Total 1401 answers
Reff: 1121-501 | Unknown Topic: Kya Shafi'i, Hambali Aur Maliki Auliya-E-Kiram Maslak-E-Ala Hazrat Me Shumar Hain? Hazrat Kya Safai, Hambali Aur Maliki Hazrat, Maslake Alahazrat Me Sumar Hote Hai. G, Han, Charo Maslak Ke Log Maslak-e-Alahazrat Wale Hain, Kyunki Wo Aqaid Me Sunni Hi Hai, Unhe Bhi Sunni Musalman Hi Shumar Kiya Jata Hai, Reff: 1021-500 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Topi Utar Jane Ke Khauf Se Use Hath Se Thik Karna Kaisa Hai? Haalate Namaz Me Topi Utar Jaane Ka Khauf Hai. Ab Kya Use Wapas Dauraane Namaz Hi Haath Se Setting Kar Sakte Hain ? Halate Namaz Me Agar Topi Girne Ka Kauf Ho To Ek Hath Se Durust Ki Jaa Sakti Hai, Jabki Ek Rukn Me Do Bar Se Zyada Thik Naa Karni Padhe, Warna Namaz F … Reff: 1021-499 | Unknown Topic: Arbi Movie "Imam Ali" Dekhna Jisme Chehra Chhupakar Baki Jism Dikhaya Jata Hai? Hazrat Maine Ek Arabic Movie (IMAM ALI) Dekhi Jis Me Huzoor (عليه السلام) Ke Chehere Ko Chhor Kar Unke Hanth Pair Sar Etc. Ko Dikhaya Jata Hai To Kya … Is Film Balki Is Jaisi Har Film Ko Dekhna Jaiz Nahi, Banane Wale Ne Beshak Gunah Kiya Ki Ye Film Music Ke Sath Hai, Or Isme Jo Adakar Hote Hai, Jo Sah … Reff: 1021-498 | Unknown Topic: Malakul-Maut Sirf Insano Ki Rooh Qabz Karte Hain Ya Dunya Ki Sabhi Makhlooq Ki? ASSALA ALAIKUM Hazrat Ye Bataye Jo Malikun Mout Rooh Kabz Karte He Wo Sirf Insano Ki Rooh Nikalte He Ya Duniya Ki Sabhi Makhlooq Ki ? Agar Sabki Rooh … و عليكم السلام Quran-e-Pak Surah: Sajda Para 21, Ayat 11 Me Irshad-e-Bari Ta’ala Hai “Tum Farmao Tumhe Wafat Deta Hai Maut Ka Firishta Jo Tum Par Muqa … Reff: 1021-497 | Unknown Topic: Napaki Ki Halat Me Zikr Ki Tasbeeh Ko Hath Me Lekar Padhna Jayez Hai Ya Nahi? Hazrat Kya Napaki Ki Halat Me Hum Tasbeeh Ko Touch Kar Sakte Hain, Mera Matlab He Use Hath Me Lekar Kuchh Padhna Ho To Padh Sakte Hain ? G Han, Tasbih Hath Me Lekar Tasbih Padh Sakte Hai, Harj Nahi, Aur Subha Sham Ki Duaye Jo Hadis Me Aai Hai Wo Bhi Padh Sakte Hai, Aur Quran Ki Wo Surat … Reff: 1021-496 | Unknown Topic: Namaz Me Kaunse Afaal Imam Na Kare Toh Muqtadi Ko Bhi Nahi Karne Chahiye? Namaz Me Kon Se Kam Agar Imam Naa Kare To Muqtadi Bhi Naa Kare 1.Takbirat-e-Eiden, 2.Qad’a Ula, 3.Sajdah-e-Tilawat, 4.Sajdah-e-Sahv. 5.Qunoot Reff: 1021-495 | Unknown Topic: Gande Janwar Ka Naam Lene Se Kya Zuban Napak Ho Jati Hai? Kia Ham Gande Janwar Ka Naam Lenge To Kya Hamari Zuban Napak Ho Jaye. Log Kehte He Iska Nam Nahi Lena Chahiye. Zuban Bhi Napak Hoti He.. Sureh Maida Ayat:3 Me Irshad Rabb-e-Qayenat Hai: “Tum Par Haram Hai Murdar Aur Khoon Aur SUAR Ka Gosht” Waqarul Fatawa Jild:1 Safa: 343 Par Hai “Suwal … Reff: 1021-494 | Unknown Topic: Muslim Aurton Ka Bindiya Lagana, Nail Polish Lagana Aur Gairon Ki Rasm Apnana? Haztat Kuchh Aurto Ko Dekha He Jo Hinduvana Tor Rariko Pe Chalati Hain Jaise Sadi Pehnti Hain Bindiya Lagati Hain Nelpolish Lagati Hain Ye Sab Karne W … Saari Pehnna Fi Nafshi Jaiz Hai, Jabki Gair Mard Ki Nazar Me Naa Aana Padhe Maslan Ghar Par Shohar Aur Chote Bache Ya Musalman Aurate Ho To, Warna Sit … Reff: 1021-493 | Unknown Topic: "Allah Aur Bhagwaan Ek Hi Hain, Malik Ek Hai" Aisa Kehna Shariat Me Kaisa Hai? Log Kehte He Allah Or Bhagwan Ek Hi Bat He Allah Kaho Ya Bhagwan Malik To Ek Hi He. Kia Hazrat Ye Thik He Aisa Keh Sakte Hen. Allah Aur Bhagwan Ek Nahi Naa Allah Or Ram Ek Hai, Allah Ko Bhagwan Batana Kufr Hai Jo Aisa Kahe Ki Allah Hi Bhagwar Ya Ram Or Allah Ek Hi Chiz Hai, W … Reff: 1021-492 | Unknown Topic: Chehre Ka Rang Saaf Aur Noorani Karne Ke Liye Quran Ya Hadees Ka Koi Wazifa? Hazrat Kya Aap Ke Ilm Ke Khazane Me Koi Aisa Wazifa Bhi He Jisse Chehre Ka Rang Saf Ho Jaye Noorani. Jaise Masha Allah Apka Chehra Hai. Apka Chehra Al … Sureh Noor Ki Ayat 35 Ka Ibtidai Hissa Yani الله نور السموات والارض Tahajjud Ki Namaz Ke Bad 500 Bar Padh Liya Karo, Kafi Hoga.... “Aye RAZA Ye Ahmad- … Reff: 1021-491 | Unknown Topic: Gair Ladki Ya Ladke Se Dil Lagana Ya Mohabbat Karna Shariat Me Kaisa Hai? Mohabbat Karna Fair Ladki Se Jaiz He Ki Nahi ? Is Suwal Ki Tafseel Jawab No. 489 Me Dekhen, Reff: 1021-490 | Unknown Topic: Kya Quran-E-Pak Ko Apne Mobile Phone Me Save Karke Rakhna Jayez Hai? Asslam Wale Kum Please Kiya Quran Pak Ko Mobile Me Rakh Sakte He ? و عليكم السلام G, Han Gunah Nahi, Rakh Sakte Hai, Or Bewuzu Chhu Kar Padh Bhi Sakte Hai Ye Screen Ke Sheeshe Ko Chhuna Hoga Quran Ko Nahi, Magar Adab … Reff: 1021-489 | Unknown Topic: Na-Mehram Ladke Ya Larki Se Aapas Me Mohabbat Ho Jane Par Shariat Me Kya Hukm Hai? ASSALAM ALAIKUM ALLAH PAAK Apne Pyare RASOOL(S.W) Ke Sadqe Me Apko Salamat Rakkhe Aur Bhi Zyada Ilm Ata Farmaye.. Kya Islam Me Kisi Ladke Ko Ladki Ya … و عليكم السلام أمين Is Suwal Ka Jawab Likhne Se Pehle Me Ye Zaruri Samajhta Hu Ki Aapko Ek Badi Khata Se Agah Kiya Jaye Aur Wo Ye Ki Suwal Me Apne Naa … Reff: 1021-488 | Unknown Topic: Udhar Liye Hue Paise Raat Ke Waqt Wapas Na Dene Ke Bare Me Hadees Hai Kya? Hazrat Kya Udhar Liye Paise Raat Main Nahi Diye Jate He Kya Is Ke Bare Main Bhi Hadees Main He? Ye Sab Kam Ilmi Ki Baat Hai, Mujhe Aisi Koi Hadis Yaad Nahi, Balki Hadis Me To Ye Riwayat Mojood Hai Jiska Mafhoom Hai Ki Karze Ko Jaldi Ada Karo, Koi … Reff: 1021-487 | Unknown Topic: Allah Ke 5 Naam 10 Logon Ko Bhejne Se Pareshani Hal Hone Wale Sms Bhejna Kaisa? Kiya Is Tarah Ke Sms Kisi Ko Bhejna Chahiye Allah Ke Ye 5 Naam 10 Musalmano Ko Bhejo Apki Koi Badi Pareshani Hal Ho Jayei, (1). Ya Allah (2). Ya Karee … Kisi Jahil Ke Zariye Sunni Musalmano Ko Gumrah Karne Wali Baat Hai, Shariat Me Iski Asl Kisi Buzurg Se Bhi Sabit Nahi, Ise Aage Bhejna Nahi Chahiye, O … Reff: 1021-486 | Unknown Topic: Namaz Me Sana Padhte Waqt "Ashhadu..." Par Ungli Uthane Ke Masle Ki Wazahat? Hame Apse Ilm-e-Deen Aur Masail Ka Bahut Fayeda Hua. Mgr Aaj Ek Masala Samajh Nahi Aya Ki. Namaz Me Jab Sana Padhte He To Usme. ASHHADU AN LA ILAHA IL … Mene 477 Ke Jawab Me Likha Hai Ki “Ungali Utha Sakte Hai” Ye Nahi Likha Ki “Uthani Chahiye” “Sakte Hain” Aur “Chahiye” Me Farq Hota Hai, Aur Ye Baat S … Reff: 1021-485 | Unknown Topic: Ghar Me Pareshani, Bimari Aur Aawazein Aane Par Mufti Sahab Ka Bataya Hua Wazifa? Hazrat Main Ap Ko Ek Copy Bhej Raha Hu Rehnumai Farmayen Badi Mehrbani Hogi Sawal: Mufti Sahab Qibla Ham Ne Ek Bana Hui Ghar Kharida .Takriban ..3 Saa … Jo Jawab Mufti Sahib Ne Diya Apni Jaga Durust Hai, Agar Kamyabi Nasib Nahi Hui To Padhne Padhane Me Zarurt Khata Hai, Aksar Aisa Hi Hota Hai Ki Log Sa … Reff: 1021-484 | Unknown Topic: "Hisaar-E-Qadri" Kya Hota Hai Aur Iska Amal Karne Ka Tarika Kya Hai? Janab Ye Hisaar Ye Qadri Kya Hai Aur Kis Trah Hisaar Kiya Jaye ? Hisaab Bamayene- Charo Taraf Gol Ghera Banane Ke Hai, Aur Aamileen Ki Istilah Me Hisar Kehte Hai, Kisi Amal Ya Chille Ya Wazife Se Pehle Dua Padh Kar … Reff: 1021-483 | Unknown Topic: Masjid Khali Hone Ke Bawajood Do Pillaron Ke Darmiyan Saf Lagana Kaisa Hai? Hazrat Jamaat Ke Waqt Jo Safe Lagai Jati Hai Masjid Khali Hone Ke Bawjood (2)Piller Ke Bich Safe Lagana Kaisa Hai ? Jahan Tak Mumkin Ho To Saf Ko Tarteeb Ke Mutabik Hi Poora Kiya Jaye Maslan Pehle Saf Awwal Ko Fir Ane Wala Saf Awwal Mukammal Hone Ke Bad Hi Doosri Sa … Reff: 1021-482 | Unknown Topic: Arbi Lafz "Munkir" Ka Shari Ma'na Kya Hota Hai? Hazrat Munkir Ka Kiya Matlab Hai ? Inkaar Karne Wala