بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0323-821 | Unknown Topic: Kisi Gair-Alim Deeni Khidmat Karne Wale Ko "Mulla Ji" Kehna Gunah Hai? السلام وعلیکم Kisi Ghair Alim Ko Mulla Ji Keh Na Gunha He Ya Nahi Jazak Allah Hamare Urf Me “Mulla G” Kehne Ki Bunyad Ilm Nahi Balki Chehre Par Daari Hai, Jaha Tak Mera Khayal Hai Ki Log Daari Walo Ko Is Laqab Se Pukarte Hai,, I … Reff: 0323-820 | Unknown Topic: Zaid Ko Gussa Bahut Aata Hai, Gussa Khatam Karne Ke Liye Koi Wazifa? Assalamualaikum, Zaid Ko Ghussa Bahot Aata He Hazrat Koi Wazeefa Bataye Gusse Ko Khatam Karne Ka Jazak Allah Sail-e-Motaram, Janab-e-Man Apka Ehsan O Karam Jo Apne Group Ahle Sunnat Me Yaad Farmaya, Awwal To Ye Group Fiqh Masail Par Mabani Hai, Magar Kabhi Ka … Reff: 0323-819 | Unknown Topic: 1 Lakh 5 Hazaar Baar Kalma-E-Tayyiba Padh Kar Bakhshne Se Magfirat? Hazrat Kya 1 Lakh 5 Hazar Baar Kalam-E-Tayyiba Padh Kar Bakhashne Par Murde Ki Magfirat Hoti Hai Kya Ye Sahi Hai. Maghfirat Allah Ki Rehmat Par Hai, Aur Musalman Ki Niyat Uske Amal Se Behtar Hai, Allah Chahe To Ek Bar Ke Padhne Se Bhi Maghfirat Kar De, Aur Chahe K … Reff: 0323-818 | Unknown Topic: Qurbani Ya Aqiqe Ka Gosht Gair Muslimon (Non-Muslims) Ko Khilana Kaisa? Assalamualaikum, Qurbaani Aur Akika Ka Masala Ek Hi Hai Suwal Ye He Ki Kya Hum Qurbaani Ya Akika Ka Khana Gair Muslim Ko Khila Sakte He Kya Hawale Se … Bila Wajah Khilane Se Parhez Karna Chahiye, Behtar Ye Hai Ki, Rishtedar, Sunni Musalman, Faqeero Ko Khilaye, Aur IJAZAT Ye HE Ki Agar Koi Kafir Bhookh … Reff: 0323-817 | Unknown Topic: Apni Beti Ya Behan Ko Dekh Kar Dil Me Bad-Khyal Ya Shahwaat Aane Par? Agar Kisi Ko Apni Beti Ya Bahen Ko Dekh Ke Kabhi Sexual Khayalat Aye To Uska Kya ? Ye Khayal-e-Khabees Hai, Aur Jis Dil Me Aye Wo Qalb-e-Iblees Hai, Magar Aisi Surat Jis Ghar Me Pesh Aati Hai, Ummid Karta Hun Us Ghar Me Parda Nahi Ho … Reff: 0323-816 | Unknown Topic: Mazaarat Ki Ziyarat Ka Durust Tarika Aur Aam Qabristan Ke Adab? Janab Mazaaraat Ki Zayarat Ka Durust Tareeka Kya He ? Or Aam Qabristan Me Jaane Ke Kya Aadab Hain? جزاک اللہ خیرہ۔ Qadmo Ki Taraf Se Dakhil Ho, Aur Perion Ki Taraf Muhn Kar Ke Khada Ho, Qabar Se Char Hath Door Rahe, Aur Fatiha Padhe, Naa Sirhane Khada Ho, Naa Mazar … Reff: 0323-815 | Unknown Topic: Night Pant Ya Shorts Pehan Kar Shariat Me Namaz Padhna Kaisa Hai? Night Pant Pahan Kar Kiya Namaz Ho Jayegi.? Night Pent Ki Koi Tasfeel Nahi Di Gai, Har Sheher Me Log Alag Alag Libas Ko Alag Alag Naam Dete Hai, Kahi Raat Ke Kapde Kafi Chust Hote Hain To Kahi, … Reff: 0323-814 | Unknown Topic: Namaz Ba-Jamat Me Namaziyo Ya Saf Ke Aage Se Guzarne Ka Khulasa? Namaz Ba-Jamat Ho To Namazio Ke Ya Saf Ke Aage Se Nikalna Kaisa He, Hazrat Meri Iltja He Aap Se Iska Jawab Hawale Ke Sath Den. Yani Jawab 805 Ka Khula … Jo Mene Pichhle Jawab 805 Me Kaha Ki Ba-Jamat Namaz Ho Rahi Ho To Namaz Ki Saf Ke Age Se Nikalna Gunah Nahi, Aur Jo Hadis Me Namazi Ke Samne Se Guzarn … Reff: 0323-813 | Unknown Topic: Aadhi Aasteen (Half Sleeve) Ki Shirt Pehan Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Aadhi Aasten Me Namaz Ho Sakti Hai Ya Nahi Aadhi Asteen Ki T-Shirt Or Shirt Me Namaz Ho Jaygi. Or Agar Doosre Kapde Mojood Hain To Aadhi Aastin Me Namaz Makruh-e-Tanzihi Hai, Magar Namaz Fir Bh … Reff: 0323-812 | Unknown Topic: Kaam Sikhne Aur Duniyawe Ya Deeni Kamyabi Ke Liye Quran O Hadees Ka Wazifa? Main Koi Kaam Shikhne Ke Irade Se Gaya Hun To Koi Aisa Wazifa He Shariat Me Jisse Main Apne Kaam Me Safal Ho Jaun ? Namaz To He Hi Zaruri Uske Alawa K … Mujhe Is Bare Me Khas Koi Dua Yaad Nahi Ki Kaam Sikhne Me Kamyabi Ho Aur Dua Har Waqt Kare, Aur Sail Ne Kam Ki Tafseel Bhi Nahi Batai Ki Kya Sikhne Ja … Reff: 0323-811 | Unknown Topic: Operation Se Bachcha Hone Ke Baad Guls Karne Aur Bacha Lene Par Ghusl? Agar Baccha Opretion Se Huwa Aur Ghusl Karke Hath Me Aya To Kia Usko Lene Par Hume Ghusl Wazib He? Bachche Ko Lene Wale Par Kisi Surat Ghusl Wajib Nahi Chahe Bachche Ko Nehla Kar God Liya Gaya Ho Ya Khoon Me Sana Hua, Khoon Agarche Napak Hai, Magar … Reff: 0323-810 | Unknown Topic: 100 Saal Pehle Zinda Dafan Hone Wale Dada Ka Waqya Aur Unke Liye Fatiha? Meri Walida Ke Dada Takriban 120 Sal Pehle Khud Zinda Dafan Ho Gaye The Unko Kor (Bars) Ki Bimari Thi Gaon Ke Log The Malumat Nahi Thi Deen Ki, To Ye … Khud-Kushi Karna Haram Hai, Balki Doosre Ko Qatl Karna Namaz Chhod Ne Se Bada Gunah Aur, Khud Ko Qatl Karna Isse Bhi Bada Gunah, Jisne Aisa Kiye Gunah … Reff: 0323-809 | Unknown Topic: Ek Musht Se Kam Darhi Rakhne Wale Shakhs Ki Azaan Aur Takbeer Ka Hukm? Ek Musht Se Kam Dadhi Rakhne Wala Shakhs Agar Azaan Wa Takbeer Kahe To Uska Kiya Hukm Hai Kiya Uski Azaan Wa Takbeer Maani Jayegi Daari Ka Ek Musht Se Kam Rakhne Wala, Fasiq-e-Moallin Hai, Aur Ulama-e-Ahle Sunnat Ka Is Par Ittifaq Hai Ki Azan Fasiq Ko Dena Makruh , Ise Roka Jaye, … Reff: 0323-808 | Unknown Topic: Wahabi Hamare Jaise Kyun Nahi Hain Aur Unhe Aatankwadi Ya Gair Kyun Mante Hain? Wahabi Hamme Se Kyun Nahi Hain Akhir Wo Kon Sa Amal Karten Hain Jo Ham Unhe Atankwadi Jante Hai Or Muslim Nahi Manten ? Unke Aatankhwadi Hone Ki Wajah Aap Khud ISIS Ke Bare Me Padh Le, Ya Laden Ke Bare Me Ye Sab Wahabi Hi Hai, Aur Musalman Naa Hone Ki Wajah Janne Ke Liy … Reff: 0323-807 | Unknown Topic: Wahabi Ka Sawal Agar Nabi Zayad Hain Toh Imam Ko Namaz Padhane Ki Kya Zarurat? Ek Sawaal Ek Wahabi Ne Kiya Hai Ke Agar Nabi Hayaat Hain To Fir Imam Ko Namaz Padhane Ki Kya Zarurat Hai Plz Mera Jawab Daina. Nabi Jannati Hota Hai, Aur Unhone Chaha Ki, Mere Ummati Bhi Jannati Ho Jaye Isliye Ye Moka Diya Gaya Ki, Taki Unke Ummati Bhi Imamat Ke Mansab Par Fa’ … Reff: 0323-806 | Unknown Topic: Namaz Me Doosri Rakat Ki Jagah Teesri Rakat Me Baith Kar Salam Pher Dena? Namaz Padte Huye Agar Dosri Rakat Ki Jagah Teesri Rakat Me Beth Gaye Aur Salaam Fer Liya Galti Se Bhule Aur Baad Me Yaad Aa Gaya To Shariat Me Kya Huk … Shariat Me Ye Hukm Hai Ki, Sajda Sehev Kar Le, Jabki 4 Padhni Thi, Aur Salam Ferne Ke Bad, Koi Kam Naa Kiya Gaya Ho, Yani Naa Bate, Naa Uth Kar Chal P … Reff: 0323-805 | Unknown Topic: Masjid Me Namazi Ke Aage Se Guzarne Ka Sharai Hukm Kya Hai? Masjid Me Namazi Ke Age Se Niklne Ka Kya Hukm Hai Masjid Me Se Namazi Ke Age Se Nikalna Gunah Hai, Jabki Wo Tanha Namaz Padh Raha Ho. Aur Agar Fir Bhi Koi Tanha Namaz Padhne Wale Ke Samne Se Guzra To … Reff: 0323-804 | Unknown Topic: Jo Shakhs Alim-E-Deen Na Ho, Aise Shakhs Se Baith (Mureed) Hona Kaisa? Koi Shakhs Alime Deen Na Ho Usse Bait Hona Kaisa Hain ? Jisse Mureed Bana Jaye Usme Ek Shart Peer Ka Aalim Hona Bhi Hai, Yani Mureed Alim Se Huya Jayega Naa Ki Jahil Se Jo Khud Shariat Nahi Janta To Mureed … Reff: 0323-803 | Unknown Topic: Ilm-E-Hadees Ki Istilah Me "Rawi" Aur "Marwi" Kise Kehte Hain? Rawi Or Marawi Kise Kehate He ? Zarur Jawab De Jo Kisi Bat Ko Sun Kar Ya Dekh Kar Aage Byan Kare, Use Raawi Kehte Hai, Aur Is Batane Ko, Riwayat Karna Kehte Hai, Marwi Bhi Isi Tarah Istimal Hota Ha … Reff: 0323-802 | Unknown Topic: Umrah Karke Aane Wale Shakhs Ko "Haji" Keh Kar Pukarna Kaisa Hai? Hazrat Umrah Karne Wale Ko Haji Kehna Jaiz Hai ? Bila Haj Karne Wale Ko Haji Kehna Aisa Hai, Jaise Be-Namazi, Ko Namazi Kehna Jahil Sufi, Ko Wali Kehna Fasik Ko, Alim Kehna, Agar Ye Khud Is Kehlwane …