بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0223-761 | Unknown Topic: Khane Ya Pine Se Pehle Bismillah Bhool Jaye Aur Beech Me Yaad Aaye Toh? Hazrat Kisi Ne Khane Ya Pine Se Pahle Bismillah Karna Bhool Gaya Ho Aur Khane Ya Pine Ke Beech Me Yaad Aaya Ho To Kya Padh Sakta Hai ? Abu Dawood Aur Tirmizi Aur Hakin Ne Hazrat Aiyesha (Radiallah Anhu) Se Riwayat Kiya Ki, HUZOOR (عليه السلام) Ne Farmaya: Jab Koi Shakhs Khana Khaye To … Reff: 0223-760 | Unknown Topic: Neend Ki Halki Jhapki Aane Se Wuzu Tut Jata Hai Ya Nahi? Nind Ki Jhapki Aane Se Wazu Tut Jata He Ya Nahi ? Sirf Nind Ki Jhapki Ane Se Wuzu Nahi Tut Ta, Jab Tak Ye So Na Gaya Ho, Maslan Ghaflat Me Chala Jaye, Ki Isse Puchha Jaye Ki Abhi Kiya Baat Hui Or Ise … Reff: 0223-759 | Unknown Topic: "Sulah-Kulli" Aqeedah Kise Kehte Hain Aur Iska Shariat Me Kya Hukm Hai? Sulahkulli Ka Matlab Kya Hai Jo Sabhi Batil Firqo Ko Haq Par Jane Jab Kisi Me Jaa Mile To Unke Sath Ho Jaye Or Jab Musalman Me Jaa Mile To Unke Sath Ho Jaye, Naa Batil Ka Rad Kare … Reff: 0223-758 | Unknown Topic: Khutba Ke Dauran Namaziyon Ke Aage Se Guzarkar Samne Saf Me Jana Kaisa? Hazrat Khutba Ke Doran Namazi Ke Beech Se Samne Saf Me Jaana Kaisa ? Haram Hai, Jane Wala Gunahgar Hai, Tauba Karna Lazim Hai, Dauran-e-Khutba Chal Kar Age Jaana To Door Garden Ghuma Kar Idhar Udhar Dekhna Bhi Haram Hai … Reff: 0223-757 | Unknown Topic: Hath Ki Lakeerein Dikhana, Astrology Aur Khwab Ki Tafseer Par Bharosa Karna? Hath Ki Lakeeron (Hath Dikhana ) Ko Kisi Ko Dikhana Aur Uske Bad Uske Bataye Hue Pe Bharosa Karna Kaisa Hai .Khawab (DREAM) Dekhne Ke Bad Uske Bare Me … Jotishi Ko Hath Dikhana Hadis-e-Pak Me Mana Farmaya Hai, Balki Agar Hath Dikhane Wala Is Yaqeen Ke Sath Kaahino Jotishio Ko Hath Dikhata Hai Ki Ye Haq … Reff: 0223-756 | Unknown Topic: Salat-Ul-Ghausia Padhne Ka Tarika Aur Baghdad Shareef Ki Simt Ka Taayun? Salat Ul Gausiya Ka Tareeqa Bata Dijiye Or Baghdaad Shareef Ki Simt Bhi Bta Dai(N) Kaaba Ki Simt Ke Mutabik, Jaise Ki Kaaba Ke Mutabik Madeena Shareef … Namaz Salat Ul Asrar, Jo Ki Huzoor GAUS-e-AZAM Se Riwayat Hai, Isilye Ise Namaz-e-Gausiya Bhi Kehte Hai, Ye Namaz Hajat Ko Poora Karne Ke Liye Hoti Ha … Reff: 0223-755 | Unknown Topic: Shariat Me "Zaleel" Naam Rakhna Kaisa Hai Aur Iska Ma'na Kya Hai? Hazrat Kya ZALEEL Naam Rakh Sakte Hain Aur Agar Rakh Sakte Hain To Iske Mayene Kya Honge Ye Naam Nahi Rakh Sakte, Or Jo Aise Naam Musalman Me Rakhe Jaate He, Wo ‘Jaleel’ Hai Naaki ‘Zaleel’ Jiska Mayena Hota Hai, (JALEEL) - Bada, Buzurg, Al … Reff: 0223-754 | Unknown Topic: Ahle-Sunnat Ka "Istawa Alal Arsh" Ke Masle Par Sahi Aqeedah Kya Hai? بیان فرمائے۔جزاک اللہ۔ حضرت 'استوا علی العرش' پر اہل سنت کا موقف و عقیدہ (Hazrat, “Istawa Alal Arsh” Par Ahle Sunnat Ka Moqoof Aur Aqeedah Byan Farmay … Taman Tareef Aur Ibadat Sirf Azmat Wale Allah Ke Liye, Jisne Aqal Bakhshi Ki Ham Uski Qudrat Ke Nazaro Se Uski Shaan Ka Andaza Lagaye, Aur Jisne Mana … Reff: 0223-753 | Unknown Topic: Adad 786 Likhne Ki Sharai Haqeeqat Aur Iski Ibtida Kaise Hui? السلام و علیکم Is Group Me Mujood Aalim Hazraat Se Guzarish Hai Ki Mehrbani Karke Yeh Bataye Ki 786 Kyun Likhte Hain, Aur Ye Number Kaise, Nikalta Hai … 786 Bismillah Shareef Ke Adad Hain. Yani Bismillah Ke Jab Ek Ek Huroof Ke Numerical Ko + Kiya Jaata Hai To 786 Hasil Hota Hai, Aur Ise Likhne Ki Hikma … Reff: 0223-752 | Unknown Topic: Janmdin (Birthday) Manana Shariat Ki Roshni Me Jayez Hai Ya Najaiz? Hazrat Janam Din Manana Kaisa Hai Agar Koi Janam Din Manata Hai To Us Par Kiya Hukm Lagega Quran O Hadis Ki Roshni Me Jawab Inaayat Farmaayen. Allah Ki Nemat Par Ye Apko Mera Inam Hai Janamdin Ke Jawaaz Me Ye Jama’e Kalam Hai Apni Paidaish Ke Din Khushi Manane Ko Kisi Hadis Ne Mana Nahi Kiya, … Reff: 0223-751 | Unknown Topic: Bar-Bar Bukhar Aane Aur Beemari Se Shifa Ke Liye Quran O Hadees Ka Wazifa? Hazrat Mujhe Bar Bar Bukhar Aa Jata Bahut Bar Dawa Karvaya Magar Kuchh Faraq Nahi Padta Plz Hazrat Kuchh Surat Ya Zikr Bataye Allah Tumhare Umr Me Ilm … Waise To Kisi Achhe Dr. Se Chekup Karwana Chahiye, Aur Aap Tyfod Ka Test Karwao, Aur Ek Kam Ghar Me Kar Liya Karo, 5 Munaqqa Lekar Usme Khubkala Bhar … Reff: 0123-750 | Unknown Topic: "Maula Ali Sayyed Nahi Hain" Kehne Wale Kharijiyo Ke Aqeedah Ka Rad? Moula Ali Sayyed Nahi Hai Ye Aqida Kharjio Ka Hai Is Me Kiya Aqwal Hai Sahi ? Sayyid Ko Do Mayeno Ke Etbar Se Istimal Kiya Jaata Hai, Ek Mayena “Sardar/Sarparast” Ke Tor Par, Agar Is Tor Par Hazrat Ali Ko Sayyid Kaha Jaye To Haq … Reff: 0123-749 | Unknown Topic: Yahudiyon Ki Shuruwat Kab Se Hui Aur Wo Kis Nabi Ke Ummati Hain? Yahudio Ki Shuruat Kab Se Hoi Or Kis Ke Ummati He Yahoodi, Yahoodiyat Ke Manne Walo Ko Kehte Hai, Jo Bani Israil Ki Aulado Me Se Hai, Hazrat Ibraheem Alaihissalam Ke Do Bete The, (Hazrat Ismail Aur Is … Reff: 0123-748 | Unknown Topic: Fajar Ki Azaan Se Pehle Jaldi Duty Jane Wala Shakhs Kya Pehle Namaz Padh Sakta Hai? Hazart Agar Fajr Ki Azan 5:44 Par Ho Aur Kisi Ko Ghar Se 5:30 Par Duty Jana Ho To Kya Weh 5:10 Par Namaz Adaa Kar Sakta Hai. Kya Namaz Qubul Hogi ? Janab Ki Baargah Se Mujh Gunahgar Ki Dar-e-Khasta Par Pehle Bhi Ye Suwal Badi Shaan O Shoqat Ke Sath Tashrif Laya Tha, Aur Mujh Natawa Ne Iska Jawab S … Reff: 0123-747 | Unknown Topic: Salat-Ul-Hajat Ki Namaz Padhne Ka Sawab Nafil Namaz Jaisa Milta Hai Ya Nahi? Kya Salat Ul Hajat Padhne Ka Sawab Nafil Namaz Jaisa Milta Hai ? Ya Sirf Hajat Ke Liye Hogi, Matlab Agar Koi Duniyavi Hajat Ke Liye 2 Rakat Nafil Ada … Ye Bhi Nafil Ke Tor Par Hi Padhi Jayegi, Hajat Ka Poora Ho Jana Us Namaz Ki Qubooliyat Ki Nishani Hai, Aur Ibadat Ka Qubool Ho Jaana Sawab Se Khali Na … Reff: 0123-746 | Unknown Topic: Safar Me Qasr Namaz Ke Dauran Qaza Namaz Padhe Toh Qasr Hogi Ya Poori? Safar Jisme Qasr Ka Huqm Lagta Hai, Me Qaza Namaz Ka Kya Huqm Hai, Safar Me Qaza Namaz Ki Tadad Qasr Ki Jayegi Ya Nahi ? Dekhe Is Masale Me Gaur Karne Ki Baat Ye Ki, Qaza Namaz Me Ye Nahi Dekha Jayega Ki Safar Me Padh Rahe Ho Ya Watan Me, Balki Qaza Namaz Me Ye Dekha Jaa … Reff: 0123-745 | Unknown Topic: Jo Shakhs Allah Ko Nahi Manta (Atheist) Uska Shariat Me Kya Anjam Hota Hai? Agar Koi Khuda Ko Nahi Manta To Uska Kiya Hota Hai, Jo Khuda Ki Zaat Ko Naa Mane Wo Musalman Nahi, Aur Hamesha Ke Liye Jahannam Me Rahega Kabhi Nikala Nahi Jayega, Reff: 0123-744 | Unknown Topic: Allah Se Dua Me Nabi Ya Auliya Ka Waseela Ya Sadqa Mangna Kaisa Hai? Asslamu Alaikum, Janab Allah Se Dua Mangte Samay Unke Rasool Ke Sadqe Me Ya Khwaja Garib Nawaz Ke Sadqe Ya Waseele Ka Zikr Karna Lazimi Hai. Matlab Gu … Lazmi To Nahi Naa Bina Waseele Ke Mangna Kuchh Gunah, Magar Huzoor Ya Kisi Wali Ke Waseele Se Hi Dua Mangni Chahiye, Isme Qubooliyat Ke Imkan Zyada Ho … Reff: 0123-743 | Unknown Topic: Railway Station Ya Wash Basin Par Khade Hokar Wuzu Karna Kaisa Hai? Asslamu Alaikum, Kya Khade Ho Kar Wuzu Karna Sahi Hai ? Maslan Jaise Log Station Par Ya Wash Basin Me Khade Hokar Wuzu Karte Hai ? Khade Ho Kar Wuzu Karne Me Kuchh Gunah Nahi, Aur Wuzu Bhi Sahi Ho Jayega, Magar Wuzu Me Bethna Mustahab Hai, Agar Beth Kar Karega To Zyada Sawab Payeg … Reff: 0123-742 | Unknown Topic: Musalman Se Dushmani Teen Din Se Zyada Na Rakhne Ki Hadees Kaafiron Par Bhi Hai? Hadees Ke Hisab Se Kisi Musalman Se Dushmani Teen Dino Se Zayda Nahi Rakh Sakte Ye Hadees Kafiro Ke Liye Bhi Lagu Hai Kya Janab ? Aapne Jawab Apne Hi Suwal Me Khud De Diya Ki “Hadis Ke Hisab Se Musalman Se” Isse Pata Chala Ki Musalman Se Bila Ijazat-e-Sharai Dushmani Rakhna Jise …