Total 1401 answers
Reff: 0122-601 | Unknown Topic: Mehman Ko Ghar Ke Gate Tak Chhodne Ke Rasm Me Mitti Ke Ghar Ka Kya Masla Hai? Bhai Yeh Btaye Ki Kahte Ki Mehman Ko Ruksat Karte Waqt Ghar Ke Gate Ke Pas Chhodhna Chahiye Par Mitti Ke Gharme Kyu Mana Karte He Ki Koi Darwaze Tak C … Mehman Ki Rukhsati Ke Waqt Darwaze Tak Sath Aana SUNNAT Se Sabit Hai Aisa Zarur Karna Chahiye, Aur Chahe Ghar Mitti Ka Ho Ya Sone Chandi Ka Sabka Yahi … Reff: 1221-600 | Unknown Topic: Islam Me Qurbani Karne Ka Kya Hukm Hai Aur Iska Sahi Tarika Kya Hai? Shariat Me Qurbani Ka Kya Hukm Hai Aur Kaise Karna Chahiye, Qurabni Wajib Hai Har Sahib-e-Nisab Mard Aurat Par, Aur, Qurbani 3 Din Tak Hi Ho Sakti Hai, Uske Bad Nahi, Agar Shohar Qarazdar Hai Aur Bivi Par Sona … Reff: 1221-599 | Unknown Topic: Arbi Naam "Sahib" Ke Shariat Me Kya Ma'na Hain? Sahib Naam Ke Kya Mayne Hai Sahib= YAAR, DOST, AAQA, HAKIM, SHOHAR, SHAREEF. Reff: 1221-598 | Unknown Topic: Bid'at, Shirk, Haram Aur Najaiz Me Misaal Ke Sath Kya Fark Hai? Hazrat Bi’dat, Shirk, Haram Or Najayiz Me Kya Fark Hai Misal Or Tafseel Se Iska Jawab Farmaye Wo Etiqad Ya Amal Jo Huzoor Ke Zahiri Zamane Me Naa Ho, Bid’at Kehte Hai, Iski Bahut Se Qism Hoti Hai, Magar Sirf Do Ka Zikr Kiya Jaata Hai Jo Aksar M … Reff: 1221-597 | Unknown Topic: Kya Hum Gair Muslim (Hindu) Ko Kaafir Keh Sakte Hain Ya Nahi, Dalail Ke Sath? Hazrat Meri, Ek Mere Hi Musalmaan Bhai Se Zirah (Behes) Hui Usne Kaha Ki Ham HINDU Ko Qafir Nahi Kah Sakte Ho Sakta Hai Wo Marne Se Pahle Eeman Le Aay … Hindu Ko Kafir Hi Kaha Jayega Aur Jo Hindu Ko Kafir Naa Mane Ya Unke Kafir Hone Me Shak Kare, Wo Khud Kafir Hai, Kafir Ko Kafir Or Musalman Ko Musalma … Reff: 1221-596 | Unknown Topic: Sufi Ki Istilah Me "Aarif" Kise Kaha Jata Hai? Aarif Kise Kahte Hai ARIF- Pehchnne Wala, Allah Ki Ma’arifaq Rakhne Wala, Allah Ka Wali, Wagaira Wagaira Reff: 1221-595 | Unknown Topic: Shariat Aur Tariqat Ke Darmiyan Buniyadi Fark Kya Hai? Tariqat Aur Shariyat Mein Fark Kya Hai Shariat Se Hat Kar Tariqat Kuchh Nahi, Tariqat Shariat Ke Shajar Se Nikli Ek Shakh Hai, Aam Zuban Me Ise Sufio Ki Raah Ya Tariqa Ya Sufio Ke Aqeede Se … Reff: 1221-594 | Unknown Topic: Shariat Me Aulaad Na Hone Par Kisi Gair Ke Bachche Ko God (Adopt) Lene Ka Hukm? Hazrat Jinki Koi Aulaad Na Ho To Kya Shari'at Use Baccha God Lene Ki Ijazat Deti He ? Agar Ha To Iske Bare Me Jawab Hawale Ke Sath Dene Ki Meharbani K … Har Aulad Walid Ke Haq Me Ik Nayab Heera Hai, Bap Ka Naam Badalna Hi To Gunah-e-Kabeer He Bachcha God Lene Ki Ijazat Hai, Magar Log Uske Asli Baap Ki … Reff: 1221-593 | Unknown Topic: Napaki Ya Haiz Ki Halat Me Aurtein Mehndi (Henna) Laga Sakti Hain Ya Nahi? Kya Napaki Ki Halat Me Aurte Mahandi Laga Sakti Hain Ya Nahi ? Laga Sakti Hai Kuchh Harz Nahi, Mana Karna Logo Ki Ilm Ki Kami Ko Zahir Karta Hai Reff: 1221-592 | Unknown Topic: Kya Mard Apni Biwi Ka Jhootha Khana Ya Pani Nahi Pi Sakta Hai? Hazrat Kya Mard Apni Biwi Ka Jhota Khana Ya Pani Nahi Pee Sakta ? Mujhe Poori Ummid Hai Ki Sail Iske Jawab Se Pehle Hi Waqif Hai, Magar Shayad Hawale Aur Dalil Hasil Karne Ke Liye, Suwal Puchha Gaya Hai, Aur Kabhi Ai … Reff: 1221-591 | Unknown Topic: Kya Imam Abu Hanifa Rahmatullahi Alaih Gair-Muqallid The, Tafsili Wazahat? Hazrat, Kya Abu Hanifa Rahmatullah Alaih Gair Mukallid Hain ? Tafsir Me Samjhayen Imam-e-Azam Khud MUJTAHID The Aur Mujatahid Kisi Ki Taqleed Nahi Karta Kyunki Wo Khud Itna Bada Aalim Hota Hai Ki Quran O Hadis Se Masale Akhaz Kar Sa … Reff: 1221-590 | Unknown Topic: "God Could Not Be Everywhere, So He Made Mothers" Is Jumle Par Sharai Fatwa? What Do Ulama-e-Ahle Sunnat Say About Zaid, If Zaid Says And Believe On This "God Could Not Be Everywhere, So He Made Mothers. In World." This Is A “Kufriya” Belief. If, Zaid Really Knows, What Is The Meaning Of This Sentense. Then He Said And Keep Belief On It. “God Could Not Be Everywh … Reff: 1221-589 | Unknown Topic: Fareb Ya Dhoke Se Kamaye Hue Paise Ko Kisi Doosre Ke Business Me Laga Kar Halal Karna? Agar Koi Paisa Jo Ki Kisi Ke Sath Fareb Kar Ke Hasil Kiya Gaya Ho. Kya Wo Haram Hoga. Agar Us Paise Ko Hum Kisi Dusre Aadmi Ke Business Me Lagana Chat … Jo Raqm Kisi Ko Dhoka De Kar Hasil Ki Gai Ya Churai Gai, To Use Uske Malik Ko Wapas Karna Wajib Hai Aur Tauba Karna Farz Hai, Aur Us Raqm Ko Faqeer Ko … Reff: 1221-588 | Unknown Topic: Farz Namaz Ki Pehli Aur Doosri Rakat Me Galti Se Ya Jaan Kar Same Surah Padhna? Farz Namaz Mein Pahli Rakat Mein Jo Sura Pade Dusri Rakat Mein Wohi Surah Janker Ya Galti Se Pade To Kya Namaz Hogi Namaz Sahi Ho Jane Me Kuchh Kalam Nahi, Aur Bhool Se Padhne Me Bhi Harz Nahi, Aur Jankar Farz Namaz Me Ek Hi Surat Ki Taqrar Karna Makruh (Tanzihi) Ha … Reff: 1221-587 | Unknown Topic: "Namaz Iman Hai Ya Iman Namaz Hai" Is Masle Ki Haqeeqat Kya Hai? Iman Namaz Hai Ya Namaz Iman He Hazrat Samajh Nahi Aa Raha He Bahut Logon Ke Munh Se Suna He Ki Namaz Padoge Tabhi Iman Mukammal Rahega Kya Namaz Insa … Suwal Se Maloom Chalta Hai Ki Sail Kafi Bechen Pareshan Hai Aur Shaitan Ki Fizol Baton Me Uljha Rehta Hai, Sari Bate Sahi Hai, Iman Namaz Hai, Namaz I … Reff: 1221-586 | Unknown Topic: Hum Kis-Kis Ko Kaafir Keh Sakte Hain, Aur Kya Taur Par Hindu Ko Kaafir Kehna? Hazrat Ham QAFIR Kis Kis Ko Kah Sakte Hai Ba-Taure Khas Kya Ham Hindoo Ko Qafir Kah Sakte Hai ? Islam Ke Siwa Har Mazhab Batil Hai, Hinduo Kafir Hi Hai Aur Kafir Ko Kafir Hi Kaha Jayega, Aur Ye Suwal Ki Kafir Kis Kis Ko Keh Sakte Hai, Iski Bahut … Reff: 1221-585 | Unknown Topic: Sahabi-E-Ikram Aur Ahle-Bait Ke Liye "Alaihissalam" Ya "Radi Allahu Anhu" Kehna? Hazrat Maine Khud Qaleem Ullah Hashmi Ki Taqreer Main Suna Hai Ki Aap Chahe IMAM HASAIN RADIALLAHU TA'ALA ANHOO KAHEN ALAIHISSALM Kahe Chahe Sahabiye … Maine Apne Jawab Me Wahi Naql Kiya Jo Yaqeeni Malumaat Thi Aur Ulama-e-Ahle Sunnat Ki Motabar Kutub Me Bhi Yahi Darj Hai, Ki “Lafz عليه السلام Nabi, R … Reff: 1221-584 | Unknown Topic: Hazrat Ali Aur Imam-E-Pak Ke Naam Ke Aage "Alaihissalam" Likhne Ka Sharai Hukm? Hazrat ( Hazrat Ali Or Hazrat Imame Paak Ke Aage Alaihissalam Kyu Likhte He) Lafz عليه السلام Nabi, Rasool Aur Firishte Ke Liye Khaas Hai, Inke Gair Ko Naa Kaha Jaye Naa Likha Jaye, Hazrat Ali Imam Hussain Aur Deegar Sahab Ko “ … Reff: 1221-583 | Unknown Topic: Haiz Ya Nifas Se Paak Hone Ke Baad Pani Na Mile Toh Tayamum Karke Namaz Padhegi? Aurat Agar Haiz Ya Nifaas Se Pak Ho Jaye Fir Use Wazu Ya Ghusl Karne Ke Liye Paani Muyassar Na Ho To Kya Wo Namaz Padh Sakti Hai, Jawab Inayat Farmaye … Agar Tayammum Ki Sharait Paai Jaye To, Paani Naa Hone Par Haiz Wali Aurat Namaz Ke Liye Tayammum Kare, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:352 Par Hai “Aurat … Reff: 1221-582 | Unknown Topic: Kya Shohar Aur Biwi Apne Ghar Me Akelay Ek Jamat Ke Sath Farz Namaz Padh Sakte Hain? Kya Farmate Hen Muftiyane Kiram Darje Zel Mas’ala Ke Bare Me. Ki Kya Koi Shauhar Aur Biwi Ek Jama’at Ke Saath Apne Ghar Me Namaz Padh Sakte Hain ? Bai … Har Zee-Aql Aurat Ko Ye Mera Roshan Byan Hai, Ta-Umr Uske Haq Me Uska Shohar Hi To Imam Hai Har Zee-Aql Mard Par Ye Dalil Meri Qawi Hai, Har Aurat Usk …