بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0224-1381 | Unknown Topic: Retirement Ke Baad Milne Wale 10 Lakh Rupaye Bank Me Rakhne Par Zakat? Koi Shakhs Retire Hota Hai Usko Retirement Ke Baad 10 Lack Rupiye Milte Hai Aur Wo Bank Me Jamaa Kar Deta Hai, 3 Maah Bad Ramzan Aa Chuka Ho To Kya Ra … G, Han Un 10 Lakh Ki Bhi Kul Mal Me Milakar Zakat Deni Hogi. Jabki Pehle Bhi Unke Pas Itne Paise Maujood Ho Ki Wo Sahib-e-Nisab Ho To Jab Koi Shakhs P … Reff: 0224-1380 | Unknown Topic: Sehri Ki Dua Quran O Hadees Me Kahan Likhi Hai, Wahabi Ke Sawal Ka Jawab? Mera Sawal Ye Hai Hazart, Ki Kiya Jo Sehri Ki Dua Hai Kya Wo Quraan Hadees Me Kahi Likhi Hai Hazart Agar Hawala Mil Jayega Bahut Meherbni Hogi Kyun Ki … Wabahi Ko Manwane Ki Apko Zarurat Nahi, Aur Is Group Me Behes Karne Ke Liye Sawal Ke Jawab Nahi Diye Jaate Balki Apni Islah Ke Liye Kiya Jate Hai, Aur … Reff: 0224-1379 | Unknown Topic: Har Namaz Ki Sunnat-E-Muakkada Jaan Boojhkar Chhodne Wale Ki Aadat Ka Hukm? Hazrat Ye Bataye Ke Jo Log Har Namaz Ki Nafil Jo Jaan Boojh Kar Chhor Dete He Jabki Unke Paas Time Ho Padhne Ka Or Is Cheez Ki Adat Bana Le Ke Nafil K … Suwal Me Saari Baate Sahi Hai, Jo Log Kehte Hai, Nafil Chhorna Gunah Nahi, Jiske Zimme Farz Ibadat Baki Ho Uski Nafil Ibadat Par Sawab Nahi Ye Bat Had … Reff: 0224-1378 | Unknown Topic: Qabristan Ke Andar Joota Ya Chappal Pehan Kar Jana Kaisa Hai? Assalamu Alaikum, Kia Kabristaan Ke Ander Chappal Pehankr Jaana Sahi Hai? Sahi Nahi Hai, Magar Gunah Bhi Nahi Reff: 0224-1377 | Unknown Topic: Gair-Muslim Ke Sath-Sath Wahabi/Deobandi Ko Bhi Deen Ki Dawat Dena Kaisa Hai? Kafir Ko Deen Ki Or Bulaana Chahiye Islaam Ki Dawat Dena Chahiye Agar Ye Sahi Hai To Wahabi Ko Bhi Deen Ki Traf Bulakar Haq Ahle Sunnat Wal Jamaat Ki … Aur Agar Wahabi Apne Aqaid Par Pakka Hai To Use Samjhana Fizul Aur Waqt Ko Zaya Karna Hai, Allah Ne Inke Dilo Par Mohr Kar Di, Ye Hidayat Pane Wale Na … Reff: 0224-1376 | Unknown Topic: Ghusl Ke Dauran Ya Baad Me Sharmgah Ko Chhoone Se Wuzu Tut Jata Hai Ya Nahi? Janaab Hadees Me Mene Parha Hai Jisne Apni Sharmgaah Ko Chhua Uske Liye Wazu Karna Zaruri Hai Lekin Jab Hum Gusl Karte Hen Sabse Pehle Wuzu Karte Hai … Ye Jo Kaha Gaya Hoga Ki Sharmgah Ko Hath Lagane Be Bad Wuzu Karo, Iska Matlab Ye Hai Ki, Aisi Jagah Hath Lagane Ke Bad Wuzu Karna MUSTAHAB Hai, Zaruri … Reff: 0224-1375 | Unknown Topic: "Main Ilm Ka Shahar Hoon Aur Ali Uska Darwaza Hain" Wali Hadees Ka Hawala? Hazrat Aaqa Ki Jo Hadees Hai Ke "Mai Ilm Ka Shahar Hu Or Abu Bakr R.A. Uski Buniyaad Hai Or Umar R.A. Uski Diwaar Hai Or Usmaan R.A. Uski Chhat Hai Or … Is Hadis Ko Mulla Ali Al-Qari Ne Musnad Al Firdos Ke Hawale Se Miraqat Sharah Mishkat Jild 11 Safah:346 Par Hai Main Ilm Ka Shehr Hun, Abu Bakr Uski B … Reff: 0224-1374 | Unknown Topic: Zakat Apne Sage Bhai Ko Dena Jabki Wo Maa-Baap Ke Sath Alag Rehta Ho? Hazrat Ye Batayn Zakat Apne BHAI Ko De Sakte Han, Jabki Uske Sath Hamare Man Bap Bhi Rehte Ho Aur Ham Alag Rehte Ho Wazahat Farmayen G, Han, De Sakte Hai, Aur Dete Waqt Zakaat Ada Karne Ki Aap Dil Me Niyat Kare, Bhai Ko Tohfa Ya Eidi Keh Kar Bhi De Sakte Hai, Zakat Kehna Zaruri Nahi … Reff: 0224-1373 | Unknown Topic: (Index Duplicate / Skipped In Numbering) Me Aapne Kaha Ke Agar Koi Wajib Chhut Jaaye To Sajda Sahv Karni Padhti Hai Kya Sirf Wajib Chhutne Par Hi Sajda Sahv Hai Yaa Or Bhi Koi Wajah Hai Sajda … Reff: 0224-1372 | Unknown Topic: Qailullah (Dopahar Ka Aaram) Karne Ka Sunnat Tarika Aur Iske Fawaid? Kailullah Ka Sunnat Tariqa Or Ye Hota Kya Kya He? Kya Isse Hafiza Tez Hota He, Dopher Ko Kuchh Waqt Aram Karna Ya Sone Ko Qaylulah Kaha Jata Hai, Jo Huzoor Se Sabit Hai Yani Sunnat-e-Mustahaba He, Aur Ghaliban Ye Un Logo Ke Liye … Reff: 0224-1371 | Unknown Topic: Nafil Namaz Khade Hokar Padhne Me Zyada Sawab Hai Ya Baith Kar? Hazrat Ye Batanye Ki Nafil Namaz Khade Ho Kar Padne Me Zyada Sawab Ha Ya Beth Ke Padhne Men, Hazrat Jawab Ka Intezar Rahega Nafil Namaz Bina Majburi Bhi Beth Kar Padhna Jaiz To Hai Magar Beth Kar Padhne Se, Kadhe Ho Kar Padhne Ki Nisbat Adha Sawab Milega.. Jaisa Ki Hadis Me … Reff: 0224-1370 | Unknown Topic: 350 Km Door Behan Ke Ghar Safar Me Jane Par Roza Chhod Sakte Hain Ya Nahi? Hazrat Mujhe Apni Sister Ko Uske Ghar Pe Le Kar Jaana He Aur 350 Kilometer Door He Me Roza Tark Karna Nahi Chahta Kya Me Isi Haalat Me Roza Rakh Sakta … Roza Rakh Sakte Ho, Aur Jis Din Safar Ho Us Me Sehri Khane Ke Bad 500 Gram. Daahi Pi Liya Jaye, Reff: 0224-1369 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Demag Me Bure Khyalat (Waswase) Aaye Toh Kya Karein? My Question Is, Namaz Padhte Waqt Agar Demage Me Bura Khayal Aaye Toh Kya Karna Chahiye Aap Un Khayalat Ki Taraf Dyan Na Diya Kare, Namaz Ki Taraf Tawajju Kar Liya Kare. Reff: 0224-1368 | Unknown Topic: Taraveeh Me Imam Sahab Ka Doosri Rakat Me Baithne Ke Bajaye Khade Ho Jana? Namaz-e-Taravih Me Imam Sahib Dusari Rakat Me Baithane Ki Bajaye Poora Khade Ho Gaye Aur Jab Muktadeeyon Ne Allahuakber Kaha To Baith Gaye Lekin Sajda … Un Do Rakat Taravih Ko Fir Se Padha Jata, (Magar Usi Rat Jis Rat Ye Mamla Hua, Uske Bad Nahi) Reff: 0224-1367 | Unknown Topic: Hazrat Ali Ko "Karam Allahu Wajahu" Kyun Kaha Jata Hai, Iska Ma'na? Assalamu Alaikum, Hazrate Ali Radi Allahu Anhu Ko 'Karam Allahu Wajaho' Kyun Kahte Hai Aur Iska Matlab Kya Hai ? Fatawa Razawiya Jild:28 Safah:436 Par Hai Hazrat-e-Maula Ne Huzoor Ke Kinar-e-Aqdas Me Parwarish Pai, Huzoor Ki God Me Hosh Sambhala, Aankh Khulte Hi … Reff: 0224-1366 | Unknown Topic: Naat Shareef Me Echo Sound (Reverb) Lagana Aur Najaiz/Haram Me Farq? Naat Sharif Me Echo Sound Rakhna Jaiz Hai Ya Najaiz, Or Najaiz Or Haram Me Fark Kya He Dono Ka Gunah Same He Ya Alag Alag, Tafsil Se Jawaab Den. Echo Awaz Ko Do Teen Bar Repeat Karke Nikalti Hai, Isme Koi Harz Nahi, Aur Naa Ye Music Se Mushabihat Hai, Han, Agar Echo Ke Sath Or Koi Sound System … Reff: 0224-1365 | Unknown Topic: Attahiyat Ki Jagah Galti Se Dua Padh Lene Par Sajda-E-Sahw Ka Masla? ALLAHUMMA INNI ZALAMTU NAFSI ZULMAN KASIRAU, VA LA YAGHFIRIZ ZUNUBA ILLA ANTA, FAGH FIRLI MAGHFIRATHAM MIN INDIKA, VARHAMNI INNAKA ANTAL GHAFOORUR RAH … Arabi Ibarato Ko Gair Arabi Rasl-Ul-Khat Me Likhna Jaiz Nahi, Ainda Iska Khyal Rakha Jaye, Tashahood Ke Bad Koi Bhi Dua Padh Lene Se Namaz Ho Jayegi, … Reff: 0224-1364 | Unknown Topic: Memory Ke Taur Par Dunya Me Tasweer (Photographs) Khichna Aur Rakhna Kaisa? Photographs Jo Aksar Aaj Ke Dour Mein Aam Ho Gaya He Toh Kya Use Khichna Jayaz He, Taki Ek Memory Ke Liye Rakhi Jaye Kisi Cheez Ke Aam Hone Se Uska Jaiz Hona Sabit Nahi Hota, Aur Waqtan Jo Jaiz Hoti Hai, Uski Khabar Ulama De Dete Hai, Tasvirkashi Haram Hai, Yani Phot … Reff: 0224-1363 | Unknown Topic: Masjid Ki Kaleen Par Shaitan Ke Chehre Nazar Aane Ki Baat Par Kaleen Badalna? Humare Yahan Masjid Me Jo Kaleen Bichhaee Gayi Hai Uspar Kafi Logon Ne Ye Kaha He Ki Is Kaleen Par Shaitan Ke Chehre Nazar Aa Rahe Hain Aur Kuchh Log … Sabhi Kaleen Agar Kisi Ek Shakhs Ne Apni Raqm Se Di Hai, Aur Use Shaitan Ka Chehra Nazar Aa Raha Hai, Aur Wo Khud Apne Paise Se Nai Kaleen Aur Dena Ch … Reff: 0224-1362 | Unknown Topic: Gair-Muslim (Non-Muslim) Ko Iftar Party Me Dawat Dena Aur Khana Khilana Kaisa? Kya Non Muslim Ko Aftaar Party Ki Dawat De Sakte Hai ? Ye Sawal Mujhse Kisi Ne Kiya Hai Be-Zarurat Nahi De Sakte, Ki Dawat Dena Unki Tazeem Hai, Aur Tazeem-e-Kafir Haram Hai, Fatawa Razawiya Jild:14 Safah:512 Par Hai “Kafir Ki Tazeem Hara …