Total 1401 answers
Reff: 0123-701 | Unknown Topic: Aqeeq Nag (Gemstone) Kis Rang Ka, Kis Haath Aur Kis Wazan Me Pehnein? Hazrat Aqeeq Nag Kaun Se Rang Ka Pahnana Hai. Size Kya Hona Chahiye Aur Ulte Hath Me Pahnne Se Koi Nuksan To Nahi Matlab Bathroom Wagerah Jane Me. Cha … Koi Bhi Aqeeq, Pehna Jaa Sakta Hai, Ulte Hath Me Pehenne Se Koi Nuksan Nahi, Toilet Me Pehn Kar Jaane Me Koi Harz Nahi, 4.5 Masha Se Kam Mikdar Ki Cha … Reff: 0222-700 | Unknown Topic: Agar Koi Nabeena Ya Jahil Nabi Ki Shaan Me Gustakhi Kare Toh Kya Karein? Agar Koi Insaan Kutte Ka Baccha Huzur Ki Shaan Me Kuchh Mazallah Ghalat Kahe To Kya Karna Chahiye ? Agar Wo Sach Me Insan Hai To Kutte Ka Bachcha Nahi Aur Kutta Hai To Insan Nahi Ye Dono Makhlooq Alag Alag Hai, Nabi Ki Shan Me Ghustakhi Karne Wala, K … Reff: 0222-699 | Unknown Topic: Tarakki Ke Liye Angoothi Kis Ungli Me Pehne Aur Pehenne Ka Amal? Hazrat Tarakki Aur Khushali Ke Liye Kaun Si Anguthi Kaun Si Ungali Me Pahan Sakte Hai Anguthi Pahanane Se Pahle Kya Kuchh Padh Kar Pahan Sakte Hai Ya … Mard Ko Sharai Chandi Ke Wazn Wali Ek, Anghuthi, Pehnne Ki Ijazat Hai, Aur Aurat Ko Sona Chandi Dono Ki, Aap “Aqeeq” Nag Ki Anghuthi Pehn Len, Suwal M … Reff: 0222-698 | Unknown Topic: Deeni Kitab "Bahar-E-Shariat" Aur "Qanoon-E-Shariat" Me Kya Farq Hai? Hazrat Kitab “Bahare Shariat” Aur “Kanoone Shariat” Me Kya Fark Hai ? Sunni Hanafi Mazhab Ki Motabar Kitab BAHAR-e-SHARIAT Hai, Jo Hazaro Safahat Ke Sath 20 Vol Par Mushtamil Hai, (Mera Tajriba Hai Ki) Qanoon-e-Shariat, … Reff: 0222-697 | Unknown Topic: Shariat Aur Hadees Ke Mafhoom Me Buniyadi Farq Kya Hai? Hazrat Shariat Aur Hadees Me Kya Fark Hai ? Kuchh Fark Nahi Dono Ek Hi Cheez Ko Keh Sakte Hai, Shariat-Islam Ke Qanoon Ko Kehte Hai, Hadis-Nabi Ke Qaul Fel Taqreer Ko Kehte Hai, Aur Nabi Ka Farm … Reff: 0222-696 | Unknown Topic: Jume Ke Din 2 Rakat Wajib (Fard) Ke Baad Sunnat Na Padhne Par Hukm? Hazrat Juma Ke Din 2 Rakat Wajib Padhne Ke Bad Bahut Se Log Sunnat Nahi Padhte Kya Un Logo Ki Namaz Ho Jayegi Or Jo Sunnat Nahi Padhta Un Logo Ke Liye … Juma Padh Lene Se Juma Ada Ho Jayega, Magar Sunnat-e-Moakkada Ko Tark Karne Wala Gunah Gar Hai, Jabki Bila Ujr-e-Sharai Ho, Fir Chahe Jume Ki Sunnat H … Reff: 0222-695 | Unknown Topic: Naya Kaam Shuru Karne Se Pehle Kamyabi Ke Liye Konsi Dua Padhein? Hazrat Koi Naya Kaam Chalu Karne Se Pahle Konsi Duaa Padhe Ya Konsi Surat Padhe Take Mera Kaam Aasani Se Aasan Ho Jaye Or Koi Taklif Na Ho Plz Hazrat … Farman-e-Mustafa, صلی اللہ تعالی علیہ وسلم (Tafseer Durr-e-Mansoor Me Hai) “Jo Bhi Aham Kaam بسم الله الرحمن الرحيم Ke Sath Shuru Nahi Kiya Jaata Wo A … Reff: 0222-694 | Unknown Topic: Kya Deobandi Hazrat Bhi Imam-E-Azam Abu Hanifa Ke Muqallid Hain? Hazrat Kya Deobandi Bhi Imame Aazam Ke Muqallid Hain ? G, Han Deobandi Hazraat Bhi Imam Aazam Ke Muqallid Hain, Reff: 0222-693 | Unknown Topic: Hamare Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Paidaish Aur Wisal Ki Tareekh? Hazrat, Hamare Aaqa Rahmatul Aalami Ki Paidaish Aur Wafat Ki Tarikh Batayen ? Plz Tafsil Se ? PAIDAISH- Huzoor Ki Paidaish 12 Rabi Ul Awwal, Peer Shareef Ke Din Hui, Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Fatawa Razawiyya Jild:26 Safah:408 Par Tehrir Far … Reff: 0222-692 | Unknown Topic: Khana Khane Ka Sunnat Tarika Aur Roti Ke Kitne Tukde Karke Khana Chahiye? Hazrat Khana Khane Ka Sahi Tariqa Kya He Or Roti Ke Kitne Tukde Kar Ke Khane Chahiye. Is Suwal Me Mujhe Aisa Mehsus Hua Ki Kisi Ne Puchh Liya Ho “Hazrat Zeher Kha Kar Kaise Zinda Raha Jaye” Khana Khane Ka Sahi Tariqa Ye Hai, Ki Khana Kh … Reff: 0222-691 | Unknown Topic: Sood (Interest) Lena Aur Dena Kin Halaton Me Jayez Ya Haram Hai? Sood Lena Or Dena Kis Halat Me Jaiz He Or Kis Halat Me Haram He Sood Lena Dene Mutlaqan Haram Hai, Aur Agar Kisi Ko Aisi Sakht Zarurat Pesh Aye Ki, Kahi Se Paise Ka Intizam Naa Ho, Aur Naa Karz Mile Naa Udhar, Na K … Reff: 0222-690 | Unknown Topic: Baaki Nabi "Hazrat" Aur Ahmad Raza Ko "Ala Hazrat" Kehne Ki Waja? Hazrat Mere Zehen Me Ek Sawal Aaya He Ke, Sab Nabi ? Hazrat? Or Ye (Ahmad Raza) Aala Hazrat Kiyun ? Hazrat Iski Tafssir Bataye Badi Meharbani Hogi, Me … Awwal To Ye Ki Sail Ne Kaha (Zehen/Dimag) Me Ek Suwal Aya Hai.. Or Zahir Me Likha Ki Kisi Ne Mujhse Puchha Hai, Ye Dono Baate Alag Alag Hain, Isme Kya … Reff: 0222-689 | Unknown Topic: English Zaban Me Assalamu Alaikum, Masha Allah Likhna Kaisa Hai? Hazrat, Kya English Me Aasalam Alaiyekum, Subhan Allah, Masha Allah, Likh Satkte Hai, Ya Nahi, Arabi Qurani Alfazo Ko Roman English Aur Hindi Rasmul Khat Me Likhne Se Parhez Karna Chahiye, Yani Esa Nahi Likhna Chahiye Isse Bachna Chahiye, Agar U … Reff: 0222-688 | Unknown Topic: Zakat Ki Raqm Se Bhai Ka Karza Chukane Ke Liye Dena, Kya Zakat Ada Hogi? Zahid Ke Upar Uske Bhaiyo Ka Kafi Karz Hai. Aarif Ne Apni Zakaat Ki Raqm Zahid Ko Ye Kah Kar Di Ki 'Isse Apne Bhayio Ko Lauta Kar Karza Nipta Lo' Kya … Aarif Ka Zahid Ko Raqam De Dene Se Aarif Ki Zakat Ada Ho Jayegi, Chahe Wo Zahid Ko Ye Naa Kahe, Ki Ye Zakat Hai, Magar Aarif Ko Chahiye Ki Wo Zahid Ko … Reff: 0222-687 | Unknown Topic: Allah Ta'ala Ne Ye Poori Dunya Kis Maqsad Ke Liye Paida Ki Hai? Allah Ne Dunya Kis Liye Banai He, Dunya Banane Ki Kai Wajeh Hain, Ise Akhir Ki Khaiti Qarar Diya Gaya, Taki Log Dunya Me Reh Kar Akhirat Ke Liye Kuchh Sawab Jama Kare, Azamane Ke Liye … Reff: 0222-686 | Unknown Topic: Abul Qasim Aur Muhammad Ibn Al-Hanafiya Ke Mukhtasar Halat-E-Zindagi? Hazrat Abul Qasim Ya Muhammad Ibn Al Hanifiyya Radi Allah Anh Ke Mukhtasar Halaat Bayan Kijiye. Jazakallah Aameen, Mere Zariye Is Group Me (Apki Zarurat Ke Masail Ke Mutabiq) Faqat “Ilm-e-Fiqh” Par Kalam Kiya Jata Hai, Deen-e-Islam Ki Tarikh, Ya Kisi Buzurg … Reff: 0222-685 | Unknown Topic: Qa'ada Akhira Me Durood-E-Ibrahim Ka Kuch Hissa Padhna Wajib Hai Kya? Kya Qaeda Aakhira Me Doorude Ibraheem Ka Kuchh Juz Padgna Wajib He Hawala Inayat Farmaye Namaz Me Koi Bhi Durood Padhna Wajib Nahi, Naa Poora Naa Adha, Balki Sunnat Hai, Aur Koi Bhi Durood Padha Jaye To Sunnat Ada Ho Jayegi, Aur Namaz Bhi … Reff: 0222-684 | Unknown Topic: Dimaag Tez Karne Aur Padhi Hui Cheez Yaad Rakhne Ke Liye Chota Wazifa? Hazrat Ham Koi Cheez Yad Karte Hen Jaise, Surat Ya Koi Dua To Yad Nahi Hoti, Bhool Jate He, Koi Wazifa Dimag Ko Tez Karne Ka Bataiye, Jisse Dima Ki Qu … Dimag Ko Tez Karne Ke Kuchh Asan Amal Pesh Karta Hun, Jo Ban Padhe Amal Me Layen, *7 Kishmish Ke Daane Le Kar, Roz Subha 7-7 Bar Sureh Fatiha (Awwal A … Reff: 0222-683 | Unknown Topic: Quran Padhte Waqt Aam Taur Par Aage-Peeche Hilne Ki Kya Haqeeqat Hai? Hazrat Me Ye Puchh Na Chahta Hun Ki Jab Insan Kuraan Sharif Jab Padhta He To Hilta Kiyun He Or Dusra Puchhna Ye Chahta Hu Ki Ye Kaha Se Sabit Hua Or J … Is Suwal Se Do Din Pehle Kuchh Sahi Ghalat Alfaz Ki Spelling Batai Gai Thi Ki, Lafz “Hazrat” Is Tarah Likhte Hai (Jaise Mene Likha) Naaki Us Tarah Jai … Reff: 0222-682 | Unknown Topic: Kapde Par Peshab Lag Kar Sabun Aur Nal Ke Pani Se Dhone Par Pak Hoga? Kisi Kapdhe Par Peshab Lag Jaye Fir Us Ko Sabun Se Dhokar Fir NAL Ya Tanki Se Pani Baha De To Kya Kapdha Pak Ho Jayega Ya Nahi Hawala Bhi Inayat Farma … Paishab Lage Kapde Ko Tanki Me Khoob Achhe Se Dhoya To Paak Ho Jayega, Isme Tanki Me 3 Baar Dhone Ki Zarurat Nahi, Balki Behte Pani Ke Hukm Me Hai, Ja …