Total 1401 answers
Reff: 1021-481 | Unknown Topic: Aurton Ka Parivar Chhod Kar Mazar Par Mujawari Karna Ya Shadi Na Karna Kaisa? Hazrat Jo Aurte Apne Parivar Ko Chhod Kar Mazar Pe Mujouri Karne Lagti Hen, Ya Kuchh Aurte Shadi Nahi Karti Wo Bhi Muzauri Karti He Hazrat Kya Wo Sahi … Suwal Se Mujhe Ye Samajh Aya Ki Mazar Par Bethne Ka Kam Karti Hai Yani Faqeeri Rasta Apna Leti Hai, Agar Me Sahi Samjha To Ye Aurat Ko Is Tarah Faqir … Reff: 1021-480 | Unknown Topic: Hajat (Murad) Poori Hone Aur Pareshani Se Nijat Ke Liye Koi Asan Wazifa Ya Dua? Hazrat. Agar Kisi Ko Koi Hajat (Murad) Ho, Uske Liye Koi Amal, Dua Bata Dijiye ? Hajat Ke Liye Do Amal Apki Bargah Me Arz Hai, Jo Munasib Ho Kare, (Warna Dono Alag Alag Waqto Me Kare Yani Ek Ka Waqt Subha Tey Kar Le Ek Ka Sham Ko) … Reff: 1021-479 | Unknown Topic: Talaq Zuban Se Na Keh Kar Agar Talaq-Nama (Papers) Par Sign Kar De Toh Talaq Hogi? Hazrat Agar Kisi Ka Talaq Hota He Jab Koi Aur Ladka Jab Ladki Ko Talaq Deta He Agar Wo Muh Se Na Kahe Aur Talaq Papar Pe Signetur Kar De To Talaq Hoga … G, Han, Puchi Gai Surat Me Shohar Agar Likh Kar Bivi Ko Talaq Bhijwaye To Bhi Talaq Ho Jayega, Aur Likh Kar Bhejna Bhi Zaruri Nahi Naa Bhej Paye Tab B … Reff: 1021-478 | Unknown Topic: Azaan Ya Darmiyan Sarkar Ka Naam Sun Kar Anguthe Chumne Ki Sharai Haisiyat? Hum Azan Ke Darmiyan Ya Kahin Bhi Jab Huzoor-E-Aqram Sarkar-E-Do Aalam Sallallaho Alaihewasllam Ka Naam Aata Hai To Apne Hanth Ki Ungliyon Ko Bosha Ky … Huzoor (عليه السلام) Ke Naam-e-Pak Par Angutho Ke Nakhun Ko Bosa De Kar Ankho Se Lagana Bilkul Jaiz Hai, Aur Iske Jaiz Hone Ke Liye Itna Kafi Hai Ki S … Reff: 1021-477 | Unknown Topic: Azaan Ya Takbeer Me "Ashhadu Anna Muhammadar Rasulullah" Kehne Par Ungli Uthana? Kya Ham Sirf Azan Ya Takbeer Ke Dauraan Hi “Ashuhadoanllailaha Illallah” Kahene Par Hi Kalime Ki Ungli Uthye Aur Aisa Ham Kyon Karte Hai ? Azan Ya Takbir Me Ye Ikhtiyar Hai Uthana Zaruri Nahi, Aur Namaz Ke Qada Me Tashahud Me Sunnat Hai, Iske Siwa Bhi Uthane Me Harj Nahi, Or Ye Hath Ke Is … Reff: 1021-476 | Unknown Topic: Ilm-E-Hadees Ki Istilah Me "Sanad" Kise Kaha Jata Hai? Hazrat Sanad Kise Kahte Hain ? Ilm-e-Hadees Ki Istilah Me Sanad Hadis Riwayat Karne Wale Rawio Ki Fehrist Ko Kehte Hai, Yani Jahan Se Arabi Hadis (Farman-e-Mustafa) Shuru Hota Hai U … Reff: 1021-475 | Unknown Topic: Jumme Ki Namaz Ke Liye Do Azaanein Dene Ka Sharai Hukm Aur Waja Kya Hai? Mujhe Hazrat Ye Poochna Hai Ke Jumme Ki Namaz Ke Liye Do Azanen Kiun Hoti Hain ? Or Kya Hukm Aaya He Kisi Bhi Masale Me “Aisa Kyun He” Ka Jawab Bahoot Mushkil Hota Hai, Or Ye Suwal Gair Zaruri Tha, Do Azane Hona Hadis Se Or Hazrat Usman Ke Daur Se Sab … Reff: 1021-474 | Unknown Topic: Shadi Ki Pehli Raat Shohar Apni Biwi Ko Tohfe Ke Taur Par Quran-E-Pak De Sakta Hai? Kuchh Ghalat Likha Ho To Mafi Chahta Hu, Me Ye Jaanna Chahta Hu Hazrat, Pehli Ratt Koi Bhi Mard Apni Bivi Ko Quran-E-Pak As A Gift (Tohfe Ke Tor Par) … G, De Sakta Hai, Harj Nahi, Balki Me To Ye Kahunga Ki Quran Ke Sath, Kuchh Kitab Jaise “JANNAT ZEWAR” “QANOON-e-SHARIAT” “PARDE KE BARE ME SUWAL JAWAB … Reff: 1021-473 | Unknown Topic: Aurton Ka Burqa Pehan Kar Chehra Khula Rakhna Aur Chehre Ke Parde Ka Sharai Hukm? Hazrat Ye Jo Ajkal Aurate, Ladkiya Bazar Me Burqe To Pehnti Hai Magr Chehra Khula Rakhti Hai, Kya Ye Sahi He. Gair Mard Ke Samne Chehra Khol Sakte Hen … Pardadar Chehre Ko Chamkata Hua, Jhuthe Pardo Par Qeher Barsata Hua. (Radd Ul Hijaab Bil Batil Niqab) “Sabhi Mali Faili Ibadat Usi Azmat Wale Shohrat … Reff: 1021-472 | Unknown Topic: Zaid Ka Ye Kehna Ki "Customer Toh Bhagwaan Ka Roop Hai" Is Par Sharai Hukm? Zaid Ne Kaha "Customer To Bhagwaan Ka Roop Hai" Zaid Pe Kya Hukm-e-Sharai Lagega? Customer Ko Bhagwaan Ka Roop Kehna Kafiro Ka Jumla Hai, Agarche Ye Koi Unka Mazhabi Shiar Nahi, Or Musalnan Ke Liye Inme Kai Pehlu Nikal Sakte Hai, Si … Reff: 1021-471 | Unknown Topic: Jab Quran Me Shaheed Zinda Hain Farmaya Hai, Toh Phir Unhe Fatiha Kyun Dilayi Jati Hai? Hazrat Ek Shaks Ne Suwal Puncha He Or Suwal Ye H Ki Quran Azeem Me Aaya H Ki Shaheed Zinda Hain, Unko Murda Guman Bhi Na Karo To Unko Fatiha Kyun Kara … Unke Khyal Me Ye Ghalat Fehmi Hai Ki Fatiha Sirf Duniy Se Jane Walo Ki Hoti Hai, Balki Haqiqat Ye Hai Ki Fatiha Ek Isal-e-Sawab Hai, Yani Ye Zinda Ko … Reff: 1021-470 | Unknown Topic: Kismat Me Likhe Hone Ke Bawajood Insan Apne Amaal Ki Wajah Se Gunahgar Kaise Hota Hai? Hazrat Insan Ko Jo Milta He Duniya Se Kya Vo Usi Ki Kismat Main Hota He Ya Us Ke Amaal Main Ager Jo Kismat Main Likha Hota He Phir Kaise Insan Gunhega … Bande Ko Allah Ne Majbur Nahi Banaya Balki Kuchh Ikhtiyar Bhi Diye Hai, Sahi Ghalat Bhi Bataya Hai, Or Khud Fesla Karne Par Chora, Magar Iska Matlab Y … Reff: 1021-469 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Apne Cousins, Behnoi Aur Devar Se Parda Karna Kitna Zaruri Hai? Hazrat Aurto Ke Parde Ke Bare Me Bataiye, Ajkal Mahol Aisa He Ki Wo Apne Cousin's Se Parda Nahi Kar Pati He Jabki Wo Log Ek Dusre Ko Bhai, Bahen Hi Sa … Aurto Ko Har Gair Mard Se Parda Farz Hai, Jisse Bhi Nikah Jaiz Hai Usse Parda Farz Hai, Fir Chahe Wo Apas Me Ek Dusre Ko Behn Bhai Mane, Or Raha Cousi … Reff: 1021-468 | Unknown Topic: Kya Imam-E-Azam Abu Hanifa Rahmatullahi Alaih Ne Yazid Ko Kaafir Kaha Hai? Kya Imam Aazam Abu Hanifa Radiallaho Anhu Ne Yazid Ko Kafir Kaha Hai ? Imam-e-Azam Ne Yazeed Ko Na Kafir Kaha, Yahi Ahanf Ka Mokif Hai Ki Koi Kafir Kahega To Mana Nahi Karenge Khud Kahenge Nahi Reff: 1021-467 | Unknown Topic: Farz Ki 4 Rakat Me Teesri Rakat Me Galti Se Surah Fatiha Ke Baad Surat Padhne Par? Hazrat Farz Ki 4 Rakaton Me Agar Teesri Rakat Me Galti Se Sureh Fateha Ke Bad Koi Surah Padhle To Kya Hukm Hai ? Sajda Sahw Ya Namaz Ko Dohrana Padega … Naa Sajda Sehab Naa Namaz Ko Dohrana Padhega, Balki Namaz Sahi Hui Koi Harj Nahi, Aur Agar Farz Ki Chothi Me Bhi Sureh Fatiha Ke Bad Surat Milaye (Jab … Reff: 1021-466 | Unknown Topic: Islam Me Adad (Numbers) 786 Aur 92 Ka Shariat Me Kya Matlab Hai? Hazrat Islam Me (92)Or(786) No. Ka Kya Matlab Hota He 786 Bismillah Shareef Ke Adad Hain. 92 Huzoor (عليه السلام) Ke Naam-e-Pak Muhammad (Alyhisalam) Ke Adad Hain. Reff: 1021-465 | Unknown Topic: Bina Dhol Ke Mohabbat Ke Kuch Ashaar Ya Ghazal Gungunana Kaisa Hai? Hazrat Kiya Hum Gane Ko Gungana Sakte He Kuchh Mohabbat Ke Ashar Bina Dhol Wagerah Ke Nahi, Aur Gana Dil Me Nifaq Paida Karta Hai, Iman Wale Ko Munafiqat Ki Janib Le Jata He, Or Bila Wajah Gair Zaruri Bat Se Bhi Zuban Ko Band Rakhna Cha … Reff: 1021-464 | Unknown Topic: Raat Ke Waqt Ghar Ka Kachra Ya Kooda Bahar Phenkna Shariat Me Kaisa Hai? Bahut Logo Ko Dekha Jata Hai Raat Me Kachra Phenkte Hai Ziyada Tar, Jab Ke Subha Bhi Fek Sakte Hai Magar Aisa Nahi Karte Isme Shariat Ka Kiya Hukum Ha … Rat Me Jhadu Naa Lagane Ke Bare Me To Padha Hai Magar Kachra Bhi Rat Ko Fekna Chahiye Is Bare Me Koi Ibarat Meri Nazar Nahi Guzri, Magar Isme Koi Harj … Reff: 1021-463 | Unknown Topic: Maghrib Ke Alawa Baaki Azaan Aur Jamat Ke Darmiyan Buland Aawaz Me Salam Padhna? Hazrat Maine Chattisgarh Takiya Paara Durg Ki Masjid Main Dekha Hai Aur Aqaid Ahle Sunnat Aur Anware Shareeyat Main Padha Bhi Hai Ki Siwaye Magrib Har … Azan Ya Takbeer Se Pehle –(Durood Salam Padhna Jaiz Hai), Jiske Jaiz Hone Me Aajka Nahi Balki Sadion Purane Ulama Ka Bhi Fatwa Maujood Hai, Or Jo Log … Reff: 1021-462 | Unknown Topic: Fatiha Karana Hadees Se Sabit Hai, Aur Is Par Iman Na Rakhne Wale Ka Kya Hukm Hai? Hazrat, Fatiha Karana Kiya Hadees Se Sabit Hai, Or Koi Fatiha Padne Pe Iman Nahi Rakhta Ho To Kya Wo Ghalat Hai ? G, Han Fatiha Karna Hadis Se Sabit Hai, Or Musalmano Ko Janna Chahiye Ki Akhir Fatiha Kis Chiz Ka Naam Hai Bahut Wahabi Fatiha Ke Naam Par Sunni Musal …