بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0124-1341 | Unknown Topic: Wuzu Karte Waqt Daanto Se Khoon Aaye Aur Thook Laal Ho Jaye Toh Wuzu Tutega? Hazrat Wuzu Karte Waqt Danto Se Khun Aa Jata He Jab Thukte Hen To Poora Thook Laal Hota He Khoon Ki Wajah Se Aise Halaat Me Wuzu Ko Dobara Se Banana P … Behta Hua Khoon Wuzu Ko Tor Deta Hai, Agar Khoon Is Qadr Aa Gaya Ki Agar Naa Pocha Jaata To Behne Ki Salahiyat Rakhta To Bhi Wuzu Jata Rahega, Aur Aga … Reff: 0124-1340 | Unknown Topic: Do Bhaiyon Ke Darmiyan Walid Ki Chhori Hui Zameen Ka Sharai Batwara Kaise Ho? Kisi Ke Walid Ke Pas 5 Bigha Zameen Hain, Or Jab Ke Wo Do Bhai Hain, Sharan Batwara Kaise Kiya Jaye? Bap Ki Milk Ka Batwara Uski Maut Ke Bad Quran Ke Mutabik Hota Hai, Hayat Me Beta Haq Nahi Mang Sakta, Aur Hayat Me Walid Khud Ba-Tor-e-Tohfa Kisi Ko D … Reff: 0124-1339 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Haiz (Periods) Shuru Ho Jaye Toh Roze Par Kya Asar Padta Hai? Roze Ki Halat Me Haiz Ki Halat Pesh Ho Jaye To Kiya Roza Tut Jayega Ya Roze Per Koi Fark Padega Rehnumaai Farmaye Roza Tut Jayega, Aur Jitne Roze Reh Jayen, Eid Bad In Roze Ko Qaza Kare, Reff: 0124-1338 | Unknown Topic: Taraveeh Me Ayat-E-Sajda Par Alag Sajda Na Karke Ruku Ya Namaz Ke Sajde Me Shamil Karna? Kal Hamaare Ilaaqe Me Hafiz Sahab Taraaveeh Padhaa Rahe The Aur Aayat-e-Sajdaa Aagaya Aur Phir 2 Aayat Ke Baad Ruku Bhi Karni Thi To Hafiz Sahab Ne Aa … Imam Sahib Ne Durust Kaha, Aur Wahi Sajda Kafi Hai Jo Namaz Ka Hai, Yani Jab Ayat-e-Sajda Padhi Aur Uske Baad 3 Ayat Tak Aur Age Naa Padhi Ho Or Foran … Reff: 0124-1337 | Unknown Topic: Khwab Me Sagi Behan Ke Sath Sohbat (Physical Relation) Dekhne Ki Tabeer? Zaid Ne Khawaab Me Dekha Ke Wo Apni Sagi Behen Ke Saath Shohbat Kar Raha Hai, Taabir Inaayat Farmaye Zaruri Masail Ke Liye Rabita Kiya Kare, Tabir Ke Liye Nahi Reff: 0124-1336 | Unknown Topic: Sajda-E-Sahw Kin Halaton Me Wajib Hota Hai Aur Iska Tariqa Kya Hai? Hazrat Sajda Sahv Kab Lazim Hota He Aur Iski Kya Faraiz He Tafser Se Bayan Farmaye Namaz Ke Kisi Wajib Me Se Agar Koi Wajib Bhool Kar Reh Gaya To Sajda Sahv Wajib Hota Hai, Aur Namaz Ke Kuchh Wajibaat Ye Hain *Takbir-e-Tehrima Me Laf … Reff: 0124-1335 | Unknown Topic: Wash-Basin Par Khade Hokar Wuzu Karne Se Wuzu Mukammal Ho Jata Hai Kya? Kya Khade Ho Kar Wuzu Kar Sakte He Yani Jo Log Wash-Basin Me Wuzu Kar Lete He Khade Ho Kar Kya Wuzu Ho Jayega ? Khade Ho Kar Wuzu Karne Se Wuzu Ho Jayega Reff: 0124-1334 | Unknown Topic: Namaz Ki Takbeer Ke Waqt Khada Hone Ka Sahi Sunnat Tarika Kya Hai? Ye Bataye Ki Namaz Se Pahle Takbeer Jo Hoti He Usme Takbeer Se Pahle Khada Hona Chahiye Ya Beech Me Khade Hona Chahiye (Jaisa Ahle Sunnat Jamat Me Kha … Tariqa Sahi Ye Hai Jo Sadio Se Ulama Ki Mutabar Kutub Se Sabit Hai, Ki Jab Mukabbir “حی علی الفلاح” Kahe To Imam Aur Muqtadi Dono Ko Khade Hona Chahiy … Reff: 0124-1333 | Unknown Topic: Tablighi/Deobandi Imam Ke Peeche Jamat Se Namaz Kyun Nahi Padhni Chahiye? Ham Log Tabligi Imam (Deobandi) Ke Pichhe Jamat Se Namaz Ada Kyu Nahi Karte He Aur Kyu Nahi Kar Sakte Hen Jawab Ata Farmaye Sunni Musalman Ki Namaz Kisi Bhi Firqa-e-Batila Imam Ke Pichhe Jaiz Nahi Chahe Deobandi Ho Ya Wahabi, Aur Har Badmazhab Ke Pichhe Namaz Padhne Ko Hadi … Reff: 0124-1332 | Unknown Topic: Roze Se Hone Wale Shakhs Ko Bhool Kar Khate Dekh Kar Yaad Dilana Chahiye Ya Nahi? Hazrat Ye Batayn Kisi Ka Roza He Aur Woh Bhule Se Khuch Kha Raha He Hame Malum Hai Ki Uska Roza He To Kya Ham Us Ko Bata Den Kisi Ka Kehna He Ki Usko … Jab Kisi Roza Dar Ko Bhool Kar Khate Peete Dekhe To Use Agah Karna Wajib Hai, Agar Naa Bataya To Gunahgar Hoga, Aur Ye Jo Mana Kiya Jata Hai Ki Naa Ba … Reff: 0124-1331 | Unknown Topic: Masjid Ke Loudspeaker Par Naat Ya Kalam Bajana Shariat Me Kaisa Hai? Kya Masjid Me Loudspeaker Pe Naat Bajana Jaiz Hai? Jabki Us Waqt Masjid Me Namazi Namaz Ya Tilawat Me Mashgool Naa To Jaiz Hai, Warna Namazi Ki Namaz Me Khalal Waqe Ho To Mana Hai, Reff: 0124-1330 | Unknown Topic: Ahle-Bait Kisko Kehte Hain, Dunya Ke Saare Sayyed Ya Sirf Karbala Ke Shuhada? Ahle Bait Kisko Kahete Hai, Kiya Duniya Ke Tamam Sayyed, Sadat Ko, Ya Sirf Karbala Ke Shahido Ke Qafale Ko Kahete Hai ? G, Han Duniya Ke Tamam Sunni Barelvi Maslak O Aqeeda Rakhne Wale Sayyid Hazraat Ko Hi Sadaat Aur Ahle Baiyet Kehte Hain, Aur Lafz Ahle Baiyet Me Huzoo … Reff: 0124-1329 | Unknown Topic: Taraveeh Me Ayat-E-Sajda Aane Par Sajda Karna Bhool Jaye Toh Kya Karein? Agar Taraveeh Me Sajda Ho, Aur Sajda Karna Bhool Jaye To Kya Kare ? Agar Ayat-e-Sajda Tilawat Ki Aur Sajda Karna Bhool Gaya To Akhir Me Sajda Kare Aur Sajda-e-Sahv Bhi Kare, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 711 Par Hai “A … Reff: 0124-1328 | Unknown Topic: Namaz Ki Iqamat (Takbeer) Ke Dauran Muktadi Ka Pehle Se Khada Hona Kaisa? Namaze Ikamat Me Pahle Khada Hona Kaisa ? Makruh Hai Reff: 0124-1327 | Unknown Topic: Wahabi/Deobandi Ki Rohani Ilaj Ya Wazaif Ki Kitabein Padhna Aur Amal Karna Kaisa? Kya Farmate Hain Hazrat Is Masale Me Ke, Zaid Ne Kaha Ke Wahabi Deobandi Wagaira Ki Kitab Padna Haram He In Logon Ne Jo Ruhani Ilaj Ki Kitab Likhi Hai … Bila Zarurat Badmazhab Ki Kitabe Dekhna Alim Ko Bhi Jaiz Nahi, Aur Jo Mukammal Alim Nahi Usko To Kisi Surat Rawa Nahi, Aur Ye Amliyat Ki Kitab Jo Badm … Reff: 0124-1326 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Ulti (Vomiting) Aa Jaye Toh Kya Roza Tut Jata Hai? Agar Kisi Ko Roze Me Ulti Ho Jaye Toh Uska Roza Toot Jayega Kya ? Agar Khud Ba Khud Ho Jaye To Nahi Tutega, Aur Jaan Kar Munh Bhar Kar Ulti Kari Aur Rozadar Hona Bhi Yaad Hai To Tut Jayega, Reff: 0124-1325 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ki Niyat Kaise Karein Aur Kul Kitni Raqatein Padhein? Hazrat Tehejud Ki Naamaz Me Niyat Kaise Ki Jaati He Or Kitni Rakate Padhni Hoti He Tafseel Me Bataiye Tahajjud Me Bhi Aam Nafil Namaz Ki Si Niyat Bandhi Jayegi, Ye Sunnat-e-Mustahab Namaz Hai, Isme Kam Se Kam 2 Rakat Hai Or Huzoor Se 8 Tak Sabit Hain L … Reff: 0124-1324 | Unknown Topic: Jamat Ke Sath Namaz Padhte Waqt Agar Koi Galti Ho Jaye Toh Use Durust Kaise Karein? Agar Jamat Ke Sath Namaz Padhne Me Koi Galti Ho Jaye To Use Durust Kaise Karege ? Namaz To Imam Ke Sath Padhi Jaa Rahi Hai ? Imam Ke Pichhe Kya Ghalati Hai, Wo Saf Tehrir Farmaye, Kyunki Sab Ghalati Ka Hukm Ek Nahi Hai, Kya Pata Imam Ke Pichhe Wuzu Tut Gaya Ho To ? Ya Fir Sa … Reff: 0124-1323 | Unknown Topic: Ala Hazrat Ke Sayyed Hone Par Aitraz Karne Walo Ko Daleel Ke Sath Jawab? Hazrat Kuchh Jamat Wale Bolte Hai Ke Alahazrat Sayyed Kaise Hai Iska Jawab Hawale Ke Saath Den To Behtar Hoga Alahazrat, Zat Ke Sayyid NAHI The, Apka Ism AHMAD RAZA KHAN Hai, Yani Aap Pathan Hai, Lafz Sayyid Ke Mayene SARDAR/SARPARAST Wagera Ke Hote Hai, Is Li … Reff: 0124-1322 | Unknown Topic: Taraveeh Ki Namaz Masjid Ke Bajaye Ghar Par Akela "Alam Tara" Se Padhna Kaisa? Hazrat Agar Koi Shakhs Taravi Ghar Pe Hi Padta Ho Aur Masjid Me Nahi Jata Ho Masjid Me Taravi Quraan Se Hoti He Lekin Wo Apne Hi Ghar “Alam Tara” Se P … Agar Ilaqe Me Masjid Me Jamat Se Taravih Hoti Hai, (Yani Masjid Me Jamat Se Bhi Ho Rahi Hai) Fir Koi Jamat Se Naa Padh Kar Ghar Par Padhe To Gunah Nah …