بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0623-981 | Unknown Topic: Ghusl Aur Namaz Ke Baad Pata Chale Ki Anguthe Par Nail Polish Lagi Thi? Hazrat Kisi Women Ne Gusal (Gusal Farz Hai) Kia Aur Namaz, Quran Padhi Fir Usko Pata Chala Ki Uske Anguthe(Thumb) Me Nelpolish Lagi Hai To Ab Kya Karn … Agar Nail Polish Ki Parat Wuzu Me Nakhoon Par Pani Behne Se Rokti Hai To Wuzu Ghusl Me Ise Saf Karna Farz Hoga, Warna Ye Taharat Me Rukawat Hai, Is Ta … Reff: 0623-980 | Unknown Topic: Kisi Ka Mangwaya Hua Pani Raste Me Doosra Mang Le Toh Use Pila Sakte Hain? Hazrat Agar Koi Kisi Ke Ghar Se Pani Mangaye Or Pani Lane Wale Shakhs Se Raste Me Hi Koi Wo Pani Mang Le To Kiya Wo Us Shakhs Ko Pani Pila Sakta He, Y … Jisko Pehle Sakht Zarurat Ho De Diya Jaye, Warna Pehle Use De, Jisne Mangwaya Hai, Reff: 0623-979 | Unknown Topic: Muslim Bachche Ka Naam "Nabiullah" Rakhna Shariat Me Kaisa Hai? Nabiullah Naam Rakhna Jaiz Hai ? Najaiz O Gunah Hai, Jiska Maina Hota Hai Allah Ka NABI, To Gair Nabi Ko Nabi Kehna Hargiz Jaiz Nahi, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:3 Safah:605 Par Hai … Reff: 0623-978 | Unknown Topic: Aurton Ke Mazar Par Jane Ki Manahi Aur Iske Bare Me Hadees Ki Sanad? Salam, Bhai Aurto Ka Mazar Dargaah Jane Par Manahi Hai Aur Agar Kisi Aurat Ne Irada Kiya Aur Mazar Ke Liye Ghar Se Nikli To Fariste Uske Har Qadam Par … Fatawa Razawiyya Jild:9 Safah:542 Se Padh Lijiye, Is Masale Par Poori Tafsil O Dalail Maujood Hain Reff: 0623-977 | Unknown Topic: Ghar Kharidne Ke Liye Majboori Me Bank Se Home Loan Lena Aur Interest Dena? Assalamualaikum, Zaid Ko Uske Dost Se 50 Lakh Ka Home Kharidna Hai, Agar Wo Home Cash Me Kharidata Hai To Usko Income Tax Wale Pareshan Karenge To Usk … Hind Ke Bank Se Home Loan Lena Jaiz Hai, Reff: 0623-976 | Unknown Topic: April Fool Manana Shariat Me Kaisa Hai, Iska Gunah Kya Hai? Assalamualaikum, Hazrat Aprilefool Manana Kaisa Hei? Aur Jo Aprilefool Manaye Uske Liye Shariat Me Kya Hukm Hei ? Rehnumayi Farmaye. Jazakallah APRILFOOL QURAN-e-SUNNAT KI ROSHNI ME, Apki Janib Se Group AHLE SUNNAT Me Mujhe Ye Suwal 31 March 2016, Ko Mila, Aur Aap Agle Din Yani 1 April Ke Baar … Reff: 0623-975 | Unknown Topic: Gair Muslim Dhobi Ke Dhoye Hue Kapde Pehan Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Hazrat Koi Kapda Dhobi Ko Dhulne Ke Liye Dia Kya Wo Kapda Pak Honga Use Pehen Kar Namaz Padh Sakte Hain Aur Wo Dhobi Kafir Ho Aur Hame Ye Bhi Nahi Pat … Dhobi Ke Han, Se Jo Kapde Dhul Kar Aate Hain, Wo Pak Hote Hai, Jab Tak Unme Koi Zahiri Najasat, (Nishan, Badbu) Naa Ho, Fiqh Ka Ek Qaida Hai Ki, “Yaqe … Reff: 0623-974 | Unknown Topic: Hara Rang Masjid Ki Diwal Ya Border Par Lagana Jahan Joota Pehan Kar Guzrein? Hazrat Ham Ye Janna Chahete Hai Ki Kiya Hara Rang Masjid Ki Diwal Ya Kisi Aur Diwal Ke Neeche Bodar Par Lagana Mana Hai Jahan Se Chappal Jute Pahen Ka … Mana Nahi Hai, Naa Gunah, Laga Sakte Hai, Aur Masjid Me Laga Diya To Ab Fir Se Badal Bhi Nahi Sakte Kyunki Masjid Me Logon Ke Chande Ki Raqm Aati Hai, … Reff: 0623-973 | Unknown Topic: Aurton Ka Mazar Par Jana Mana Hai Toh Fir Wo Hajj Ke Liye Kyun Jati Hain? Jab Dargah Par Aurato Ka Jana Mana He To Aurate Haj Par Kyun Jati He Or Haj Kyun Kara Jata He Or Haj Kiyo Farz He. Siwaya Roza-e-Rasool Ke Har Qabar Par Hazri Aurat Ki Najaiz O Gunah Hai, Aur Haj Kisi Mazar Par Nahi Hota, Aur Kaaba Mazar Nahi Hai, Aur Har Aurat Par … Reff: 0623-972 | Unknown Topic: Cab Ka Kiraya Dena Bhool Kar Room Par Aane Ke Baad Ab Kya Karein? Hazrat Aj Main Kahi Kaam Se Gya Tha To, Jab Waha Se Wapas Aya To Jis Cab Se Aya Usko Kiraya Dena Bhul Gya, Mujhe Room Pe Ane Ke Baad Yaad Aya. Aur Isk … Agar Wo Cab Sarkari Thi To Us Jaisi Kisi Bhi Sarkari Cab Ko Paise De Do, Taki Wo Sarkar Ke Khate Me Pahuch Jaye, Agar Wo Cab Kisi Pvt. Company Ki Thi, … Reff: 0623-971 | Unknown Topic: Kafir Ko Paisa Dekar Usse Sood Lena Aur Usse Ghar Ka Kharcha Chalana? Hazrat Kafir Ko Paisa Dekar Usse Bayaj Le Sakte Hai Or Us Paise Se Apne Ghar Ka Kharcha Chala Sakte Hain Hawale Ke Sath Btae ? G, Han Kafir Ko Paise De Kar Usse Us Paise Par Zyada Raqm Le Sakte Hai, Aur Wo Sood Nahi Apne Jo Use Suwal Me Byaj Likha Hai Wo Ghalat Hai, Har Zyada … Reff: 0623-970 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Rona Aa Jaye Ya Rote Hue Namaz Padhne Se Kya Hota Hai? Assalam Alaikum Hazrat, Ye Bataye Namaz Padhte Waqt Agar Rona Aa Jaye Ya Poori Namaz Rote Huye Padhe To Kya Namaz Hogi? Namaz Me Rona Dard Ya Musibat Ki Wajah Se Ye Alfaz, AAH, UH, UFF, TUF, Nikal Gaya Ya Awaz Se Rone Me Ye Huruf Paida Ho Gaye To NAMAZ FASID Ho Gai, Yan … Reff: 0623-969 | Unknown Topic: Political Parties (Bjp, Congress, Aimim) Ko Vote Dena Aur Support Karna? Assalamualaikum, Hazrat Kya Hindustan Ki POLITICAL Party Jeise Ke BJP, CONGRESS, Naam Nihad Muslim Party Jisko Muslim League Kehte Hein, AIMIM Jeisi P … Dor-e-Purfitan Me To Koi Party Aisi Nazar Nahi Aati Jiski Karkardagi, Shara Ke Mutabik Ho Ya Shara Ke Qawaneen Ka Lihaz Rakha Gaya Ho, BJP Ke Talluq S … Reff: 0623-968 | Unknown Topic: Naaf Ke Neeche Ke Hisse Me Kaale Kapde Ya Moze-Jute Na Pehenne Ki Baat? السلام و علیکم Hazrat Kiya Naf Ke Neeche Ke Pure Hisse Me Kale (Black ) Kapde Ya Moze Jute Nahi Penna Chahiye Or Nahi Pehenna Chahiye To Kyun Kaali Pent Payjama Wagera Pehenna Shariat Me Jaiz Hai, Kuchh Gunah Nahi, Agar Koi Ise Mana Kare, Ya Pehnne Wale Ko Gunah Gar Kahe, To Isme Mana Hone K … Reff: 0623-967 | Unknown Topic: Namaz Me Pant Ki Mohri (Bottom) Ko Bahar Ki Taraf Modna Ya Andar Ki Taraf? Assalam Aliakum, Hazrat Ye Bataye Ke Namaz Padhne Ke Waqt Pant Ki Mohri (Bottom) Ko Bahar Ki Taraf Mod Sakte He Ya Waise Namaz Nahi Hogi. ? Ya Mujhe S … Namaz Me Mori Ko Modne Se Namaz Makruh Tehrimi Hogi, Yani Aisi Namaz Fir Se Dohrana Wajib Hai, Agar Naa Dohrai To Gunah Gar Hoga, Aur Payche Morne Par … Reff: 0623-966 | Unknown Topic: Mardo Ke Liye Golden Color Ki Ghadi Ya Chain Pehenna Jayez Hai? Hazrat Mardo Ko Golden Color Ki Watch Ya Chain Wali Watch Pahenna Jayez Hai Ya Nahi ? Chain Wali Ghadi Pehnne Me Ulama Ke Do Groh Hai, Baz Iske Jawaz Ke Qail Hai Baz Adame Jawaz Ke, Lihaza Jinke Nazdeek Chain Wali Ghadi Pehenna Haram Ha … Reff: 0623-965 | Unknown Topic: Ahle Sunnat Ke Aapas Ke Ikhtilaf Wale Silsile Aur Unke Zimmedar? -حضرت اھل سنت ولجماعت میں جن کے آپس میں اختلافات ہے ایسےچند (زیادہ نہیں) سلسلوں کے نام اور اس سلسلے کے مخصوص اہم ذمےدار نگراں عالم(جو مجدد کا دعوی دار … Ye Suwal Kisi Bhi Amal, Aqaid, Wagera Zaruriyat Se Nahi, Reff: 0623-964 | Unknown Topic: 99 Log Kufr Kahein Aur 1 Kahe Na Dekha, Toh Kya Wo Kaafir Hoga? हज़रत अगर किसी पर 99 कुफ़्र के फतवे हो और एक नही हो यानि 99 लोग ये कहे की इसने कुफ़्र किया हे और एक ये कहे की मेने नही देखा की इसने ये कुफ़्र किया हे तू क … Logo Ke Kehne Se Kuchh Nahi Hota, Agar Ulama-e-Ahle Sunnat Ki Janib Se Bad Tehqiq Fatwa-e-Kufr Jaari Hai, Aur Aisa Kufr, Jisme Koi Shaq Na Ho To Ek Fa … Reff: 0623-963 | Unknown Topic: Azaan Me Galti Ho Jaye Ya Beech Me Kuch Chhoot Jaye Toh Kya Karein? Assalamualaikum, Suwal Ye Hai Ki Kisi Ne Azaan Di Or Usme Ghalati Hui Jese Ki Beech Mai Kuchh Padne Se Reh Gaya Or Azaan Poori De Di Fir Bad Me Yaad A … Kis Waqt Ki Azan Hai, Aur Azan Me Kya Alfaz Padhne Se Reh Gaya Ye Bataye, Reff: 0623-962 | Unknown Topic: Chheenk Aane Par Alhamdulillah Kehte Hain, Toh Reeh Kharij Hone Par Kya Kahein? Hazrat Jaise Ki Chhink Aane Par Ham Alhamdulillah Bolte Hai To Reeh Kharij Hone Par Bhi Kuchh Bolna Chahiye Ya Nahi, Ye Bol Sakte Hai, الْحَمْدُ لِلَّهِ عَلَى كُلِّ حَال