Total 1401 answers
Reff: 0124-1321 | Unknown Topic: Taraveeh Ya Witar Me Imam Ki Dua-E-Qunoot Na Padhne Par Muqtadi Ki Namaz Ka Hukm? Agar Tarawih Ki Namaz Me, Witir Me Imam Jo Duaay Qunut Padhte Hai Or Agar Kisi Ne Na Padhi To Kya Uski Namaz Poori Mani Jayegi ? Agar Jaan Kar Qunoot Ya Koi Bhi Dua Naa Padhi, Aur Chup Raha To Witr Ko Dohraye, Aur Agar Dua-e-Qunoot Jo Mashhoor Hai Wo Nahi Aati To, Rabbana Atina … Reff: 0124-1320 | Unknown Topic: Farz Namaz Ke Qadah-E-Akhira Me Attahiyat Ki Jagah Alhamdo Padh Lene Par Sajda Sahw? Agar Namazi Farz Namaz Me Yani Imam Ke Peechhe Qada-e-Akheera Me Attahiyaat Ki Jagah Alhamdo Pad De To Kya Hukm Hai Jawab Inayat Farmaye, Jalis Ragib … Jab Yaad Aye, Foran Ruk Jaye Or Tashahud Padhe Aur Salam Phere, Sajda Sehv Nahi, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:715 Par Hai “Agar Muqtadi Se Ba-Halat-e- … Reff: 0124-1319 | Unknown Topic: Badi Masjid Me Aakhri Saf Me Namaz Padhte Waqt Kitni Safon Ke Aage Se Guzar Sakte Hain? Agar Koi Masjid Bari Ho, Usme Koi Shakhs Aakhri Saf Me Namaz Pad Raha He, To 1, 2, Ya 3 Saf Me Namaz Parne Wale Ke Aage Se Guzar Jaye ? Iske Liye Kya … Askar Ilaqo Me Jo Masjid Hoti Hai, Wo Chhoti Masjid Ke Hukm Me Hoti Hai, Chahe Dikhne Me Badi Ho, To Aisi Masjid Me Saamne Ki Deewar Tak Kahi Se Bhi N … Reff: 0124-1318 | Unknown Topic: Taraveeh Me Jaldi Qirat Karne Wale, Darhi Kate Hue Aur Fancy Kapde Pehanne Wale Hafiz Ke Piche Namaz? Kya Taraweeh Me Jaldi Jaldi Qirat Karne Yani Maddat Ko Ada Karne Ki Surat Me Namaz Hogi Ya Nahi Or Aise Hafeez Ke Pichhe Namaz Hogi Ki Nahi Jiski Dadh … *Tarawih Me Itni Jaldi Jo Urfan Padha Hi Jata Hai Ki, Quran Sunne Wala Samajh Leta Hai Ki Kya Aur Kaha Padha Jaa Raha Hai, Ye Jaiz Hai, Awam Ka Samajh … Reff: 0124-1317 | Unknown Topic: Jamat Ke Sath Namaz Me Niche Ki Saf Khali Ho Aur Upar Ki Manzil Par Padhna Kaisa? Jaise Jamaat Ke Saath Namaz Padh Rahe Hai Aur Niche Ki Saf Khali Hai Fir Bhi 2 Ya 3 Manzil Par Namaz Padhe To Kiya Namaz Hogi Safo Me Jagah Chhorna Gunah Hai, Namaz Ho Jayegi Reff: 0124-1316 | Unknown Topic: Computer Ke Zariye Digital Chori Karke Garibon Ki Madad Karne Wale Ka Anjam? Agar Main Computer Ke Zariye Paise Chura Kar Garibo Ki Madad Main De Dun Aur Mujhe Govt. Faasi De Toh Kya Hukm Hoga Shahid Martaba Milega ? Kisi Bhi Gadgets Ke Sath Hacking Karke, Kisi Ke Paise Churana Ya Kisi Bhi Tarah Ke Dastawez, (Documents) Mails, Msg Wagera Me Tasarraf Karna Ahadees S … Reff: 0124-1315 | Unknown Topic: Kisi Ka Paisa Bina Bataye Kharch Kar Lena Aur Us Shakhs Ka Gunahgar Hona? Agar Kisi Ke Pas Mera Paisa Ho Aur Usne Bina Hamse Bataye Kharch Kar Lia Ho Ye Soch Kar Ke Bad Me De Denge To Iska Kya Masala He, Kya Wo Shakhs Gunahg … Beshak Amaanat Me Khyanat Karne Wala Shakhs Ka Ye Kam Najaiz Gunah Or Jahannam Me Le Jane Wala Hai, Ki Usne Kisi Ki Rakhi Hui Amanat Me Bila Uski Ijaz … Reff: 0124-1314 | Unknown Topic: Paise Chori Karke Garibon Me Baant Dene Ka Sharii Gunah Aur Hukm? Agar Main Paise Chori Kar Ke Gharibo Main Baat Dun Toh Uska Kya Hukm Hai Rehmunaai Farmaaye Ye Kam Haram Hai, Aur Is Par Sawab Koi Nahi, Aur Jo Paise Churaye Gaye Hai, Use Uske Malik Ko Pahucha Dena Wajib Hai, Aur Usse Muafi Bhi Mange, Us Raq … Reff: 0124-1313 | Unknown Topic: Aurat Baalon Ka Jooda (Bun) Bana Kar Wuzu Kare Toh Wuzu Ho Jayega Ya Nahi? Aurat Agar Baalo Ka Jooda Banaa Kar Wuzu Kare To Wuzu Hoga Ki Nahi ? Aurat Ne Baalo Ka Juda Bandhe Bandhe Wuzu Kiya To Wuzu Ho Jayega Isme Kisi Tarah Ka Koi Harz Nahi, Aur Agar Gusl Kiya To Gusl Bhi Ho Jayega, Chahe Jud … Reff: 0124-1312 | Unknown Topic: Khwabon Ki Kya Haqeeqat Hoti Hai, Kya Sapne Sach Bhi Hote Hain? Hazrat Kya Khwaab Sach Bhi Hote Hai ? Wazahat Farmaa Den Khwab 3 Tarah Ke Hote Hai *Khwab-e-Rehmani- Jo Allah Ki Taraf Se Dikhaye Jaate Hai Ache Khwab Hote Hai, Ise Dekh Kar Shukr Ada Karna Chahiye *Khwab-e- … Reff: 0124-1311 | Unknown Topic: Ramzan Ke Beech Me (Jaise 18 Se 28 Tak) Kam Dino Ke Liye Aitikaf Me Baithna Kaisa? Main Ye Janna Chahta Hu Ki Kya Beech Ke Roze Se Ehtiqaf Me Baith Sakte Hain Jaise Ham 18 Ramzan Ko Baithe Aur 28 Ramzan Ko Wapis Aa Jaye. Kyunki Agar … Ek Din Ke Liye Bhi Beth Sakte Ho, Magar Sunnat Naa Hoga, Aur Raha Ghar Ke Kam Ka To Wo Pehle Se Nipta Lo, Aur Agar Socho Aap Kal Hi Ramazan Ki Mubarak … Reff: 0124-1310 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me "Gul" (Snuff/Tobacco Item) Sunghna Ya Nashe Ke Taur Par Istemal Karna? Roza Ki Halat Me Gul Karna Kaisa ? (Gul Ko Sunghani Bhi Kahte Hai To Kuchh Logo Ko Nasha Hota Hai ) Makruh Hai, Aur Uska Juzz Halak Me Jane Ka Andesha Ho To Haram Hai, Reff: 0124-1309 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Koi Gair-Muslim Musalman Hona Chahe Toh Namazi Kya Kare? Agar Ham Namaz Padh Rahe Hain, Aur Koi Kafir Hamse Kahe Ki Mujhe Musalman Kar Lu, To Namazi Ko Kya Karna Chahiye, Namaz Poori Karke Musalman Kare Ya N … Koi Kafir Agar Musalman Hone Ko Kahe Aur Jisse Kehta Hai Wo Namaz Ki Halat Me Hai To Namazi Ko NAMAZ TOD DENA WAJIB Hai, Aur Namaz Tod Kar Pehle Use M … Reff: 0124-1308 | Unknown Topic: Taraveeh Me Raqatein Chhoot Jane Par Agle Din 20 Ki Jagah 22 Rakat Padhana Kaisa? Hazrat Kal Humare Yaha Taraveeh Ki Namaz Me 15vi Rakat Padhne Ke Baad Imam Sahab Qaide Me Beth Gaye Aur 16vi Rakaat Nahi Padhi, Aur Poori Taraveeh Me … Imam Ko Chahiye Ki Aaj Ki Tarawih Wahi Mamool Ke Mutabik 20 Rakat Hi Padhaye, 22 Naa Padhaye, Aur Kal Ki Do Rakat Chhuti Hui Ki Jamat Se Taravih Padhn … Reff: 0124-1307 | Unknown Topic: "Padhe Likhe Kuch Nahi, Naam Rakhe Muhammad Fazil" Kehne Wale Hafiz Ka Hukm? Ek Hafiz Ka Ye Kahna Kaisa Aur Is Par Shariyat Ka Kya Huqm Hai "Padhe Likhe Kuchh Nahi Naam Rakkhe Muhammad Fazil" Fizul Ki Baate Hain, Jahil Ko Bhi Fazil Naam Rakhne Me Harz Nahi, Aur Us Hafiz Sahib Se Poochha Jaye Ki Kya Koi Bachcha Khud Paida Ho Kar Apna Naam Ra … Reff: 0124-1306 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Me 14 Sajde Kyun Hain Aur Surah Taubah Ki Shuruwat Me Bismillah Kyun Nahi? Hazrat Jo Qurane Paak Me Jo 14 Sajde Hai Wo Kyun Kiye Jaate Hai ? Aur Surah TAUBAH BISMILLAH IRRAHAMA NIRRAHIM Se Kyu Nahi Shuru Kiya Jata ? Rehnumaai … (1) Jahan Quran Me Sajde Aye Hain, Waha Sajda Isilye Kiya Jata Hai, Ki Taki Musalman Aur Shaitan Me Farq Ho Sake, Ki Shaitan Ko Hukm Hua Usne Naa Kara … Reff: 0124-1305 | Unknown Topic: Nikah Karne Ke Liye Behtar Din Kaun Se Hain Aur Kin Dino Me Bachna Chahiye? Ye Irshad Farmaiye Ki Nikah Kon Se Din Karna Behtar He Or Wo Kon Se Din He Jis Me Nikah Karne Se Bachna Chahiye, Rehnumai Farma Dijiye, Aabid Raza Man … Nikah Har Din Jaiz Aur Juma Ke Din Behtar, Aur Har Tarikh Me Jaiz Magar 3, 13, 23, 8, 18, 28 Me Nikah Karne Se Bachna Chahiye, Ki Ye Tarikh Nikah Ke L … Reff: 0124-1304 | Unknown Topic: Jo Mard Biwi Ke Huqooq Pure Na Kar Sake, Kya Use Nikah Karna Chahiye? Wo Mard Nikah Kar Sakta He Jo Apni Biwi Ke Huqooq Pure Na Kar Sake ? Aisa Andesha He Ki Haq Ada Naa Kar Sakega Ya Zimme Dari Uthane Se Katrata Ho, Ya Lagatar Kam Na Karta Ho, Ya Kamai Ho Magar Kam Ho Ya Ghareeb Ho, To K … Reff: 0124-1303 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Tabiyat Bahut Kharab Ho Jaye Toh Roza Tod Kar Qaza Karna Kaisa? Assalamualekum, Hazrat Ager Kisi Ki Tabiyat Roze Me Ziyada Hi Kharab Ho Jaye To Kya Roza Kaza Kerna Sahi Hai Ya Nahi ? Agar Halat-e-Roze Me Tabyat Aisi Kharab Ho Jaye Ki Bina Roze Tore Ya Dawa Khaye Jaan Ko Khatra Ho Ya Aql Jaane Ka Andesha Ho Ya Kisi Uzw Ke Jaane Ka Y … Reff: 0124-1302 | Unknown Topic: Deobandi Imam Ke Peeche Namaz Padhna Jayez Hai Ya Nahi, Aur Kyun? Janab Kya Hum Devbandi Ke Pichhe Namaaz Padh Sakte He Nahi To Kyu Nahi Jawab Dijiye Hazrat Nahi Padh Sakte, Hadis Me Kisi Bhi Badmazhab Ke Pichhe Namaz Mana Hai