Total 1401 answers
Reff: 1221-581 | Unknown Topic: Mujaddid Kaise Bante Hain Aur Mujaddid Ko Kaun Muqarrar Karta Hai? Mujadeed Kaise Bante Hai Mujadeed Kon Banaata Hai. Mujaddid Allah Ka Karam Aur Uske Banaye Se Banta Hai Koi Kuchh Nahi Ban Sakta, Jisme Mujaddid Hone Ki Sharait Paye Jayngi Wahi Banega, Maslan, Sadi Ka … Reff: 1221-580 | Unknown Topic: Purane Zamaane Ke Kuwe (Wells) Ko Patwana Ya Band Karwana Kaisa Hai? Hazrat Jo Pehle Time Main Kuwa Hote The To Bahut Log Use Patwa Dete The Kya Use Patwana Nahi Chahiye Kuweyen Ko Band Karwana Chahiye Kya Padwane Se Ku … Apne Zaati Kue Ko Patwa Kar Zameen Kar Dene Me Harz Nahi, Jabki Koi Aur Koi Man’e Sharai Naa Ho Maslan Yaha Sirf Ek Yahi Kua Hai Jisse Sare Log Paani … Reff: 1221-579 | Unknown Topic: Janaze Se Wapsi Par Ya Ghar Me Dakhil Hone Se Pehle Hath-Paon Dhona Zaroori Hai? Hazrat Maiyat Ko Dafn Karne K Baad Kya Paon Dho Kar Ghar Me Aana Zaruri Hai ? Fitrat-e-Insani To Yahi Kehti Hai Ki Jabki Hath Paun Gande Ho To Dho Kar Hi Ghar Me Aye, Chahe Mitti Qabristan Ki Ho Ya Kahi Aur Ki, Aur Agar Mitti Na … Reff: 1221-578 | Unknown Topic: Mayyat Ko Dafn Karne Ke Baad Qabr Par Azaan Dene Ka Sharai Hukm Aur Shuruwat? Hazrat Janaze Ko Dafn Karne Ke Baad Jo Azan Di Jati Hai, Wo Farz Hai Ya Wajib Hai Ya Sunnat Hai Yeh Azan Kab Se Shuru Hui ? Ahle Sunnat Hi Me Ye Sunnat Aaj Bhi Ra’ij Hai Azan Ghair-e-Namaz Bhi Ja-Ba-Ja Jaiz Hai Fatawa Razawiyya Jild:5 Safa:658 Par Hai, “Baz Ulama-e-Deen Ne … Reff: 1221-577 | Unknown Topic: Napaki Ki Halat Me Pak Kapde, Rumal Ya Sabun Ko Chhuna Shariat Me Kaisa Hai? Kya Hazrat Agar Insan Napak Ho Tab Wo Pak Kapde Ya Rumal Ya Sabun Chhu Sakta He Kya Hukm He Han, Chhu Sakta He Koi Harz Nahi Na Kapda Napak Hoga Na Sabun (Jawab: Mufti Sagir Ahmad Badauni) Reff: 1221-576 | Unknown Topic: Namaz Padhne Wale Ke Aage Se Guzarne Ka Kya Hukm Hai Aur Majboori Me Kaise Niklein? Agar Koi Namaz Pad Raha He Kya Us Ke Samne Se Nikal Sakte Hain Or Agar Nikal Sakte He To Kitni Door Se Phir Bhi Agar Thodi Hi Si Jigah He Or Rasta Wah … Namazi Ke Samne Koi Aisi Cheez Rakhi Jaye Jo Khud Apne Wujood Se Khadi Ho Sake, Jise Suthra Kehte Hain, Fir Guzarna Jaiz Hai, Aur Puchi Gai Surat Me K … Reff: 1221-575 | Unknown Topic: Bade Ijtema Ya Majlis Me Bade Alim Ke Swagat Ke Liye Patakhe Ya Fireworks Fodna? Kya Hazrat Bade Program (Majlis) Me Jab Koi Bhi Bade Allama Ko Bulate He Takrir Karne Ke Liye Tab Unke Swuagat(Webcome) Ke Liye Patakhe Ya Vagera Vage … Apke Liye Ye Is Group Ahle Sunnat Ki Barkat Hai Jo Apne Is Masale Ko Amal Me Laane Se Pehle Puchh Liya Agar Aap Aisa Kar Bethte To Wo Aalim Pehle Aapk … Reff: 1221-574 | Unknown Topic: Hazrat Madar Sahab Kaun The, Unhe Tabi'i Kaha Jata Hai Ya Auliya Me Shumar Hain? Madar Shah Ke Bare Me Tafsil Se Bataye Hazrat Kiyunki Kuchh Log Unhe Taba’i Kahte He Aur Kuchh Wali Kahete Hen, ? G, Madar Sahib Allah Ke Wali Hai Aur Unka Taba’i Hona Mujhe Yaad Nahi, Awam Ko Is Umoor Par Behes Karna Sakht Mana Hai Khuda Naa Kare Kisi Taraf Gusta … Reff: 1221-573 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Rona Aa Jaye Ya Sajda Lamba Ho Jaye Toh Namaz Par Kya Asar Hai? Assalam Alaikum Hazrat Ye Bataye Ke Namaz Padhte Time Agar Rona Aa Jaye Ya Sajde Me Koi Ro Ro Kar ALLAH Se Kuchh Talab Kare Ya Rone Ki Wajah Se Sajda … و عليكم السلام Suwal Se Yahi Zahir Ho Raha Hai Ki Namaz Nafil Hai Kyunki Jamat Se Namaz Me Muqtadi Sajda Lamba Nahi Kar Sakta Kyunki Imam Ke Sar Uthan … Reff: 1221-572 | Unknown Topic: Jannat Ke Laalach Ya Dozakh Ke Khauf Ke Bajaye Sirf Allah Ki Mohabbat Me Namaz? Hazrat Kya Jo Namaz Jahannam Se Bachne Ke Dar Se, Jannat Ko Pane Ke Lalach Se, Or Khauf-e-Khuda Se Padhi Jaye Wo Namaz Sahi Nahi Mani Jayegi ? Log Bol … Namaz Ke Faraiz Aur Sharait Wajibaat Ki Adaigi Agar Koi Sahi Sahi Kare To Namaz Ada Ho Jayegi, Aur In Sab Suraton Me Namaz Padhna Jaiz Hai, Yani Janna … Reff: 1221-571 | Unknown Topic: Sone Wale Insan Ke Paas Ya Uski Jagah Par Khade Hokar Namaz Padhna Kaisa Hai? Hazrat Koi Insan So Raha Ho Din Ho Ya Rat, Agar Dusre Insan Ko Usi Jagah Namaz Padhni He Namaz Ka Time Ho Gaya Ho To Kya Namaz Padh Sakte He Kya Hukm … Agar Ye Namaz Padhne Wala Janta Hai Ki Sone Wala Bhi Namaz Padhega Aur Waqt Guzar Raha Ho To Ise Us Sone Wale Ko Uthana Bhi Namaz Ke Liye Wajib Hai, A … Reff: 1221-570 | Unknown Topic: Kisi Auliya-E-Kamil Ya Wali Ke Mazar Ki Mitti Ya Aane Wali Cheez Ko Chumna? Hazrat Kisi Wali Ke Qasam Chumna Kaisa Hai ? buzurgo ke hath pau chumna jaiz hai ise najaiz kehna samjhna jahalat hai Reff: 1221-569 | Unknown Topic: Safar Ke Mahine Ki Kya Haqeeqat Hai, Kya Isme Shadi Ya Naya Business Mana Hai? Hazrat Safar Ka Mahina Kiya Hai Aur Kiya Is Mahine May Naya Kam Yani Business Sadi Waghra Nahin Karni Chaheye? Safar Ka Mahina Kuchh Nahi Log Ise Manhoos Samjhte Hai Ye Unki Jahalat Hai, Or Baz To Use Gham Ka Mahina Kehte Hai, Aur Naa Shadi Ko Jaiz Mante Hai Na … Reff: 1221-568 | Unknown Topic: Paale Hue Paltu Janwaron (Bakri, Murge) Ki Bhi Zakat Ya Fitra Nikala Jata Hai? Hazrat Kya Paltu Janwer Ka Fitra Sadqa Ya Jakaat Nikala Jata Hai Agar Nikali Jati Hai To Tariqa Kya Hai Jaise Bakri Murge Wagera ? Paltu Janwar Ki Zakat Nikali Jaati Hai, Magar Uski Kuchh Soorate Hain Aur Wo Surate Shehro Me Kam Paai Jati Hai, Kyunki Yaha 2-4 Janwar Hi Pale Jaate … Reff: 1221-567 | Unknown Topic: Iblees Jin Hai Ya Insan, Aur Kya Allah Ko Pehle Se Malibat Tha Ki Wo Nafarman Hoga? Hazrat Iblees Jin Hai Ya Insaan! Kya Allah Ko Malum Tha Iblees Nafarmaan Hoga Aur Zamin Mein Pheka Jayega Quran-e-Pak Sureh Kehf Ayat 50 Me Duniya Ko Paida Karne Wala Allah Farmata Hai: “Aur Yaad Karo Jab Hamne Firishton Se Farmaya Ki Aadam Ko Sajda Karo, … Reff: 1221-566 | Unknown Topic: Jume Ke Din Doosri Azaan Ke Waqt Sunnat Padhne Ki Niyat Bandhna Kaisa Tha? Juma Ke Time Ek Shaks Sunnat Ada Karne Ki Tyari Kar Raha Tha Ki Azaan Shuru Ho Gayi Lekin Us Shaks Ne Fir Bhi Niyat Bandli Or Sunnat Ada Ki Kya Ye Sah … Kyunki Azan Shuru Hote Hi Foran Khutba Shuru Ho Jata Hai Aur Uske Foran Bad Namaz To Is Shaks Ko Sunnat Nahi Padhni Chahiye Thi Aur Bad Juma In Sunnat … Reff: 1221-565 | Unknown Topic: Mobile Ki Dukan Par Gane Ya Blue Film (Porn) Dalne Ka Gunah Dukanwale Par Aayega? Hazrat Meri Mobile Ki Dukan He Or Me Download Bhi Karta Hun Kuchh Log Gane Or Gande Mnazir(Blue Film) Bhi Dalwate He To Kiya Hazrat Jabtak Woh Ye Sab … G, Han, Zarur Downloding Me Gane Baje Gande Manazir Kisi Ke Phone Me Dalne Bhi Haram Hai Aur Is Kam Me Aap Bhi Gunahgar Hai Aur Jo Ise Sunenge Aur Dek … Reff: 1221-564 | Unknown Topic: Sunnat-E-Gair Muakkada Na Padhne Se Kya Namaz Ho Jati Hai Ya Padhna Lazim Hai? Namaz Main Jo Sunnat Gair Muoakkada Hoti He Kya Kehna Zaruri Hai Agar Gair Moakkada Sunnat Na Kahe Tab Bhi Kya Namaz Ho Jayegi ? Keh Lene Me Bhi Harj Nahi Aur Naa Kaha To Bhi Sunnat Ada Ho Jayegi Jab Ki Dil Me Pakka Irada Ho Kiya Padh Raha Hai Reff: 1221-563 | Unknown Topic: Kisi Gair Muslim Ke Ghar Seaya Hua Gosht Ya Khana Khana Shariat Me Kaisa Hai? Kya Kisi Ger Muslim Ke Ghar Se Gosht Khana Jayez He, Jo Musalman Gosht Khayega Agar Usne Khud Kisi Musalman Ki Dukan Se Gosht Lakar Us Kafir Ke Ghar Diya Ki Pakaye, Aur Uske Samne Paka Fir Khaya To Harz … Reff: 1221-562 | Unknown Topic: Shadi Ki Pehli Raat Shohar Aur Biwi Ke Liye Do Rakat Nafil Namaz Ka Tariqa Aur Adab? Nikah Ke Bad Ki Pahli Raat Me Shohar Aur Biwi Ke Beech Me Shariyat Me Kya Hukm Hai Yani 2 Raqat Namaz Kis Tareeke Se Padi Jaygi Poori Tafseel Se Samjh … (Ye Sab Quran O Hadis Or Aqwal-e-Aimma Or Buzurgan-e-Deen Se Sabit Hai Baz Sunnat Hai Baz Mustahab Or Kuchh Adab) Sabse Pehle Jab Nai Dulhan Ghar Aye …