بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0323-841 | Unknown Topic: Qur-O-Hadees Ki Roshni Me Cricket Khelna Shariat Me Kaisa Hai? السلام علیکم Cricket Khelna Kesa He Iska Jawab Qurano Hadees Ke Hawale Se Dijiye Cricket Ya Koi Khel (Siwaye 3 Khelo Ke) Jaiz Nahi, Chahe Cricket Ho Ya Koi Or, Aur Ise Khelne Ya Dekhne Me Koi Fayeda Nahi, Balki Waqt Ki Barbadi Hai, … Reff: 0323-840 | Unknown Topic: Jis Imam Ki Biwi Ne Nasbandi (Tubectomy) Karwai Ho, Uske Peeche Namaz? Assalamualaikum, Kya Kisi Imam Ki Wife Ne Nasbandi Karwa Li Ho To, Us Imam Ke Pichhe Namaz Padh Sakte Hai Ya Nahi, (Note:-Group Me Imamat Ke Masail Is Tarah Nahi Bataye Jaate, Agar Ye Masala Sahi Me Pesh Aya Ho To Aapko Chahiye Ki Darulifta Me Jaye Or Jawab Hasil K … Reff: 0323-839 | Unknown Topic: Namaz Me Chheenk Aa Jaye Aur Naak Se Pani Bahe Toh Kya Namaz Tut Jayegi? Agar Namaz Me Chhink Aajaye Or Naak Se Paani Girne Lage To Kiya Namaz Ho Jayegi Namaz Ho Jayegi, Daman Se Saf Kar Le, Reff: 0323-838 | Unknown Topic: Bad-Mazhabon Ki Kasrat Wale Ilaqa Me Muslim Hotel Par Gosht Khana Kaisa? جناب زید ایک ایسے علاکہ میں رہتا ہے جہاں بدمزحبو کی جیادتی ہے سنی و بدمزحب میں فرق کرنا مشکل ہو جاتا ہے۔ ایسے علاکہ میں مسلم ہوٹل پر گوست کھانا کیسا ج … Behtar Yahi Hai Ki Aisi Shak Shubhah Wali Cheez Se Parhez Kare, Yahi Hadis Me Farmaya Gaya Aur Yehi Taqwa Hai, Aur Shak Karne Se Koi Halal, Haram Nahi … Reff: 0323-837 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ka Sahi Waqt Raat 12 Baje Ke Baad Shuru Hota Hai? As Salaam Mualikum, Tahajjud Ki Namaz Ka Waqt 12 Baje Ke Bad Shuru Ho Jata He Ya Nahi, To Kis Waqt Ham Tahajjud Padh Sakte Hen, Bad Namaz-e-Isha Kuchh Der So Kar Jab Bhi Uthega Wahi Tahajjud Ka Waqt Hai, Chahe 1 Mint. Hi Soya Ho, Reff: 0323-836 | Unknown Topic: Darhi Ko Kharab Hone Se Bachane Ke Liye Us Par Gel Lagana Kaisa Hai? As Salam Mualikum, Janab Kya Darhi Par Jell Laga Sakte Hai Jisse Ke Darhi Mure Nahi Jawab Ka Muntazir Jazak Allah Koi Harz Nahi Reff: 0323-835 | Unknown Topic: Taweez Gandey Karne Wale Ya Is Tarah Ke Amal Karne Wale Ki Bakhshish Nahi? السلام و علیکم Koi Saksh Agar Tawiz Ganday Karta He To Us Sakhs Ki Bakhshish Nahi Hoti He Kiya, Sahi Ke Liye Kare Ya Bure Ke Liye Taweez Dua Dam Jaiz Maqasid Ke Liye Jaiz Aur Sawab Hai, Hadis Me Hai, Jo Apne Momin Bhai Ko Jis Tarah Nafa Pahucha Sakta Ho Pahuchaye, Aur Taweez Jo D … Reff: 0323-834 | Unknown Topic: Toota Hua Ya Nakli Daant Lagwate Waqt Wuzu Aur Paak Saf Hone Ka Masla? Bhai Kisi Shakhs Ka Dant Toot Gya Ho Ya Bachpan Se Hi Na Nikla Ho To Kya Wo Shakhs Daant (Haddi-Metel) Ka Lagwa Sakta Hai.? Aur Agar Haan, To Kya Dant … G, Han Daant Lagwa Sakta Hai Magar Admi Ka Daant Nahi Lagwa Sakta Pat’thar Wagera Ka Lagwa Sakta Hai, Aur Ise Wuzu Ki Zarurat Nahi Naa Pak Hone Ki, Au … Reff: 0323-833 | Unknown Topic: Aqiqe Ka Gosht Bachche Ke Ma-Baap Aur Unke Usool Kha Sakte Hain Ya Nahi? Assalam O Alaikum, Hazrat Aqeeqe Ka Gosht (Meat) Bachche Ke Maa Baap Ko Khana Jayez He Ya Nahi ? Jawab Ka Talabgaar Hoon Agar Maa Bap Ka Roza Nahi Ho To Khana Bilkul Jaiz Hai, Aur Roza Ho To Waqt Maghrib Bhi Khana Jaiz Hai, Ye Logo Ki Kam Ilmi Ki Baate Hain, Aur Iska Sha … Reff: 0323-832 | Unknown Topic: Jis Imam Ki Biwi Bepardagi Karti Ho, Kya Uske Peeche Namaz Padhna Theek Hai? Agar Kisi Imam Ki Wife Bepardagi Karti Ho To Kya Us Imam Ke Pichhe Namaz Padna Chahiye ??? Agar Kisi Shakhs Ki Biwi Be-Pardagi Se Ghoomti Hai, Aur Shakhs Ise Sakhti Se Mana Naa Kare Aur Iski Be-Pargadi Ki Ise Khabar Hone Ke Bad Bhi Naa Roke … Reff: 0323-831 | Unknown Topic: Asr Ki Namaz Maghrib Ki Azaan Se Kitni Der Pehle Tak Padh Sakte Hain? Hazrat Asr Ki Namaz Magrib Ki Azan Se Kitne Mnt. Pahle Tak Padh Sakte Hai Agar Kisi Din Asr Ki Namaz Nahi Padhi To Magrib Se Pehle Pehle Har Surat Me Padh Le Qaza Naa Hone De, Aur Jo Maghrib Se 20 Mnt. Pehle Namaz Padhna Man … Reff: 0323-830 | Unknown Topic: English Zaban Me Salam Likhna Aur Uska Jawab Dena Kaisa Hai? English Me Salam Likhna Kaisa He Or Jawab Dena Kaisa He Tafsir Or Hawale Ke Sath Bataye Hazrat ? Talib-e-Jawab Lafz “Salam” Is Tarah Likhna English Me Jaiz Hai, Aur Salam Ke Badle Bhi Salam Keh Dena Bhi Jaiz Hai, Aur Poora Salam Jo Arabi Me Hota Hai, Use Arabi … Reff: 0323-829 | Unknown Topic: Qawwali Ki Shuruwat Kisne Ki Aur Shariat Me Iski Kya Haisiyat Hai? Qawwali Kisne Shuru Ki Or Shariat Me Kya He Iske Bare Me ? Qawwali Jo Hamare Chishtia Silsile Aur Deegar Buzurgo Se Sabit Hai, Wo Aisi Nahi Thi Jaisi Aaj Hai, Qawwali, Dhol Tashe Ya Deegar Musicial Instruments … Reff: 0323-828 | Unknown Topic: Biwi Agar Shohar Ke Maa-Baap Ki Nafarmani Kare Toh Kya Use Chhod De? Hazrat Mera Ek Sawal He Kisi Ki Biwi Apne Shohar Ke Ma Bap Ki Na Farmani Karti He To Kiya Use Chhor Ne Ka Hukm He Note:- Is Group Me Talaq Me Masail Nahi Bataye Jate Aur Jo Batye Jaate Hai, Wo Bator-e-Ilm Me Izafe Ke Liye Arz Kiye Jate Hai, Apne Talaq Ke Masail Ke … Reff: 0323-827 | Unknown Topic: Musalmano Ke Alag-Alag Firqe (Barelvi, Deobandi, Wahabi) Kahan Se Shuru Hue? Hazrat Musalmano Me Jo Alag -2 Koum Bana Rakhi Hai Jaise Ki Ahle Sunnat, Bareilwi, Qadiyani, Deobandi, Wahabi, Hanifi, Aur Bhi Hai Ye Sab Kaha Se Shur … Suwal Me Jo Naam Sail Ne Darj Kiye Wo Koum Nahi Firqe Hain, Firqo Ka Banna Hadis Se Sabit Hai, Ek Ka Haq Par Hona Aur Baki Gumrah Hona Bhi Hadis Me Ha … Reff: 0323-826 | Unknown Topic: Shadiyo Me 51, 101 Ya 501 Rupaye (Ek Rupya Jod Kar) Dene Ka Kya Maqsad Hai? Hazrat Assalamu Alaikum, Ye Jo Shadiyo Me 51; 101; Ya 501 Rupaye Diye Jate Matlab 1 Rupya Jodkar Inka Matlab Kya Hai Aur Kyu Diye Jate Hai. Asl Ye Hai Ki Mujhe Iska Ilm Nahi Aur Naa Mene Janne Ki Koshish Ki Naa Itna Waqt Ki Koshish Karun, Han Me Zarur Iski Tehqiq Karta Agar Aise Suwal Kabr … Reff: 0323-825 | Unknown Topic: Shohar Talaq Na De Aur Biwi Ghar Chhod Kar Chali Jaye Toh Kitne Din Baad Nikah? Agar Koi Aurat Kisi Wajah Se Apne Shohar Se Talaq Chahti He Or Wo Dena Nahi Chahta, Aurat Apna Ghar Chhod Kar Chali Jati He To Use Kitne Waqt Bad Apne … Suwal Me Ye Likhna Ki “Kisi Wajah Se Talaq Chahti Hai” Ye Adhuri Baat Hai, Awwal To Ye Bataye Ki Wo Wajah Kya Hai, Kyunki Baz Surato Me Talaq Mangna J … Reff: 0323-824 | Unknown Topic: Namaz Me Dil Ke Waswase Door Karne Aur Focus Rakhne Ke Liye Wazifa? Assalamualaikum, Kaise Kya Halath Se Namaz Padna Chahiye? Dil Ke Wasvase Ko Door Karne Ka Wazifa Bataieye? Is Hal Me Padhe Ki Ye Allah Ko Dekh Raha Hai, Warna Aise Padhe Ki Allah Ise Dekh Raha Hai, Aur Meri Maane To Aise Padhe Ki Ye Iski Zindagi Ki Akhri Na … Reff: 0323-823 | Unknown Topic: Maa-Baap Ko Fatiha Ka Sawab Bhejte Waqt Ek Sath Naam Le Ya Alag-Alag? Agar Maa Bap Ko Fatiha Bhejna He To Ek Sath Bhej Sakte He Naam Ke Sath Ya Alag Alag Bhejna Hoga. Ek Sath Ek Hi Niyaz Me Dono Ko Isal-e-Sawab Kar Sakte Hai, Alag Alag Fatiha Ka Intizam Ki Hajat Nahi, Reff: 0323-822 | Unknown Topic: Patanjali Ke Products Istemal Karna Kaisa Hai Jabki Is Par Fatwa Ho? Hazrat, Patanjali Product Istimal Karna Kaisa, Jabki Usse Mareez Ke Fayeda Ho Raha Ho Jabki Patanjali Ke Pruducts Par Fatawa Bhi Lag Chuka Ho Aya Ke F … Meri Is Masale Me Tehqeeq Ye Hai Ki, Patanjali Me Kareeb 700 Product Hai Jo Ki Alag Alag Marz Ke Liye Hain, Usme Se 5 Product Aise Hai Jisme (Comapany …