بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0224-1361 | Unknown Topic: Isha Ki Farz Namaz Me Bhool Kar Taraveeh Ki Niyat Bandh Kar Namaz Padhne Par? Maine Isha Ki Namaz Me Imam Ke Peechhe 4 Rakat Namaz Farz Ke Liye Khada Hua Lekin Bhool Se Taraweeh Namaz Ki Niyat Bandh Li, Fir Namaz Me Mujhe Yaad B … Agar Dil Me Irada Ghar Se Nikalte Waqt Isha Ada Karne Ka Tha, Fir Munh Se Taravih Nikal Gayi, Fir Jab Yaad Aya To Isha Ki Hi Niyat Dil Me Thi, Aur Apn … Reff: 0224-1360 | Unknown Topic: Deobandi, Wahabi Aur Ahle-Hadith Teeno Firko Ki Alag-Alag Pehchan Kaise Karein? Deaobndi. Wahabi Aur Ahle Hadees In Teeno Ko Ham Kaise Pehchnenge Ki Teeno Alag Alag Firke He Wahabi Aur Ahle Hadis Ek Hi Firka-e-Khabeesa Ka Naam Hai, Aur Deobandi Unki Ek Shakhs Hai, Maathe Par Kisi Ke Likha Nahi Aata, Aap Puchh Liya Karo, Ki … Reff: 0224-1359 | Unknown Topic: Darhi Rakhe Baghair (Clean Shave) Padhi Gayi Namaz Wajibul-I'ada Hoti Hai Kya? Kya Daadhi Bigair Padhi Gai Namaaz Waajib Ul Iyaada Hai ? Iski Imamat Jaiz Nahi Magar Khud Ki Tanha Namaz Ho Jayegi, Reff: 0224-1358 | Unknown Topic: Madrse Ke Liye Liye Gaye Zakat Aur Fitra Ka Paisa Maldar Aur Garib Bachchon Par? Kya Farmate He Ulamaye Kiram Is Masale Me Ki Hamare Yaha Madrse Ke Liye Zakat Fitra Sadkat Liya Jata He To Mal Kis Tarike Se Madrase Me Kharch Kiya Ja … Is Raqm Ka Heela Sharai Karne Ke Bad, Madrse Ke Jumla Akhrajat Me Sarf Karne Ki Ijazat Hai, Aur Jisne Zakat Deni Hai, Use Chahiye Ki Zakat Dete Waqt M … Reff: 0224-1357 | Unknown Topic: Zakat Ke Nisab Me Tola, Masha Aur Gram Ka Aapas Me Kya Hisab Hota Hai? Hazrat Zakat Ka Nisab Sade Bawan Tola Chaandi Or Sade Saat Tola Sona Hai, To Ek Tola Kitne Gram Ko Kehte Hen Isi Tarah Anguthi Ke Masle Me Ek Masha Ki … Ghalibann, Hindustan Me 1 Tola 12 Masha Ya, 11.66 Gram, Aur 1 Masha 0.97 Gram Hota Hai, Reff: 0224-1356 | Unknown Topic: Bathroom Me Sirf Khade Hokar Nahana Chahiye Ya Baith Kar Bhi Naha Sakte Hain? Hazrat Kya Mard Ko Bathroom Me Sirf Khade Ho Kar Nahana Chahye Ya Baith Kar Bhi Naha Sakta He Khade Ho Kar, Beth Kar, Let Kar, Jaise Chahe Nahaye, Sab Surate Jaiz Hai, Bas Ye Khyal Rakhe Ki Jab Jism Par Kapde Naa Ho To Kaabe Ki Taraf Naa Munh K … Reff: 0224-1355 | Unknown Topic: Bachpan Ke Dost Jo Wahabi Hain, Unse Dosti Rakhna Aur Unka Ravaiya Kaisa Ho? Wahabiyo Se Dosti Rakhna Kaisa ? Mere Dost Wahabi Hai Wo Mujhse Achhi Tareeqe Se Pesh Aate Hai Hum Bachpan Se Friends Hai? Wahabi Ya Kisi Bhi Badmazhab Se Dosti Rakhna Yani Uski Tazeem Karna Hi Hai, Aur Inse Mel Jol Tazeem Sakht Haram, Yani Agar Koi Apke Walid Ko Gali De T … Reff: 0224-1354 | Unknown Topic: Police Ke Mukhbir Ka Chugli Me Shumar Hona Aur Unki Bakhshish Ka Masla? Kya Police Ke Mukhbir Bhi Chugli Me Shamil Hota He Kya Mukhbir Ki Bhi Bakhshish Nahi Chugli Chugli Hai, Agrche Police Ke Liye Ho, Aur Be-Ijazat-e-Shara Haram Hai, Aur Uske Liye Wahi Wa’eed Hain Jo Hadis Me Hai, Jabki Be-Toba Kare Mara, … Reff: 0224-1353 | Unknown Topic: Tv Par Chal Rahi Dua Ya Taqreeb Me Ghar Baithe Shamil Hone Ka Sawab? Agar Dua Tv Me Chal Rahi Ho Aur Me Apne Ghar Par Rahu To Kya Me Bhi Dua Me Shamil Ho Jaugna Agar Ye Dua Ya Program Live Hai, Aur Aap Bhi Dua Ke Waqt Us Dua Me Shamil Ho To Aap Dua Me Sharik Mane Jaoge, Yani Agar Wo Dua Qubol Hui Aur Us Waqt D … Reff: 0224-1352 | Unknown Topic: Taraveeh Me Pichhli Safon Me Fan Ki Aawaz Ki Wajah Se Qirat Na Sunai Dene Par Sawab? Tarawih Me 3ri Ya 4thi Saf Me Imam Sahab Quran Sharif Ki Tilavat Karte Hai To Aawaz Nahi Aati Fan Or Exos Fan Ki Wajah Se To Kya Hame Quran Sharif Sun … Agar Quran Sunne Ki Niyat Se Masjid Me Aya, Lekin Aage Saf Me Jagah Naa Mil Saki, Jiski Wajah Se Pichhe Khada Hona Padha, To Aisi Surat Me Allah Ne Ch … Reff: 0224-1351 | Unknown Topic: Haram-E-Pak Me Wahabi/Deobandi Imam Ke Peeche Namaz Padhne Par Hajj Qabul Hoga Ya Nahi? Hazrat Jab Badmazhabo (Wahabi Aur Deobandi) Ke Pichhe Namaz Jayez Nahi To Jab Hamlog Hajj Par Jate Hai To Waha Hajj Ki Namaz Imame Haram Padhte Hai To … Aap Wahan Sunni Aqeeda Logo Ke Sath Jamat Qayam Karke Namaz Padh Sakte Ho, Aur Haj Ka Qubool Karna Allah Ke Zimme Hai, Hadis Me Farmaya, Kanzul Ummal … Reff: 0124-1350 | Unknown Topic: Sadqa-E-Fitr (Fitrah) Kisko De Sakte Hain, Ek Ka Kai Ko Ya Ek Ko, Aur Kam/Zyada Dena? Fitrah Kis Ko De Sakte He Aur Ek Fitrah Me Se Kai Logo Ko De Sakte He Ya Sirf Ek Fitrah Ek Hi Insan Ko De Sakte He, Agar Misal Ke Taur Par Ek Fitrah 4 … Jinhe Zakat De Sakte Hai Unhe Fitra De Sakte Hai, Jinhe Zakat Nahi De Sakte Unhe Fitra Nahi De Sakte, Yani Jo Sahib-e-Nisab Ho Use Nahi De Sakte, Isi … Reff: 0124-1349 | Unknown Topic: Sote Waqt Sabhi Musalmano Ko Maaf Karne Ki Niyyat Ke Alfaz Kya Hone Chahiye? Hazrat Hadees Sharif Ka Mafhun Hai Ke Ek Momin Ko Sote Waqt Sabhi Musalmano Ko Maaf Karke Sona Chahiye, Ab Hum Kisi Par Paisa Mangte Ho To Wo Maaf Kar … Ab Tak Kisi Bhi Zariye Se Jisne Meri Dil Azari Ki Meri Chugli, Gheebat, Ki Ya Mera Haq Mara, Ya Haq Me Kotahi Ki Haq Zaya Kiya, Ya Jis Bhi Tariqe Se M … Reff: 0124-1348 | Unknown Topic: Dil Ko Saf Karne, Burai Aur Bad-Nigahi Se Bachne Ke Liye Koi Roohani Amal? Hazrat Koi Aisa Dua Ya Amal Bataye Ki Jisse Padne Se Insan Ka Qalb Saaf Ho Jaye Burayi Se Dil Hat Jaye. Aur Zehan Sahi Rahe, Bad Nigahiyo Se Bache. Ek Aisa Teer Ba-Hadaf Amal Batata Hu, Magar Shaitan Is Par Amal Karne Nahi Dega Aur Allah Ki Madad Shamil Rahi, Aur Aap Qamyab Rahe To Khuda Ki Rehmat … Reff: 0124-1347 | Unknown Topic: Deobandiyon Ka Zibah Kiya Hua Na Khane Ki Surat Me Non-Muslim Ki Dukan Se Saman? Debandio Ke Yaha Ka Zabiha Khana Haram Hai, To Kya Jo Non Muslim Hai Unki Shop Se Saman Lena Kaisa Koi Bhi Saman Fruits, Ya Medician, Gair Muslim Ki Dukan Se, Gosht Ke Siwa Baki Zarurat Ka Saman Kharidna Jaiz Hai, Jaisa Ki Fatawa Razawiyya Jild: 21 Safah:665 Par Hai Gehun, Chawal, Du … Reff: 0124-1346 | Unknown Topic: Sone Se Pehle Agle Din Ke Roze Ki Niyat Kar Lene Se Roza Ho Jayega Ya Nahi? Hazrat Me Ye Janna Chahta Hu Ke Roze Ki Niyat Kis Waqt Se Karne Ki Izajat Hai Matlab Kya Me Sone Se Pahle Agar Ye Niyat Karke So Jaun Ke Kal Mera Roza … Roza Ho Jayega, Reff: 0124-1345 | Unknown Topic: Kisi Gair-Muslim Ki Darkhwast Par Use Abe-Zamzam Dena Kaisa Hai? Assalamualaikum, Kya Kisi Kafir Ki Request Par Aabe Zamzam De Sakte Hai, Jazakalallah Agar Aap Iske Malik Hai, To De Sakte Hai, Yani Agar Use Pyas Ki Shiddat Hai, Aur Paani Maujood Nahi Aur Wo Apse Pani Mange Aur Apke Pas Sirf Zam Zam S … Reff: 0124-1344 | Unknown Topic: Salatu-Salam (Mustafa Jane Rahmat) Me Auliya Par Salam Bhejna Aur Qabar Par Pahuchna? Hazrat Ye Bataye Ki Jo Salatu Assalam (Mustafa Jane Rahmat) Padhte He Isme Ham Sabhi Par Durood Wa Salam Bhejte He Yani HUZOOR PAAK Par Bhi Or Tamam W … Awwal To Ye Ki Walio Par Bhi Salam Bhejna Durust Hai, Doosri Baat Ye Ki Apne Kaha, Ham Sahaba Aur Khulafa Par Kyun Nahi Salam Bhejte, Ye Baat To Imam … Reff: 0124-1343 | Unknown Topic: Alcoholic Perfume (Alcohol Mile Hue Ittar) Ko Laga Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Ham Alcoholic Perfume Laga Kar Namaz Ada Kyu Nahi Kar Sakte ? Wajahat Farmaiye Hazrat Shukria Alcohol Sharab Hoti Hai, Isilye Reff: 0124-1342 | Unknown Topic: Bed Ke Aage Zameen Par Namaz Padhna Aur Ja-Namaz Fold (Lapet Kar) Rakhna? 1- Agar Koi Zamin Pe Namaz Pad Rahe Ho Bed Ke Aage To Kya Bed Pe Unke Letne Bethne Me Koi Gunah Hoga 2- Jaye Namaz Fold Karne Ka Tariqa Bataiye ? 1- Bad Par Bethne Ki Mumaniat Nahi, Jabki Bethne Wale Ka Chehra Namazi Ke Chehre Ke Samne Naa Ho, 2- Sar, Per Mila Kar Fold Kara Jaye, Isse Jahalat Ka …