بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0122-621 | Unknown Topic: Gyarahween Shareef Aur Mahine Ki 11 Tareekh Ki Sharai Haisiyat Kya Hai? Bhai 11 Tarik Ke Kya Maene Hai.Mera Matlab 11 V Shareef Se Hai.? Ek Mehfil, Chand Ki 11 Tarikh Ko Huzoor Gaus-e-Azam Ko Isal-e-Sawab Ke Liye Munaqid Ki Jati Hai, Jise Sunni Awam 11vi Shareef Ke Naam Se Janti Hai, 11 … Reff: 0122-620 | Unknown Topic: Shariat Ke Aitebar Se "Haram" Aur "Najaiz" Me Kya Buniyadi Fark Hai? Hazrat Haraam Aur Najayez Me Fark Kya Hai Barai Karam Tafseel Se Batyen Lafz Najaiz Ka Itlaq Bahut Mamnuat-e-Shara Par Kar Diya Jaata Hai, Aur Haram Ke Liye Bhi Kabhi Kara Jata Hai, Aur, Haram- Wo Jiski Mumaniat Dalil-e-Qa … Reff: 0122-619 | Unknown Topic: Saron Ya Baalon Me Kala Rang (Black Hair Dye) Lagakar Namaz Padhna Kaisa Hai? Hazrat Kya Balon Main Hair Dye(Kala Rang)Laga Kar Namaz Padh Sakte Hain ? Balon Me Kala Rang Lagana To HARAM Hai, Aur Lagane Wala Fasiq Magar Wo Apni Namaz Padhe To Uski Namaz Ho Jayegi Yani Wajibul Iyada Naa Hogi, Magar Ima … Reff: 0122-618 | Unknown Topic: Namaz Me Ya Aam Halat Me Paon Me Kala (Black) Joota Ya Chappal Pehnna? Hazrat Kya Pairon Me Kala (Black) Rang Ka Joota/Chapple Pahan Sakte Hain ? Suwal Bada Ajeebtar Hai Har Tarah Ka Joota Chappal Pairon Me Hi Pehna Jata Hai, Aur Kale Rang Ke Joote Pehnne Jaiz Hain, Magar Isse Fiqr Badti Hai, Au … Reff: 0122-617 | Unknown Topic: 40 Din Tak Gosht Na Khane Se Deen Me Kami Aane Wali Baat Kitni Sahi Hai? Hazrat Humne Suna He Ki 40 Din Gosht Na Khane Se Deen Me Khami Aa Jati He Ye Bat Sahi He Ya Ghalat Zara Bataye, Bat Ghalat Hai, Aisa Kuchh Nahi Koi Umar Bhar Gosht Naa Khayega To Bhi Iman Par Koi Fark Nahi, Ye Wo Log Bate Banate Hai, Jinhe Bas Khana Chahiye, Aur … Reff: 0122-616 | Unknown Topic: Kisi Ke Paon (Feet) Pakad Kar Salam Karna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Kya Pair Pakad Ke Salam Karna Jayez Hai, Agar Hai To Kisko Kisko Zara Tafsir Se Batayen Musalmano Me Ye Buri Bid’at Kisi Surat Raij Nahi, Salam Me Ruku Tak Bhi Jhukna Kisi Ke Age Jaiz Nahi Peron Me Jhuk Kar Salam Karna Ya Is Tarah Tazeem … Reff: 0122-615 | Unknown Topic: Bhai Ki Aulaad Ko God Lene Par Kya God Liye Bachche Ka Biwi Se Parda Hoga? Ek Shaks Ki Koi Aulad Nahi Hai Usne Apne Bhai Ki Aulad Ko God Liya Hai. Is Condition Me Wo Apni Biwi Se Dodh Bhi Nahi Pilwa Sakta To Kya Uski Biwi Se … Haqiqat Me Wo Aurat Is Bachche Ki Chachi Hongi, Aur Shariat Me Chachi Se Parda Wajib Hai To Puchi Gai Surat Me Agar Kisi Ne Apne Bhai Ke Bache (Boy) K … Reff: 0122-614 | Unknown Topic: Khwab Me Pani, Saanp Ya Machhli Dekhne Ki Kya Tabeer (Meaning) Hoti Hai? Mera Suwal Hai Hum Khwab Me Paani Sanp Machhli Wager Dekhte Hain To Wo Kaisa Hai.Kuchh Log Achha Batate Hai To Kuchh Bura. Khwab Me Tafseel Darkar Hoti Hai, Maslan, Sanp Dekha To Kaisa Yani Hamla Karte Huye Ya Khud Se Bhagte Huye Isi Tarah Pani Dekha To Kaisa, Yani Gehra, … Reff: 0122-613 | Unknown Topic: Ghar Me Quran Khwani Ke Dauran Sabka Ek Sath Buland Aawaz Me Quran Padhna? Kya Byan Karte He Muftiyan-e-Shara Is Masale Me Ki. Jab Ham Log Ghar Me Quran Khwani Karwate Hen To Sabhi Padhne Wale Bachche Buland Awaz Se Quran Pad … Jab Kuchh Log Mil Kar Quran Padhe Aur Buland Aawaz Se Padhe To Is Tarah Padhna HARAM Hai, Isi Tarah Ye Jo Surat Suwal Me Darj Hai, Ki Quran Khwani Me … Reff: 0122-612 | Unknown Topic: Allama Iqbal Ke Sher "Junun-E-Ishq Se To Khuda Bhi Na Bach Saka..." Par Sharai Hukm? Kya Farmate Hain Ulama-e-Kiram, Wa Muftiyan-e-Azzam Darje Zel Sher Ke Mutabiq Jo Kulliyat-e-Iqbal Main, Allamah Iqbal Ka Sher Hai Kya Yeh Sher Durust … Sher, Jiske Mutalliq Sail Ne Suwal Puchha Kufriya Hai. Reff: 0122-611 | Unknown Topic: Achhe Jinnat Ki Haqeeqat Kya Hai, Wo Kahan Rehte Hain Aur Kya Khate-Peete Hain? Hazrat Bataye Jinnat ( Achewale) Kaise Hote Hain Hote Hai Ya Nahi Agar Han To Kaise Kahan Rahte Hai Aur Khate Peete Kya Hai Plz Batawo. “Qaume Jinnat Par Mukhtasar Kalam” G, Han Jinnat Hote Hain Inki Asl Hai Aur Iska Inkar Nahi Kiya Ja Sakta, Quran-e-Pak Me Surah Jinn Is Par Shahid Aur … Reff: 0122-610 | Unknown Topic: Huzoor Ghaus-E-Azam Ki Aamad Ki Bisharat Dene Wale Auliya-E-Kamil Kaun The? Wo Kaun Se Allah Ke Wali The Jinhone Huzur Gaus-E-Paak Rahmatullah Alaih Ke Ane Ki Bisharat Di Thi Unka Naam Bata Dijiye Wo Apne Waqt Ke Mujaddid Bhi … Aameen, Mazrat Ke Sath, Ye Group QUIZ COMPETITION Ka Nahi Hai, Aur Ye Suwal Gair Zaruri Hai, Naa Iska AQEEDE Se Koi Lena Dena Na AMAL Se Na IBADAT Se, … Reff: 0122-609 | Unknown Topic: "Riya" (Dikhaawa) Kise Kehte Hain Aur Iske Dunya O Akhirat Ke Nuksanat Kya Hain? Janab Riya Kise Kehte Hain ? Or Iske Dunyawi Or Akhrat Ke Nuksanaat Kya Hain? Riya Ke Lughwi Mayne DIKHAWE Ke Hai, Aur Iski Tareef Ye Hai Ki “Allah Ki Riza Ke Alawa Kisi Aur Irade Se Ibadat Karna Riyakari Kehlata Hai, Goya Ibada … Reff: 0122-608 | Unknown Topic: Kisi Zarooratmand Ko Apna Khoon (Blood) Donate Karna Shariat Me Kaisa Hai? Janab Kiya Blood Donate Kar Sakte Hai ? Daur-e-Hazir Me Apne Khoon Kisi Zarurat Mand Ko Dena Jaiz Hai, Aur Jo Pehle Iski Mumaniat Thi, Uski Kai Wajeh Thi, Maslan Pehle Daur Aisa Purfitan Naa … Reff: 0122-607 | Unknown Topic: Shariat Me Kin-Kin Rishton Me Aapas Me Nikah Karna Jayez Hai? Janab Kon Konse Risto Me Shadi Jayez He ? Iski Fehrist To Taweel Hai, Apko Jis Rishte Me Puchhna Hai Wo Arz Kare, To Jawab Me Asani Hogi, Warna Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Jisse Shadi Haram Ho Bad … Reff: 0122-606 | Unknown Topic: Yahudi, Nasrani Ya Deobandi-Wahabi Ko Chanda Dena Ya Madad Karna Kaisa Hai? Yahudi Ya Deobndi Ko Chanda Dena Chahiye Ya Nahi Agar Kisi Ilaqe Me Koi Musibat Aai Ho, Maslan, Zalzala Ya Barish Se Tabahi Aur Waha Ke Gair Muslim Kafir Pareshan Hai, Bachcho Ko Khane Ke Liye Bhi Kh … Reff: 0122-605 | Unknown Topic: Kuchh Logon Ka Apne Bhatije Ya Kisi Aur Ko Apna Beta Kehna Kaisa Hai? Kuchh Log Puchhne Per Apne Bhatije Ko Apna Beta Kahte Kya Ye Sahi Hai ? Ye Sahi Nahi Hai, Gair Ke Bete Ko Apna Beta Nahi Keh Sakte Aur God Lene Ke Bad Bhi Jo Bhatije Ko Apna Beta Batate Hain Gunahgar Hai, Aur Ye Unki Zuban … Reff: 0122-604 | Unknown Topic: Kya Bachche Ka Naam "Sahib" Rakhna Shariat Me Durust Hai? Kya Sahib Naam Rakh Sakte Hai Jaiz Hai, Magar Ye Lafz SAHAB Nahi Balki SAHIB Hota Hai, (Swad Ke Kasre Ke Sath) Yani Swad Ke Niche Zer Hai Naaki Upar Zabar Iska Khyal Rakhe, Pichli … Reff: 0122-603 | Unknown Topic: Muqtadi Ka Imam Ke Ruku Ya Sajde Se Uthne Ke Baad Der Se Ruku/Sajde Me Jana? Agar Koi Muqtadi Sajde Me Itni Der Me Jaye Jab Tak Imam Sajde Se Uth Chuka Ho To Kya Hukm Hai Namaz Ka Namaz Ho Gai, Agarche Bila Zarurat Aisi Takhir Se Gunahgar Hua (Fatawa Razawiyya Jild:7 Safah: 275) Reff: 0122-602 | Unknown Topic: Koi Shakhs "Main Aaj Ki Farz Namaz Padh Raha Hoon" Dil Me Niyat Na Kare Toh? Koi Shakha Ye Kahe Ki Me Aaj Ke Din Ki Farz Padh Raha Hu, Or Kon Si Ye Dil Me Nahi To Namaz Hogi ? Namaz-e-Farz Me Ye Niyat Ke Aaj Ke Farz Padhta Hu Kafi Nahi, Jabki Kisi Namaz Ko Tey Naa Kare, Maslan Aaj Ki Zohar Ya Isha. (Bahar-e-Shariat Jild: 1 S …