Tasbih Ka Tha To, Sajda Sehev Wajib Hai, War … Reff: 0723-1027 | Unknown Topic: Ghar Se 200 Km Door Ek Saal Ke Liye Appoint Hone Par Hafte-Do Hafte Me Aane Wala Musafir Hai? Zaid Apne Ghar Se 200 K/M Door 1 Saal Ke Liye Kahi Appoint Hua Lekin Wo Hafte Do Hafte Me Apne Ghar Wapas Hota Rehta He, Is Surat Kya Wo Musafir Hua ? Zaid Jahan 15 Din Se Zyada Ki Niyat Se Kam Kaj Ke Silsile Me Reh Raha Hai, Wo Jagah Uske Haq Me WATAN-e-IQAMAT Hui, Aur Waqt-e-Iqamat Me Namaz Qasar N … Reff: 0723-1026 | Unknown Topic: Allah Ta'ala Ko Farsi Me "Khuda" Aur Hindi Me "Eeshwar" Kehna Kaisa Hai? Allah عزوجل Ko Khuda (Jo Ki Farsi Lafz He) Or Eeshvar (Jo Ki Hindi Lafz He) Kehna Kaisa? Allah Ko Allah Keh Kar Pukarna Zyada Behtar Hai, Ye Jamae Naam Hai, Jisne Allah Ko Allah Keh Kar Pukara To Goya Usne Use Sabhi Namo Se Yaad Kiya, Aur … Reff: 0723-1025 | Unknown Topic: Tanha (Akeli) Namaz Padhte Waqt Farz Namaz Se Pehle Takbeer Kehna Zaruri Hai? Jab Namaz Tanha Pad Rahe Ho To Kya Farz Namaz Ke Pehle Takbeer Kehna Zaruri He ? Nahi Tanha Namazi Ko Azan Aur Takbir Ki Hajat Nahi, Isi Tarah Waqarul Fatawa Jild:2 Safah:40 Par Hai “Aisi Jaga Jahan Qarib Me Masjid Hai, Aur Usme Az … Reff: 0723-1024 | Unknown Topic: Safar Me 10 Ya 20 Din Ki Niyat Ho Toh Jamat Ke Sath Ya Akele Namaz Kaise Padhein? Agar Hum Safar Me He Or Hamari Niyat 20 Din Ki He To Kis Tarha Hume Namaz Ada Karni He Jamat Ke Sath, Niyat Agar Das Din Ki He To Kis Tarha Se Karni H … Agar Apne Asli Sheher (Watan-e-Asli) Se 92 KM Bahar Jaane Ka Irada Ho Or Wo Bhi, 15 Din Se Kam Din Ke Liye To Musafir Kehlayega Aur Musafir Ko Har 4 R … Reff: 0723-1023 | Unknown Topic: Subah Kam Par Jaldi Jane Ke Liye Fajar Ki Namaz Jamat Se Pehle Ghar Padhna? Hazrat Fajr Ki Namaz Agar Ghar Padh Le To Agar Subha Kam Par Jaldi Jana Ho Jamat Se Pehle ? Namaz-e-Fajr Ada Ho Jayegi, Yani Farz Zimme Se Saqit Ho Jayega, Aur Ek Bar Aisa Karne Se Kuchh Gunah Bhi Nahi, Aur Agar Aisa Karne Ki Adat Bana Li To … Reff: 0723-1022 | Unknown Topic: Farz Namaz Akele Padhte Waqt Agar Imam Na Ho Toh Kya Iqamat Kahi Jayegi? Hazrat Agar Farz Namaz Me Imam Na Ho Or Sab Ko Tanha Namaz Padhni Ho To Kiya Iqamat Kahi Jayegi ? Jab Koi Tanha Apni Namaz Ada Kare To Use Apni Namaz Ke Liye Azan Ya Iqamat Kehne Ki Zarurat Nahi, Waqt Ka Hona Kafi Hai Ya Ilaqe Ki Koi Bhi Azan Hi Ka …