Total 1401 answers
Reff: 0123-741 | Unknown Topic: Shadi Ke Chori Hue Paise Ke Liye Jua Khel Kar Paise Lana Aur Shadi Karna? Hazrat Agar Kisi Ladki Ki Shadi Hone Wali Ho Or Uski Shadi Ka Sara Paisa Chori Ho Jaye Or Koi Kam Waqt Me Paiso Ka Intizam Karde Wo Bhi Jua Khel Kar P … Agar Paise Chori Ho Gaye Ho To Iska Matlab Ye Nahi Ki Shadi Nahi Ho Sakti, Ye Alag Baat Hai Ki Ajkal Logo Ne Shadi Ko Mushkil Bana Diya, Kuchh Paise K … Reff: 0123-740 | Unknown Topic: Jis Ilaqa Me Azaan Na Sunai De, Wahan Namaz Ke Waqt Ka Andaza Kaise Lagayein? Jis Jagah (Area) Me Azan Na Sunai Deti Ho. Waha Kaise Pata Lagaye Ki Namaz Ka Waqt Ho Gaya Hai. Matlab Agar Namaz Waqt Se Padh Li Gai Ho To Kya Qubool … Namaz Ki Sharait Me Se Waqt Ka Hona Shart Hai Azan Ka Hona Nahi, Agar Kisi Jagah Azan Ki Awaz Nahi Aati Or Koi Shakhs Waqt Hone Par Namaz Adaa Karega … Reff: 0123-739 | Unknown Topic: Mureed Hone Ke Ma'na Kya Hain Aur Kya Kisi Ka Mureed Hona Farz Hai? Hazrat Mureed Ke Mayene Kya Hain. Aur Kya Kisi Ka Mureed Hona Zaruri Hota Hai. Waise To Deeni Shagird Ko Bhi Lugvi Etbar Se Mureed Kaha Jata Hai Magar Tariqat Ki Istilah Me Mureed Kehte Hai, Kisi Jama’e Shara Peer Ke Hath Par Khu … Reff: 0123-738 | Unknown Topic: Bina Ijazat Kisi Ka Mobile Lekar Uske Messages Ya Whatsapp Check Karna? Ajkal Logo Me Ek Baat Dekhi Jati Hai Ki Wo Kisi Dusre Ka Phone Lete Hai, Aur Uske Whtsapp, Gallery, Massage Me Ja Kar Padhna Shuru Kar Dete Hai, Aya Y … Dekhne Ke Liye Phone Lene Me Harj Nahi, Magar Phone Hath Me Aate Hi, Uske Msg Dekhna, Whtsapp Ke Msg Dekhna Aur Padhna Ya Uske Personal Photo Gallery … Reff: 0123-737 | Unknown Topic: Naaf Se Niche Kapda Napak Ho Toh Kya Upar Ka Kapda Bhi Napak Ho Jata Hai? Kapdo Ka Napak Hona Kya Hai. Matlab Ke Agar Naaf Se Niche Kapda Napak Ho JAye To Kya Upar Ka Kapda Bhi Napak Hoga Kya ? Najasat Kapde Ya Jism Par Jaha Lagegi Bas Usi Hisse Ko Napak Karegi, Pure Kapde Ya Jism Ko Nahi, Agar Ek Payenche Par Napaki Hai To, Doosra Payencha P … Reff: 0123-736 | Unknown Topic: Shohar Ke Inteqal Ke Baad Mayke Jane Wali Biwi Ke Dahej Ke Saman Par Kiska Haq? Agar Shohar Ka Intekal Ho Jaye Aur Biwi Apne Nanihal Chali Jaye Aur Kuchh Dino Ke Baad Biwi Ke Mayke Wale Uska Saman Le Jana Chahe Jo Dahej Me Mila Hu … Jo Saman Aurat Ke Ghar Walo Ki Taraf Se Aurat Ko Diya Jaata Hai Wo Usi Aurat Ki Milk Hai Uski Ijazat Ke Bagair Use Koi Istimal Bhi Nahi Kar Sakta, Aur … Reff: 0123-735 | Unknown Topic: Biwi Agar Ghar Walo Ka Dhyan Na Rakhe Aur Sirf Shohar Ki Sune Toh Kya Karein? Biwi Kehna Kam Manti He Sirf Mera Hi Dhiyan Rakhti He Baki Ghar Walo Ka Nahi Kiya Karna Chahiye. Kuchh Kotahi Apke Ghar Walo Ki Janib Se Bhi Hogi Jiska Apne Zikr Nahi Kiya, Agar Wo Apka Kehna Manti Hai To Aap Use Ghar Walo Ka Kehna Manne Ko Bhi Ka … Reff: 0123-734 | Unknown Topic: Pajama Ya Tehband Takhno Se Upar Rakhne Ke Bare Me Hadees Ka Hukm? Aapki Bargah Me Suwal Ye He Ki Pajama Ya Tehband Takhno Se Kitna Upar Rakhna Sunnat He Agar Koi Niche Rakhta He Iski Koi Mumanat Maojud He Bil Havala … Payjama Ya Tehband Itna Uncha Ho Ki Jisse Takhne Dikhai De To Sunnat Ada Ho Jayegi Isse Uncha Pehnna, Ki Jisse Badmazhab Se Mushabihat Paida Ho To Iss … Reff: 0123-733 | Unknown Topic: New Year Ki Mubarakbaad Ka Text Message Milne Par Jawab Dena? New Year Ki Mubarak Baad Ka Jawab Dena Aur Mubarak Bad Dena Dono Kaisa? Hazrat Jawab Soon Plz Fizul Batil Mehez Hai, Aur Waqt Ki Barbadi Hai, Yahoodio Se Mushabihat Reff: 0123-732 | Unknown Topic: Naya Saal (New Year) Shuru Hone Par Mubarakbaad Dena Kaisa Hai? New Year Ki Mubarak Baad Dena Kaisa ? Fizol, Batil Mehez Hai, Reff: 0123-731 | Unknown Topic: Jan Boojh Kar Farz Namaz Chhod Dene Wale Ki Shariat Me Kya Saza Hai? Jo Koi Namaz Jan Bujh Kar Chhor De Uski Kya Saza Hai, Qasdan Namaz Tark Kar Dena Haram Aur Jahannam Me Le Jaane Wala Kaam Hai, Jab Tak Tauba Kar Ke Uski Qaza Naa Padh Le Aur Aisa Karne Wala Fasiq Hai, Had … Reff: 0123-730 | Unknown Topic: Janaze Ke Sath Jane Aur Wapas Aane Tak Ek Musalman Ko Kitna Sawab Milta Hai? Bhai Janaze Ke Saath Jane Se Lekar Dua Mang Kar Wapas Aane Tak Hadees Ke Mutabiq Ek Musalman Ko Kitna Sawab Milta Hai Kisi Wali Ki Namaz-e-Janaza Me Shamil Hone Se Padhne Walon Ki Bhi Maghfirat Ho Jaati Hai, Huzoor Ne Farmaya: Jab Koi Jannati Ki Wafat Ho Jaati Hai, To … Reff: 0123-729 | Unknown Topic: Nikah Me Wakil Ladki Ki Taraf Ka Hona Chahiye Ya Ladke Ki Taraf Ka? Nikah Me Jo Wakil Banta He Wo Kis Taraf Ka Hona Chiye Ladki Ya Ladke Walo Ki Taraf Se, Hazrat Rahenumayi Farmaye Ba Hawala Dono Ka Baligh Mard, Sunni Musalman Hona Zaruri Hai, Aur Chahe Ladki Ke Rishtedar Ho Ya Ladke Ke Ya Dono Me Se Koi Naa Ho, Koi Bhi Waha Maujood Ho Ya … Reff: 0123-728 | Unknown Topic: Dunya Ke Sabse Bade Wali Ya Qiyamat Tak Ke Auliya Me Sabse Aala Martaba? Huzoor Ye Irshad Farmayen Ki Dunya Ke Sabse Bade Wali Ka Naam Kya Hai. Yani Poori Dunya Me Aur Kal Qiyamat Tak Kis Wali Ka Martaba Sabse Bada Hai Unka … Duniya Ke Sabse Bade Wali Ka Naam “ABU BAKR SIDDIQUE” Hai (Radiallah Anhu) Reff: 0123-727 | Unknown Topic: Janamaz Par Sajde Ki Jagah Par Paon Rakhna Be-Adabi Hai Ya Nahi? Janamaz Pe Sazde Ki Jagha Par Paon Rakhna Be Adabi He Ya Nahi Us Jagah Ka Ehtram He Ya Nahi Ehtiat Karne Me Harz Nahi, Balki Poori Janamaz Ka Adab Kijiega, Aur Uski Paki Ka Khyal Rakhe To Iski Bhi Barkate Payen, Magar Paun Rakhna Us Par Gunah … Reff: 0123-726 | Unknown Topic: Haath Ya Gale Me Kala Dhaga Ya Taweez (Kalva) Baandhna Kaisa? Qalava Bandha Kaisa? Qalava Bandhna Mazar Ka Jaiz Nahi, Mushabihat-e-Kuffar Hai, Isse Roka Jayega, Aur Khud Bhi Bacha Jaye, Reff: 0123-725 | Unknown Topic: Dargah Par Milne Wali Qawwali Ya Waqiye Wali Cds/Audios Sunna Kaisa? Salam Hazrat, Is Qism Ki Cds, “Ghareeb Nawaz Aur Ek Jadugar” Wagera Ki Aur Qawwali Ki Dargah Par Milte Hai, Iske Mutaliq Batayen Ki Ye Jaiz Hai Ya Nah … Jo Is Daur Me Auliya Ki Karamat Aur Waqiyat Ke Liye Cd’s Tayyar Ki Jaati Hai, Wo Music Se Aaluda Hoti Hai, Aur Fir, Waqya Byan Jo Kiya Jaa Raha Hai, U … Reff: 0123-724 | Unknown Topic: Humbistari Ke Baad Subah Ghusl Karne Ka Sunnat Aur Sahi Tarika? Wife And Hasband Sath Rat Guzarne Ke Bad Subah Nahane Ka Koi Tareeqa Hai Wo Kaisa Hai Plz Batayen Wahi Tariqa Hai Jo Gusal Farz Hone Par Hoga, Aur Wahi 3 Farz Hain Har Gusal-e-Wajib Men, Iske Bad Ka Koi Khas Gusal Hota Ho? Aisa Mere Ilm Me Nahi, Ma … Reff: 0123-723 | Unknown Topic: Kya Sayyed Khandan Ke Logon Ko Aag Nahi Jala Sakti Hai? Kiya Sayyed Ko Aag Nahi Jalati ? Dunyawi Aag Insani Jism Ko Jalane Par Qadir Hai, Aur Ye Fitrat-e-Insani Bhi Hai Ki, Dunya Ki Taqleef Har Jism Ko Mehsus Hoti Hai, Aur Jo Sayyido Ke Ba … Reff: 0123-722 | Unknown Topic: Qawwali Sunna Haram Hai Ya Halal, Aur Khwaja Garib Nawaz Ki Qawwali? Kiya Qawwali Haram Hai, Hai To Kyun, Khwaja Gareeb Nawaz Koun Si Qawwali Sunte The Us Me Daf Hota Tha Aur Gous Paak Qawwali Sunte The Aur Daf Dhol Ki … Qawwali, Dhol Tashe Ya Deegar Musicial Instruments Ke Sath Haram Haram Sakht Haram Ashad Haram Hai, Or Qawwali Jo Music Ke Sath Hoti Hai Ye Bhi Haram …