بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 1121-541 | Unknown Topic: Mobile Ki Dukan Par Video Ya Audio Download Karne Ka Kaam Shuru Karna Kaisa Hai? Meri Mobile Ki Shop Hai Us Me Download Shooru Karna Chahta Hun To Us Se Ane Wale Paise Ki Kamai Khana Jaiz Hai Ya Nahi Agar Downloading Film, Gaane Baje, Behuda Tasveeron Ki, Ki Jayegi To Zarur Aisa Karna Haram Hai, Aur Agar Downloading Naat, Sunni Ulama Ki Taqareer, B … Reff: 1121-540 | Unknown Topic: Jo Janwar Haram Hain (Jaise Suar Wagairah), Unke Doodh Ka Shariat Me Kya Hukm Hai? Jo Janwar Haram Hai, Unke Doodh Ka Kya Hukm Hai, Haram Janwar Ka Doodh Najis Hai, (Bahar-e-Shariat Jild: 1 Safa:393) Reff: 1121-539 | Unknown Topic: Wahabi Baap Aur Fatiha Manne Wale Sunni Bete Ke Aapas Ke Talluqat Ka Masla? Zaid Ke Ristdaar Wahabi Hai Zaid Unke Ghar Mein Khata Peeta Hai Wahabi Uske Ghar Mein Khate Hen, Lekin Zaid Fatiha Bhi Karta Hai Huzoor Sallaho Alai W … Agar Rishtedaar Aise Pakke Wahabi Hai Jo Batil Aqeede Rakhte Hai Zan Ghalib Hai Ki Wo Fir Laut Kar Naa Ayenge, To Zaid Ka Unke Sath Khana Peena Uthna … Reff: 1121-538 | Unknown Topic: Petrol Pump Par Petrol Bharane Par Bina Keemat Chukaye Lottery Me Mila Inaam? Zaid Ne Petrol Pump Me Petrol Bhara Rs. 100/- Ka. Usko Ispar Ek Lottery Ticket Mili Jiski Koi Keemat Nahi Chukayi Gayi.Us Ticket Me Kuchh Inaam(Prize) … G, Lena Jaiz Hai, Hind Ke Kafir Jo Nafa Musalman Ko Apni Khushi Se Den Wo Maal-e-Mubah Ke Hukm Me Hai, Jiska Lena Jaiz Hai, Jabki Koi Bat Khilaf-e-Sha … Reff: 1121-537 | Unknown Topic: Kaanch Tootna, Doodh Ubalna Aur Dahini Aankh Fadakna Bad-Shuguni Hai Kya? Hazrat Jo Log Kehte H Aqsr Ki Kach Tutna Achchha Nahi Hota Dudh Ka Ublna Achchha Nahi Hota Aur Dahini Aankh Ka Frkna Achchha Nahi Hota Kya Hazrat Is K … Jo Log Bura Samjhte Hai Wo Bahini(Left) Ankh Ke Farakne Ko Samjhte Hai Dahini Ka Kabhi Suna Nahi Jo Apne Suwal Me Likha Hai Khair, Aur Baki Chize Ko S … Reff: 1121-536 | Unknown Topic: Islam Me Khwabon Ki Kya Haqeeqat Hai Aur Kya Sapnon Ka Dunya Par Asar Hota Hai? Islam Me Sapno Ki Kitni Ahmiyat He Agar Ham Koi Khwab Dekhte He To Kya Hakiki Jindagi Me Uska Koi Asar Hota He Khwab 3 Tarah Ke Hote Hai *Khwab-e-Rehmani- Jo Allah Ki Taraf Se Dikhaye Jaate Hai Achhe Khwab Hote Hai, Ise Dekh Kar Shukr Ada Karna Chahiye *Khwab-e … Reff: 1121-535 | Unknown Topic: Maghrib Aur Isha Ki Qaza Namazein Doosre Din Same Waqt Par Padh Sakte Hain? Hazrat Agar Ek Magrib Ki Aur Isha Ki Namz Chhoot Gai He Phir Ham Dusre Din Magrib Hi Ke Namaz Se Pehle Kaza Namaz Pad Sakte He Mtlab Magrib Ki Mgrib M … Jo Namaz Jab Chahe Padh Sakta Hai Aisa Kuchh Zaruri Nahi, Or Ye Bhi Kar Sakta Hai Ki Pehle Fajr Poori Karle Fir Zohar Isi Tarah Aage Ki Ek Waqt Me Jit … Reff: 1121-534 | Unknown Topic: Haiz (Periods) Ke Dino Me Alag-Alag Aadat Ke Mutabiq Doori Aur Humbistari Ka Masla? Bivi Agar Haiz (Periods) Se He To Us Se Door Rehna Chahiye. Periods Ka Max. Time 7 Din Hota He Lekin Alag Alag Aurton Ke Liye Alag Alag Hota He To Kya … Aurat Jab Pak Ho Jaye To Shohar Usse Haq-e-Zaujiyat Ada Kar Sakta Hai, Aur Alag Alag Aurato Ka Adat Ke Mutabik Alag Alag Waqt Hota Hai, Koi 4 Din Pak … Reff: 1121-533 | Unknown Topic: Safar Me Chhuti Hui Qaza Namaz Ko Safar Me Ya Ghar Pahunch Kar Kaise Padhein? Safar Me Agar Namaz Kaza Ho Gayi Ho To Kaza Namaz Poori Pdhe Ya Wo Bhi Aadhi Padhi Jayegi (Safar Me Hi Kaja Ada Karne Ka Moka Mil Jaye Or Ghar Pahunch … Safar Me Agar Namaz Qaza Ho Gai Ho To Jab Bhi Zindagi Me Qaza-e-Umri Poori Karega To Safar Ki Namaz Qasar Hi Karega Yani Har 4 Wale Farz 2, Chahe Ghar … Reff: 1121-532 | Unknown Topic: Safar Me Hone Ke Bawajood Agar Poori Namaz Ka Waqt Mil Jaye Toh Kya Karein? Hazrat Agar Hamain Safar Main Bhi Poori Namaz Ada Karne Ka Wakht Ho To Kya Karen To Bhi Farz Adhe Padhe, Chahe Waqt Kitna Hi Ho, Aur Poori Padhi To Gunahgar Hoga, Aur Jo Namaz Safar Me Qaza Hui Ho To Unki Qaza Bhi Qasar Hi Karni Ho … Reff: 1121-531 | Unknown Topic: Roze-Mahshar Ke Din Har Insan Se Sabse Pehle Kaunse 3 Ahem Sawal Honge? Roze Mahshar Ke Din Konse 3 Sawal Puchhe Jayenge, Plz Muje Malum Nahi Isliye Sawal Kya. Hu. Koi Galti Ho To Mafi Chahta Hu Plz Batayyega Zarur Maidan-e-Mehshar Me 3 Suwal Nahi Kiye Jayenge. Balki Waha To Poori Zindagi Ke Gunah Ke Bare Me Hisab Hona Hai, Or Jo 3 Suwal Wali Bat Hai Wo Qabar Me … Reff: 1121-530 | Unknown Topic: Safar Ki Halat Me Qibla Na Pata Ho, Janamaz Na Ho Toh Namaz Kaise Padhein? Hazrat Agar Safer Main He Phir Namaz Kaise Ada Kare Jab Ki Na Rukh-e-Qaba Pata Ho Na Sazda Karne Ki Jagah Ho Na Wazu Ho Us Halt Main Hame Kya Karna Ch … Shariat Me Safar 92 KM Se Bahar (15 Din Se Kam) Ko Kehte Hai, Safar Me Bhi Namaze Ada Ki Jayegi, Magar Itni Riyayat Hogi Ki Har Farz 4 Wali 2 Rakat Pa … Reff: 1121-529 | Unknown Topic: Khana Khate Waqt Salam Karna Ya Khate Waqt Salam Ka Jawab Dena Kaisa Hai? Hazrat Kya Khana Khate Waqt Salam Karna Chahiye Ya Nahi Or Koi Salam Karde Khana Khate Waqt Kya Uska Jawab Dena Chahiye Ya Nahi.? Khana Khate Waqt Agar Koi Aa Jaye To Khane Wale Ko, Us Ane Wale Ko Salam Nahi Karna Chaiye, Jaisa Ki Mere AAQA, Wali-e-Kamil, Ashiq-e-Ahle Bait, Imam- … Reff: 1121-528 | Unknown Topic: Defence Personnel Ko Milne Wala Bonus Halal Kamai Me Aata Hai Ya Haram? Asslamwalekum, Bhai Jan Me Ek Defence Personal Hu Hame Har Saal Bonas Milta Ha To Ye Paisa Haram Me Ata Ha Ya Halal Ki Kmai Me Ata Ha Agar Ye Haram Ki … Lena Jaiz Aur Halal Hai Reff: 1121-527 | Unknown Topic: Agar Muqtadi Apne Imam Ke Alawa Kisi Doosre Ko Luqma De Toh Kya Hukm Hai? Agar Muqtadi Apne Imam Ke Siwa Doosre Ko Luqma De To Kya Hukm Hai Namaz Jaati Rahegi Reff: 1121-526 | Unknown Topic: Chota Bachcha God Me Peshab Kar De Toh Kya Ghusl Karna Lazim Hai? Hazrat Agar Chota Bachcha Goad Me Pesab Kar De To Kya Ghusl Karna Padega ? Ghusl Kisi Par Wajib Nahi Naa Us Par Jisne Paishab Kara, Naa Us Par Jis Par Kara Gaya, Kapde Badal Kar(Jis Par Paishab Laga Hai) Fir Us Jism Ki Jaga K … Reff: 1121-525 | Unknown Topic: Khade Hokar Wuzu Karna Aur Aurton Ka Sir Par Dupatta Liye Baghair Wuzu? Hazrat Kya Hum Khade Hokar Waju Kar Sakte Hain, Or Girls Agar Wuzu Ke Time Sir Pe Dupatta Lekar Wazu Naa Karen To Koi Mushkil To Nahi He ? Khade Ho Kar Wuzu Karne Se Wuzu Ho Jayega, Kuchh Gunah Nahi, Magar Beth Kar Karna Aur Unchi Jagah Bethna Wuzu Me Mustahab Hai, Jaha Aurat Wuzu Kar Rah … Reff: 1121-524 | Unknown Topic: Ghar Me Machhli (Fish) Qaid Karke Rakhna Ya Tota Pinjare Me Palna Kaisa Hai? Log Gharo Me Fish Rakhte Hai Qaid Kar Ke Aur Parrot Cage (Pinjare) Me Is Ka Shariyat Me Kiya Hukum Hai Aur Junaid Bagdadi Raziallahutala Anho Is Ko Qa … Machhli Parinde Ya Janwar Ko Palne Sharan Koi Harz Nahi, Jabki Palne Wale Ho,(Yani Jinhe Pala Jata Ho) Aur Unse Jua Naa Khaila Jaye, Maslan Murge Isly … Reff: 1121-523 | Unknown Topic: Farz Namaz Ke Baad Tasbeeh (Subhanallah...) Padhna Zaruri Hai Ya Chhod Sakte Hain? Hazrat Jo Farz Namaz K Bad Tasbeeh(Subhanallah, Alhamdulillah, Allahuakbar) Padhte Hain, Kya Ye Padhna Zaruri Hai, Isko Padhkar Hi Dua Karni Chahiye, … Waqt Ho To Padh Leni Chahiye, Iski Fazilat Kafi Hai, Warna Kuchh Zaruri Nahi Bad Salam Foran Dua Bhi Kar Sakte Hai, Ise Naa Padhna Ya Chor Dena, Naa G … Reff: 1121-522 | Unknown Topic: Adad 786 Ka Shariat Me Kya Ma'na Hai Aur Iski Pehchan Kaise Hui? 786 Ka Kya Mayna Hai Aur Iski Kaise Pahchan Hui Hai. 786 Bismillah Shareef Ke Adad Hain. Yahi Huroof-e-Mufridat Ke Alag Alag Huruf Se Nikale Gaye Hai, Aur Unhe Jora Gaya Hai Maslan Baa-Ke 2, Seen Ke-60, …