Total 1401 answers
Reff: 0921-401 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Ammi-Abbu Bulayein Toh Salam Pherne Ke Baad Wo Kaam Kar Sakte Hain? Hazrat Agar Ham Namaz Pad Rahe Hain Aur Ammi Ya Abbu Hame Kisi Kaam Se Bula Rahe He Kya Salam Ferne Ke Baad Wo Kaam Kar Sakte Hain Ya Nahi G, Kar Sakte Hai, Or Dua Bad Me Bhi Mangi Jaa Sakti Hai, Reff: 0821-400 | Unknown Topic: Surah Fatiha (Alhamdo Sharif) Ka Mukammal Urdu Tarjuma Kya Hai? Bhai Aap Alhamdo Sharif Yani Surat Fatiha Ka Tarjuma Byan Farmaye Sureh Fatiha Ka Tarjuma Is Tarah Hai, Allah Ke Naam Se Shuru Jo Bahut Mehrban Rehmat Wala Sab Khubiya Allah Ko Jo Malik Sare Jahan Walon Ka Bahut Mehr … Reff: 0821-399 | Unknown Topic: Halat-E-Namaz Me Zalzala (Earthquake) Aa Jaye Toh Kya Niyat Tod Sakte Hain? Namaz Ki Halat Me Agar Bhukanp Aa Jae To Kya Niyat Tod Sakte Hai ? Namaz Ki Halat Me Agar Jhaljhala Aaye Or Jaan Mal Ka Khatra Ho Chahe Apni Ya Ghar Me Kisi Or Ki Maslan Kisi Kamre Me Mareez Ya Bachcha Hai Ya Zaeef Ki … Reff: 0821-398 | Unknown Topic: Namaz Ki Niyat Ke Waqt Hath Pehle Baandh Lein Aur Takbeer Baad Me Kahein Toh Niyat Hogi? Hazrat, Kabhi Kabhi Ham Jaldi Main Namaz Ki Neeyat Ke Darmiyan Apne Hantho Ko Pahle Bandh Lete Hain Aur Takbeer Baad Main Kahete Hain To Kya Hamari Ne … G, Ha Namaz Ho Jayegi, Magar Mard Ke Liye Sunnat Ye He Ki Takbeer Kehne Se Pehle Hatho Ko Kaano Tak Uthaye Fir Takbir Kahe, Aur Aurat Hath Chadar Ke B … Reff: 0821-397 | Unknown Topic: Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Namaz Ke Dauran Rafa-Yaden Karte The Ya Nahi? Huzur S.A.W Namaz Ke Dauraan Rafayden Karte The Ya Nahi ? Jawab Dene Se Pehle Me Ye Zaruri Samajhta Hu Ki Sail Ko Uski Ek Badi Khata Se Agah Kiya Jaye Aur Wo Ye Ki Suwal Me Durud Ko Short Me Likha Gaya Hai Is … Reff: 0821-396 | Unknown Topic: Mazar Shareef Par Sar Rakhna Ya Sajda Karna Shariat Me Kaisa Hai? Kya Mazar Par Sar Rakhna Sajda Karna Kaisa He Sail Ke Suwal Me Kuchh Zyadati Kar Di, Sar Rakhne Ka Naam Sajda Nahi Hota, Or Koi Bhi Sunni Musalman Mazar Par Sajda Nahi Karta Balki, Ya To Chadar Ch … Reff: 0821-395 | Unknown Topic: Dargah Shareef Par Jakar Dargah Ki Deewar Ya Zameen Ko Chumna Kaisa Hai? Kya Dargah Sharif Pe Dargah Ko Chumna Kaisa He Gunah Nahi Hai, Magar Beadabi Hai, Or Isse Badmazhab Ko Kehne Ka Moka Milta Hai, Or Adab Ye Hai Ki Char Hath Door Reh Kar Fatiha Padhe, Reff: 0821-394 | Unknown Topic: Wo Buzurg Kaun The Jinhone Isai Ki Quran Tilawat Sunne Se Inkar Kiya Tha? Ek Buzurg Hai Jinki Bargah Mein Unke Murid Ek Isai Ko Lai Jo Tilawate Quran Karta Tha Lekin Unhone Sunne Se Inkar Ker Diya. Barai Karam Batai Woh Buzu … Mene Waqiya Is Tarah Padha Hai, (Shayad Fatawa Razawiyya Me) Ki Ek Buzorg Ke Pas Kuchh Log Aye Or Kaha Ki Fula Basti Ka Ek Shaks Jo Ki Hafiz-e-Quran H … Reff: 0821-393 | Unknown Topic: Hadees Ki Kitab "Musannaf Ibn Abi Shaybah" Kya Hamare Maslak Ki Hai? Hazrat Musannaf Ibne Sheyba Kya Hamari Kitab He Hadis Ki Saari Kitabe Hamari Hi Kitab Hai, Unka Padhna Jaiz Ho Hoga, Magar Ye Dekha Jayega Ki Iska Tarjuma Kisne Kiya, Jis Tarah Quran Bhi Musalman Ke … Reff: 0821-392 | Unknown Topic: Kya Deobandi, Wahabi Aur Bad-Aqeedah Logon Ko Kaafir Keh Sakte Hain? Kya Deobandi Wahabi Aur Badakeedo Ko Kafir Kah Sakte Hai Agarnahi To Kyun Nahi. Wahabio Ke Aqeede Kufriya Hote Hai Unke Kufr Me Shak Nahi Inhe Kafir Keh Sakte Hai, Or Deobandio Me Har Ek Kafir Nahi, Magar Wo Zarur Kafir Hai Jo Ye … Reff: 0821-391 | Unknown Topic: Kya Ma'arif-Ul-Quran (Mufti Shafi Usmani) Hamare Ahle-Sunnat Ki Kitab Hai? Kya Maaruful Quran (Molana Mufti Mohammed Safi) Kitaab Hamari Hai. Mariful Quran Koi Kitab Nahi Balki Quran Ki Tafseer Hai, Or Ye Tafseer Deoband Ke Alim Ne Likhi Hai Jiska Naam Apne Suwal Me Likh Diya, Or Is Tafseer … Reff: 0821-390 | Unknown Topic: Quran Ki Tilawat Ke Sajde Foran Karne Chahiye Ya Baad Me, Aur Niyat Ka Tarika? Kya Hamen Kuran Ke Sajde Turant Karne Chahiye Aur Iski Niyat Kaise Mukammal Hogi Qurani Ayat Ke Sajde (Namaz Me) Forann Karna Wajib Hai, Maga Namaz Ke Bahar Foran Wajib Nahi, Or, Isi Tarah Us Ayat Ko Padhne Wale Ke Sath Sath Sunne … Reff: 0821-389 | Unknown Topic: Haram Aur Najaiz Me Shariat Ke Lihaz Se Kya Fark Hota Hai? Hazrat Haram Najaiz Main Fark Kya He ? Haram Ki Or Bhi Qism Hai, Or Jaise Jiski Mumaniat Dalil-e-Qata’i Se Sabit Ho Ye Farz Ka Muqabil Hota Hai Yani Jis Tarah Farz Par Amal Zaruri Usi Tarah … Reff: 0821-388 | Unknown Topic: Taqleed Kya Hai Aur Ye Karna Kyun Zaruri Hai? Taqleed Kiya Hai Aur Yeh Kiun Zaroori Hai. Kisi Ki Qol Ko Bedalil Man Lene Ka Naam Taqleed Hai, Ye Islye Zaruri Hai Ki Har Aam Shaks Quran Hadis Ka Matlab Nahi Samjha Payega Or Hoga Ye Ki Har J … Reff: 0821-387 | Unknown Topic: Kisi Ko Dekh Kar Fasiq Hone Ki Khabar Kaise Ho, Aur Kya Fasiq Ko Salam Karna Haram Hai? Kisi Ko Dekh Kar Fasik Hone Ki Khabar Kaise Hogi ? Aur Kya Fasik Ko Bhi Salaam Karna Haraam Hai? Fatwa Zahir Par Hota Hai Batin Par Nahi, Jo Khul Ke Ailaniya Gunah Kare Us Fasiq Ko Fasiq-e-Moallan Kehte Hain, Or Jo Fasiq Ke Ehkam Hai Wo Is Par Hai … Reff: 0821-386 | Unknown Topic: Fasiq-O-Fajir Se Shariat Me Kya Murad Hai? Fasik O Fazir Se Kya Muraad Hai? Fasiq- (فاسق) - Gunahgar, Badkar, Jahannami, Jhotha, Reff: 0821-385 | Unknown Topic: Islam Me Aqeedah Kya Hai, Aur Ye Firaq (Firqe) Kab Aur Kyun Shuru Hue? Islam Mazhab Me Aqeeda Keya Hai, Aur Aqaid Aur Fihrka Kab Se Shuruwat Huwi Aur Kinyo Huwi Aqeedah Islam Ki Wo Buniyad Hai Ki Baz Aqeedo Par Iman Farz Hai Jaise Allah Ek Hai, Agar Kii Ye Aqeeda Nahi Rakhta To Momin Nahi, Thik Isi Tarah Har N … Reff: 0821-384 | Unknown Topic: Jitne Bhi Kaam Haramkaari Me Aate Hain, Kya Unki Koi Fehrist Hai? Jitne Bhi Kaam Haramkaari Me Aate Hain, Kya Unki Koi List Hai ? Mere Pas Nahi, Or Ulama Ki Kitabo Me Ho Sakti Hai, Reff: 0821-383 | Unknown Topic: Maghrib Ke Waqt Maa Ka Bachhe Ko Apna Doodh Pilana Mana Hai Kya? Magreeb Ke Waqt Maa Ka Bachhe Ko Dudh Pilana Mana He Kya ? Dudh Pilane Se Murad Bahar Ka Dudh Nahi Ma Ka Dudh He, Kuchh Log Kehte He Magreeb Ke Waqt D … Magrib Ke Waqt Maa Ka Bache Ko Dudh Pilana Jaiz Hai, Isme Koi Harj Nahi Or Na Meri Nazar Se Koi Aisi Ibarat Guzri Jisme Mana Kiya Gaya Ho, Balki Bachc … Reff: 0821-382 | Unknown Topic: Ashura (Muharram) Ki Namaz Padhne Ka Tarika, Waqt Aur Ahem Baatein Kya Hain? Hazrat Asure Ki Namaz Kaise Padi Jati He Aur Is Me Kaun Si Bate Aham He Aur Kaun Sa Time Mukarrar Hai Makruh Waqt Ke Siwa Har Waqt Us Din Me Padh Sakte Hai, Niyyat Nafil Namaz Ki Hogi, Char Rakat Is Tarah Padhe Ki Har Rakat Me Ayat Al Kursi Ek Bar Or I …