Total 1401 answers
Reff: 0423-881 | Unknown Topic: Qadri Silsile Se Mureed Shakhs Ka Kisi Doosre Silsile Se Taluq Jodna Kaisa? السلام عليكم ورحمة الله وبركاته (1)HUZOOR MUFTI SAHAB AGAR KOI Shakhs KISI JAMIYATE SHAREY KE QADRI SILSILE SE MUREED HO TOH KYA WO KISI OR SILSILE ( … Suwal Se Ye Maloom Chalta Hai Ki Ye Suwal Mere Alawa (Kisi) Mufti Sahib Se Puchha Gaya Hoga, Aur Usi Ko Hu Ba Hu Mere Pas Bhi Rawana Kar Diya, (1) Tal … Reff: 0423-880 | Unknown Topic: Imam Galti Se 4 Farz Ki Jagah 5 Aur 6 Rakat Padha De Toh Sajda Sahw Ya Namaz? السلام علیکم Imam Sahab 4 Farz Pada Rahe The Ke Achanak 5 Vi Rakat Ke Liye Uth Gaye 5 Padane Ke Baad 6 Rakat Bhi Poori Kardi To Ab Namaz Dorani Padegi … Agar Imam Ne Chothi Rakat Me Qa’da Kiya Tha To 6 Poori Karke Sajda-e-Sahv Kare, Aur 4 Farz Hui 2 Nafil, Aur Agar Iman Ne Chothi Rakat Par Qa’da Nahi K … Reff: 0423-879 | Unknown Topic: Jumme Ke Khutba Ke Dauran Hath Bandh Kar Baithna Chahiye Ya Khula Rakhna? Assalamalaikum Janab, Main Ye Janna Chahta Hu Ki Jumah Me Jab Khutba Hota Hai To Us Waqt Hath Bandh Kar Baithna Ya Hath Ko Khula Rahkna He Kahan Tak Z … Pehle Khutbe Me Hath Bandhe Aur Doosre Me Raano Par Rakhe Ye Mustahab Hai, Aur Dono Me Hath Bandhe Rakhe To Bhi Harj Nahi, Ya Iske Khilaf Kare To Bhi … Reff: 0423-878 | Unknown Topic: Masjid Me Sirf Imam Aur Moazzin Hon, Takbeer Ke Baad Wuzu Wale Ka Intezar? السلام علیکم Masjid Me Sirf Imam Aur Moazzin He Moazzin Ne Takbeer Padi Ab Itne Me Dusra Admi Aa Gaya Aur Abhi Use Wuzu Bhi Karna He To Kya Uske Liye … Agar Uske Intizar Me 1-2 Mnt. Ruk Bhi Jaye To Harj Nahi, Aur Chahe To Namaz Shuru Kar Den, Gunah Kisi Surat Nahi, Aur Behtar Shuru Kar Dena Hai, Aur J … Reff: 0423-877 | Unknown Topic: Sone Ke Baad Underwear Par Safed Nishan (Sleeptalk/Discharge) Milne Par Hukm? Salam, Hazrat Sail Ko Sone Ke Baad Under Wear Par Safed Nishan Milte Hai Hazrat Is Halat Me Sail Namaz Par Sakta Hai Ya Gusal Ke Baad Hi Pare Or Hazra … Gusl Ke Bad Padhe, Kasrat-e-Ehtlam Se Bachne Ke Liye Sote Waqt, Naaf Par Naam “Umar” (Urdu Me) Likh Liya Kare, Aur Is Tarah Ki Naaf Ka Gol Dayera Umar … Reff: 0423-876 | Unknown Topic: Qawwali Sunna Haram Hai Toh Fir Dargahon Par Qawwali Kyun Hoti Hai? Hazrat Qawwaliya Sunna Kya Haram Hai, Agar Haram Hai To Hazrat Kai Dargha Ho Pe Qawwaliya Kyun Hoti Hai. Maujooda Daur Me Jo Qawwali Mazameer(Music) Yani Dhol, Wagera Ke Sath Hoti Hai, Iska Padhna, Padhwana, Sunna Sunana, Iska Ehtmam Karna Karwana, Sab Ha … Reff: 0423-875 | Unknown Topic: Aam Bolchal Me "Hi, Hello, Bye-Bye" Bolna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Hum Jab Kisi Ko Hi/Hello Bye - Bye Bolte Hai Kya Ye Bolna Sahi Hai. Jawab Ka Muntazir Jazak Allah Mulaqat Aur Rukhsat Ke Waqt SALAM Karna Dono Hatho Se Musafah Karna SUNNAT-e-QADEEMA Hai, Aur Apne Muashre, Ghar, Wagera Me Aisa Naya Kaam Ijad Karna … Reff: 0423-874 | Unknown Topic: Masjid Ki Chatai Par Gumbad-Minar Bani Ho Aur Us Par Paon Rakhna Be-Adabi Hai? Hazrat Masjid Me Jo Chatayi Bichhi Hoti He Is Par Zayadatar Gumbad Minar Bani Hoti He Kuchh Log Esa Kehte He Ki Is Par Per Bhi Rakha Jata He Iski Bead … Commettee Ko Khareedte Waqt Is Bat Ka Khyal Rakhna Chahiye, Magar Ye Ek Naqs-e-Khyali Hoti Hai, Asl Nahi, Aur Naa Is Par Koi Muslaman Tohin Ki Niyat S … Reff: 0423-873 | Unknown Topic: Ghar Se Bhag Kar Nikah Karne Wali Larki Ko Wapas Ghar Me Aane Ki Ijazat Hai? Main Jis Company Me Kaam Karta Hu, Waha Ek Ladka He Jo Ham Ko Ek Baat Bataya Aur Kaha Ki, Bhai Mere Ek Sister He Jo Kisi Ladka Se Muhabbat Karti Thi A … Ghar Aane Se Kya Muraad Hai, Hamesha Ke Liye Ya Ghar Walo Se Milne, Agar Milne Ana Chahti Hai, To Ane Do, Kuchh Waqt Reh Kar Chali Jayegi, Aur Aapne S … Reff: 0423-872 | Unknown Topic: Islam Me Larkon Ka Khatna (Musalmani) Karwana Kyun Zaruri Hai? Bhai Islam Mai Ladko Ka Khatna Karna Zaruri Hai Isse Kya Sabit Hota Hai Kya Ye Zaruri Hai ? Ye Sunnat Hai, Bachpan Me Hi Karwa Dena Chahiye, Aur Baligh Ka Kisi Nai Se Nahi Karwa Sakte, Kyunki Gair Ke Samne Sitr Kholna Haram Hai, Isilye Agar K … Reff: 0423-871 | Unknown Topic: Peshab Karte Waqt Sath Me Mani Nikal Jaye Toh Kya Ghusl Farz Ho Jata Hai? Agar Koi Paishab Kar Raha He Aur Peshab Karte Waqt Sath Me Mani Nikal Jaye To Kya Us Par Gusl Farz Hoga Ya Nahi, Mani Ke Nikalne Se Gusl Farz Ho Jata Hai, Magar Suwal Me Jo Surat Puchhi Gai Hai, Us Me Gusl Farz Nahi, Kyunki Sail Ne Jise Mani Likh Diya Use Mani Na … Reff: 0423-870 | Unknown Topic: Deobandi Ko Sahi Manne Aur Unke Peeche Padhne Wale Sunni Ka Zibah Kiya Hua Gosht? السلام علیکم Koi Sunni Musalma Deobndi Ko Sahi Jaanta Ho Aur Unke Pichhe Namaz Padta Ho Aur Sunni Imam Ke Pichhe Bhi Yani Jaise Moka Lagta He Pad Leta … SALAM Aisa Shakhs Jahil-e-Mutlaq Fasiq Or Gumrah Gunahgar Hai, Zibah Iske Hath Ka Halal, Jab Tak Isse Sarih Kufr Ka Yaqeen Na Ho, Magar Parhez Chahiye … Reff: 0423-869 | Unknown Topic: Murda Ya Zinda Paida Hone Wale Bachche Ke Naam Rakhne Ke Bare Me Mukhtalif Fatwe? مرا ہوا بچہ پیدا ہوا تو اس کا نام رکھنے کی حاجت نہی بغیر نام رکھے دفن کر دیں-(عالمگیری) بچہ پیدا ہو کر مر گیا تو دفن سے پہلے اس کا نام رکھا جاۓ (ردالم … Ye Jo Alamgiri Me Guzra Ki “Naam Rakhne Ki Hajat Nahi” Isse Murad Hai, Ki Naam Rakhna Lazimi Nahi Ye Jo Durr-e-Mukhtar Me Kaha “Naam Rakha Jaye” Isse … Reff: 0423-868 | Unknown Topic: Sawa Saron Me Aapas Ki Dushmani Khatam Karne Aur Mohabbat Ke Liye Wazifa? Hazrat, Bhai Bhai Me Dushmani Na Ho Koi Dua Bataye, Karam Hoga Hazrat 7 Din Tak, 786 Bar Poori Bismillah Padh Kar Paani Par Dam Karke Peelate Rahe, Allah Ne Chaha To Dushmani Khatam Ho Jayegi, (Din Me Jab Waqt Mile Padh … Reff: 0423-867 | Unknown Topic: Shariat Ke Aitebar Se Darhi Ki Had (Length) Kitni Honi Chahiye? Hazrat Dadhi Ki Sharai Had Kiya Hai Daari Ka Rakhna Sunnat-e-Moakkada Hai, Ek Musht (Kareeb Char Ungali) Tak Badana Wajib Hai, Ek Mutthi Se Neeche Se Kaat Lena Sunnat Hai, Aur Daari Naa … Reff: 0423-866 | Unknown Topic: Do Rakat Namaz Me Pehli Rakat Me Surah Naas Padhne Par Doosri Me Kya Padhein? 2 Rakaat Ki Namaz Me Agar Pehli Rakat Me Sureh Naas Pad Diya To Dusri Rakat Me Kya Padenge ? Namaz Padte Waqt Man Me Koi Aayat Thi Lekin Munh Se Koi A … Agar Jan Ya Bhool Kar Pehli Rakat Me Surah Naas Padh Li To Baki Rakat Me Bhi Surah Naas Hi Padhta Rahe, Kyunki Quran Ko Ulta Padhna Zyada Sakht Hai, ( … Reff: 0423-865 | Unknown Topic: Farz Namaz Ke Foran Baad Buland Aawaz Se Durood Padhne Se Baaki Namaziyo Par Asar? Hazrat Ham Log Har Farz Namaz Ke Bad Foran Buland Aawaj Se Darud Sharif Pedhte He To Jiski Rakat Chhut Jati He Unki Namaz Me Khalal Nahi Pahunchta ? P … Namazi Ke Nazdeek To Buland Awaz Se Quran Ki Tilawat Bhi Mana Hai, Fir Durood Ki Bhi Itni Buland Awaz Me Zarurat Nahi, Ki Doosre Ki Namaz Me Khalal Pa … Reff: 0423-864 | Unknown Topic: Gas Ki Problem Ke Liye "Hing Goli" Khana Shariat Me Jayez Hai Ya Najaiz? Hing Goli Khana Kaisa Hai Jaiz Ya Najaiz, Jinhe Gais Ki Problem Rehti Hai, Is Bare Me Bataiye Hazrat Aap Ki Mehrbani Hogi Ba-Zahir To Heeng-Goli Khane Me Koi Mumaniat Nazar Se Naa Guzri Na Kisi Alim Se Iska Adam-e-Jawaz Suna Gaya, Khane Me Koi Gunah Nahi, Khaate Peete Waq … Reff: 0423-863 | Unknown Topic: Ilm Sikhane Wale Gair Muslim (Hindu) Ustaad Ko Salam Karna Jayez Hai Ya Nahi? Agar Hum Kisi Ke Pas Ilm Hasil Karne Jate He To Use Salam Karte Hen, Hazrat Agar Ilm Sikhane Wala Hindu He To Kya Use Salam Karna Jaiz Hai. Fatawa Razawiyya Jild: 22 Safah: :378 Par Hai, Kafir Ko Salam Haram Hai Bahar-e-Shariat Jild:3 Safah:461 Par Hai Kuffar Ko Salam Naa Kare, AGAR Wo Kar … Reff: 0423-862 | Unknown Topic: Durood Sharif Padhne Ke Liye Wuzu Zaruri Hai Ya Quran Ke Liye Hi Wuzu Lazim Hai? Kya Darood Shrif Ka Padhne Ke Liye Wuzu Karna Zaroori He, Ya Fir Quraan Ki Koi Ayat Or Tasbih Pdhne Se Pehle Wazu Farz He ? Durood Or Tasbih Ko Be Wuzu Bhi Padh Sakte Hain Aur Napaki Ki Halat Me Bhi Padh Sakte Hai, Jabki Quran Ki Ayat Be-Wuzu Padh Sakte Hai, Jabki Use Hath …