Total 1401 answers
Reff: 1121-521 | Unknown Topic: Shariat Me "Sunnah" Aur "Hadith" Ke Mafhoom Me Kya Buniyadi Farq Hai? Hazrat Sunnah Aur Hadish Mein Kya Farq Hai Sunnat- Huzoor (Alaihissalam) Ke Qaul, Fel, Ko Kehte Hai, Ya Wo Kam Jise Sahaba Ne Kiya Ho Aur Huzoor Ne Mana Naa Kiya Sunnat Hai, Or Baz Ne Kaha Ki S … Reff: 1121-520 | Unknown Topic: Hanafi, Shafi'i Mazhab Kya Hain, Jabki Hum Sirf Apne Ko Musalman Maante Hain? Hazrat Ye Shafayi Aur Hanfi Etc. Kya Hote Hain, Hamne To Sirf Ek Hi Cheez Samjhi Ke Ham Musalman Hai Cost Pathan Hai Aur Ham Ahle Sunnat Wal Jamaat Ma … Ap Jitna Jante Ho Wo Apke Iman O Aqeede Ki Hifazat Ke Liye Kafi Hai, Isse Zyada Janna Kuchh Zaruri Nahi, Aap Sunni Hanafi (Ahle Sunnat Wa Jamat) Ke Aq … Reff: 1121-519 | Unknown Topic: Namaz Ke Andar Kul Kitne Wajibat Hain, Tafseel Se Fehrist? Hazrat Namaz Main Kitne Wazibate Hai ? Namaz Ke Wajibat Kafi Hai, Kisi Kitab Se Tafseelan Padhe Jaye, Kuchh Arz Kiye Jaate Hai, *Takbir-e-Tehrima Me Lafz Allahu Akbar Hona *Sureh Fatiha Ki … Reff: 1121-518 | Unknown Topic: Fatiha Karana Jayez Hai Ya Najaiz, Aur Ye Kis-Kis Par Ki Ja Sakti Hai? Hazrat Mera Sawal Ye Hai Ki Fatiha Karana Jayaz Hai Ya Na-Jayaz Aur Kis Kis Pe Fatiha Ki Ja Sakti Hai Plz Kisi Hawale Se Bata Den Fatiha Naam Hai “Isal-e-Sawab” Ka, Yani Musalman Apne Kisi Bhi Nek Amal Ka Sawab Kisi Doosre Zinda Ya Murda Musalman Ko Isaal (Transfer) Kar Sakta Hai … Reff: 1121-517 | Unknown Topic: Charo Mazhab Ke Aimma Ahle-Sunnat Me Hain Toh Kya Unke Peeche Namaz Hogi? Hazrat Jab Charo Maslak Ke Alahazrat Sunniyat Main Shumar Hai To Kiya In Ke Peche Hamari Namaz Ho Gi Thoda Tafsir Main Jawab De ? Charo Haq Mazhab Haq Hai, Or Iske Haq Hona Inke Sunni Aqaid Hain, Hanafi Ki Namaz Kisi Mazhab Ke Pichhe Nahi Hoti, ? Ye Baat Apne Kaha Padhi Ya Kis Aa … Reff: 1121-516 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Reeh (Gas) Kharij Ho Jaye Toh Muqtadi Ya Imam Kya Karein? Namaz Me Kisi Ka Reeh Kharij Ho Jaye To Kia Kare Ya Agar Imam Namaz Padha Raha Hai To Usko Reeh Kharij Hui To Uske Liye Kia Hukum Hai Reeh Kharij Hone Ya Fir Kisi Bhi Doosre Fel Se Agar Namazi Ka Wuzu Tut Jaye To Namaz Tor Kar Saf Se Bahar Aye, Aur Fir Wuzu Kare, Or Namaz Ada Kare, B … Reff: 1121-515 | Unknown Topic: Deobandi Firka Aur Unke Buzurg Hindustan Me Kab Aur Kaise Aaye? Dewbandi Kab Hindustan Me Aaye Angrezo Ke Waqt Me Aye, Wahabiat Se Nikli Ek Shakh Deobandiat Hai Reff: 1121-514 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Agar Mobile Par Phone Call Aa Jaye Toh Kya Karein? Agar Namaz Ki Halat Me Mobile Call Aa Jaye To Kia Kare ? Agar Ek Hath Se (Amal-e-Qalil Ke Sath) Band Karna Mumkin Ho To Band Kare Aur Ye Kisi Surat Mumkin Naa Ho Aur Awaz Aista Ho Ki Namaz Me Khalal Naa Kart … Reff: 1121-513 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Ki Ayat Ko Hindi Ya English Zaban Me Likhna Kaisa Hai? Kuran Sarif Ki Ayat Hindi Ya English Main Likh Na Kaisa ? Lafz ‘Qur’an’ Roman English Me Is Tarah Likha Jaata Hai, Jaise Hamne Jawab Me Likha Hai, Naa Ki Us Tarah Jaise Apne Suwal Me (Kuran) Likha Hai, Ainda … Reff: 1121-512 | Unknown Topic: Kya Shafi'i, Hambali Aur Maliki Hazrat Maslak-E-Ala Hazrat Me Shumar Hote Hain? As Salamo Alaikum Kya Safai, Hambali Aur Maliki Hazrat Maslake Alahazrat Me Sumar Hote Hai. و عليكم السلام G, Han Charo Maslak Sunniyat Me Shumar Hai, Reff: 1121-511 | Unknown Topic: Ghar Me Barkat Hone Aur Berozgaar Ko Rizq Milne Ke Liye Wazifa O Amal? Asslamu Alaikum Hazrat. Mera Sawal Ye Hai Ki Ghar Me Barkat Kaise Aaye Aur Jo Ghar Me Berojgar Hai Unhe Kaise Rozgar Mile ? و عليكم السلام Namazo Ki Pabandi Aur Sunnat Ke Perwi Karo, Ghar Me Us Kam Se Parhez Karo Jo Rizq Ki Barkat Khatam Karte Hai, Jaise, Namaz Naa Padhna, … Reff: 1121-510 | Unknown Topic: Profile Par Allah, Muhammad Ya Madine Ki Image Lagane Ka Sharai Hukm? Hazrat Jo Image Hote Jis Me ALLAH MOHAMMAD Ya YA ALI Madine Ki Image Hoti Aise Log Apne Profile Pe Lgate Hain Us Ke Bare Me Bataye Laga Sakte Hai Kuchh Harz Nahi Reff: 1121-509 | Unknown Topic: Istinja Ke Baad Peshab Tapakne Ka Shak Ho Toh Kya Wo Kapda Napak Ho Jayega? Hazrat Ye Bataye Ki Istenja(Toilet) Karne Ke Baad Agar Peshaab Tapak Jane Ka Shubah Hua Ho Ya Aisa Sach Me Hua Ho Ke Peshaab Tapak Gaya Ho To Kya Wo N … Ye Baat Zeh-Nasheen Kar Leni Chahiye Ki Agar Koi Shaks Jaanbujh Kar Bhi Astinja Ka Paani Naa Le Aur Aise Hi Paishab Kar Le, To Uspe Ghusl Farz Nahi Ho … Reff: 1121-508 | Unknown Topic: Likh Kar Salam Bhejne Wale Ko Kya Lazmi Taur Par Likh Kar Hi Jawab Dena Hai? Hazrat Kiya Koi Likh Kar Salam Karta Hai To Uska Jawab Bhi Hame Likh Kar Den Zaruri Hai Likhe Hue (Written) Salam Ka Jawab Dena Bhi Wajib Hai, Magar Likh Kar Wajib Nahi, Yani Salam Milte Hi Forn Jawab Munh Se De De, Der Ki To Gunahgar Hog … Reff: 1121-507 | Unknown Topic: Ghusl Ke Dauran Kiya Gaya Wuzu Namaz Ke Liye Kafi Hai Aur Ghusl Ke Adab? Kya Ghusl Ke Dauran Kiya Gaya Wazu Namaz Ke Liye Kafi Hai ? Or Ghusl Ke Adab Kya Hain. Ghusl Ka Wuzu Namaz Or Har Us Chiz, Jiske Liye Wuzu Farz Ya Wajib Hai Ke Liye Kaafi Hai, Ghusl Ki Sunnat-e-Aadab:- Ghusl Ki Niyat Karna, Fir Dono Hath … Reff: 1121-506 | Unknown Topic: Ghusl Ke Waqt Ya Napaki Ki Halat Me Foran Wuzu Karna Kaisa Hai? Kya Hazrat Napaki Ki Halat Me Wuzu Karna Kaisa He Jesa Ke Gusal Ke Waqt, Agar Napak Ho Tab Wuzu Karna Chahye Ya Nahi ? Napak Shaks Agar Ghusl Kare To Pehle Wuzu Karle Ye Behtar Hai, Magar Zaruri Nahi Or Paun Naa Dhoye, Aur Agar Koi Aisa Naa Kare, Sirf Ghusl Kar Le To B … Reff: 1121-505 | Unknown Topic: Jumme Ke Din Kapde Dhone Se Rizq Ya Rozi Me Barkat Kam Ho Jati Hai? Kya Hazrat Suna He Ke Juma Ke Din Kapray Dhonay Say Rozi May Barkat Nahi Rehti Kia Ye Durust He ? Maine Aisa Na Padha Na Suna, Or Sharann Har Din Kapde Dhona Jaiz He Kuchh Harz Nahi, Reff: 1121-504 | Unknown Topic: Ammi Ke Gale Ke Dard Se Shifa Ke Liye Quran O Hadees Ki Koi Khas Dua? Hazrat Meri Ammi Hain Jo Hamesha Bimar Rahti Hain, Is Time Unko Gale Me Bahot Dard Rahta He, Khane Peene Me Koi Pareshani Nahi He Is Dard Se, Or Har W … Apke Ilaqe Me Jaha Bhi Dawateislami Ka Haftawar Ijtima Hota Ho, Waha Rabita Kare Bad Ijtima Waha Har Marz Ke Liye Free Taweez Diye Jaate Hai, Aap Waha … Reff: 1121-503 | Unknown Topic: Poori Ayat Likhi Hui Katori Me Pani Dho Kar Peene Se Shifa Milne Ki Sharai Asl? Hazrat Kuchh Katoriya Aati Hain Jis Me Poori Poori Aayat Likhi Rehti He Kehte Hue Suna He Ki Is Katory Main Dhul Kar Peene Se Mareez Ko Sifa Hoti He, … G, Han Sahi Hai, Aur Alag Alag Maraz Ke Liye Ye Amal Sabit Hai Hadiso Me Iski Asl Maujood Hai, Aisa Karna Duroost Hai, Isse Mareez Ko Shifa Hoti Hai, … Reff: 1121-502 | Unknown Topic: 4 Rakat Farz Namaz Ki Doosri Rakat Ke Baad Tashahhud Me Durood Padhne Se Sajda Sahw? Hazrat Is Sawal Ka Jawab Dijiye Plz Aap Ki Maharbani Hogi Jazakallah Khairah, 4 Rakat Farz Namaz Me Dusri Rakat Me ATTAHIYYAT Ke Bad Durood Parne Se S … Farz, Witr, Sunnat-e-Moakkadah Wagera, Namaz Me Agar Qada U’la Me Tashahud Ke Bad Agar Jaan Kar Durood-e-Pak Padha To Namaz Hi Nahi Hogi, Balki Namaz …