Total 1401 answers
Reff: 0723-1021 | Unknown Topic: Mard Ke Seene Par Baal Zyada Ya Bade Hon Toh Unhe Kaatna Kaisa Hai? Kya Farmate He Ulmay Din Is Masle Ke Bare Me Ke Agar Kisi Mard Ke Sine Par Bal Bade Ho Ya Zyada Ho To Un Ko Kat Sakte He Ya Nahi ? Aabid Raza, Mandsor … Seene Hath Per Par Agar Baal Ho To Unhe Tarash Lena Mustahab Hai, Aur Jitne Zyada Ho To Tarashna Utna Hi Afzal, Kyunki Jisam Par Zyada Gair Zaruri Baa … Reff: 0723-1020 | Unknown Topic: Gair Muslimon Par Udhar Baaki Ho Toh Kya Unse Sood (Interest) Lena Jayez Hai? Kya Farmate Hen Ulmay Deen Is Masle Ke Bare Me Ki Hamare Bhai Ger Muslimo Par Lakho Rupay (Udhar Ke) Mangte He Par Wo Dene Me Aana Kani Karte He, To K … Jo Log Apko Asl Raqm Hi Nahi De Rahe Wo Extra Kaise De Denge ? Balki Unko Time Aage Badane Ka Moka Mil Jayega, Rahi Bat Zaid Raqm Ki To, Agar Apke Bha … Reff: 0723-1019 | Unknown Topic: Zohar Ki Namaz Ka Aakhri Waqt Kahan Tak Rehta Hai? Zohar Ki Namaz Ka Akhiri Waqt Kab Tak Rehta He. Zohar Ki Namaz Ka Akhri Waqt, Asr Ki Namaz Ka Waqt Hone Tak Rehta Hai, Maslan Aaj Asr Ka Waqt 5:15 Par Lagega To Zohar 5.14 Tak Hogi, Reff: 0723-1018 | Unknown Topic: Namaz Ke Faraiz, Sharait Aur Wajibat Kitne Aur Kaun-Kaun Se Hain? اسلام عليكم Hazrat Mujhe Ye Jannaa He Ke Namaz Ke Faraiz, Sharaet Or Wajbat Kitnay Kitnay Hain ? Or Kon Kon Se Hain.? Rehnumayi Farmaye. جزاك كم الله … Faraiz-e-Salat 1-Takbir-e-Tehrima, 2-Qiyam, 3-Qirat, 4-Ruku, 5-Sujood, 6-Qada Akhira, 7-Khuruj-e-Bisunuiyi Sharait-e-Salat 1-Taharat, 2-Sitre Aurat, 3 … Reff: 0723-1017 | Unknown Topic: Ghar Me Tota, Lal Muni Ya Kisi Bhi Tarah Ka Parinda Qaid Karke Palna? Hazrat Kya Tota Ya Laal Muniya Chiriya Paalna Jayez He Ya Kisi Bhi Tarah Ka Parinda Palna Jayez He Ya Nahi? Palna Jaiz Hai, Magar Unke Daane Paani Ka Aur Sardi Garmi Dhoop Wagera Mosam Ka Khas Khyal Rakha Jaye, Reff: 0723-1016 | Unknown Topic: Koonde Ki Fatiha (Imam Jafar Sadiq) Kis Tareekh Me Dilani Chahiye? Hazrat Koonde Ki Fatiha Kis Tarikh Me Dilaye Niyaz Naam Hai Isal-e-Sawab Ka Jis Din Aur Jis Mah Me Kari Jayegi Sawab Chala Jayega, Isi Tarah, Rajab Me Jab Bhi Koonde Karenge To Koi Harz Nahi, Mag … Reff: 0723-1015 | Unknown Topic: Jis Masjid Me 2 Mahine Se Imam Na Ho Aur Baghair Jamat Ke Padhein Toh Hukm? Assalamu Alykum. Janab Mera Sawal Agar Kisi Masjid Me Imam Na Ho Karib 2mahina Ho Gaya Bagair Jamat Se Namaz Padhte He Hum Is Ke Liye Kya Hukm He Jawa … Do Mahine Se Masjid Me Imam Nahi Hai, To Fir Is Masjid Ki Zimmedar Commetti Kahan Hai ? Wo Kya Hath Par Hath Rakh Kar So Rahi Hai Ya Fir Intizar Kar R … Reff: 0723-1014 | Unknown Topic: Aajkal Ke Ladko Ka Angrezi Style Me Baal Katwana Ya Gel Lagakar Khade Rakhna? Baal Jo Aajkal Ke Ladke Katwate Hai Angrezi Style Ke Aur Ek Ye Bhi Qaim Hai Jisme Kisi Tarah Ki Mang Nahi Nikalti Yani Saare Bal Gel Laga Kar Upper Ho … Baalo Ka Bina Mang Ke Sawarna Makruh Wa Khilaf-e-Sunnat Hai, Aur Sunnat Ye Hai Ki Baalo Me Mang Nikali Jaye, Be-Mang, Na Rakhe Jaye, Aur Isi Tarah Ang … Reff: 0723-1013 | Unknown Topic: Bad-Aqeedah (Deobandi/Wahabi) Azaan De Toh Kya Sunni Us Azaan Par Namaz Padhein? Hazrat Agar Bad Aqida Deobandi Ya Wahabi Ya Koi Aur Bad Aqida Azan De To Us Azan Se Sunni Namaz Pad Sakta He, Ya Azan Dena Padega ? Namaz Ke Liye Us Namaz Ka Waqt Hona Zaruri Hai, Namaz Padh Sakte Hai, Tanha Namazi Ko Azan Dene Ki Zarurat Nahi,, Reff: 0723-1012 | Unknown Topic: Papa Ke Paas Do Makan Hain Aur Bechne Ka Irada Nahi, Toh Qurbani Farz Hai? Hamare Papa Pe Do Makan Hai Or Bechne Ka Irada Nahi Hai To Qurbani Farz Hai Hamare Papa Pe Ya Nahi ? G Qurbani Karna Wajib Hai, (Aur Koi Man’e Shara Naa Ho) Reff: 0723-1011 | Unknown Topic: Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Namaz-E-Janaza Hui Thi Ya Nahi Aur Kisne Padhayi? Huzoor Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ki Namaz-e-Janazah Huyi Thi Yaa Nahi, Agar Huyi To Namaz Kisne Parhaayi.? Tafseel Se Jawaab Dein. Meharbaani Hogi ? Huzroo Ki Namaz Janaza Ke Liye Log Giroh Dar Giroh, Aate Or Namaz Ada Karte Magar Koi Imam Naa Tha. Jaise Ki Shaikh Abdul Haq Muhaddis-e-Dehelvi (Mada … Reff: 0723-1010 | Unknown Topic: Fajar Ki Namaz Ke Liye Alarm Se Bhi Ankh Na Khule Toh Uske Liye Kya Karein? Fajr Ki Namaz Ke Liye Aankh Nahi Khulti Alaram Rakhta Hu Full Speakar Fir Bhi, Koi Wazeefa Ya Fir Tareeka Batayen Taaki Namaz Na Chhute ? Wuzu Ke Sath Soyen Aur Bistar Par Let Kar, Paun Samet Kar, 3 Bar Surah Zulzila (Surah 99) Padh Kar Dil Me Fajr Me Uthne Ki Dua Karke So Jaye, Reff: 0723-1009 | Unknown Topic: Jamat-E-Islami Ki Haqeeqat Kya Hai, Ye Sunni Tanzim Hai Ya Fitra? Jamat-E-Islami Ki Haqiqat Kya Hai, Yeh Koi Firka Hai Ya Fitna Hai, Kuchh Logo Ka Kehna Hai Yeh Bhi Ek Sunni Tanzim Hai Jo Musalmano Ke Hukook Ke Liye … Ye Ek Firqa Hai, Aur Har Firqa-e-Batila Ek Fitna Hi Hota Hai, Ye Sunni Tanzim Nahi Balki Ise Maudoodi Jamat Bhi Kaha Jata Hai, Aur Padha Likha Chahe J … Reff: 0723-1008 | Unknown Topic: Kuchh Log Maslak-E-Ala Hazrat Ko Chhod Kar Sirf Imam Abu Hanifa Ka Maslak Kehte Hain? Assalamualaikum, Hazrat Kuchh Log Apne Aap Ko Sunni Kehte Hein Lekin Maslak-e-Aalahazrat Se Munh Modte Hein. Unse Puchhne Par Kehte Hein Humara Maslak … Aisa Nahi Hai Ki Maslak-e-Alahazrat Koi Nya Maslak Hai, Aur YE Logo Ke Ilm Ki Kami Hai, Jiske Pas Shariat Ka Sahi Ilm Nahi Hota Wohi Aisi Behki Bate K … Reff: 0723-1007 | Unknown Topic: Karobar Ki Pareshani Aur Qarz Se Nijat Ke Liye Koi Asan Wazifa? Hazrat Koi Wazifa Bata Dijiye Karobar Se Parshan Hai, Karze Me Bhi Aagaye Hain Kahi Aisi Jagah Khade Ho Kar Jaha Asman Aur Sar Ke Bich Kuchh Chiz Naa Ho Yaha Tak Ki Topi Bhi Na Ho Yani Khule Asman Ke Niche, Isha Ki Namaz Ke Bad, … Reff: 0723-1006 | Unknown Topic: Sabse Pehle Salam Kisne Aur Kab Shuru Kiya Tha? Sab Se Pehle Salam Kis Ne Our Kab Kiya Hazrat Pehle Salam Hazrat Adan Ne Firishto Ko Kiya, Sahi Bukhari Aur Muslim Ne Abu Huraira Se Riwayat Kiya, Farmaya Huzoor (Alaihissalam) Ne:- “Allah Ne Hazr … Reff: 0723-1005 | Unknown Topic: Sona (Gold) Girwi Rakh Kar Uske Paise Se Karobar Ya Doosra Kaam Karna? Hazrat Sona Girwi Rakhna Kaisa Hai Us Paise Se Log Kuchh Kar Sakta Hai Ye Nahi Aap Ise Batye ? Suwal Wazeh Nahi Ki Sona Kiske Pas Girwi Rakha Jaa Raha Hai, Kisi Kafir Ki Company Me Ya Kisi Musalman Ke Pas, Kya Hi Behtar Ho Ki Aap Is Suwal Ki Muq … Reff: 0723-1004 | Unknown Topic: Anguthi Pehnne Ke Sharai Ahkam, Wazan, Size Aur Pathar Lagane Ka Masla? Hazrat Kya Anguthi (Ring) Pehn Sakte Hein? Agar Han To Anguthi Keisi Honi Chahie (Weight, Size) Etc. Kya Usme Pathhar Lagana Jaiz Hei ?? Rehnumayi Far … Mard Ko Ek Chandi Ki Anguthi Wo Bhi Saare Char(4.5) Masha Se Kam Aur Ek Nag Ke Sath Jaiz Hai, Iske Siwa Na Bager Nag Ki Jaiz Aur Na Ek Nag Se Zyada Ki … Reff: 0723-1003 | Unknown Topic: Sasur Ka Apni Bahu Se Hath Ya Paon Dabwana Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Kya Sasur Apni Bhahu Se Apna Haath Per Dabwa Sakta He Ya Nahi Shariat Me Is Bare Me Kya Kaha Gaya He Agar Sasur Aisa Zaeef Ke Shehwat Ka Khauf Nahi To Paun Daba Sakti Hai, Magar Kapde Ke Upar Aur Ghutno Se Neeche Tak, Aur Isme Bhi Koi Man’e Sharai Naa … Reff: 0723-1002 | Unknown Topic: Namaz Me Gardan Ki Haddi Dikhne Se Namaz Hoti Hai Ya Shirt Ka Batan Band Ho? Hazrat Namaz Me Gardan Ki Haddi Dikhne Se Namaz Ho Jaegi Ki Shirt Ka Uper Ka Batan Band Karna Hoga ? Kurte/Shirt Ke Upar Ke Batan Khule Rehne Ki Chand Surate Hai, Yani, Kurte Ka Pehle Gale Ka Batan Khula Hai, Jisse Sirf Gala Ya Hasli Ki Haddi Nazar Aa …