Total 1401 answers
Reff: 0921-441 | Unknown Topic: Suwal 428 (Sunnat-E-Gair Muakkada Ka Tarika) Par Aitraz Ka Hawale Ke Sath Jawab? Hazrat Maafi Chahte Hain Hum, Par Jawab 428 (Sunnat-e-Gair Moakkada Padhne Ka Tariqa) Ke Bare Me Mujhse Sawal Kiya Gaya, Wo Bol Rahe Hain Ki Esa Pahle … Sunnat-e-Gair-e-Moakada Ke Padhne Ka Sahi Tariqa Wahi He Jo Jawab No. 428 Me Byan Kiya Gaya, Agar Kisi Ne Ye Pehle Kabhi Suna Nahi To Shayd Unhone Kab … Reff: 0921-440 | Unknown Topic: Firqe Ki Asal Kya Hai Aur Islam Me Firqon Ki Shuruwat Kab Aur Kaise Hui? Firke Ki Asl Kya He Aur Firka Ki Suruwat Kahan Se Huvi Kya Ye Hamare Pyare Nabi Kareem Sallahutala Alaihislam Ke Time Se He Ya Baad Me Hui He ? Firqo Ki Shuruat Huzoor (عليه السلام) Ke Waqt Se Thi Magar Is Qadr Khul Kar Zahir Ho Kar Nahi Aye The, Us Waqt Bhi Munafiq Mujood The, Jo Musalmano Ki … Reff: 0921-439 | Unknown Topic: Charo Aimma (Hanafi, Maliki, Shafi'i, Hambali) Haq Par Hain Toh Inke Peeche Namaz Kyun Nahi? Imam Abu Hanifa, Imam Malik, Imam Safai Aur Imam Hambal Rehmatulha Allahey Yeh Saare Haq Pe Hai Yeh Nahi, Agar Haq Pe Hai To Inke Peechhe Namaz Kyu Na … Charo Haq Mazhab Haq Hai, Or Iske Haq Hona Inke Sunni Aqaid Hain, Hanafi Ki Namaz Kisi Mazhab Ke Peechhe Nahi Hoti, ? Ye Baat Apne Kaha Padhi Ya Kis A … Reff: 0921-438 | Unknown Topic: 3 Saal Se Bimar Maaji Ke Shifa Ke Liye Quran-E-Pak Ka Koi Roohani Ilaaj? Hazrat Meri Muwani He Jo Ki Lag Bhag Teen Saal Se Bimar He Haath Pair Dimag Kuchh Bhi Kaam Nahi Karta He Do Ladke Bhi He Jo Ki Abhi Ziyada Bade Nahi H … Sureh Kafiroon Har Bar Bismillah Ke Sath 1001 Par Padh Kar Sarso Ke Tel Par Dam Kar Ke Rakh Lo, Fir Usi Tel Se Hath Pero Ke Jodo Ki Malish Karo, Or Ra … Reff: 0921-437 | Unknown Topic: Shariat Me "Bid'at-E-Hasna" Aur "Bid'at-E-Sayyi'ah" Kise Kehte Hain? Hazrat Bidate Hasna Aur Bidate Shina Kya Hai ? Wo Etiqad Ya Amal Jo Huzoor (عليه السلام) Ke Zahiri Zamane Me Naa Ho, Bid’at Kehte Hai, Iski Bahut Se Qism Hoti Hai, Magar Sirf Do Ka Zikr Kiya Jaata … Reff: 0921-436 | Unknown Topic: Message Me Salam Aane Par Kya Likh Kar Hi Jawab Dena Zaruri Hai Ya Bina Likhe? Koi Agar Salam Kare Massege Par To Kya Usko Jawab Likh Kar Hi Dena Zaruri Hai Ya Bina Likhe Bhi Salam Ka Jawab Diya Ja Sakta Hai Likhe Hue (Written) Salam Ka Jawab Dena Bhi Wajib Hai, Magar Likh Kar Wajib Nahi, Yani Salam Milte Hi Forn Jawab Mun Se De De, Der Ki To Gunahgar Hoga … Reff: 0921-435 | Unknown Topic: Kya Ghutne Khule Hue Hone Ki Halat Me Wuzu Mukammal Ho Jata Hai? Kya Gutne Khule Hone Ki Halat. Me Wazu Ho Sakta Hai. Wuzu Ho Jayega, Mgar Ghutne Mard Ke Sitr Me Dakhil Hai Inka Chupana Farz Aur Logo Ke Samne Ghutne Kholna Haram, Iska Gunah Zarur Rahega, Magar Wuzu Ho … Reff: 0921-434 | Unknown Topic: Musalman Bachchon Ka Aisi School Me Padhna Kaisa Jahan Hindu Prayer Sikhayi Jaye? School Me Hindu Preyer Or Gair Islamic Kaam Shikhne Pr Musalman Bachcho Ko Us School Me Padna Kaisa He Haram Hai, Aur Wo “Gair Islamic Kam” Kya Hai Uski Tafseel Chahiye, Agarwo Kam Kufriya Ya Shirkiya Ho Or Bachcha Baligh Samjhdar Hai Aur Us Kaam Se Raz … Reff: 0921-433 | Unknown Topic: Kya Imam Abu Hanifa Rahmatullahi Alaih Kisi Ke Muqallid The? Kya Imam Abu Hanifa Rahmatullah Alay Mukalid Hai ? Nahi Imam Sahib Muqallid Nahi The, Kyunki Aap Khud Mujtahid The Or Mujtahid Ko Kisi Ki Taqleed Karna Haram Hai, Reff: 0921-432 | Unknown Topic: Tablighi Jamat Ki Shuruwat Kab Hui Aur Is Jamat Ka Asal Maqsad Kya Hai? Tabligi Jamat Ki Shuruwat Kab Se Huwi Hai Aur Is Jamat Ka Maksad Keya Hai ? Sunni Alimo Ne Tabligi Jamat Par Kai Kitab Aur Risale Likh Kar Quam Ko In Khabeeso Ke Fareb Se Bachaya Hai Aur Inki Asliyat Sabke Samne Kar Di, Allah … Reff: 0921-431 | Unknown Topic: Nikah Ke Durust Hone Ke Liye Qazi Ka Hona Zaruri Hai Kya? Kya Nikah Ke Liye Qazi Ka Hona Zaruri Hai ? Nikah Ke Sahi Hone Ke Liye Naa Qazi Ka Hona Zaruri Hai Na Imam Ka Na Hafiz Ka Na Alim Ka, Do Mard Sunni Musalman Ki Mojoodgi Me Baligh Ladka Ladki Nik … Reff: 0921-430 | Unknown Topic: Wahabi Gharane Me Shadi Shuda Larki Ka Chhip Kar Fatiha Karne Par Rishtedari Rakhna? Hazrat Ek Ladki Jiski Sadi Wahabi Gharane Me Ho Gai Wo Chhip Kar Fatiha Karti Hai. Kya Usse Rishtedari Ya Salam Kalam Rakh Sakte Hain ? Agar Ye Ladki Apki Mehram Hai To Ap Or Is Ladki Par Lazim Hai Ki Us Wahabi Se Apna Picha Churaye, Or Iske Ghar Walo Ko Bhi, Jabki Ye Sahi Me Sunni Ho … Reff: 0921-429 | Unknown Topic: Wahabi Firke Ka Sargana Muhammad Bin Abdul Wahhab Tha Ya Uska Beta? Wahabi Firka Ka Sargana Abdul Wahab Tha Ya Uska Beta MD Wahab Tha Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 214 Par Hai, “Wahabia Yeh Ek Naya Firqa Hai, Jo 1209 (Hijri) Me Paida Hua, Is Mazhab Ka Baani Mumahhad Bin Abdul Wahab N … Reff: 0921-428 | Unknown Topic: Gair-Muakkada Sunnat 4 Rakat Wali Namaz Padhne Ka Tarika Kya Hai? Hazrat Gair Muakada Sunnat 4 Rakat Wali Namaz Ka Tariqa Bata Dein ? Sunnat-e-Gair Moakadah Jisko Sunnat-e-Zawaid Bhi Kehte Hai Yani (Asr Aur Isha Ke Farz Se Pehle Ki 4 Rakat Sunnat) Uske Padhne Ka Tariqa Ye Hai Ki, Peh … Reff: 0921-427 | Unknown Topic: Mazar Shareef Par Dhol, Tashe Aur Music Bajana Kisi Bhi Tarah Jayez Hai? ASSALAM ALAIKUM Hazrat Ye Bataye Ki Jo Mazaar Shareef Per Dhol, Taashe Or Music Wali Cheezen Bajai Jati He, Kya Ye Jaiz He Kisi Tarah Se, Agar He To K … و عليكم السلام والرحمة الله Qawwali, Dhol Tashe Ya Deegar Musicial Stument Ke Sath Haram Haram Sakht Haram Ashad Haram Hai, Or Qawwali Jo Music Ke Sat … Reff: 0921-426 | Unknown Topic: Aurton Ka Masjid Me Jana Mana Hai, Toh Iski Sharai Waja Kya Hai? Hazrat Aurt Ko Masjid Jana Mana He Agarmana He To Kyun, G, Ha Namaz Ya Jamat Ke Liye Aurat Ko Masjid Ki Hazri Jaiz Nahi, Aur Aisa Fitne Ke Sabab Hai, Aur Hadis Se Iski Mumaniat Mojood Hai, Yaha Tak Ki Eed K … Reff: 0921-425 | Unknown Topic: Aurat Ka Apne Sar Ke Baal Katwana Shariat Me Jayez Hai Ya Gunah? Hazrat Aurat Apne Sir Ke Bal Kata Sakti Hai, Ya Esa Karna Gunah Hai ? Aurat Ko Mardana Bal Karwana Haram Hai Aur Hadis Me Aisi Aurato Par Lanat Ki Gai, Aur Is Tarah Katwana Bhi Mana Ki Jisme Aage Kuchh Bal Mathe Par Gire … Reff: 0921-424 | Unknown Topic: Galti Se Quran Shareef Zameen Par Gir Jaye Toh Uska Kya Kaffara Hota Hai? Agarkuran Shareef Galti Se Gir Jayen To Kya Hazrat Hame Us Ka Kffara Ada Krna Pdta He Aur Agar Kaffara Hota He To Kya Cheez? Lafz ‘Qur’an’ Roman English Me Is Tarah Likha Jaata Hai, Jaise Hamne Jawab Me Likha Hai Or Ye Baat Sail Se Pehle Bhi Arz Ki Gai Thi, Magar Mehsus Hota … Reff: 0921-423 | Unknown Topic: Nikah Ke Waqt Shariat Ke Mutabiq Kin-Kin Cheezon Ka Hona Zaruri Hai? Nikah Ke Waqt Kin Kin Chizo Ka Hona Zaruri He Hazrat ? Nikah Naam Hai Ijab O Qubool Ka Yani Agar Koi Baligh Mard Aurat, Do Gawah (Mard, Ya 1 Mard Do Aurat) Ki Mujoodgi Me Sharai Meher Ke Sath Khud Nikah Ka … Reff: 0921-422 | Unknown Topic: Aurat Ka Shohar Ko Chhod Kar Kisi Gair Mard Se Taluq Ho Jaye Toh Nikah Tut Jata Hai? Hazrat Agarkisi Aurt Ka Samband Soher Ko Chhod Kar Kisi Or Se Ho Jaye To Kya Nikah Tut Jata He ? “Kisi Or” Se Kon Muraad Hai Kyunki Kuchh Logo Se Najaiz Talluqat Hone Se Aurat Apne Shohar Ke Liye Haram Ho Jayegi Jaise Bahu Ka Sasur Se Ho To Aurat …