Total 1401 answers
Reff: 0523-901 | Unknown Topic: Bank Ka Interest (Sood) Lena Kis Surat Me Jayez Ya Haram Hota Hai? Bank Ka Interest Jaiz Kaise Hai? Paise De Kar Zyada Pese Lena Do Musalman Ke Darmiyan Sood Qarar Pata Hai Jo Ki Haram Hai, Aur Agar Ye Sauda Musalman Aur Kafir Ke Bich Ho To Ye Jaiz H … Reff: 0423-900 | Unknown Topic: Ek Aadmi Ne Apni Do Biwiyon Ko Paanch Talaq Di Toh Kisko Kitni Padi? Assalamualaikum, Ek Adami Ne Apni 2 Biwiyon Ko Panch Talaak Di To Kis Ko Poori Talaak Padi Aur Kisko Aadhi ? Group Me Is Tarah Adhi Jankari Ke Sath Talaq Ke Masail Nahi Bataye Jaate, Is Tarah Ke Masail Me Face To Face Gawahi Ki Zarurat Hoti Hai, Sail Ko Chahi … Reff: 0423-899 | Unknown Topic: Multimedia Mobile, Tv Ya Video Screen Ka Istemal Islam Me Kaisa Hai? Kya Multimedia Mobile Or Tv Ya Or Jisme Screen Ya Video Chalti Hain Islam Me Jaiz Hai ? Mobile Ya Koi Bhi Screen Wali Chiz Khareedna Gunah Nahi, Gunah Hona Ya Na Hona Iske Istimal Par Muqoof Hai Ki Kis Liye Khareedi Jaa Rahi Hai, Agar Mob … Reff: 0423-898 | Unknown Topic: Ilyas Attari Sahab Ke Bare Me Details Aur Tv Par Islam Ke Chalne Ka Hukm? Assalamualaikum, Kya Ilyas Attari Sahib Mufti, Alim, Hafiz Hein.? Unke Baare Me Details Me Batayen Ya TV Islam Me Jaiz He.? Jazakallah Shaikh-e-Tariqat, Hami-e-Sunnat, Peshwa-e-Nojawan-e-Millat, Musafir-e-Raah-e-Jannat, Muqtada-e-Kom-e-Millat, Wali-e-Ahle Sunnat, Peer-e-Tariqat, Rehba … Reff: 0423-897 | Unknown Topic: Seene Par Hath Rakh Kar Sona Kaisa Hai Aur Kis Karwat Se Sona Sunnat Hai? Seene Par Hath Rakh Ke Sona Kaisa He, Mard Or Aurat Ko Kis Karwat Se Sona Chahiy? Seene Par Hath Rakh Kar Sona Gunah Nahi, Magar Sunnat Ye Hai Ki Seedhi(Right) Karwat Se Soye, Aurat Ko Chahiye Ki Apne Shohar Ki Janib Munh Karke Soye … Reff: 0423-896 | Unknown Topic: Sasur Ka Apni Bahu Ko Chehre Ke Alawa Jism Ka Bosa Lene Se Nikah Par Asar? کیا فرماتے ہیں علماے دین و مفتیان شرع متین کہ زید کی شادی ہوئ ہندہ سے اور جب ہندہ زید کے گھر میں آئ لیکن زید کا باپ خالد جو کہ ہندہ کا سسور لگے گا اور … Note: Agar Ye Masala Sahi Me Darpesh Aya Hai To Darulifta Me Dono Ko Pesh Kiya Jaye, (Aur Ye Jawab Jo Diya Jaa Raha Hai, Mehez Ilm Me Izafe Ke Liye Di … Reff: 0423-895 | Unknown Topic: Momin Ke Liye Apni Darhi Ke Baal Badhana Ya Tarteeb Dena Kaisa Hai? Momin Ko Apni Dari Ke Bal Badhna Kaisa He ? Dadhi Ke Balo Ko Baandhna Jaiz Nahi, Reff: 0423-894 | Unknown Topic: Company Me Job Ke Liye Darhi Bachane Ke Liye Gel Ya Koi Chiz Lagana? Aap Hazrat Se Guzarish He Ke Me Jis Company Me Kaam Karta Hu, (Pehli Baat Ki Mere Chehre Pe Dadhi He) Aur Me Company Me Job Jata Hu To Mere Senior Kah … Kisi Bhi Company Me Job Karne Ke Liye Daari Ka Katwana Shart Nahi, Aur Jis Kam Me Ye Shart Ho To Us Kam Ko Karna Muslamna Ko Najaiz O Gunah Hai, Jahan … Reff: 0423-893 | Unknown Topic: Hazrat Ali Radiallahu Anhu Ki Wiladat Kahan Hui Thi, Daleel Ke Sath? Assalamualaikum, Hazrat-e-Ali Radiallahu Taala Anhu Kahan Paidahuwe The Is Sawal Ka Jawab Den Dalil Ke Sath Agar Ho To 13 Rajab, Jumua Ke Din, Kaabe Sharif Men Paida Huye Reff: 0423-892 | Unknown Topic: Eid Ki Namaz Ke Baad Qabristan Jakar Buzurgon Ko Fatiha Dena Kaisa? Eid Ki Namaz Ke Baad Qabristan Me Jakar Apne Bujurgo Ko Fatiha Dena Kya Durust Hai. Bilkul Durust Hai, Swab Ka Kam Hai, Koi Harz Nahi, Reff: 0423-891 | Unknown Topic: Janaze Ko Qabristan Le Jate Waqt Raste Me Kya Padhna Chahiye? Janaze Ko Qabaristan Ki Taraf Le Jate Samay Kya Padhna Chahiye ? Kya Salam Padh Sakte He ? Kalima, Durood Sab Kuchh Padh Sakte Hai, Aur Salam Aur Naat Us Jagah Padh Sakte Hai, Jaha Padhi Jaati Ho Agar Aise Ilaqa He Jaha Janaze Ke Sath Naat S … Reff: 0423-890 | Unknown Topic: Baalon Me Color (Hair Dye) Lagane Se Namaz Hoti Hai Ya Nahi? السلام علیکم Hazrat, Kiya Balo Me Color Lagane Se Namaz Ho Jaye Hadis-e-Pak Me Farmaya: -الصفرۃ خضاب المؤمن والحمرۃ خضاب المسلم والسواد خضاب الکافر (Zard Khizab Iman Walo Ka Hai, Surkh Islam Walo Ka Sia Khizab Kafi … Reff: 0423-889 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye "Godh Bharai" Ki Rasm Ada Karna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Kya God Bharai Ki Rasm Kar Sakte Hai, Maine Is Rasm Ka Naam To Suna Hai, Kabhi Is Rasm Se Wasta Nahi Padha, Is Rasm Me Hota Kya Hai Iski Mujhe Tafseel Chahiye Tab Kuchh Arz Karun, Aur Rasm … Reff: 0423-888 | Unknown Topic: Sufi Conference Aur Tahir-Ul-Qadri Par Ulama Ke Ikhtilafat Ki Sharai Wazahat? Sufi Confirance Ke Talluq Se Hafiz Ehsan Qadri Sahab Ka Bayan. Kya Ehsaan Sahab Ko Nahi Pata Dr. Tahirul Qadri Par Fatwa Laga He, Pata He Na Jabhi To … Media Ya Recording Ke Mahol Ko Dekhte Huye Agar Kisi Ke Sath Lafz “Sahib” Laga Diya To Iska Matlab Ye Nahi Ki Kisi Sunni Ne Kisi Bad-Mazhab Se Sulah K … Reff: 0423-887 | Unknown Topic: Huzoor Tajushshariah Ke Bayaan Ya Post Me Sabhi Ulama Ko Sulah-Kulli Kehna? Hazat Rat Mene Apse Ye Bat Boli Thi Ki Sare Ulama Ko Sulehkulli Bata Diya Gaya He Apne Jawab Diya Wo Unhe Kaha Gaya He Jo Whabi Or Sunni Ko Ek Karna C … Meri Jo Apse Raat (29.2.2016, Karib Raat 3.00 Baje ) Bat Hui, Uska Matlab Ye Tha Ki Koi Bhi Aalim (Ilm Or Aql Wala) Kisi Doosre Sunni Alim Ko Bura Nah … Reff: 0423-886 | Unknown Topic: Sunni Conference Me Tahir-Ul-Qadri Ke Aane Ki Wajah Se Baaki Ulama Ki Ziyarat? Huzoor, Jo 20 March 2016 Ko Sunni Confrence Hone Ja Rahi Hai Usme Tahirul Padri Bhi Aa Raha Lekin Iske Alawa Bhi Approx 80 Shakhsiyat Ulama-e-Islam Hi … Mere Zariye Is Group Me Mukhtasar Ilm-e-Fiqh Par Kalam Kiya Jata Hai, Jisme Apki Zarurat Ke (Aqaid O Aamal) Ke Masail Ka Hal Apki Khidmat Me Pesh Kiya … Reff: 0423-885 | Unknown Topic: Deobandi Ko Wahabi Kyun Kaha Jata Hai, Jabki Wahhab Allah Ka Naam Hai? Ye Deobandi Ko Wahabi Kyu Kehte Hai ? Jab Ki Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ? Wahab Allah Ka Ek Naam Hai Isme Shak Nahi, Aur Wahabi Ko Islye Wahabi Kehte Hai, Ki Wo Abdul Wahab Ko Manta Tha, Naa Ki Khuda Ki Wajah Se, Reff: 0423-884 | Unknown Topic: Fajar Ki Namaz Akele Padhte Waqt Akhri Sajde Se Pehle Makruh Waqt Shuru Ho Jaye? Assalamualaikum, Fajar Ki Namaz Akele Padh Rahe He Or Farz Namaz Ke Akhri Sajde Se Pahele Makruh Waqt Shuru Ho Gaya To Namaz Hogi Ke Nahi ? Fajr Padh Rahe The Aur Abhi Poori Nahi Ki, Aur Suraj Nikal Aya To Namaz Nahi Hogi, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safa:516 Par Hai “Namaz-e-Fajr Me Aftab Tulu … Reff: 0423-883 | Unknown Topic: Jism Ke Tukde-Tukde Ho Jane Par Aise Mayyat Ko Ghusl Dene Ka Tarika? Kisi Ke Jism Ke 2 Ya 4 Tukde Ho Gaye Aur Woh Masheen Se Kat Gaya To Aesi Surat Me Gusl Kis Tara Diya Jaayega Hawale Ke Saat Batana. Urgent Masala He J … Agar Ye Halat Sahi Me Pesh Aai Hai To Is Tarah Masail Me Online Jawab Ka Intizar Nahi Karte Or Ek Bat Samajh Nahi Aai Ki Mas’ala Bhi Urgent Hai, Aur H … Reff: 0423-882 | Unknown Topic: Musalla Aur Tasbeeh Kharidte Waqt Kin-Kin Baato Ka Khayal Rakhna Chahiye? Musalla Aur Tasbih Kharidte Samay Kin Baato Ka Khyal Rakhna Chahiye. Awwal To Saman Ki Qeemat Aur Apni Jeb Ka Khas Khyal Rakhna Chahiye, Uske Bad, Musalla Aisa Ho Ki Naa Us Par Koi Gumbad Ho Na Kuchh Likha Hua Ho,