Total 1401 answers
Reff: 1021-461 | Unknown Topic: "Kun Fayakun" Wazifa Ya Namaz Padhne Ka Tarika Aur Ye Kis Maqsad Ke Liye Hai? Hazrat, Humko Ye Janna Hai Ki “Kun Fayakoon” Namaz Padhne Ka Tareeqa Kya Hai, Or Ye Namaz Kisliye Padhi Jati Hai ? Mene Is Namaz Ke Bare Me Ek Kitab Me Padha To Tha Magar Ab Kafi Talash Kiya Magar Mil Nahi Saki, Agar Jald Mili Or Ap Tak Pahuchana Mumkin Raha Or Yaa … Reff: 1021-460 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Artificial Jewelry (Artificial Zewar) Pehan Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Hazrat Kya Artificial Ke Zewar Aurten Pahen Kar Namaz Padh Sakti Hain. Isme Namaz Hoti Ya Nahi Hoti Hai, Sadr Us Sharia Mufti Amjad Ali Azami Farmate Hain, (Sone Chandi Ke Alawa) Doosre Dhaat Ki Anguthi Pehnna Haram Hai Maslan, Loha Petal, Tamba Jasta Wag … Reff: 1021-459 | Unknown Topic: Kisi Gair Muslim Ki Company Me Job Karna Aur Boss Ke Salam Ka Jawab Dena Kaisa Hai? Kya Kisi Hindu Ki Company Me Job Kar Sakte He. Agar Ha To Boss Ke Sath Dua Salam Kare Ya Nahi. Aur Agar Wo Kare To Kya Karna Chahiye. Job Kar Sakte Hain, Jabki Kaam Jaiz Ho Aur Zillat Wala Naa Ho, Khud Salam Ki Pehel Naa Kare, Aur Wo Kare To Sirf وعليكم Keh De, Warna “Good Moring” Ja … Reff: 1021-458 | Unknown Topic: Allah Ta'ala Ne Jab Hazrat Adam Alaihissalam Ke Jism Me Rooh Dali Toh Sabse Pehle Kya Nikla? Jab Allha Tala Ne Hazrat Adam Alehissalam Ke Jism Me Ruh Dala To Sab Se Pahle Adam Alaihissalam Ke Munh Se Kaun Sa Word Nikla Tha ? الحَمْد لله Reff: 1021-457 | Unknown Topic: Vitr Ki Namaz Ki Teesri Rakat Me Ruku Se Pehle Dua-E-Qunoot Ki Niyat Hadees Se Sabit Hai? Vitr Ki Namaz Me Jo Teesri Rakat Mein Niyat Bandhte Hai Kya Woh Hadees Se Sabit Hai ? Hanafi Shaks Ko Is Baat Ka Zarur Iman Rakhna Chahiye Ki Sunniyat Me Aur Hanafi Mazhab Me Koi Chiz Quran Hadis Ke Khilaf Nahi, Fir Chahe Uski Dalil Use … Reff: 1021-456 | Unknown Topic: Gair-Muqallideen (Wahabi-Deobandi) Se Deeni Bahas Aur Mubahasa Karna Kaisa Hai? Kya Gair Mukallidin Se Deeni Bahas Kar Sakte Hain ? Agar Aap Munazre Ke Fan Se Waqif Hai, Aur Isme Mahir Bhi Hai, Aur Zuban Arabi Farsi Wagera Me Mahir Aur Sunniyat Ke Ek Bade Aur Zabardast Allama Hai, … Reff: 1021-455 | Unknown Topic: Raat Ke Waqt Ghar Me Jhadu Lagana Shariat Ke Lihaz Se Kaisa Hai? Rat Ko Jhadu Marna Kaisa ? Kabhi Majburan Lagane Me Harj Nahi, Aur Adat Bana Lena Ki Aksar Raat Hi Ko Jhadu Lagai Jaye To Isse Ghar Me Tangdasti Aati Hai, Isse Bachna Chahiye Ma … Reff: 1021-454 | Unknown Topic: Rooh Qabz Karne Ke Liye Malakul-Maut Ke Sath Kul Kitne Farishte Aate Hain? Rooh Qabz Karne Ke Liye ? Malakul Maut ? Kitne Farishton Ko Apne Saath Le Kar Aate Hain ? Iski Sahi Tadad To Mere Ilm Me Nahi Magar Jaise Banda Hota Hai Uski Rooh Unhi Firishto Ko Di Jaati Hai Maslan Rehmat Or Azab Dono Firishte Malakul Mau … Reff: 1021-453 | Unknown Topic: 4 Rakat Sunnat Namaz Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Aur Asan Tarika Kya Hai? 4 Rakat Namaz Sunnat Ki Niyat Kaise Ki Jati Hai. Hazrat Is Post Jawab Jaldi Den. Shudia Se Kisi Ne Puchha Hai. Niyat Dil Ke Irade Ka Naam Hai, Dil Me Ye Irada Karna Ki Me Sunnat Padh Raha Hu Aur Jis Waqt Ki Padh Raha Ho Us Waqt Ka Bhi Khyal Rakhe Ye Kafi Hai, N … Reff: 1021-452 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Churidar Pajama Pehan Kar Namaz Padhna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Churidar Pajama Hota He Jo Aurto Ka Wo Pahan Sakti Hain Ladies Ya Nahi, Kya Uspe Namaz Ho Jati Hai. Aisa Libas Pehnne Ko Ulama Ne Najaiz Likha Jisse Jism Ki Banawat (Mazallah) Zahir Ho. Aajkal Jo Churidar Payjama Ladkio Me Pehna Jata Hai, Jise Slecs … Reff: 1021-451 | Unknown Topic: Kamre Me Insano Ya Janwaron Ke Poster Ya Plastic Ki Gudiya Rakhne Se Farishte Nahi Aate? Hazrat Hum Ne Suna He Room Main Insano Ke Poster Lagane Ya Janwaro Ke Ya Putla Wagehra Gudiya Palstik Ki Rakhne Se Rehmt Ke Fariste Nahi Aate He Kya Y … Sahi Suna Hai, Hadis Me Yahi Hukm Aya Hai, Jis Ghar Me Jandar Ki Tasweer Aur Kutta Ho Us Ghar Me Rehmat Ke Firishte Nahi Aate, Or Fuqha Ne Farmaya Ki … Reff: 0921-450 | Unknown Topic: Deobandi Doston Ke Peeche Namaz Padhna, Dosti Rakhna Aur Deobandi-Wahabi Ki Taarif? Hazrat Ye Bataye Ki Mere Hostel Me Saare Log Deobandi He Sare Dost Aur Wo Bhi ALLAH Aur Uske Pyare RASOOL Per Iman Rakhte He. Aur Unme Se Namaz Padhat … Chahe Deobandi Ho Ya Fir Wahabi Algharaz Koi Bhi Badmazhab Firqa Yani, Siwaye Ahle Sunnat Ke Koi Bhi Imam Ho Uske Peechhe Namaz Padhna Gunah Or Baz Ma … Reff: 0921-449 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Makeup Karna Aur Lipstick Wagairah Istemal Karna Shariat Me Kaisa Hai? Hazrat Aurto Ka Mackup Karna Kaisa H, Lipstick Wagairah Wo Istimal Kar Sakti Hain Ya Nahi Apne Shohar Ke Liye Jaiz Hai, Or Gair Ke Liye Haram, Gair Shadi Shuda Ladki Ko Bhi Fi-Nafsihi Jaiz Hai, Lipstick Me Agar Koi Najaiz Chemical (Cemical) … Reff: 0921-448 | Unknown Topic: Sawla Rang Chhipane Ya Khubsurti Ke Liye Ladkiyon Ka Facial Karwana Kaisa Hai? Hazrat Feshiyal Jo Aurte Ladkiyan Karwati Hain Khubsurti Ke Liye Bahut Ladkyon Ka Rang Sawla Rehta He Jis Se Shadi Nahi Lagti Hai Us Ke Liye Karwati H … Jaiz Hai, Jabki Gair Mard Ko Dikhane Ke Liye Naa Ho, Reff: 0921-447 | Unknown Topic: Fatiha Dilane Ka Suboot Quran O Hadees Ki Roshni Me Bayan Farmayein? Hazrat Fatiha Ka Saboot Hadis Se Dein Barai Karam Fatiha Ka Saboot Hadis Me Maujood Hai, Fatiha Haqiqat Me Ek Isal-e-Sawab Hai, Yani Koi Bhi Musalman Apne Kisi Bhi Nek Amal Ka Swab Kisi Bhi Doosre Zin … Reff: 0921-446 | Unknown Topic: Namaz Me Kaun-Kaun Se Faraiz Aur Wajibat Hain, Aur Wajib Chhootne Par Kya Karein? Assalam ALAIKUM Hazrat Ye Bataye Ki Namaz Me Kya-Kya Wajib Hai Aur Agar 1 Bhi Wajib Chhoot Jaye To Uska Kya Masla He Ya Kya Karna Chahiye ? و عليكم السلام والرحمة الله Allah Apki Magfirat Kare Aur Apke Sadqe Me Meri Bhi Aur Door Kare Apke Sar Se Tamam Pareshani, Aur Apke Ghar Ke Mareez Ko … Reff: 0921-445 | Unknown Topic: Ya Ali, Ya Ghaus, Ya Peer Madad Kehna Kaisa Hai, Kya Ye Shirk Hai? Ya Ali Al-Madad, Ya Gous Al-Madad, Ya Peer Al-Madad, Yeh Sab Kahna Kaisa ?Allah Ke Siva Kisi Aur Se Madad Mangna Shirk Hai Kya ? Ye Sab Kehna Jaiz Hai, Aur Allah Ke Alawa Gair Se Madad Mangna Shirk Nahi Jabki Koi Ye Aqeeda Naa Rakhe Ki Khuda Madad Nahi Karta Ya Nahi Kar Sakta Ta … Reff: 0921-444 | Unknown Topic: Sookhi Hui Napak Cheez Ya Sookha Kutta Kapde Par Lagne Se Kapda Napak Hota Hai Ya Nahi? Hazrat Ham Ne Suna He Ki Koi Bhi Napak Cheez Ho Agar Wo Sukha He To Paak He Jaise Ki Agar Sukha Hua Kutta, Kapde Main Lag Jaye To Hamara Kapda Napak N … Har Chiz Sookhne Se Pak Nahi Hoti Balki Kuchh Chize Be-Dhoye Paak Hi Nahi Hongi, Or Wo Hukm Jo Suwal Me Darj Hai Shayad Zameen Ke Liye Suna Gaya Hoga, … Reff: 0921-443 | Unknown Topic: Halak Se Nikalne Wali Music Type Aawaz Wali Naatein Sunna Ya Padhna Kaisa Hai? Aaj Kal Jo Naat Me Sound Ya Music Type Hota H Jo Ki Halak She Nikala Jaata He To Kya Esi Naate Sunna Ya Padna Sahi He. Aur Naat Kaise Sunna Or Padna C … Agar Naat Me Music Ka Koi Bhi Saman Istimal Kiya Gaya Hai To Uska Sunna Bila Shuba Haram Hai, Magar Aisa Hota Hai, Naat Me Aksar Zikr Hota Rehta Hai, … Reff: 0921-442 | Unknown Topic: Gair-Muqallideen (Wahabi, Deobandi, Ahle-Hadith) Ke Sath Salam-Dua Aur Namaz Kaisa Hai? Hazrat Kiya Gair Mukalid Jaise Wahabi Deobandi Ahlehadis Wagera Ke Sath Namaz Aur Salam Kar Sakte Hai ? Nahi Kar Sakte, Jabki Sahi Me Deobandi Wahabi Ho Naaki Sirf Aawzun Naas- Hadis Me Dono Chize Ke Liye Mana Kiya Gaya Ki, Naa Uske Sath Salam Kalam Karo …