Total 1401 answers
Reff: 0523-921 | Unknown Topic: Aulaad Na Hone Ki Surat Me Bhabhi Ya Kisi Ke Liye Koi Wazifa O Amal? Meri Bhabhi Ko Aulaad Nahi Ho Rahi Hai Koi Wazifa Ya Amal Btae. Surah Kausar 500 Martaba 3 Maah Tak Padhen, (Halat-e-Haiz Me Dua Ki Niyat Se Padhe) Ye Surah 30ve Paare Me Hai Aur Bahut Chhoti Hai), Kyunki Suwal Dew … Reff: 0523-920 | Unknown Topic: Iddat Ke Dauran Aurat Ka Baalon Me Kangha Karna Ya Tel Lagana Kaisa? Kya Aurat Iddat Me Apne Balo Me Kangha Kar Sakti Hai, Or Balo Me Tel Laga Sakti Hai ? Dono Kamo Me Fatwa Jawaaz Ka Hota Hai, Balki Har Safai Ke Kam Me, Chahe Roz Nahaye, Pak Saf Rahe, Ye Achhi Bat Hai, Kyunki Iddat Wali Aurat Ibadat Me … Reff: 0523-919 | Unknown Topic: Shaitan Ke Waswase Aur Buray Khyalat Se Bachne Ke Liye Koi Wazifa? Hazrat Shaitaan Ka Waswasa Kam Ae (Shewat Na Aye) Zehan Saaf Rahe, Koi Wazifa Bataye ? Radd, Ba-Asani, Yani, Waswsa-e-Shaitani Fi Shehwati Nafsani, Ye Adat-e-Khabees, Mardood Iblees Ka Aisa Hathiyar Hai Ki Har Naujawan Shakhs Iska Shikar … Reff: 0523-918 | Unknown Topic: Doosri Rakat Me Jalsa Me Baithne Ke Bajaye Khada Hokar Foran Baithne Par Sajda Sahw? Main Namaz Pad Raha Hun Aur, Dosri Rakat Me, Jalsa Me Bathne Ke Bajaye Khada Ho Gaya Aur Turant Baith Gaya. Iska Kya Masla He Sajda-E-Sahv Karna Zarur … Qada Ula Chhor Kar Agar Teesri Rakat Ke Liye Seedha Khada Ho Gaya Ho To Bethna Nahi Chahiye Tha, Ye Gunah Hai, Aur Ab Sajda Sehev Karega, Aur Toba Bhi … Reff: 0523-917 | Unknown Topic: Rizq Aur Rozi Me Barkat Ke Liye Quran O Hadees Ka Koi Wazifa? Hazrat Rozi Ke Liye Wazifa Kiya Hai Faraiz Aur Wajibat Ki Adaigi Ke Bad In Bato Ka Khyal Rakhe Rozi Me Barkat Ke Liye Kafi Hai, -Ghar Me Jab Dakhil Ho Ghar Walo Ko Salam Kare, Bismillah … Reff: 0523-916 | Unknown Topic: Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Namaz-E-Janaza Kisne Padhayi Thi? Huzoor (Alaihissalam) Ki Namaz-e-Janaza Kisne Padhai ? Hawale Ke Sath Bataye To Badi Meharbani Hogi Huzroo Ki Namaz Janaza Kisi Imam Ne Nahi Padhai Balki Log Giroh Dar Giroh, Aate Or Namaz Ada Karte Magar Koi Imam Naa Tha. Jaise Ki Shaikh Abdul Haq M … Reff: 0523-915 | Unknown Topic: Huzoor-E-Akram Ke Dada Ya Dadi Mubarak Ka Ism-E-Girami Kya Tha? Huzur Alahissalam Ki Daadi Ka Kya Name Tha ? Fatima Bine Amr Reff: 0523-914 | Unknown Topic: Sheeshe (Mirror) Ke Samne Khade Hokar Namaz Padhna Kaisa Hai? ASSLAMU ALEYKUM, Hazrat Kya Sheesha(Mirror) Ke Samne Namaaz Padhenge To Namaaz Ho Jayegi. Aeene Ke Samne Namaz Padhne Se Har Surat Namaz Ho Jayegi, Magar Behtar He Ke Parda Daal De, Ya Samne Naa Padhe Aur Iski Wajah Ye Hai Ki Namaz Me Khala … Reff: 0523-913 | Unknown Topic: Behan Ke Nek Rishte Ke Liye Quran O Hadees Ka Koi Wazifa Ya Amal? Assalamualaikum, Hazrat Bahen Ke Neik Rishte Ke Liye Koi Amal Ya Wazeefa Ho To Btayen. Jazakallah Shadi Ke Liye Wazifa Pesh-e-Khidmat Hai, Rab Ke Fazal Se Aisa Zor-Dar Aur Teer-e-Ba-Hadaf Ki Khuda Ne Ab Tak Kabhi Naa-Umid Nahi Kiya, Jisko Ye Amal B … Reff: 0523-912 | Unknown Topic: Nai (Barber) Ki Kamai Ka Kya Hukm Hai, Unke Ghar Ka Khana Peena? Kya Nayi Ki Kamayi Haram Hai. ? Kya Kisi Nayi Ke Ghar Ka Khana Peena Jaiz Nahi ? Daari Ka Kaatna Aur Katwana Ya Hadd-e-Shara Se Kam Karna Ya Karwana Haram Hai, Iske Siway Kaam Naai Ka Mutlaqan Jaiz Hai, Aur Khana Naai Ke Ghar Khane … Reff: 0523-911 | Unknown Topic: Musalman Ka Gair Muslim Se Sood Par Paise Lena Ya Dena Kaisa Hai? السلام علیکم Jaisa Ke Aap Ne Bataya Sawal No 901 Me Ke Kafir Ki Bank Me Paisa Lena Jaiz He Ye To Sahi He Lekin Kuchh Musalman Kafir Se Sood Par Paisa … Hadis - لا ربا بين المسلم والحربي في دار الحرب (Kafir Harbi Aur Musalman Ke Darmiyan Sood Nahi) Is Bat Par Dalalat Karti Hai Ki Sood Kafir Aur Musalma … Reff: 0523-910 | Unknown Topic: Skin Ki Khujli (Itch) Theek Hone Ke Liye Quran Sharif Ka Koi Wazifa? Zaid Ko Kuchh Mahino Se Skin Pe (Itch) Khujli Ho Rahi He Or Body Ke Kafi Jagah Par Phel Chuki He Dr. Ko Dikhaya Lekin Kuchh Farq Nahi Pad Raha Koi Waz … Koi Shakhs Ya Mariz Khud Is Ayat Ko Padh Kar Apne Upar Dam Karta Rahe, بسم الله الرحمن الرحيم فَكَسَوْنَا الْعِظَامَ لَحْمًا ثُمَّ أَنشَأْنَاهُ خَلْقً … Reff: 0523-909 | Unknown Topic: Kfc Aur Mcdonalds Jaise Restaurants Me Non-Veg Khana Khana Kaisa Hai? KFC Aur M'cdonald Jaise Restaurant Me Nonveg Khana Kaisa? KFC Ya MC Donald Ya Is Jaise Kisi Bhi Gair Muslim Restaurant Ka Gosht Khana Yani Gosht Ka Bana Samaan Khana Haram Hai, Jaisa Ki Alahazrat Imam-e-Ahle … Reff: 0523-908 | Unknown Topic: Phone Par Ya Dur Se Kisi Ke Kehne Par Fatiha Padhana Jayez Hai Ya Nahi? السلام علیکم Hazrat Kya Phone Pe Fateha Padh Sakte He Jaisa Ke Manlijiye Ham Bareilly Shareef Rehte He Aor Hamare Pas Koi Phone Kare Wo Bhi Delhi Se I … Fatiha Phone Par Dene Se Bhi Ho Sakti Hai, Yani Koi Door Wala Shakhs Apko Phone Par Kahe Ki Aap Fula Ke Naam Ki Fatiha Kar Dijiye Aur Aap Koi Bhi Nek … Reff: 0523-907 | Unknown Topic: Jangal Me Larki Ki Laash Mile Aur Pata Na Chale Toh Dafan Karein Ya Jalaayein? السلام علیکم Agar Kisi Ladki Ki Lash Jangal Me Padi Mili Ab Pata Nahi Chal Pa Raha Ke Bo Musalman He Ya Hindu To Kya Kiya Jaye Dafan Kiya Jaye Ya Jala … Agar Musalmano Ki Basti Me Mile Aur Koi Alamat-e-Kuffar Ki Naa Paai Jati Ho To Dafan Kiya Jayega, Reff: 0523-906 | Unknown Topic: Naye Musalman Hone Wale 35 Saal Ke Shakhs Ka Khatna Karana Zaruri Hai? السلام علیکم Koi Kafir Iman Le Aaya Uski Umar Kam Se Kam 35 Sal Ki He To Kya Ab Uska Khatna Karna Padega Ya Nahi Agar Khatna Karte He To Theek Hona Mu … Baligh Shakhs Ko Kisi Ke Samne Sitr Kholna Haram Hai, Aur Fir Isme Kai Haram Shamil Honge Ki Ek Naai Ka Sitr Dekhna Fir Kuchh Log Sath Honge Unka Sitr … Reff: 0523-905 | Unknown Topic: Saas Ka Ladna Band Ho Aur Aapas Me Mohabbat Ke Liye Koi Wazifa? Assalamu Alaikum, Hazrat Meri Dost Ki Sas He Jo Meri Dost Se Baat Baat Me Ladti Jhagdti Rehti Hein. Koi Aisa Wazeefa Batao Jisse Unka Dil Naram Ho Jay … Jab Koi Allah Wa Rasool Ki Shariat Ka Mazak Banaye, Aur Allah Wa Rasool Ke Khilaf Kaam Kare To ALLAH USE RUSWA HI KARTA HAI, Gair Mard Aur Gair Aurat … Reff: 0523-904 | Unknown Topic: Namaz Ke Andar Ungli Chatkhane (Crack Fingers) Ka Kya Hukm Hai? Hazrat Namaz Me Ungali Chatkhane Ka Kya Hukm Hai Halat-e-Namaz Me Ungalio Ko Chatkana MAKRUH TEHRIMI Hai, Wo Namaz Fir Se Dohrani Hogi, Durr-e-Mukhtar Me Farmaya Ki Al-Meraj Me Ye Masala Naql Kiya Ha … Reff: 0523-903 | Unknown Topic: Aurat Khadi Hokar Namaz Padh Sakti Hai Ya Baith Kar Hi Padhegi? Assalamualaikum Hazrat, Aurat Khadi Ho Kar Namaz Padh Sakti Hai, Ya Fir Baith Kar Hi Jawab Ka Talib ? Nafil Beth Kar Padh Sakti Hai, Baki Farz Sunnat Aur Witr Khade Ho Kar Hi Padhegi, Agar Bila Majboori Beth Kar Padhi To Namaz Naa Hogi, Qiyam Farz Hai, … Reff: 0523-902 | Unknown Topic: Balo Me Rangin Color (Peela, Laal, Neela) Lagana Kaisa Hai, Namaz Hogi? Balo Me Color Lagane Se Namaz Ho Jayegi Aur Kala Kalar To Haram He Magar Kiya Rangin Kalar Laga Sakte He Jese Ki Peela Laal Nila Hara Safed Kaale Ke Siwa Doosre Color Laga Sakte Hai, Magar Sail Ne Jin Colors Ka Zikr Suwal Me Kiya Kabhi Insan Ke Bachcho Ko Aisa Jocker Wale Color Lagate Nahi …