Total 1401 answers
Reff: 1221-561 | Unknown Topic: Masjid Se Namaz Padh Kar Nikalte Waqt Chappal Ya Juta Chori Ho Jaye Toh Kya Karein? Masjid Se Namaz Padh Kar Nikalte Waqt Agar Kisi Ka Chappal Ya Juta Chori Ho Jaye To Kya Karna Chahiye ? Nange Paun Ghar Ana Chahiye, Warna Ghar Par Kisi Bache Wagera Ko Bhej Kar Doosre Joote Chappal Ka Intizam Karwaye, Warna Kisi Se Uski Ijazat Lekar Usk … Reff: 1221-560 | Unknown Topic: "Tariqat Ke Samander Se Nikli Hui Nahar Tasawwuf Hai" Is Jumle Ka Matlab? “Tariqat Ke Samander Se Nikli Hui Naher Tasawwuf Hai” Samajh Nahi Aaya Barai Karam Samjha De To Behtar Hota Aam Zuban Me Ise Sufio Ki Raah Ya Tariqa Ya Sufio Ke Aqeede Se Tasbih Di Jaati Hai, Or Baz Aam Zuban Me Ise Faqeeri Line Keh Diya Jaata Hai, Yani Ahle … Reff: 1221-559 | Unknown Topic: Risala "Dar-Ul-Islam" Kya Ala Hazrat Rahmatullahi Alaih Ki Tasneef Hai? Hazrat Kya Risala Darul Islaam Aala Hazrat Rahmatullah Alai Ki Kitaab Hai ? Agar Ye Risala Hai To Kitab Nahi Aur Kitab He To Aap Risala Kyun Likh Rahe Ho, Kitab Aur Risala Me Farq Hota Hai, Khair, G, Han, Is Mozu Par Imam-e-Ah … Reff: 1221-558 | Unknown Topic: Zaid Ne Bakar Se Paise Udhar Liye, Lautate Waqt Apni Khushi Se Extra Dena? Hazrat Zaid Bhi Musalman Hai Aur Bakar Bhi Musalman Hai. Zaid Ko Paise Ki Zarurat Padi Usne Bakar Se Udhar Liya. Lautate Waqt Jayad Lautaya. Kya Bakar … Agar Zaid Aur Baqr Me Sirf Udhar Paise Dene Ka Muamla Hua Aur Ye Tey Nahi Hua Ki Wapsi Me Zayada Raqm Deni Padi, Aur Naa Baqr Ne Zyada Lene Ke Irade S … Reff: 1221-557 | Unknown Topic: Chit Fund (Bc) Chalana Ya Isme Hissa Lena Aur Iska Commission Khana Kaisa Hai? Hazrat Chit Fund(B.C) Khilana Jaiz Hai Ya Nahi ? Is Me Jo Comition Milta Hai Wo Halal Hai Ya Haram ? Mazrat Ke Sath, Mujhe Is Chit Fund Ke Bare Me Koi Tafseele Malumat Nahi Hai, Iski Kya Asl Hai Aur Unke Kya Rules Hai Aur Ye Kis Tarah Kam Karti Hai, W … Reff: 1221-556 | Unknown Topic: Keede-Makode Aur Chintiyon Ko Marna Gunah Hai Ya Nahi, Hadees Ka Hukm? Hazrat Kide Makodo Ko Marna Chahiye Ya Nahi Is Ke Bare Main Hadees Main Kya Aaya He ? Jo Janwar Moozi Hai Unhe Marna Jaiz Hai Or Taklif Dene Se Pehle Bhi Maar Sakte Hai, Balki Baz To Marne Par Swab Hai Jaise Chipkali Or Girgit Ke Bare M … Reff: 1221-555 | Unknown Topic: Bhai, Biwi, Maa Ya Kisi Aurat Ke Paas Me Ya Unke Barabar Me Namaz Padhna? Hazrat Agar Koi Bhai, Apni Behen Ya Bivi Ya Maa Ke Paas Main Namaz Padh Sakte Ya Aurat Ke Said Main Namaz Nahi Padh Sakte Hain, Ilaqe Ki Masjid Me Farz Namaz Jamat Se Padhna Mard Par Wajib Hai, Aur Kisi Sharai Ujr Ke Sath Agar Jamat Tarak Ho Gai To Ghar Par Farz Namaz Padh Sakt … Reff: 1221-554 | Unknown Topic: Farz Namaz Se Pehle Ki Sunnatein Chhoot Jayein Toh Farz Ke Baad Padhne Ka Tarika? Hazrat Agar Kisi Namaz Me Farz Se Pehle Ki Sunnat Nahi Mil Payen Or Hum Farz Namaz Ke Liye Khade Ho Jaye To Baad Men Chhuti Hui Sunnat Padne Ka Kya Ta … Jis Tarah Pehle Padhi Jaati Usi Tarah Bad Me Padhi Jayegi Bad Me Unka Koi Tariqa Nahi Badlega, Or Ye Bhi Ikhtiyar Hai Ki Bad Wali Sunnat Ke Bad Padhe … Reff: 1221-553 | Unknown Topic: Zakat Ki Raqm Kisi Mustahiq Ko Bina Bataye Tohfe Ke Taur Par Dena Kaisa Hai? Kisi Ko Tohfe Me Zakaat Ki Raqm Bina Bataye De Saktw Hain. ? G, De Sakte Hain. Reff: 1221-552 | Unknown Topic: Surah Fatiha (Alhamdo Sharif) Ka Kanz-Ul-Iman Se Mukammal Tarjuma Kya Hai? Bhai Mujhe Alhamdo Sharif Surah Fatiha Ka Tarjuma Pata Karna He Aap Kanjul Iman Se Hawala De. Sureh Fatiha Ka Tarjuma Is Tarah Hai, *Allah Ke Naam Se Shuru Jo Bahut Mehrban Rehmat Wala *Sab Khubiya Allah Ko Jo Malik Sare Jahan Walon Ka *Bahut M … Reff: 1221-551 | Unknown Topic: Shadi Me Behan-Behnoi Ko Diye Jane Wale Kapdo Ki Raqm Zakat Me Dena Kaisa Hai? Zaid K Shadi Hai. Aur Shadi Me Bahen Bahnoi Ko Kapde Bator Tohfe Diye Jate Hai. To Masla Ye Hai Ki Zaid Apne Rishtedaro Ko Kapdo K Liye Raqm Zakat Me … Zakat Ki Raqam Ka Kisi Sharai Faqeer Ko Malik Kar Dene Se Zakat Ada Ho Jayegi Aur Use Ye Batana Kuchh Zaruri Nahi Ki Ye Zakat Hai, Bator-e-Tohfa Bhi D … Reff: 1121-550 | Unknown Topic: Gair Muslim Dost Ko Qarza Dekar Uspar 10% Compound Interest Lena Kaisa Hai? Hazrat Agar Mera Ek Dost He Jiska Naam Ram He Batour Qarz Mujhse Paise Mangta He Aur Uske Ewaj M 10% Extra Dena Chahta He Jo Ki Ek Waqt Ke Baad Aur Ba … Bilkul Jaiz Hai Jo Raqm Kafir Apni Khushi Se De, Yani Unse Chheeni Naa Gai Ho Naa Dhoka Diya Gaya Ho To Hindustan Ke Kafir Se Extra Milne Wali Raqm Le … Reff: 1121-549 | Unknown Topic: Shariat Aur Tareeqat Ki Roshni Me "Tasawwuf" Ki Haqeeqat Kya Hai? Hazrat Tasawuf Kya Hai ? Shariat Ke Samunder Se Nikli Tariqat Ki Ek Neher Reff: 1121-548 | Unknown Topic: Kya Jumme Ke Din Ghusl Karna (Nahana) Shariat Me Wajib Ya Sunnat-E-Muakkada Hai? Hazrat Kya Juma Ke Din Ghusl Karna Zaruri He Matlab Nahana Zaruri He Plz Bataye Hazrat Is Ka Jawab Agar Naapak Hai To Ghusl Wajib Hai, Agar Napak Nahi To Gusal Karna Zaruri Nahi Wuzu Karke Bhi Jumua Padh Sakta Hai, Or Ghusl Is Din Sunnat-e-Mustahbba … Reff: 1121-547 | Unknown Topic: Gair Muslimon (Kaafiron) Se Bank Ya Dukan Ka Sood (Interest) Lena Kaisa Hai? Hazrat Kya Kafiron Se Interest Le Sakte Hain ? G, Han Le Sakte Hai, Ye Sood Nahi Hota. Hindustan Ke Kafir Harbi Hai, Islye Agar Koi Yahan Ke Kafir Ko Qarz De Kar Zyada Raqm Li Jaye Yani, Ek Kafir N … Reff: 1121-546 | Unknown Topic: Gair Muslimon Ki Taraf Se Diya Gaya Parsad Ya Khane Ka Saman Khana Kaisa Hai? Hazrat Hindu Log Jo Parsad (Khane Ka Saman) De Te Hain Kya Use Kha Sakte Hain ? Agar Mithai Pooja Me Shamil Hai To Khana Jaiz Nahi Hai, Agar Bator-e-Tohfa Dibba Pack Di Gai Jo Jaiz, Jiski Tasfeel Ye Hai... Is Tarah Kafir Ke Tehwar … Reff: 1121-545 | Unknown Topic: Malakul-Maut Sirf Insano Ki Rooh Nikalte Hain Ya Sari Makhlooq Ki Rooh Qabz Karte Hain? Hazrat Kya Malikul Maut Alaihissalam Sirf Insano Ki Rooh Qabz Karte Hain Ya Duniya Me Jitni Bhi Makhlook Hai Sabki Rooh Kabz Karte Hain ? Tamam Zee Rooh (Rooh Walo) Ki Rooh, Hazrat Izrail (Alaihissalam) Qabz Farmate Hai, Fir Chahe Bakri Ho Chinti Ya Fir Machhar Bhi, Quran-e-Pak Surah: Sa … Reff: 1121-544 | Unknown Topic: Rehal Na Hone Par Quran-E-Pak Ko Takiye Par Ya Hath Me Lekar Padhna Kaisa Hai? Hazrat Agar Rehal Na Ho Or QURAN Sareef Padna He To Takiya Ya Hath Me Lekr Padna Jaiz Hai Ya Nahi Jo Suwal Me Byan Ki Gai, Un Dono Surato Me Quran Ka Padhna Jaiz Hai, Magar Ehtiyat Dono Me Lazim Hai Takiye Par Kisi Tafah Ki Najasat Naa Ho Na Sar Me … Reff: 1121-543 | Unknown Topic: Insurance Ka Paisa Ya Bank Me Milne Wala Interest Lena Shariat Me Kaisa Hai? Agar Mai Insurance Karata Hu Wo Time Poora Ho Jata He Ya Bank Me Usse Milne Wala Interest Jaiz He Yaa Nahi. G, Han, LIC Karwa Sakte Hai Isme Koi Harj Nahi.. Jabki Company Kafir Ki Ho, Or Musalman LIC Karwane Wale Ka Nafa Ho Or Nuksan Naa Ho, Aur Isse Milne W … Reff: 1121-542 | Unknown Topic: Us Hotel Me Chai Peena Kaisa Jahan Muslim Aur Gair Muslim Ek Hi Glass Istemal Karein? Hazrat Ye Batae Ek Hotal Hai Jis Me Hindu Bhi Muslim Bhi Nashta Karne Ate Hain Aur Ek Hi Gilas Me Har Tarah Me Log Ko Chahe Peete Hain Us Me Sharabi B … Ye To Har Hotel Ka Hisab Hota Hai Ki Usme Kafir, Musalman Sab Hi Khate Peete Hai, Magar Aisa Kahi Dekha Suna Nahi Gaya Ki Bina Bartan Dhoye Doosre Cus …