Total 1401 answers
Reff: 0223-781 | Unknown Topic: Hamal (Pregnancy) Rokne Ke Liye Shariat Me Baghair Dawa Ke Kya Tariqa Hai? Moosa Ki Shadi Ho Gayi Hai Aur Use Abhi Baby Nahi Chahiye Aur Wo Koi Dawa Apne Wife Ko Nahi Khilana Chahta Hai To Wo Kya Kare Hamal Ko Kaise Roke Aur … Agar Moosa Aur Uski Wife Is Baat Par Raazi Hai, Ki Abhi Aulad Nahi Chahiye, Aur Moosa Ki Wife Dawa Nahi Khana Chahti To Moosa Ko Chahiye Ki Wo Condom … Reff: 0223-780 | Unknown Topic: Finance Par Gadi Lena, Sood Dena Aur Bank Ya Finance Office Me Job Karna? Finance Par Gadi/Bike Lena Kaisa? Usme Bhi Byaj Hota He, To Kya Ye Bhi Haram Hua? Dusra Finance Office Me Job Karna Kaisa ? Jisme Salary Base Par Kam … Jawab Ko Likhne Se Pehle Me Mohtram Sail Ki Bargah Me Do Bate Arz Karna Chahunga, Taaki Sahib-e-Suwal Ke Dil Ka Malal Jaata Rahe, Aur Ainda Kabhi Inhe … Reff: 0223-779 | Unknown Topic: Fatiha Shuru Karte Waqt Sabse Pehle Surah Fatiha Padhein Ya Surah Kafirun? Hazrat Mera Suwal Ye He Ki Fatiha Me Sab Se Pahele Sureh Fatiha Padte Hai Ya Sureh Kafirun Padte Hai ? Fatiha Khwani Asl Me Isaal-e-Sawab Hoti Hai, Isme Surah Padhne Ki Koi Pabandi Ya Qaid Nahi Ki Yahi Padhna Zaruri Ho, Aap Agar 100 Baar Ya Allah Padh K … Reff: 0223-778 | Unknown Topic: Kya Ek Waqt Me Do Alag-Alag Peer Se Mureed Ho Sakte Hain? Hazrat 2 Peer Ke Mureed Ho Sakte Hen ? Agar Wo Shakhs Aise Peer Se Mureed Hai Jisme Peer Banne Ki Charo Sharait Paai Jaati Hai, Maslan, 1. Aqeede Ka Sunni Ho, 2. Ilm-e-Fiqh Itna Janta Ho Ki … Reff: 0223-777 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Nasbandi Karana Ya Copper-T Lagwana Kaisa Hai? Aurat Ki Nas Bandi Karana Kaisa Hai, Kya Coper-T Lagawa Sakte Hai Nasbandi Chahe Aurat Ki Ho Ya Mard Ki Karana Aur Karwana Haram Hai, Gunah-e-Kabeera Hai, Aur Hadis-e-Pak Se Iski Mumaniat Sabit Hai, Agar Ye Dono Kisi … Reff: 0223-776 | Unknown Topic: Hamal (Pregnancy) Ke Shuru Ke Dino Me Hamal Gira Dena (Abortion) Kaisa? Kya Hamal Thaharne Ke 3 Maheney Me Hamal Gira Sakte Hain Koi Gunah Hoga Ya Nahi Please Batawo Jaldi Nahi Gira Sakte, Aisa Karne Wala Gunahgar Hoga, Aur Shariat Me Iski Ijazat Nahi Reff: 0223-775 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Ki Ayat Ko Mobile Phone Me Save Karke Rakhna Kaisa Hai? Hazrat Kya Ham Quran Ki Ayat Ko Mobile Main Nahi Rakh Sakte ? Mobile Me Poora Quran Bhi Rakh Sakte Hai, Chahe PDF Me Ho Ya Mp3 Me. Isme Koi Harz Nahi, Balki Computer, Tablate, Mobile Me Jo Quran Padha Jayega, Aur … Reff: 0223-774 | Unknown Topic: Dastar-Bandi Ki Rasm Ke Liye Alim Ko Kitna Ilm Hona Zaruri Hai? Rasme Dastar Bandi Jise Ki Jaye Use Kitna Ilm Hona Chahiye Or Kise Kiya Ja Sakta He ? Dastar Bandi Alag Alag Ilqe Aur Madrso Ke Riwaz Aur Urf Par Hoti Hai, Kahi Bachha Quran Padh Le To Dastar Kar Di Jaati Hai, (Isme Harz Nahi Ki Uska Ho … Reff: 0223-773 | Unknown Topic: Aurton Ko Fajar Ki Azaan Ke Foran Baad Namaz Padh Leni Chahiye Ya Thoda Ruk Kar? Hazrat Aurato Ko Kab Namaz Ada Karni Chahiye Jaise Fajr Ki Azan Hui Aur Azan Ke Bad Hi Namaz Shuru Kar Di, Matlab Aurto Ko Kya Mardo Ke Time Par Hi Pa … Jab Jis Namaz Ka Waqt Ho Jaye Namaz Padh Lene Se Namaz Ada Ho Jayeig Kyunki Aurato Par Jamat Se Namaz Padhna Wajib Nahi Isilye Wo Azan Hote Hi, Ya Aza … Reff: 0223-772 | Unknown Topic: Darhi Mundana Haram Hai, Makruh Hai Ya Iska Sharii Hukm Kya Hai? Dari Mundana Haram He Ya Makruh Hai Ya Aur Kuchh Hai Tafseer Se Batayen, Daari Ka Ek Musht Tak Rakhna Wajib Hai Or Ek Musht Se Kam Kar Lene Ko HARAM Or Kutub-e-Fiqh-e-Hanafiya Me Lafz Haram Hi Maujood Hai, Jaisa Ki Fuqah Ki … Reff: 0223-771 | Unknown Topic: Aurton Ka Mazar-E-Shareef Par Jana Kaisa Hai Aur Iski Sharai Waja? Bhai Mazar Par Aurat Ka Jana Mana Kyun Hai, Aur Ye Kahan Se Sabit Hai, Asl Ye Hai Ki Hadis Me Auraton Ko Qabristan Jane Yani Kisi Bhi Qabr Par Jane Ko Mana Kiya Gaya Isi Wajah Se Wo Mazar Par Bhi Nahi Ja Sakti, Ki Asl Me … Reff: 0223-770 | Unknown Topic: Mangal (Tuesday) Ke Din Baal Ya Nakhun Katwana Mana Hai Kya? Hazrat Mera Ek Suwal Hai Uska Jawab Inayat Farmayen, Hazrat Kuchh Log Kehte Hain Ki Mangal (Tuesday) Ke Din Bal Nahi Katwana Chahiye, Kya Ye Baat Sahi … Mangal Ke Din Bal Katwana Jaiz Hai, Baki Meri Nazar Se Koi Aisi Ibarat Nahi Guzri Naa Hadis Jisme Iski Manahi Ho, Aur Agar Manahi Sabit Bhi Ho Jaye To … Reff: 0223-769 | Unknown Topic: Mayyat Ko Ek Qabr Se Nikal Kar Doosri Jagah Dafn Karna Kaisa Hai? Assalamu Alaikum, Hazrat Kya Ek Bar Murde Ko Dafnane Ke Baad Waha Se Kahi Aur Dafnaya Ja Sakta Hai. ? Jaise Ki Maine Padha Tha Ki Babar Ko Pahle Agra … Aise Suwal Usi Waqt Ke Aalim Moke Ki Munasibat Par Byan Karte Hen, Jaha Ye Surat Pesh Aai Ho, Bila Wajah Aisa Karna Jaiz Nahi, Or Naa Koi Aisa Karta H … Reff: 0223-768 | Unknown Topic: Ek Talaq Raj'i Aur Teen Talaq Se Shariat Me Kya Mukamal Mafhoom Hai? Hazrat Ek Talaq Or Teen Talaq Se Kya Murad He.. Agar Kisi Shakhs Ne Apni Biwi Ko Kaha Mene Tujhe Talaq Di (Aur Ye Ek Bar Kaha) To Iska Matlab Hai Ki Wo Talaq To Ho Gai Magar Abhi Foran Nikah Khatam … Reff: 0223-767 | Unknown Topic: Pregnancy Ke Dauran Bachche Me Rooh Kitne Din Baad Phoonki Jati Hai? During Pregnancy, Bachche Me Kitne Dino Ke Bad Jaan Aa Jati Hai, Plz Reply Me According To Quran Refrence. Quran-e-Pak Me Tumhe Paida Karne Wala Allah Farmata Hai, (Surah Hajj, Ayat: 05) “Humne Tumhe Paida Kiya Mitti Se Aur Pani Ki Bondh(Mani) Se, Fir Khoon … Reff: 0223-766 | Unknown Topic: Talaq Ke Baad Miya-Biwi Agar Dobara Sath Rehna Chahein Toh Kya Raaste Hain? Agar Miyan Biwi Me Talaq Kisi Wazah Se Ho Jati He To Kya Woh Sath Me Apni Marzi Se Rah Sakte Hen Ya Fir Woh Dobara Ek Dusre Ke Sath Rahna Chahe Zindag … Is Suwal Ko Karne Wale Ko Chahiye Ki Talaq Ki Tafseer Bataye Ki Shohar Ne Apni Biwi Ko Kitni Talaq Di Hai, 1,2, Ya 3, Agar 3 Bar Talaq Ka Lafz Kaha To … Reff: 0223-765 | Unknown Topic: Madani Tv Channel Aur Inke Logo (Symbol) Se Shariat Me Kya Murad Hai? Hazrat Madani Tv Chanel Aur Inke Logo Se Kya Murad Hai. T.V Par Maujooda Deeni Chennal Dekhne Ki Ijazat Nahi Hai, Isme Bahut Kuchh Khilaf-e-Shara Dikhaya Jaata Hai,. SIWAYE MADANI CHANNEL KE, Ki Ye 100% Sha … Reff: 0223-764 | Unknown Topic: Gusse Ki Halat Me Miya-Biwi Ki Zuban Se Nikli Hui Talaq Ka Masla? Ek Sawal Hume Apse Karna Tha, Ki Agar Miya Biwi Me Se Koi Gusse Me Talaq Dene Ki Baat Kahe To Kya Talaq Ho Jati Hai, Talaq Ladai Jhadge Hamesha Gusse Me Hi Hote Hai, Kabhi Aisa Nahi Dekha Jata Ki, Biwi Khana Achcha Banaye Aur Shohar Khushi Me Talaq De De, Isilye Ye K … Reff: 0223-763 | Unknown Topic: Shari Safar Me Jamat Milne Par Qasr Namaz Ada Karne Ka Sahi Tarika? Janab Shar'i Safar Me Agar Jamaat Se Namaz Milti He To Qasr Kis Tarah Kiya Jaaye? Jald Az Jald Jawab De Meharbaani Hogi جزاک اللہ۔ Aameen G, Agar Musafir Ko Sunni Jamat Mile To Jamat Se Poori Namaz Padh Sakta Hai, Qasr Ki Hajat Nahi, Aur Jamat Naa Ho To Farz Me Qasr Karega, Aur Fa … Reff: 0223-762 | Unknown Topic: Zawal Ka Waqt Kab Hota Hai Aur Us Waqt Namaz Padhna Kyun Mana Hai? Asslamu Alaikum Hazrat, Zawal Ka Waqt Kab Hota Hai Aur Kya Is Waqt Namaz Padhna Mana Hai ? Aur Mana Hai To Kyu Mana Hai ? Tafseel Se Bataye. Zawwal Ke … Zawal Ka Waqt Sardi Garmi Ke Mausam Ke Mutaqib Kam Zyada Hota Rahta Hai, Yani Jab Suraj Sar Par Aa Jaye, Aur Is Waqt Namaz Mana Hai, Iski Wajah Apke S …