بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0921-421 | Unknown Topic: Makruh Waqt Chhod Kar Kisi Bhi Waqt Qaza Namaz Padh Sakte Hain, Nafil Ke Badle? Hazrat Kya Ham Makrooh Wakht Ko Chhor Kar Kisi Bhi Waqt Me Qaza Namaz Ada'a Kar Sakte Hain, Or Hazrat, Kya Ham Nafil Namaz Ko Na Padhkar Us Wakht Qaza … G, Makruh Waqt Chhor Kar Kisi Bhi Waqt Me Namaz Ada Kar Sakte Hai, Jaise Ki Fatawa Alamgiri Jild: 1 Safah:52 Par Hai “Qaza Ke Liye Koi Waqt Tey Nahi U … Reff: 0921-420 | Unknown Topic: Ghusl Karte Waqt Kapde Na Pehnna Shariat Me Kaisa Hai? Gusul Karte Waqt Agar Kapde Nahi Pehne Hai To Kya Ghalat Hai ? Hindustan Me To Log Kapde Utar Kar Hi Nahate Hai, Baki Kabhi Suna Nahi Ki Koi Kapde Pehn Kar Nahaye Ghusl Khana Jahan Kisi Ki Nazar Naa Padhe To Bagai … Reff: 0921-419 | Unknown Topic: Haiz Wali Aurat Niaz Ka Khana Paka Sakti Hai, Ya Quran-E-Pak Padh Sakti Hai? Kya Haiz Wali Aurat Niyaz Ka Khana Paka Sakti Hai, Log Kehte Hai Napak Aurat Niyaz Ke Liye Khana Nahi Paka Sakti Aur Kya Hadis, Panjsurah Ya Koi Deeni … Aisi Aurat Khana Paka Sakti Hai Fir Chahe Khane Ke Liye Ho Ya Niyaz Ke Liye, Agar Khana Napak Ho Jayega To Niyaz To Door Khaya Bhi Nahi Jaa Sakta, Ye … Reff: 0921-418 | Unknown Topic: Gusse Me Anjane Me Qasam Kha Li Jaye Toh Wo Kaise Khatam Hogi? Agar Ghussa Me Koi Qasam Kha Le Or Baad Me Afhsos Ho Tu Wo Kaise Khatam Hoga. Qasam Kis Chiz Ke Liye Khai Or Kin Alfaz Se Khai, Use Likh Kar Diya Jaye, Qasm Khane Se Qasam Ho Jayegi, Jabki Allah Or Quran Ki Hi Qasm Khai Ho Iske … Reff: 0921-417 | Unknown Topic: Kya Ek Hi Masjid Me Jumme Ki Namaz Do Baar (Alag-Alag Jamat Se) Ho Sakti Hai? Hazrat Kiya Ek Hi Masjid Me Jumma Ki Namaz Do Bar Ada Kar Sakte He .Jaiase Pahle Imam Saheb Ne Padahi Phir Moajzin Saheb Padhaye .Kiya Aisa Karna Jaiz … Agar Jumme Ki Namaz Chhoot Gayi Ho Ya Jis Par Juma Wajib Naa Ho To (Fir Se) Jamat Qayim Nahi Ki Jaa Sakti, Tanha Tanha Apni Zohar Padhni Hogi, Durr-e- … Reff: 0921-416 | Unknown Topic: Qaza Namaz Baaki Ho Toh Kya Nafil Namaz Qabool Nahi Hoti, Aur Qaza Ka Hukm? Hazrat, Log Bolte Hain Ki Agar Kisi Ki Qaza Namaz Baqi Hai, To Uski Nafil Namaz Nahi Mani Jayegi Kya Ye Bat Sahi Hai, Or Kya Qaza Namaz Padhna Zaruri … Jiske Zimme Par Koi Farz Baqi Rahe Uski Nafili Ibadat Qubool Nahi, Iska Ye Matlab Hai Ki Nafil Ibadat Karne Se Uska Jawab Nahi Payega Or Jab Wo Farz A … Reff: 0921-415 | Unknown Topic: Agar Sirf 6 Surah Yaad Hon Toh Kya Namaz Me Wahi Bar-Bar Padh Sakte Hain? Agar Kisi Ko Sirf 6 Surah Yad Ho To Kya. Namaz Me Wahi Surah Repeat Kar Sakte Hain. Ya Or Surah Yad Karna Zaruri Hai? G, Ha Dohra Sakte Hai, Or Yaad Karna Behtar Hai Magar Zaruri Nahi, Yad Rahe Farz Namaz Me Kuchh Surato Ko Har Namaz Me Dohrana Makruh Tanzihi Hai, Or … Reff: 0921-414 | Unknown Topic: Wafat Ke Baad Sahaba Ikram Huzoor Ke Mazar Par Jakar Dua Mangte The? Allah Ke Rasul Salallahu Alaihiwssalam Duniya Se Wafat Ke Baad Sahaba Unke Mazar Pe Ja Ker Dua Farmate The Kiya ? Kyun Nahi, Bad Wafat Bhi Sahaba Huzoor (عليه السلام) Ke Roze Par Dua Karte The, Balki Ye Silsila To Aaj Tak Chalu Hai, Sahaba Ta’ba Or Ab Tak Buzrgo K … Reff: 0921-413 | Unknown Topic: Kya Imam Bukhari (Rahmatullahi Alaih) Kisi Imam Ke Muqallid The? Janab Kiya Imam Bhukhari (R.A) Muklid The Buzurgane Deen Ke Naam Ke Baad Bhi Poora (Rahimullah) Likhna Chahiye, G. Hain Imam Bukhari, Imam Shafai Ke Muqallid The Reff: 0921-412 | Unknown Topic: Fasiq Shakhs Ki Taarif Aur Shariat Me Uske Ahkam Kya Hain? Hazrat Fasik Kise Kehte Hain Firoz Ul Lughat Safah: 922 Par Hai Fasiq- (فاسق) - Gunahgar, Badkar, Jahannami, Jhotha, Reff: 0921-411 | Unknown Topic: Ek Waqt Me Kitne Dinon Ki Qaza Namazein Ek Sath Ada Kar Sakte Hain? Ek Waqt Me Kitne Time Ki Kaja Namaze Padh Ya Ada Kar Sakte Hai Ek Waqt Me Jitni Allah Tofiq Aur Taqat De Aur Zehen Hazir Rahe Yani Bor Naa Ho To Jitni Chahe Qaza Namaze Ada Kar Sakte Hai, Siwaye Makruh Waqt Ke Aur … Reff: 0921-410 | Unknown Topic: Wuzu Ke Dauran Darhi Ka Mukammal Tarike Se Bheegna Zaruri Hai Kya? Wazu Ke Liye Dadhi Ka Mukamal Tareeke Se Bhigna Zaruri Hai ? Iska Jawab Dete Huye Sadr-Us-Sharia, Badru-Tariqa, Qazi-e-Islam, Faqh-E-Hind, Hazrat-e-Allama, Maulana, Al-Haji, Al-Qari, Al-Mufti, Muhammad AMJAD ALI … Reff: 0921-409 | Unknown Topic: Dua Mangte Waqt Sirf Do Zaanu Baithna Chahiye, Char Zaanu Kyun Nahi? Janab Kya Do Janu Baith Kar Hi Duaa Mangni Chaiye ? 4 Janu Kyun Nahi ? Do Janu Beth Kar, Sar Niche Or Dono Hath Khub Khol Kar Unche Utha Kar Aur Hathelio Ka Rukh Asman Ki Taraf Karke Dua Manga Dua Ke Sunnat Aur Adab Me Se … Reff: 0921-408 | Unknown Topic: Islam Me "Aleena" Aur "Alveena" Naam Rakhna Kaisa Hai? Aleena Aur Alveena Nam Islam Mazhab Me Kaisa Jaiz Hain, Reff: 0921-407 | Unknown Topic: Quran Padhte Waqt Koi Aakar Salam Kare Toh Jawab Dein Ya Khud Salam Karein? Kya Kalam Ki Telawat Karte Time Koi Shaks Aa Jaye Aur Salam Kare To Uska Jawab Dena Chahiye Ya Aane Wale Ko Salam Karna Chahiye. Ibadat Yani (Tilawat-e-Quran, Durud, Zikr, Tasbih, Byan,..) Me Mashgool Shakhs Ko Aane Wala Salam Naa Kare, Or Agar Kara To Inhe Jawab Dena Wajib Nahi … Reff: 0921-406 | Unknown Topic: Ladkiyon Ke Liye Eyebrow (Threading) Karwana, Parde Me Rah Kar Bhi Gunah Hai? Hazrat, Girls Ka Eye Brows (Threading) Karwana Gunah Hai Ya Nahi ,,,WO Agar Parde Me Rahti Hai To Threading Kara Sakti Hai? Bukhari Ki Hadis-e-Pak Me Aisi Aurato Par Lanat Farmai Or Ise Qiyamat Ki Nishani Me Shumar Farmaya Ki Akhri Zamane Me Aurate Apni Bhawen Ke Baal Noche … Reff: 0921-405 | Unknown Topic: Wahabi Kehte Hain Ki Mazar Banana Najaiz Hai, Iska Sharai Jawab Kya Dein? Wahabi Kahta He Mazar Banana Jaiz Kaise Hua Or Wahabi Kahta He, Allah Ke Nabi Ki Hadees He Ki Jis Kabar Ke Nishan MIT Jaate He Uski Magfirat Ho Jaati … Gair-e-Alim Jo Munazre Ke Fan Se Waqif Naa Ho Or Naa Bahut Ilm Me Maharat Rakhta Ho To Use Munazra Behes Me Padhna Gunah Hai, Or Sail Par Ye Wajib Nah … Reff: 0921-404 | Unknown Topic: Islam Me Pant-Shirt Pehanne Ki Ijazat Hai Ya Ye Mana Hai? Hazrat, Kiya Islam Main Paint Shirt Pahna Mana Hai Agar Hai To Kiun ? Shariat Me Pent Shirt Pehnna Mana THA Par Ab Nahi Or Jab Mana Tha Us Waqt Pent Shirt Me Namaz Padhna Bhi Jaiz Nahi Tha, Jaisa Ke Alahazrat Imam Ahle S … Reff: 0921-403 | Unknown Topic: Aalim Banne Ke Liye Kisi Deeni Idare (Madrasah) Ki Sanad Lena Zaruri Hai? Kya Aalim Hone Ke Liye Kisi Deeni Idare Ki Saned Lena Zaroori Hai Zaruri Nahi Ki Alim Hone Ke Liye Deeni Idare Se Sanad Zaruri Ho, Aalim Hone Ke Liye Ilm Hona Chahiye Sanad Nahi, Or Bahut Sanad Wale Aise Hain Jinke P … Reff: 0921-402 | Unknown Topic: Aurton Ka Ijtema Me Taqreer Karna Aur Mic Par Salam Padhna Kaisa Hai? Aurte Bhi Ijtamay Ka Kam Karti Hai Aur Taqrir Bhi Karti Hai Aur Taqrir Ke Baad Salam Bhi Padti Hai Mic Me Yeh Sab Karna Thik Hai ? Is Suwal Me 3 Alag Alag Suwal Darj Hai, 1.- Aurate Ijtime Ke Kam Karti Hai- Agar Ye Aurate Deen-e-Mateen Ki Tabligh Ke Liye Ghar Se Jati Hai Or Pardey …