بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0723-1001 | Unknown Topic: Ghusl Me Kul Kitne Farz Hain Aur Wo Kaun-Kaun Se Hain? Gusal Me Kitne Farz Hai Or Konse Hai Gusl Me Teen Farz Hai, Kulli Karna, Nak Me Pani Chadana, Aur Pure Badan Par Pani Bahana Reff: 0623-1000 | Unknown Topic: Nikah Ke Sharai Ahkam Aur Sunnat Ke Mutabiq Nikah Ka Sahi Tarika Kya Hai? Assalamu Alaikum Hazrat, Nikah Ke Jaiz Ahkam Kya Hai Aur Deen Ke Hisab Se Kya Tariqa Hai ? Nikah Ke Jaiz Ahkam Bas Itna Hai Ki, Sharai Meher Ke Sath Do Gawaho Ki Maujoodgi Me Ijab O Qubool Kar Liya Jaye, Isse Bhi Nikah Ho Jayega, Aur Khutba, … Reff: 0623-999 | Unknown Topic: Shohar Apni Biwi Ka Aur Biwi Apne Shohar Ka Naam Le Sakti Hai Ya Nahi? Kya Biwi Apne Sohar Ka Name Le Sakti He Ya Sohar Apni Biwi Ke Name Le Sakta He Sariyat Me Kya He Biwi Ko Shohar Kaa Naam Le Kar Pukarna Makruh Hai, Or Hamare Nazdeek Haya Ka Takaza Yahi Hai Ki Shohar Bhi Biwi Kaa Naam Naa Le, Hadis-e-Pak Me Hai Ki … Reff: 0623-998 | Unknown Topic: Shariat Me "Fasiq" Shakhs Kise Kaha Jata Hai, Iski Mukhtasar Taarif? Hazrat Fasik Ka Kya Matlab Hota He Firoz Ul Lughat Safah: 922 Par Hai Fasiq- (فاسق) - Gunahgar, Badkar, Jahannami, Jhotha, Reff: 0623-997 | Unknown Topic: Aurat Ka Raat Me Halka Libas (Lower, T-Shirt, Gown) Pehan Kar Sona Kaisa Hai? Hazrat Koi Aurat Rat Me Koi Halka Libas (Lower T-Shirt, Gaun) Paihan Kar Soye To Koi Haraz Hai ? Rehnumai Farmae. Libas Agar Aurato Wala Hai, Aur Aurat Apne Shohar Ke Sath Bistar Par Hai, To Halka Pehnne Me Ya Koi Bhi Aurat Wala Libas Pehnne Me Harz Nahi, Aur Agar … Reff: 0623-996 | Unknown Topic: Shohar Ko Doosri Shadi Ke Liye Biwi Ijazat Na De Toh Kya Wo Kar Sakta Hai? Assalamu Alaiykum, Kisi Ke Shohar Ko Dusri Shadi Karna Ho Aur Wo Apni Biwi Se Ijazat Le Aur Biwi Nahi De Ijazat To Kiya Dusri Shahdi Kar Sakta Hai, Ba … Shadi Kar Sakta Hai, Reff: 0623-995 | Unknown Topic: Music Ke Istemal Wali Naat Aur Salam Sunna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Jis Naat Aur Salam Me Music Ka Istemal Kia Gaya Ho Kya Aisi Naat Sunna Jayez He? Mazameer (Music) Ka Sunna Haram Hai, Aisi Naat, Aur Qawwali Jisme Musical Instruments Istimal Kiye Gaye Ho Uska Sunna Gunah Hai, Fatawa Razawiyya Jild … Reff: 0623-994 | Unknown Topic: Jaanboojhkar Makruh-Tahreemi Namaz Padhna Aur Use Na Dohrane Ki Niyat Rakhna? Agar Koi Shakhs Aisi Halat Mein Jaanboojh Kar Namaaz Padhta He Ki Uski Namaaz Makroo-E-Terimi Ho Jayegi Aur Us Namaaz Ko Na Dohraane Ki Niyat Kar Le A … Makruh Tehrimi Fel Karne Wala Chand Bar Karne Ke Sabab Hi Fasiq Ho Jata Hai, Aur Is Par Is Fel Se Baz Aa Kar Sachi Toba Karna Lazim Ho Jaati Hai, Aur … Reff: 0623-993 | Unknown Topic: Allah Ke Naam Wale 10 Logon Ko Message Forward Karne Par Khushkhabri Wala Msg? لسَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ..... Mera Suwal Hai Ki Kuchh Msg Ese Ate Hai Jis Me Likkha Hota Hai Ki Aap 10 Logo Ko Send Karo Aa … Apne Jo Suwal Me Likha Haqiqat Bas Itni Nahi Hai, Balki Isse Bhi Zyada Hai, Pehle Ye Riwaz Tha Ki Juma Ke Bad Masjid Me Parche Baate Jaate The, Jisme … Reff: 0623-992 | Unknown Topic: Namaz Ka Waqt Ho Aur Masjid Ya Musalman Ka Ghar Na Ho Toh Gair Muslim Ke Mandir Ya Ghar Me Namaz? Namaz Ka Waqt Ho Gaya Hai Ya Namaz Ka Waqt Jane Wala Hai To Kya Agar Waha Par Masjid Na Ho Aur Musalman Ka Ghar(Home) Na Ho To Kya Ham Gair Muslim Ke … Pehli Surat Ki “Namaz Ka Waqt Ho Gaya” To Kisi Bhi Namaz Ka Waqt Shuru Hote Hi Foran Khatam Nahi Ho Jata, Abhi Waqt Hua Hi Hai, Kahi Jagah Talash Kare … Reff: 0623-991 | Unknown Topic: Hamela (Pregnant) Aurat Ko Talaq Dena Shariat Me Jayez Hai Ya Nahi? Hazrat Me Ye Poochna Chahta Hoon Ke Agar Koi Woman Pragnent Ho To Us Doran Talaq Jayaz Hai Ya Nahi G, Ho Jayegi, Halat-e-Hamal Me Talaq Di To, Sahi Ye Hai Ki Talaq Waqeh Ho Jayegi, Jaisa Ki Fatawa Faizur Rasool Jild:2 Safah:111 Par Hai “Halat-e-HAMA … Reff: 0623-990 | Unknown Topic: Sadqa Kab, Kitna Aur Kis Tarike Se Dena Chahiye (Jaan Aur Maal Ka)? Assalamu Alaikum Hazrat Sawal Ye Hai Ki Sadqa Kab Kitna Aur Kis Tarike Se Dena Chahiye. Apne Jaan Aur Maal Ka ? Sadqa Ya Fitra Ya Zakat Jo Wajiba Me Se Hai, Namaz-e-Eid Se Pehle De Dena Chahiye, Aur Ye Har Shakhs Par Uske Mal Ke Hisab Se He, Jis Par 52.5 Tola Ch … Reff: 0623-989 | Unknown Topic: Shohar Talaq Na De Raha Ho Aur Biwi Chahti Ho Toh Aisi Surat Me Kya Kare? Agar Koi Aurat Talaq Chaha Rahi Hye Magar Aadmi Nahi De Raha Hye Us Surat Me Keya Karna Chahiye Bila Ijazat-e-Sharai, Aurat Ka Talaq Ka Mutalba Karna Gunah Hai, Aur Sharai Urj Hai Aur Shohar Talaq Na De To Usse Maal Ke Badle Talaq Hasil Kar Le, M … Reff: 0623-988 | Unknown Topic: Zohar Ki Jamaat Milne Ke Baad Chhooti Hui Sunnatein Kis Waqt Padhein? Main Jab Masjid Pahucha To Zohar Ki Namaaz Ki Jamaat Khadi Huyi Thi. Main Wuzu Kar Ke Jamaat Me Shamil Ho Gya. Farz Se Farig Ho Kar Chhooti Huyi Sunna … 4 Farz Padh Liye, Ab 2 Sunnate Padho, Fir Do Nafil, Aur Akhir Me Wo Chaar Sunnat Jo Chhoot Gai Thi, Padh Lijiye, Aur Iske Baraks Bhi Jaiz Hai, Reff: 0623-987 | Unknown Topic: Dukan Par Quran Padhwane Ke Liye Hafiz Ke Sunni Hone Ki Pehchan Kaise Ho? Agar Kisi Hafiz Se Shop Me Quran Padhwaya Jaye To Ye Kaise Pata Lagaye Ke Hafiz Sunni Hai Ya 24 Hai, Hazrat Zara Rosni Dalen, Sahaba Apne Darmiyan Kisi Ko Parkhna Chahte The Ki Wo Musalman Hai Ya Munafiq, To Uske Samne HAZRAT ALI KA ZIKR Shuru Kar Dete, Agar Momin Hota To Che … Reff: 0623-986 | Unknown Topic: Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Saaya Zameen Par Tha Ya Nahi? Kya Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Saaya Tha Daleel Ke Saath Jawaab Dein, Hame Ummeed Hai Hame Jald Hamare Sawaalon Ke Jawaab Mil Jayenge (Khutba)- Tamam Tarif Us Allah Ki Jo Noor Hai Zamin O Asman Ka, Aur Har Saye Se Pak, Magar Sab Uski Rehmat Ke Saye Me Aur Karam Ke Ummidwar, Aur Duroo … Reff: 0623-985 | Unknown Topic: Sirf Bismillah Padh Kar Wuzu Shuru Karne Se Wuzu Mukammal Ho Jata Hai? Hazrat Wuzu Sirf Bismillah Padh Ke Suru Karne Se Ho Jayegi Ya Nahi ? Wuzu Bismillah Ke Bagair Bhi Ho Jayega, Aur Wuzu Se Pehle Tasmiha, Ahanaf Me Sunnat Hai, Aur Bagair Bismillah Wuzu Karne Se Jis Hisse Par Pani Bahega … Reff: 0623-984 | Unknown Topic: Wuzu Karne Ke Liye Kya Ghar Me Koi Ek Bartan Khas Fix Kar Sakte Hain? Assalamuwalekum Hazrat, Kya Wazu Ke Liye Koi Ek Bartan Fix Kar Key Us Se Wazu Kar Saktey Hai Kya ? Koi Harz Nahi Reff: 0623-983 | Unknown Topic: Ghusl Farz Hone Ke Bawajood Jaanboojhkar Usi Halat Me Namaz Padh Lene Par? Agar Koi Shakhs Aisi Halat Mein He Ki Us Par Gusl Wajib He Aur Wo Jaan Boojhkar Usi Halat Mein Namaaz Padh Leta He To Use Kya Karna Chahiye Namaz Ko Hakir Jante Huye Ya Halka Samajhte Huye Ki Bas Ruku Sujood Hi To Karne Hai, Aur Halat-e-Napaki Me Namaz Padhna Kufr Hai, Uske Saare Amal-e-Ne … Reff: 0623-982 | Unknown Topic: Istinja Ke Baad Peshab Ka Qatra Nikalne Ka Shak Ho Toh Wuzu Ka Masla? Assalamu Alekum Mohtaram, Mera Sawal Hai Ki Agar Istenje Ke Bad Poori Tasalli Hone Ke Bad Aap Khade Hon Or Aisa Mesoos Ho Ki Peshab Ka Qatra Nikal Gay … Shariat Ki Istilah Me Napak Hona Use Kehte Hain Jabki Gusl Farz Ho Jaye, Magar Awam Peshab Ke Qatre Lagne Par Khud Ko Napak Guman Karti Hai, Jo Ki Gha …