Total 1401 answers
Reff: 0222-661 | Unknown Topic: Abu Jahl Ka Anjam Aur Uska Khatma Kaise Hua, Mukammal Waqya? Abu-Jahel Ka Khatma Kaise Hua Poori Tafseel Se Samjhaiye? Hazrat-e-Sayyiduna Abdurrehman Bin Auf (Radiallah Anhu) Farmate Hain: Ghazwa-e-Badr Ke Din Jab Me Mujahideen Ki Saf Me Khada Tha, Maine Apne Dayen Bay … Reff: 0222-660 | Unknown Topic: Bewuzu Quran Ki Ayat Ya Uska Tarjuma Likhna Shariat Me Kaisa Hai? Kya Farmate Hain Ulama-e-Deen Wa Muftiyan-e-Shara Mateen Masalah Zel Me Ke, Kya Qur An Ki Ayaat Ko Ya Uske Tarjame Ko Bewuzu Likh Sakte Hain Biddalail … Quran-e-Pak Ko Ya Kisi Bhi Ayat Bina Wuzu Chhuna HARAM Hai Aur Iske Chhune Ke Liye Wuzu Karna Farz Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 301 Par Hai, … Reff: 0222-659 | Unknown Topic: Hadees Me "Najd" Kis Ilaqa Ya Jagah Ko Kaha Gaya Hai, Tafseel? Hazrat Hadish Me Najd Kis Jagah Ko Kaha Gaya Hai ?Jara Tafsir Me Bataye ? Najd Ke Mutalliq Ahadees Me Kuchh Is Tarah Ka Alfaz Ki Taqrar Hai, *Weh Zalzalon Aur Fitno Ki Jagah Hai, Wahan Se Shaitan Ki Seeng Niklegi, *Fitne Ki … Reff: 0222-658 | Unknown Topic: Ramzan Ke Baad Agar Koi Nafil Zakat Dena Chahe Toh Kya Nikal Sakta Hai? Ramzan Me Zakat Poori Ada Kar Di Gayi Hai Agar Koi Shaks Fir Zakat Dena Chaye Ramzan Ke Baad To De Sakta Hai Fir Ramzan Aane Se Us Me Jitna Paisa Gair … Agar Zakat Farz Ada Kar Di Gai, To Uske Bad Jo Raqm Nikali Gai Wo Nafil Hogi, Aur Agle Sal Jo Zakat Wajib Hogi Wo Bache Maal Par Hogi, Jiska Wo Malik … Reff: 0222-657 | Unknown Topic: Paon Par Bosa Dena (Chumna) Kaisa Hai Aur Kin-Kin Ke Paon Chum Sakte Hain? Hazrat Paon Ko Bosha Dena Jaiz Hai Ya Na Jaiz ?Aur Agar Jaiz Hai To Kin Kin K Paon Ko Bosha Se Sakte Hain ? Amal Ka Daro Madar Niyaton Par Hai, Jiski Aap Izzat Karte Hai, Aur Wo Shaks Qabil-e-Ehtram Hai, (Yani Fasiq Na Ho, Shariat Ka Zabardast Paband Ho), Au … Reff: 0222-656 | Unknown Topic: Girgit (Lizard) Ko Marna Shariat Me Kaisa Hai, Hadees Me Kya Hukm Hai? Kya Janab Girgit Marna Kaisa He ? Or Kya Hukm Aaya He Hadis Me Tafsir Se Samjaye? Har Taqleef Dene Wala Janwar Marna Jaiz Hai, Aur Baz Ko Marne Ka Hadis Me Hukm Hai Jaise Ki Girgit Ko Marne Ke Bar Me, Abu Dawood Me Hai: اقتلوا الوزغ … Reff: 0222-655 | Unknown Topic: Kya Ek Waqt Ki Qaza Namaz Doosre Waqt Ki Namaz Ke Sath Padh Sakte Hain? Kiya Qaza Namaz Ek Waqt Me Dusre Waqt Ki Namaz Parh Sakte Hai Jaise Asr Me Magrib Ya Fir Dosri Namaz. Padh Sakte Hai, Magar Makruh Waqt Me Nahi Padh Sakte, Makruh Waqt Ke Aur Wo Makruh Waqt Ye Hain, 1-Zawal Ke Waqt, 2 Tulu-e-Aftab Ke Waqt, 3 Magrib Se … Reff: 0222-654 | Unknown Topic: Paras Pathar Ki Haqeeqat Kya Hai, Kya Quran-Hadees Me Iska Zikr Hai? Paras Patthar Kiya Haqiqat Me Hota Hai Quran Hadis Me Is Ka Kahi Zikr Hai Ya Dosri Jagah Ye Group Ahle Sunnat AQAID Aur AMAL Ki Islah Ke Ke Liye Banaya Gaya Hai, Gair Zaruri Suwalat Ke Jawabat Nahi Diye Jaate, Fir Fiqhi Suwal Kare, Jiska T … Reff: 0222-653 | Unknown Topic: Shariat Me "Mazkura-Bala Kalma" Se Kya Murad Hai Aur Wo Kalma Kya Hai? “Mazkura Bala Kalma” Hazrat Ye Kya He Or Ye Kalma Kahan Padha Jata He Or Poora Kalma Bata Dijiye. Ye Koi Kalima Nahi, Balki Jaha Ye Line Likhi Thi, Wahi Wo Kalima Bhi Likha Hoga Jiske Bare Me Ye Jumla Hai, Reff: 0222-652 | Unknown Topic: Almiwari, Baksa Ya Band Jagah Par Bhi Jandar Ki Tasweer Rakhna Kaisa Hai? Hazrat Kya Ham Kisi Jaandar Ki IMAGE Kisi Band Jagah Jaise, Almaari, Baksa Attachi Etc. Par Main Bhi Nahi Rakh Sakte. Jandar Ki Tasweer Agar Chipi Hai To Harj Nahi, Aur Aise Ghar Me Namaz Bhi Durust, Magar Iska Fayeda Kya ? Reff: 0222-651 | Unknown Topic: Namaz Me Aane Wale Bahari Aur Duniyawe Khyalat Ko Rokne Ka Tarika? Hazrat Namaz Me Jo Bahari Khyal Aa Jate Hain Wo Na Aayen Iske Sabab Kuchh Inayat Farmayen ? *Is Tarah Namaz Padho Ki Tum Khuda Ke Samne Ho Aur Khuda Tumhe Dekh Raha Hai *Warana Is Tarah Padho Ki Khuda Tum Ko Dekh Raha Hai *Warna Is Tarah Padh … Reff: 0122-650 | Unknown Topic: Buzurgon Ke Samne Baith Kar Paon Chuna Aur Hath Chum Kar Salam Karna Kaisa? Hazrat Kya Buzurgon Ke Samne Betht Kar Unka Pair Chuyen, Phir Unke Hanthon Ko Chum Kar Munh Se Salam Karna Jaiz Hai ? Pehla Fel Najaiz, Aur Baki Dono Jaiz Aur Sunnat Se Sabit Hain, (Paun Chhuna Najaiz, Dastbosi, Salam Jaiz) Reff: 0122-649 | Unknown Topic: Aurton Ka Sar Khol Kar Gale Me Dupatta Dalne Ke Bare Me Hadees Ka Hukm? Hazrat Jo Ladkiyan Aurte Sir Khol Kar Gle Me Dupatta Dalti He Chahe Ghar Me Ho Ya Baher Un Ke Liye Hadees Main Kya Aaya He Jo Gair Mard Ke Samne Baal Ya Kan Wagera Khol Ke Rakhe Aur Sir Naa Dhake To Hadis Me Aisi Aurat Ke Liye Jahannam Me Jaane Ki Khushkhabari Di Gai Hai, … Reff: 0122-648 | Unknown Topic: Raste Par Pade Hue Paise Ya Koi Qeemti Cheez Mil Jaye Toh Kya Karein? Hazrat Kiya Raste Par Paise Ya Koi Qeemti Chiz Mile To Uska Kiya Hukm He. Jo Saman Ya Paisa Kisi Ko Padha Mile Use LUQTAH Kehte Hai, Aur Iska Ab Hukm Yeh Hota Hai Ki, Jisko Koi Saman Ya Paisa Mile Use Utha Le Aur, Waha Aspas … Reff: 0122-647 | Unknown Topic: Kabron Par Phool Chadhane Ki Sahaba Se Daleel Kya Hai, Sharai Hukm? Kabro Per Phool Chadana Kaisa ? Kya Sahaba Ne Aisa Kiya Hai Barai Karam Daleel Ke Saath De Kisi Ko Dena Hai Qabro Par Phool Dalna Jaiz Hai, Aur Wo Kaam Jo Sahaba Ya Rasool Ne Nahi Kiya Haram Nahi Ho Jata, Kisi Bhi Kam Ke Jaiz Hone Ke Liye Itna Kafi Hai Wo Sh … Reff: 0122-646 | Unknown Topic: Ek Jaisi Aawaz Wale Alfaz Ki Galti Se Ma'na Bigadne Par Namaz Ka Hukm? Ye Or Wazahat Farmaye Ke Ek Jaisi Awaz Wale Alfaaz Me Ghalati Karne Se Ma'na Bigadta He To Kya Is Se Namaz Jaegi Or In Alfaz Ko Durust Karne Ke Liye K … (Ameen) Agar Aisi Khata Ki, Ki Jisse Man’e Badal Jaye, To Zarur Namaz Fasid Ho Jayegi, Aur Baz Suraton Me Jabki Ma’na Janta Hai, Aur Fir Bhi Badal Diy … Reff: 0122-645 | Unknown Topic: Halat-E-Namaz Me Pant Fold Karna Ya Aasteen (Sleeves) Chadhana Kaisa Hai? Salam, Janab Namaz Me Pent Fold Karna Or Aasteen Chadhane Kaisa He? Jazakallah Pent Ke Payenche Modne Se Namaz Makruh Tehrimi Hogi Aur Uska Fir Dohrana Wajib Hai, Magar Aastin (Adhi Kalai Se Kam) Morne Par Namaz Ho Jayegi Ise Doh … Reff: 0122-644 | Unknown Topic: Light Lagne Ke Baad Raat Me Saansein Rukne Ya Ghabrahat Ki Beemari Ka Ilaj? Hazart Mere Bhai Ko Problem He Wo Raat Me Lat’te Hain To Kabhi Kabhi Un Ki Anaae Fulne Lagti He Aisa Lagta He Sote Time Sanse Ruk Jayengi Phir Wo Uth … Sheher Ki Kisi Bade Dr. Se Chek Karwaye, Aur Report Normal Hone Ke Halat Me, Apne Ilaqe Me Hone Wale Dawateislami Ke Haftawar Ijtime Me Mareez Shirkat … Reff: 0122-643 | Unknown Topic: Kutta Palne Aur Ghar Me Kutta Aane Se 40 Din Farishte Na Aane Ki Baat? Hazrat Kutte Ke Bare Main Hadees Main Kya Aaya He Bahut Log Kutta Palte Hain Bahut Log Kehte Hai Ki Kutta Ghar Me Aajaye To 40 Din Fariste Nahi Aate Kutta Palna Jaiz Nahi, Aur Ye Hadis Sahi Hai, Ki, Jis Ghar Me Kutta Aur Jandar Ki Tasweer Hoti Hai, Usme Rehmat Ke Firishte Nahi, Aate, Aur Ye 40 Din … Reff: 0122-642 | Unknown Topic: Quran Sharif Ki Tilawat Karte Waqt Aage-Peeche Hilne Ki Sharai Haqeeqat? Hazrat Quraan Shareef Ki Tilawat Karte Time Bahut Log Hil Hil Kar Tilawat Karte Hain Kya Sahi He, Jaiz He, Sharann Is Par Koi Kalam Nahi, Aur Usool-e-Tibb Ke Khilaf Hai, Lihaza Dekhte Dekhte Hil Hil Kar Quran Nahi Padhna Chahiye, Isse Aankho Par Fa …