Total 1401 answers
Reff: 0222-681 | Unknown Topic: Allah Ki Makhlooq Ki Kismein, Dev-Jinn Ka Fark Aur Hazrat Ali Ke Bete Ka Masla? Janab Allah Ki Makhlooq Ke Kitne Qism Hai(N)? Kya Dev Or Jinn Alag Alag Makhlooq Hain ? Or Kya Hazrat Ali(Karramallah Wajahul Kareem) Ka Koi Beta Muha … Allah Ke Siwaye Tama Cheeze Makhlooq, Insan, Nabi, Wali, Dariya, Asman, Zameen Wagera Wagera, Iski Ginti Allah Aur Uska Rasool Jane, *Shaitan Jinnat K … Reff: 0222-680 | Unknown Topic: Sunnat-E-Muakkada Aur Gair-Muakkada Me Fark Aur Qadah-E-Oola Ka Masla? Hazrat Kya Sunnat-e-Muaqqada Or Gair Muaqqada Namaz Me Kuchh Farq He Ek Village Ke Imam Sahab Ye Batate Hain Ke Sunnat-e-Gair Muakada Ke Qa'ada-e-Oola … Imam Sahib Ka Qaul, BILKUL SAHI HE, Agar Sunnt-e-Moakaddah Me Tashahood Ke Bad Jan Kar Durood Padha To Namaz Nahi Hogi, Agar Bhool Se Padh Li To Sajda … Reff: 0222-679 | Unknown Topic: Apne Shahar Se Bahar Safar Me Jane Par Namaz Poori Padhein Ya Qasr Karein? Agar Ham Apni City Se Bahar Hen To Hum Namaz Poori Ada Karenge Ya Nahi. Agar Apne Asli Sheher (Watan-e-Asli) Se 92 KM Bahar Jaane Ka Irada Ho Or Wo Bhi, 15 Din Se Kam Din Ke Liye To Musafir Kehlayega Aur Musafir Ko Har 4 R … Reff: 0222-678 | Unknown Topic: Mulk Me Koi Nabi Ki Shaan Me Gustakhi Kare Toh Aam Musalman Kya Kare? Janab India Jaise Mulk Me Jab Koi Suar, Huzoor Ki Shaan Me Gushtakhi Ya Kuchh Or Fitne Wali Baat Kare To Aam Aadmi Ko Kya Karna Chahiye? F.I.R, Karen, Warna Qanoon Ke Dayere Me Rehkar Koi Qadam Utha Sakta Hai, Aur Hukumat Islamic Badshah Ki Ho (Aur Gushtakh-e-Rasool Kafir Ho) To Hakim P … Reff: 0222-677 | Unknown Topic: Jawab Me Batayi Gayi Duayein Ya Wazaif Agar Wahi Pareshani Ho Toh Koi Bhi Padhe? Aap Jo Duaayen Suwal Ke Jawab Me Batate Hen Kya Use Koi Padh Sakta He Agar Wo Preshani Uski Bhi Ho ? G, Padh Sakta Hai Kuchh Harz Nahi, Jabki Padhne Wala Aqeede Ka Sahi Sunni Ho, Aur Namaz Ki Pabandi Ho, Haram Se Bachta Ho, Aur Shariat Ka Paband Ho, ( … Reff: 0222-676 | Unknown Topic: Rizq Me Barkat Aur Kushali Ke Liye Quran O Hadees Ka Koi Wazifa? Hazrat Rizk Me Barkat Ke Liye Koi Wazifa Batayen ? Rizq Me Barkat Karne Ke Liye, Aur Wo Chiz Jisse Barkat Khatam Hoti Hai, Ki Tafseel To Bahut Hai, Main Chand Mukhtasar AMAL Pesh Karta Hun, Aap Inki Pa … Reff: 0222-675 | Unknown Topic: Aam Taur Par Tv Dekhna Shariat Me Jayez Hai Ya Najaiz? Hazrat T.V Dekhna Jaiz Ya Na Jaiz ? Amal Ka Daro-Madar Niyat Par Hai, TV. Aur Movie Ke Jaiz Or Najaiz Hone Me Ye Dekha Jayega Ki TV Me Dekha Kya Jaa Raha Hai, Agar Kisi Sunni Alim Ki Taq … Reff: 0222-674 | Unknown Topic: Kya Har Farz Namaz Ke Baad Ayatul Kursi Padh Kar Dua Mangna Zaruri Hai? Kiya Har Farz Namaz Ke Bad Ayat Ul Kursi Pad Kar Dua Mangna Zaroori He Har Namaz Ke Bad Dua Karna Zaruri Nahi Magar Farz Namaz Ke Bad Dua Qubool Hoti Hai Islye Tark Nahi Karni Chahiye, Aur Jo Dua Nahi Karta Usse Allah Nar … Reff: 0222-673 | Unknown Topic: Salat-Ul-Tasbeeh Ki Namaz Padhne Ka Mukammal Tarika Aur Azkar? Namaz Salatustasbi Padne Ka Tariqa Kya He, Kaise Padi Jati He Hazrat Bata Dijiye ? Salatut-Tasbih Ki Namaz Me 300 Martaba Teesre Kalima Ka Hissa Padha Jata Hai, Jo Aapko Kisi Bhi Namaz Ki Kitab Me Mil Sakta Hai, Baki Namaz, Namaz-e-N … Reff: 0222-672 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ki Niyat Aur Padhne Ka Sahi Tarika Kya Hai? Hazrat Tahajjud Ki Niyat Kaise Ki Jati He Or Is Ke Padne Ka Sahi Tariqa Kya He Or Kya Ye Aam Namaz Ki Trah Padhi Jati Tahajjud Me Bhi Aam Nafil Namaz Ki Si Niyat Bandhi Jayegi, Ye Sunnat-e-Mustahab Namaz Hai, Tahajjud Ki Rakat,- Kam Se Kam Tahajjud Ki 2 Rakat Hai Or H … Reff: 0222-671 | Unknown Topic: Aajkal Tv Par Aane Wale Deeni Channels Dekhna Jayez Hai Ya Nahi? Aajkal Jo Tv Mein Deen Ke Baare Mein Channel Hai Unhe Dekhna Jaiz Hai Ya Nahi Agar Jaiz Hai To Kaise Aur Najaiz Hai To Kaise Barai Karam Rahnumai Kare … Tv Par Maujooda Deeni Chennal Dekhne Ki Ijazat Nahi Hai, Isme Bahut Kuchh Khilaf-e-Shara Dikhaya Jaata Hai,. SIWAYE MADANI CHANNEL KE, Ki Ye 100% Shar … Reff: 0222-670 | Unknown Topic: Shariat Ki Roshni Me Tasweer Banana Ya Rakhna Kaisa Hai? Hazrat Taswer Kaisi Jayez Hai Ya Najayez Har Gair Jandar Ki Tasweer Rakhna Banwana Banana Sab JAIZ Hai , Aur Har Jaandar Ki Haram, Aur Jandar Ki Is Surat Me Jaiz Hogi, Jabki Itni Choti Ho Ki … Reff: 0222-669 | Unknown Topic: Namaz Ke Andar Bismillah Ek Baar Padhi Jati Hai Ya Har Rakat Me? Namaz Me Bismilah 1 Bar Padhi Jati He Ya Ziyada Ek Waqt Me Ek Bar Hi Padhi Jaati Hai, Aur Sureh Fatiha Se Pehle Aur Kisi Surat Ko Milane Se Pehle Bhi Padh Sakte Hai, Namaz Ke Har Rakat Ke Awwal Me B … Reff: 0222-668 | Unknown Topic: Buzurgon Ka Urs (Anniversary) Unki Wiladat Se Manate Hain Ya Wisal Se? Hazrat Buzurgo Ka Jo Urs Hota Hai Wiladat Ya Wisaal Se Hota Hai ? Wisal Ki Tarikh Se Reff: 0222-667 | Unknown Topic: Darhi Ya Chhati Ka Toot Huva Baal Daant Se Katna Zaruri Hai Kya? Kya Dadhi Ya Chhati Ka Baal Agar Toot Jaye To Us Baal Ko Daant Se Katna Zaroori Hai ? Kya Is Ka Koi Sharai Saboot Hai. Iska Kuchh Sharai Saboot Mere Ilm Me Nahi Reff: 0222-666 | Unknown Topic: Buzurgon Ke Mazar-E-Shareef Par Bosa Dena (Chumna) Kaisa Hai? Hazrat Buzurgon K Mazar Ko Bosha Dena Kaisa Hai ? Be-Adabi Reff: 0222-665 | Unknown Topic: Hadees Me Aane Wala "Najd" Kufa Hai Ya Riyadh, Sharai Wazahat? Hazrat Nazd Kis Jagah Ko Kahte Hain ? Kufa Ko Ya Riyadh Ko ? Saudi Arab Me Najd Ko 3 Jagah Banta Gaya Hai *Haa’il, * Al-Qassim,* Riyadh Reff: 0222-664 | Unknown Topic: Huzoor Ghaus-E-Azam Ne Kitni Shadiyan Ki Aur Unki Biwiyon Ke Naam? Huzoor Ghouse Aazam Ne Kitni Shadiyan Kee Aur Unki Biwiyon Ke Name Kya Hain ? Jawab Inayat Farmayen Ajr Diye Jayenge ? Shaikh Sahabuddin Suharwardi “Awariful Ma’arif” Me Likhte Hain, “Ek Shakhs Ne Gaus-e-Azam Se Puchha Ya Sayyidi Apne Nikah Kyun Kiya, ? Apne Farmaya Be … Reff: 0222-663 | Unknown Topic: Jo Imam Dahez Ke Khilaf Kahe Aur Khud Dahez Le, Uske Peeche Namaz? Ek Molana Masjid Ke Imam Jo Nasihat Karte Hain Sabko Ke Dahez Lena Gunah Hai. Jab Ki Wo Molana Ne Khud Dahej Liye Hain . Or Apne Ristedaron Ke Liye Bh … Dahez Ka Lena Dena Gunah Nahi Hota, Balki Dahez Ka Dena Sunnat Hai, Magar Samne Wale Ka Dahez Ki Demand Karna Haram Hai, Aur Agar Koi Khud De (Or Aksa … Reff: 0222-662 | Unknown Topic: Kisi Ke Paon Chumne Ke Liye Sar Ko Jhukana Padega Ya Bina Jhukaye? Hazrat Kya Bosha Dene K Liye Sar Ko Jhukana Nahi Padega ? Isme Harz Nahi.