بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0122-641 | Unknown Topic: Jume Ke Din 100 Baar Durood Padhne Ke Sawab Me Doosre Ko Shamil Karna? Hazrat Humne Suna H Ki Jume Ke Din 100 Bar Darood Sharif Padne Se 80 Saal Ke Gunah Mauf Ho Jate He . Agar Ye Sahi He To Kisi Shaqs Ne Padha Or Dusre K … Apne Kisi Bhi Zikr Dua Amal-e-Khair Ke Ka Sawab Kisi Bhi Doosre Ko Pahuchaya Jaa Sakta Hai, Aur Ye Pahuchta Bhi Hai, Reff: 0122-640 | Unknown Topic: Namaz Me Qirat Ke Alfaz Galat Makhraj Se Ada Ho Toh Namaz Hoti Hai? Kya Namaz Me Qirat Ke Alfaz Sahi Makhraz Se Ada Na Hue To Kya Namaz Na Hui? Wajahat Farmaye Qirat Ghalat Hone Ki Kai Surate Hai, Kuchh Me Namaz Tut Jayegi, Jabki Mayene Fasid Hoye Aur Baz Suraton Me Namaz Ho Jati Hai, Jaisa Khata Fil Erab (Er … Reff: 0122-639 | Unknown Topic: Gair Muslim (Kaafir) Agar Salam Kare Toh Kya Uska Jawab De Sakte Hain? Hazrat Jo Kafir Salam Karte Hain Kya Hum Uska Juwab De Sakte Hain ? Bahar-e-Shariat Jild:3 Safah:461 Par Hai Kuffar Ko Salam Naa Kare, AGAR Wo Kare To Jawab De Sakta Hai MAGAR Jawab Me SIRF .. و عليكم Keh Den.. FATAWA … Reff: 0122-638 | Unknown Topic: Baalon Me Burgundy Color Lagana Kaisa Hai Aur Isse Namaz Ho Jayegi? Hazrat Kya Balon Me Burgundy Colours Lagana Jaiz Hai ?Ise Laga Kar Namaz Hogi ? Kaala Ke Alawa Doosra Laga Sakte Hai, Aur Kisi Bhi Company Ka Laga Sakta Hai, Jabki Koi Or Man’e Shara Naa Ho (Maslan Usme Koi Haram Cheez Ki Amezish … Reff: 0122-637 | Unknown Topic: Apne Buzurgon Ke Paon Baith Kar Ya Chhu Kar Salam Karna Kaisa Hai? Hazrat Kya Apne Buzurgon Ko Baith Kar Paon Chu Kar Salam Kar Sakte Hain ? Buzurgo Ke Paun Choona Kafir Ki Mushabihat Ki Bina Par Najaiz Hai, Aur Salam Karne Ke Liye Ruku Tak Jhuk Jana Bhi Haram Aur Isse Zyada Bhi Haram, Aur … Reff: 0122-636 | Unknown Topic: Eid Milad-Un-Nabi Par Non-Muslims Ke Samne Deen Aur Nabi Par Taqreer Ka Tarika? Hazrat Eid Miladun-Nabi Ke Mauke Se Mujhe Hujur S.A.W Ke Bare Me Taqreer Deni He Jaha Pe Sabhi Kaum( Hindu And Christian) Ke Log Hoge Ek Aise Taqreer … Jawab Dene Se Pehle Me Ye Zaruri Samajhta Hu Ki Sail Ko Uski Ek Badi Khata Se Agah Kiya Jaye Aur Wo Ye Ki Suwal Me Durud Ko Short Me (S.A.W) )Likha Ga … Reff: 0122-635 | Unknown Topic: Chehra Saaf Aur Noorani Karne Ke Liye Quran O Hadees Ki Koi Dua? Hazrat Kya Koi Chehra Saaf Karne Ki Dua Hai Jisse Chehre Pe Noor Aaye ? Sureh Noor Ki Ayat 35 Ka Ibtidai Hissa Yani الله نور السموات والارض Tahajjud Ki Namaz Ke Bad 500 Bar Padh Liya Karo, Kafi Hoga. Reff: 0122-634 | Unknown Topic: Shariat Me "Bidati" Kis Shakhs Ko Kaha Jata Hai, Iska Ma'na? Bidati Ka Maana Kya Hai Aisa Shaks Jo Deen Me Koi Aisi Nai (New) Baat Nikale, Jo Quran O Hadis Ke Khilaf Ho Ya Kisi Sunnat Ko Mitane Wali Ho, Aise Shakhs Ko Bid’ati Kaha Jaye … Reff: 0122-633 | Unknown Topic: Shariat Ke Aitebar Se Ojhri Khana Jayez Hai Ya Najaiz? Kia Far Mate Hai Ualama Ojhri Khana Kaisa He Fatawa Faizur Rasool Jild: 2 Safah: 432 Par Hai Halal Janwar Ki Ojhri Khana Makruh Tehrimi Kareeb Haram Key Hai, Age Hai “Ojhri Aur Aaton Ko Tab’ai Ya … Reff: 0122-632 | Unknown Topic: Namaz Aur Namaz-E-Janaza Me Sadal (Kapda Latkane) Ka Makruh Hona Kaisa Hai? Kya Farmate Hain Ulama-e-Deen Wa Muftiyan-e-Shara Mateen Is Masalah Me Ke SADAL KYA HOTA HAI OR SADAL JO NAMAZ ME MAKRUH HAI. TO KYA YE HUKM NAMAZ-e-J … Fatawa Razawiyya Jild:7 Safah: 386 Par Hai, Asl Yeh Hai Ki SADAL Yani Pehnne Ke Kapde Ko Be-Pehne Latkana MAKRUH TEHRIMI Hai, Aur Isse Namaz Wajibul I … Reff: 0122-631 | Unknown Topic: Net Pack Dalwa Kar Facebook, Whatsapp Aur Imo Ladkiyon Ko Chalana Kaisa? Hazrat Net Pack Dalwana Facebook, Whatsapp, IMO, Wagehra Ladkiyon Ko Chalana Kaisa He Kya Ye Sab Chalna Gunah He G, Han, Agar Iska Ya Kisi Bhi Social Media Ka Istimal Ghalat Kam Ya Waqt Ke Israf Ke Liye Hoga To Zarur Gunah Hai, Fir Ye Qaid Ladki Ke Liye Hi Nahi, … Reff: 0122-630 | Unknown Topic: Chane Aur Gud Ki Fatiha Kis Buzurg Ya Hasti Ke Naam Par Hoti Hai? Chane Or Gud Ka Fatiaha Rakhte He Wo Kiske Naam Pe Rakhte He Zara Jaldi Batayye Hazrat Aaj Rakhna He ? Agar Apko Yaad Ho Ki Kis Buzurg Ko Ye Pasand Tha To Unke Naam Ki Fatiha Dila Do, Aur Yad Nahi Hai, Aur Zyada Hi Jaldi Hai To, Mere Naam Ki Dila Do, To … Reff: 0122-629 | Unknown Topic: Botal Ya Bartan Ke Munh Laga Kar Pani Peena Hadees Ki Roshni Me? Botle Wagerah Ke Muh Laga Kar Pani Pia Kaisa ? Meharbani Krke Hadees Me Se Hawala De Kisi Ne Suwal Puchha He Or Hadees Se Hawala Manga Hai. Awwal To Ye Ki Daur-e-Rasool Me Ye Bottle Jo Hazir Hain, Thi Hi Nahi, To Hadis Me Botle Se Munh Laga Kar Paani Peene Ki Mumaniat Bil Alfaz Kaise Aa Sa … Reff: 0122-628 | Unknown Topic: Halal Janwar Ka Dil, Kaleji Aur Ojhri Khane Ka Sharii Hukm? Halal Janwal Me Dil, Kalegi Orjhri Khane Ka Kya Hukm He ? Khana DIL Aur KALEGI Ka Jaiz Hai, Aur OJHRI Khana Makruh Tehrimi, Yani Gunah Hai, Fatawa Faizur Rasool Jild: 2 Safah: 432 Par Hai Halal Janwar Ki Ojhr … Reff: 0122-627 | Unknown Topic: Farz Namaz Ke Baad Jagah Badal Kar Sunnat Padhna Kaisa Hai? Asslamu Alaikum Hazrat Me Ye Puchhna Chahta Hu Ke Har Namaz Ki Farz Namaz Padhne Ke Bad Jagah Badalna Zaruri He ? Mene Suna He Ke Jaha Farz Namaz Ada … و عليكم السلام والرحمة الله Namaz Farz Ada Karne Ke Bad, Jagah Badalna Kuchh Zaruri To Nahi, Magar Badalne Me Harz Nahi, Aur Iska Hukm Imam Aur Muqtad … Reff: 0122-626 | Unknown Topic: Pas Ki Deobandi Masjid Me Jamat Se Namaz Padh Kar Apni Alag Namaz Padhna Kaisa? Bhai Me Jaha Par Iss Time Rah Raha Hu Waha Par Pas Me Koi Masjid Nahi He Aur Jo He Wo Deobandi He Mere Room-Mate Bhi Sab Deobandi Hen, Pas Me Ek Masji … Puchi Gai Surat Me Apko Apni Namaz Padhna Hi Farz Hai, Ki Wabahi Ke Pichhe Padhi Gai Namaz, Namaz Nahi Hoti, Jaisa Ki Alahazrat Imam Ahle Sunnat Fataw … Reff: 0122-625 | Unknown Topic: Imam Ke Peeche Qirat Mana Hai, Toh Kya Imam Ki Qirat Muqtadi Ke Liye Kafi Hai? Imam Ke Pichhe Qirat Mana He To Kya Imam Ko Dohrana Bhi Isi Hukm Ke Matehat He ? Ye Dala’ile Al-QARIAH, Is Baat Ki Nishani Hai, Jama’t Me Qirat Karna Bechen Dilon Ki Pareshani Hai Mujhe Suwal Se Itna Samajh Aaya Ki Shayad Sail Ye P … Reff: 0122-624 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Ko Chhoone Aur Tilawat Karne Ke Zaroori Adab Kya Hain? Hazrat Quran Ko Choone Ke Or Padhne Ke Aadab Bata Den Mehrbari Hogi Jazakallah. Quran Ko Wuzu Hi Ki Halat Me Chhu Sakte Hain, Bila Wuzu Quran-e-Pak Ko Chhoona Haram Hai, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 301 Par Hai, “Agar Wuzu Naa Ho … Reff: 0122-623 | Unknown Topic: Har Nek Kaam Se Pehle Bismillah Padhna Kaisa Hai, Aur Kahan Padhna Mana Hai? Hazrat Kiya Har Kaam Se Pehle Bismillah Padh Sakte He. Warna Kaha Kaha Padh Sakte He Aur Kaha Nahi. Tafseel Ke Sath Jawab Ata Farmaye. ... بسم الله Padhne Par Tafseeli Kalam Kahi Bhi ... بسم الله Padhne Ki 7 Suraten Ho Sakti Hai, Jinka Hukm Alag Alag Hai Maslan:- 1... بسم الله Padhna … Reff: 0122-622 | Unknown Topic: Namaz Ke Andar "Sajda Sahw" Karna Kin Halaton Me Wajib Ho Jata Hai? Hazrat Sajda Sahv Namaz Main Kis Halat Main Wajib Hai ? Wajibat-e-Namaz Se Kuchh Sehwann Tark Hua To Sajda Sehev Karna Wajib Hai, Yani Namaz Me Jo Cheeze Wajib Hain, Unme Se Agar Koi Cheez BHOOL Se Chhoot J …