بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0123-721 | Unknown Topic: Intiqal Ke Baad Ghar Me 40 Din Tak Roshni Ya Rasm Na Ho Paye Toh? Asalam O Alaykum, Jis Ghar Me Intikal Ho Jata He Aur Waha Par 40 Din Tak Roshni Karna Zaruri He Par Waha Par Kuchh Majburi Ki Wajah Se Waha Par Koi He … *Jis Ghar Me Intiqal Ho Jaata Hai Wahan Par Roshni Karna Kuchh Zaruri Nahi, Balki Bila Wajah Ki Roshni Karna Gunah Hai Kyunki Ye Maal Ka Israf Hai Aur … Reff: 0123-720 | Unknown Topic: Musalmano Me "Tyagi" Caste Ke Log Kaun Hote Hain, Inka Pas Manzar? Assalamu Alaikum Hazrat, Ye Muslim Me Tyagi Caste Koun Hote Hai. Inki Shuruat Kaise Hui. Hamne Pahli Baar Suna Hai. Inki Dosti Kya Sahi Hai. Ye Islamic Group He SHAADI.COM Walo Ka Group Nahi Jahan Apko Cast Matching Ki Detail Di Jaye, Jo Bhi Sunni Musalman Hai, Uski Tazeem Lazim Aur Bila Wa … Reff: 0123-719 | Unknown Topic: Mobile Phone Ki Screen Par Apni Ya Jandar Ki Photo Lagana Kaisa? Hazrat Kya Phone Pe Photo Lag Sakti Hai. Phone Ke Profile Ya Screen Par Photo Ke Bare Me Baz Muftiyan-e-Kiram Jawaz Ke Qail Hai, Lihaza Ikhtilafi Masail Se Bachna Mustahab Hai, Warna Laga Sak … Reff: 0123-718 | Unknown Topic: Shari Qanoon Kise Kehte Hain Aur Hamare Mulk Me Iski Kya Surat Hai? Shariya Qanoon Kise Kahte Hain? Aur Hamare Mulk Me Shariya Kanoon Kya Hai Islami Hukumat Ya Muslim Badshah Ke Laagu Kiye Gaye Shariat Ke Qanoon Ko Hi Sharia Ya Qanoon Kehte Hai, Ya Lafz Shariat Khud Islamic Qanoon Ko Kehte H … Reff: 0123-717 | Unknown Topic: Shohar Ki Khidmat Karne Aur Paon Dabane Se Jannat Milne Ki Fazilat? Hamari Maa Se Hamare Papa Pairo Ko Dabwate Hen Kya Islam Me Shohar Ki Sewa Karne Se Jannat Milti He G, Sahi Farmaya Apne, Aur Iska Qaida Ye Hai Ki, Shohar Ki Khushi Se Allah Razi, Aur Allah Ke Razi Hone Se Jannat Milti Hai, Shohar Ki Narazgi Se Allah … Reff: 0123-716 | Unknown Topic: Jannati Mardo Ke Liye Hoorein Hain Toh Jannati Aurton Ke Liye Kya Hai? Jannati Mard Ke Liye Hoore Aur Jannati Aurton Ke Liye Kya Hai ? Unke Shohar, Jo Shadi Shuda Nahi Thi To Uski Shadi Unse Ki Jayegi Jo Duniye Me Bagair Shadi Wafat Paye, Reff: 0123-715 | Unknown Topic: Shariat Ki Roshni Me "Niyaz" Ki Haqeeqat Aur Ma'na Kya Hai? Niyaz Kya Hoti He ? Niyaz Tohfe Ko Kaha Jata Hai Yani Ek Musalman Apne Dusre Murda Ya Zinda Musalman Ko Kuchh Nek Amal Karke Ya Quran Padh Kar Iska Sawab Tohfe Me Deta Ha … Reff: 0123-714 | Unknown Topic: Nashe Ki Halat Me Zuban Se Nikli Hui Talaq Ka Sharai Hukm Kya Hai? Kya Nashe Ki Halat Me Di Gayi Talaaq , Talaaq Mani Jayegi Nashe Ki Halat Me Talaq Dene Se Talaq Ho Jayegi, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild: 2 Safah: 111 Me Hai “Nashe Wale Ne Talaq Di To Ho Jayegi Ki Ye Baligh … Reff: 0123-713 | Unknown Topic: Kya Biskut Ya Aam Khane Ki Cheez Par Niyaz Dilayi Ja Sakti Hai? Kya Biskut Par Niyaz Ho Sakti He Ho Sakti Hai Koi Harz Nahi, Har Jaiz Aur Halal Cheez Par Niyaz Ho Sakti Hai, Reff: 0123-712 | Unknown Topic: Naat Ko Gane Ki Tarz Par Padhna Aur Aisi Naat Sunna Kaisa Hai? Assalamualaikum Hazrat, Aaj Kal Dekha Jata Hai Ki Naat-E-Paak Ya Manqabat Ko Gaane Ki Tarz Par Padha Jata Hai. To Ye Gaane Ki Tarz Par Padhna Aur Sunn … Naat Ya Manqabat Ko Filmi Gaano Ki Tarz Par Padhna HARAM Hai, Aur Agar Kisi Ne Koi Naat Kisi Majlis Me Apni Tarz Par Padhi, Fir Baad Me Maloom Hua Ki … Reff: 0123-711 | Unknown Topic: Imama Ko Arbi Ya Urdu Me "Pagri" Kehna Durust Hai Ya Nahi? Imama Ko پگڑی (Pagri) Kah Sakte Hai Ya Nahi, Imame Ko Pagri Kehne Me Sharann Koi Gunah Nahi, Magar Isme Ilaqe Ke Urf Ka Bhi Dakhal Hai, Agar Kahi Log Pagri Se Murad Panjabi Ki Pagdi Samajhe To Ke … Reff: 0123-710 | Unknown Topic: Muslim Dost Ka Gair Muslim Larki Se Pyar Aur Shadi Karne Ka Masla? Mere Ek Muslim Dost Ko Dusre Kom (Hindu) Ki Ladki Se Pyar Hua He Or Usse Shadi Karna Chahta He, Kya Ye Hamare Kom Me Jayez He ? Aapke Jawab Ka Talab G … Gair Muslim Ka Nikah Muslim Se Kisi Surat Nahi Ho Sakta, Aur Agar Ladki Khud Apni Khushi Se Daman-e-Islam Ke Zair-e-Saye Aa Jaye To Ab Wo Musalman Shu … Reff: 0123-709 | Unknown Topic: Hamela (Pregnant) Aurat Ko Di Jane Wali Talaq Ka Sharai Hukm? Hazrat Kya Hamela (Pregnant) Aurat Ka Talaq Ho Jayega ? Plz Zara Tafsil Se Batayen ? G, Halat-e-Hamal Me Talaq Di To, Sahi Ye Hai Ki Talaq Ho Jayegi, Fatawa Faizur Rasool Jild:2 Safah:111 Par Hai “Halat-e-HAMAL Aur Ghusse Me Talaq Ho J … Reff: 0123-708 | Unknown Topic: Talaq Hone Ki Sharai Shartein Kya Hain Aur Kya Gawahi Zaruri Hai? Hazrat Talaq Ki Kya Shart Hain ? Kya Talaq Ke Liye Gawahi Zaruri Hai ? Talaq Ke Liye Kuchh Khas Lafz Bhi Shara Me Tey Hain Aur Shohar Ka Aaqil Baligh Hona Shart Hai Jaisa Ki. Bahar-e-Shariat Jild: 2 Safah: 111 Par Hai “Ta … Reff: 0123-707 | Unknown Topic: Shohar Aur Biwi Ke Aapas Ke Jhagde Khatam Karne Ke Liye Shariat Ki Hidayat? Dekha Jata Hai Ki Biwi Aur Shohar Ke Beech Jhagde Fasaad Hote Hain To Unme Mohabbat Kaise Paida Ho Sakti Hai ? Shariat Me Kya Huqm Hai.? Roz Din Me Kisi Bhi Waqt 786 Bar Pani Par Bismillah Padh Kar Dum Kare Dono Piyen, Aur Dono Jitni Roti Khate Ho Usse Adhi Kar De, Yani Subha Sham 2-2 K … Reff: 0123-706 | Unknown Topic: Sajda-E-Tilawat Karte Waqt Zaban Se Kya Padhna Hota Hai? Hazrat Sajda Tilawat Me Kya Padhte Hain ? Wahi Tasbih Padhni Chahiye Jo Namaz Ke Sajdo Me Padhte Hain, Aur Kuchh Naa Padha Sirf Sajda Kiya Jab Bhi Ada Ho Gaya, Magar Sunnat Reh Gai, Reff: 0123-705 | Unknown Topic: Darhi Aur Saron Me Mehndi Lagane Ki Hadees Me Kya Asliyat Hai? Dadhi Aur Sar Me Mehendi Lagana Kaisa He ? Kya Ye Kisi Hadees Se Sabit He .Ek Badmazhab Ne Kaha Ke Sarkaar Ne Ek Ya Do Martaba Lagayi He Aur Iske Bad … Awwal To Ye Ki Badmazhab Se Koi Deeni Baat Sunne Ke Liye Ulama-e-Haq Ahle Sunnat Ne Isilye Mana Farmaya Ki Kahi Inki Koi Bat Waswasa Ban Kar Dil Me Gh … Reff: 0123-704 | Unknown Topic: Islami Fiqh Ki Mashhoor Kitab "Ain-Ul-Hidayah" Ki Kya Haisiyat Hai? Ainul Hidayah Kya Hai Ek Kitab Ka Naam Hai, Jiske Musannif Maulana Syed Ameer Ali, Hain Reff: 0123-703 | Unknown Topic: Rabi-Ul-Awwal Me Thermocol Se Mazar Ya Cheezein Banana Kaisa Hai? Rabiul Awwal Shareef Ke Mahine Me Log Mazaraat Ko Tharmacol Se Banate Hain Aur Bhahut Si Cheezo Ko Banate Hain Ye Kaisa Hai ? Kaba, Madine Ya Kisi Bhi Mazar Ki Misal Banana Jaiz Hai, Jabki Wo Dikhne Me Waise Hi Maloom Ho, Aur Taziman Ghar Me Bhi Rakh Sakte Hai, Koi Harz Nahi … Reff: 0123-702 | Unknown Topic: Masjido Par Minar Banana Zaruri Hai Ya Iska Sharai Hukm Kya Hai? Masjidon Par Minaar Lagana Zaruri Hai ? Aur Minaar Rakhna Kaisa Hai ? Isme Koi Harz Nahi, Balki Lagani Chahiye, Ki Aaj Kal Imarate Itni Unchi Hai Ki, Agar Masjid Par Meenar Naa Banai Jaaye To Musafir Masjid Nahi Dekh Sak …