Total 1401 answers
Reff: 0523-941 | Unknown Topic: Namazi Ke Aage Se Guzarna Gunah Aur Mana Kyun Hai, Iski Hikmat? Namazi Ke Aage Se Guzarna Mana Hain Or Gunaha Bhi Sab Jante Hain, Mera Suwal Ye Hain Ke Aisa Kyo Hain Naa Mujhe Iski Tehqiq, Na Ye Suwal Zaruri, Na Tehkik Ka Waqt Aur Na Ham Iske Mukallaf Reff: 0523-940 | Unknown Topic: Phone Ya Whatsapp Par Chat Karke Aapas Me Gawaho Ke Baghair Nikah Karna? Ladka Ladki Phone Par Baat Karte Huye Ya Whatsapp Par Chat Karte Huye Apas Me Nikah Kar Len Jaise Ki Ladke Ne 3 Bar Keh Diya Qabool He Or Phir Ladki N … Mehez Phone Par Ijab O Qubool Kar Lene Se Nikah Nahi Hota, Aur Nikah Ki Shart Me 2 Sharai Gawah Ka Hona Shart Hai, Bagair Iske Nikah Qayam Nahi Ho Sak … Reff: 0523-939 | Unknown Topic: Auliya Ko Na Manne Wala Aur Huzoor Ko Manne Wala Shakhs Momin Hai? Jo Shakhs Walio Ko Na Manta Ho Aur Huzur Paak Ko Manta Ho Kya Wo Shakhs Momin Hai Koi Agar Kisi Wali Ko Wali Naa Mane Magar Musalman Jane To Manne Wala Momin Hi Hai, Aur Agar Koi Karamat Ko Naa Mane To Gumrah. Reff: 0523-938 | Unknown Topic: Wuzu Ke Andar Kul Kitni Sunnatein Hain, Tafseel? Wuzu Me Kitni Sunnate Hen Mene Bahar-e-Shariat Me Wuzu Ki Sunnat Par Gaur Kiya To 25 Ke Kareeb Paya (Aur Kam Zyada Mumkin Hai) Reff: 0523-937 | Unknown Topic: Mangalwar (Tuesday) Ke Din Nakhun Katne Ki Mumanat Kyu Mani Jati Hai? Kya Mangalwar Ke Din Nakhun Kat Sakte Hai Kai Log Kahte Hai Ki Mangalwar Ko Nakhun Nahi Kat Sakte Esa Kyun Mangal-War Ko Kaatne Me Kuchh Harz Nahi, Aur Budh Ke Din Nahi Katne Chahiye Hadis Me Budh Ke Din Ko Mana Kiya Gaya Hai, Aur Jumrat Aur Juma Ko Katne C … Reff: 0523-936 | Unknown Topic: Bareek Dupatta Odh Kar Namaz Padhne Se Namaz Hoti Hai Ya Nahi? Koi Aurat Bareek Dupatta Od Kar Namaz Padhe To Kya Namaz Hogi. Aur Wo Dupatta Kitna Bareek Ho Details Ke Sath Btaye Itna Bareek Dupatta Ki Jise Odhne Se Baalo Ki Siahi (Color) Chamke Aurat Ne Odh Kar Namaz Padhi To Namaz Naa Hogi, Jab Tak Us Par Koi Aisi Cheez Naa O … Reff: 0523-935 | Unknown Topic: Shadi Shuda Mard Ya Aurat Ka Zina Karne Par Shariat Me Kya Saza Hai? Hazrat Jab Koi Shadi Shuda Mard Kisi Or Shadi Shuda Auurat Se Zina Kar Le To Kya Saza Hogi Or Aurat Kar Le To Kya Saja Hogi Hadees Se Roshini Dale. Agar Bina Tauba Karke Mar Gaye To Dono Jahannami Hain, Aur Agar Is Fel Se Baz Naa Aye Yani Age Bhi Karte Rahe To Musalmano Ko Inse Talluq Khatam Karna … Reff: 0523-934 | Unknown Topic: Dukan Par Grahak Ki Mangayi Gayi Cheez 135 Ki 145 Me Dena Kaisa Hai? Bhai Jese Ki Dukan Par Girahak Aya Usne Ham Se Puchha Ki Aap Ke Pas Fula Cheez He Ham Ne Kaha Nahi He Fir Wo Bolta He Ki Aap Kahi Se Mangwa Do Ham Ne … Baz Surato Me Jo Shakhs Saman Mang Wata Hai To Lane Wale Ko Apna Wakil Karta Hai Yani Aap Us Jagah Se Ye Saman Laa Do, To Ab Lane Wala Zyada Ki Nahi B … Reff: 0523-933 | Unknown Topic: Char Rakat Sunnat Namaz Ki Charon Rakat Me Surah Fatiha Ke Baad Surat Padhni Hai? Hazrat Mera Sawal 925 Se Mutallik Hai, Kya Hamain 4 Raqat Sunnat Ki Namaz Main Charo Raqat Main Surah Fatiha Ke Baad Koyi Aayat Padhni Hogi ? G, Fatiha Ke Bad Ek Surat Milani Hogi Reff: 0523-932 | Unknown Topic: Mani, Mazi Aur Wadi Me Kya Farq Hai Aur Kiske Nikalne Par Ghusl Farz Hai? Mani, Mazi, Wadi Me Kya Farq Hota Hai, Isme Kya Ane Se Gusal Farz Ota Hai Details Ke Sath Bataye 1. Hambistari, Ehtlam, Aur Mushtzani Me Jo Mada Nikalta Hai MANI Hai, 2.Biwi Ke Sath Ishq Farmate Huye Bos O Kinar (Kissing Taching) Ya Buri Cheez (Ph … Reff: 0523-931 | Unknown Topic: Qa'ada Ula Chhootne Par Teesri Se Wapas Qa'ada Me Aakar Sajda Sahw Karna? Jab Qayda Ula Chhoot Jaye Or Tisri Rakat Ke Liye Khara Ho Jaye Or Fir Turant Kayda Ula Me Wapas Ja Kar Fir Tarteeb Se Namaz Ada Kari Jaye Or Last Me S … Apne Pehle Bhi Ye Suwal 918 Par Kiya Tha, Jiska Jawab Apko Diya Gaya, Magar Apne Farmaya Ki Jawab 918 Ghalat Hai, Aur Apne Farmaya “Namaz Fasid Ho Jay … Reff: 0523-930 | Unknown Topic: Musafir Shakhs Par Jumme Ki Namaz Ka Shariat Me Kya Hukm Hai? Hazrat Musafir Ke Liye Juma Ki Namaz Ka Kya Hukm Hai ? Musafir Par Juma Wajib Nahi, Agar Sunni Imam Ho Aur Jume Ka Waqt Bhi Ho Aur Ye Padhna Chahe To Padh Sakta Hai, Padhne Me Bhi Harz Nahi Aur Chhorne Me … Reff: 0523-929 | Unknown Topic: Aurat Ko Paani Lagataar Nikalne Ki Bimari Ho Toh Kya Wo Namaz Padh Sakti Hai? Kisi Women Ko Paani Hamesa Nikalta Rahta Hai To Kya Wo Namaz Padh Sakti He ? Namaz To Har Surat Me Padhi Jayegi, Aur Is Paani Se Gusl Farz Nahi Hota Bas Wuzu Tot Jata Hai, Aur Agar Ye Sharai Ujr Hai To Ek Wuzu Se Jitni Namaz Pa … Reff: 0523-928 | Unknown Topic: Jumme Ke Din Khutbe Ke Dauran Imam Sahab Ka Thodi Der Baithne Ki Waja? Jumme Ke Din Khutbe Ke Darmiyaan Imam Sahib Thodi Der Beith Jaate Hein. Iski Kya Wajah He Hawale Ke Sath Jawab Den Hazrat. Jazakallah AAMEEN Ye Bethna, Nabi-e-Kareem Ki Sunnat-e-Mubarka Hai Reff: 0523-927 | Unknown Topic: Jumme Ke Do Khutbon Ke Darmiyan Imam Ki Dua Aur Muqtadi Ka Amal? Juma Ke Din Jab Khutba Hota He Imam Saheb Thoda Khutba Pad Kar Baith Jate He, Aur Thodi Der Baad Khade Ho Kar Fir Padte He, To In Dono Khutba Ke Darmi … Isme Koi Ek Dua Tey Nahi, Aap Is Dauran Koi Bhi Jaiz Dua Kar Sakte Hai, Jo Ap Namazo Me Karte Hai, Aur Karni Bhi Chahiye, Kyunki Do Khutbo Ke Dauran D … Reff: 0523-926 | Unknown Topic: Larki Ka Apne Naam Ke Aage "Ahmed" Lagana Ya Ayesha Naam Ka Masla? Assalamui Alikum HAZRAT KIYA Koi Ladki APNE Name Ke Akhir Me Ahmed Laga Sakti Hai Ya Nahi.Ya Kis Aurat Ka Ayesha Naam HAI To ? Bata Dijiye Koi Gunah Nahi Laga Sakti Hai, Aur Apne Shohar Ke Nam Bhi Kuchh Aurate Lagati Hai, Isme Bhi Harj Nahi Magar, Zaat (Cast) Nahi Badal Sakti Ye Gunah Hai … Reff: 0523-925 | Unknown Topic: Char Rakat Namaz Me Shuru Ki Do Rakat Me Surah Naas Padhne Par Baaki Me? Chaar Rakaat Ki Namaz Me Shuru Ki Do Raka'ato Me Surah Falaq Aur Surah Naas Pad Li. Ab Teesri Aur Chouthi Rak'at Me Kon Si Surah Pade Aur Kya Sajda Sa … Sail Ne Apne Suwal Me Ye Zikr Nahi Kiya Ki Wo Farz Namaz Ka Hukm Puchh Raha Hai Ya Sunnat Ka Khair, Agar Namaz Farz Hai Aur Shuru Ki Do Me Falaq Aur N … Reff: 0523-924 | Unknown Topic: Dhobi Ke Yahan Se Badal Kar Aaye Hue Doosre Ke Kapde Pehan Kar Namaz? Dhobi Ke Ha Kapde Dhulne Jaate Hai, Aur Kabhi Kabhi Koi Kapda Badal Kar Bhi Aa Jata Hai, To Wo Dhobi Ko Lotane Padhte Hain, To Dhobi Kehte Hai, Abhi P … Puchhi Gai Surat Me Naa Wo Kapda Istimal Kar Sakte Hai, Naa Use Pehn Kar Namaz Padh Sakte Hai, Agar Padhi Aur Jitne Namaz Us Kapde Ko Pehn Kar Padhi, … Reff: 0523-923 | Unknown Topic: Jannat Me Jaane Ke Baad Kya Walidain Aur Apno Ke Chehre Yaad Rahenge? Jannat Me Jake Kya Waldain Yaad Rahenge Unke Chehre Yad Rahenge Ya Nahi G, Sab Yaad Rahega, Agar Wo Jannat Me Gaye To Mulaqat Bhi Hogi, Aur Yahi Nahi, Walio Se Nabio Se Bhi Mulaqat Hogi, Jinhe Aapne Dekha Aaj Tak Nahi, Aur … Reff: 0523-922 | Unknown Topic: Kisi Bhi Farz Namaz Ke Baad Quran Ki Kaun Si Surat Padhni Chahiye? Kisi Namaz Ke Baad Quran Ki Kaun Si Surat Ki Tilawat Karna Chahiye ? Har Namaz Ke Bad Koi Surat To Makhsus Nahi Albatta, Aap Har Farz Namaz Ke Bad, Ayat Al Kursi Aur Surah Bakra Ki Akhri Ayat Padh Liya Karo, Agar Waqt H …