بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0821-381 | Unknown Topic: Agar Koi Gair Muslim Salam Kare Toh Kya Uska Jawab Dena Jayez Hai? Agar Koi Gair Muslim Shaks Humhe Salam Karta Hei Toh Kya Uska Salam Lena Jayaiz Hei Ya Nahi Alahazrat Imam Ahle Sunnat FATAWA RAZAWIYYA Jild: 22 Safah: :378 Par Likhte Hai, Kafir Ko Salam Haram Hai Or Age Likhte Hai, Kafir Ya Fasik Ko Salam K … Reff: 0821-380 | Unknown Topic: Arbi Lafz "Manoos" Ka Shari Ma'na Kya Hota Hai? Manoos Ke Kya Mayne Hai Weh Janwar Jo Insano Ke Sath Ghul Mil Kar Rehte Hain Unka Palna Jaiz Hai, Jangali Palna Jaiz Nahi Ki Inse Nuksan Ka Andesha Hai , Bas Jise Hadis Me Ma … Reff: 0821-379 | Unknown Topic: Namaz-E-Janaza Ki Niyat Kaise Ki Jati Hai Aur Iska Tarika Kya Hai? Hazart Janaza Ki Namaz Ki Niyat Keya Hai Aur Tariqa Bhi Bata Den. Niyat Is Tarah Kiya Kare, Namaz Allah Ke Liye Or Dua Is Janaze Ke Liye, Pehli Takbir Me Sana Padhi Jaati Hai Doosri Takbir Me Durood-e-Pak, Teesri Tak … Reff: 0821-378 | Unknown Topic: Hadees Kyun Zaruri Hai, Aur Sahih Aur Zaeef Hadees Me Kise Manein? Janab Hadees Kiyun Zaruri Hai To Kis Ko Mane Sahi Ya Zaef Allah Or Rasool Ke Deen Yani Islam Par Poori Tarah Qayam Rehne Ke Liye Sahi Tariqe Se Musalman Banne Ke Liye Hadis Ko Manna Or Uspar Amal Zaruri Hai, … Reff: 0821-377 | Unknown Topic: Chishti Silsila Aur Lafz "Chishti" Ka Asal Ma'na Kya Hai? Chishti Ka Asal Mana Kya He Afghan (Chisht) Ke Logo Ka Ek Naam Hai, Chisht Ke Badshah Ko Bhi Chishti Kehte Hai Or Sufio Ke Ek Silsile Ka Naam, Jo Khwaja Ghareeb Nawaz Se Chala. Reff: 0821-376 | Unknown Topic: Muharram Ki 9 Tareekh Ka Roza Na Ho Toh Kya Sirf 10 Tareekh Ka Rakh Sakte Hain? Hazrat Agar9 Ko Roza Koi Na Rakhe To Kya 10 Roza Nahi Rakha Ja Sakta He Agar Koi 9 Moharram Ka Roza Naa Rakh Sake To 10 Or 11 Ka Rakh Le Warna 10 Ka Bhi Kafi Hai, Or Behtar Ye Hai Ki 9 Ya 11 Ka Bhi Koi Ek 10 Ke Sath Mila L … Reff: 0821-375 | Unknown Topic: Janamaz Kam Hone Par Kya Takht, Farsh Ya Safi Kapde Par Namaz Padh Sakte Hain? Agarjanamaz Kam He Namazi Ziyada Us Waqt Main Kya Ham Koi Saf Ruptta Ya Sirf Takhat Ya Farsh Pe Namaz Pad Sakte Hain G, Han, Pak Saf Kisi Bhi Kapde Par Namaz Padi Jaa Sakti Hai, Or Agar Sajda Zameen Par Karen To Mustahab Hai, Yani Is Fail Ka Zyada Sawab Payega, Or Ko … Reff: 0821-374 | Unknown Topic: Kya Aurtein (Mehfil Ya Ijtema Me) Salam Padh Sakti Hain? Hazrat Aurte Kya Salam Pad Sakti Hain Aurat Ki Awaz Bhi Aurat Hai Yani Gair Mard Ko Bila Wajab Suna Nahi Sakti, To Agar Aurate Ek Ghar Me Jama Hai Aur Is Tarah Mic Par Salam Padhe Ki Unki … Reff: 0821-373 | Unknown Topic: Zohar Aur Asr Me Qirat Ahista Jabki Baaki Namazon Me Buland Kyun Padhi Jati Hai? Zuhar/Asar Ki Namaz Me Imam Kirat-Aahista Kyon Padhte Hai Aur Baki Namaz Me Buland.?? Plzzzz Jawab Do Hazrat In Namazo Me Imam Ko Qirat Ahista Karna Wajib Hai Islye Ahista Ki Jaati Hai Or Baki Namaz Me Jab Suraj Chipa Hua Hota Hai (Un Namaz Me) Qirat Tez Karn … Reff: 0821-372 | Unknown Topic: Aurton Par Eid Ki Namaz Padhna Farz, Wajib Ya Sunnat Hai Aur Kahan Padhein? Eid Ki Namaz Padna Aurto Ke Liye Kaisa? Kya Padna Farz Ya Wajib He ? Eidgah Me Padna Zaruri He Ya Ghar Par ? Ba-Jamat Ya Akele? Barae Mehrabani Hawale … Eed Ki Namaz Aurato Ke Liye Nahi Hai, Jis Tarah Juma Nahi To Naa Akele Padhe Naa Eed Gah Jaye Naa Ghar Me Naa Jamat Se, Iske Alawa Aur Namazo Ki Bhi J … Reff: 0821-371 | Unknown Topic: Qabristan Me Jakar Dua Mangne Ka Sahi Tarika Aur Kya Padhna Chahiye? Qabristan Me Jakar Dua Mangne Ka Sahi Tariqa Keya Hai Aur Keya Padhna Hai ? Pehle Qabristan Me Jaate Hi Salam Kiya Jaye, “Assalmu Alaikum Ya Ahl Al-Qubur” Fir Qabr Se 4 Hath Ki Doori Par Paaun Ke Pas Khada Ho Kar, Jo Surate Ya … Reff: 0821-370 | Unknown Topic: Kya Aurton Ka Masjid Me Jana Mana Hai, Aur Agar Hai Toh Waja Kya Hai? Hazrat Kya Aurte Masjid Ja Sakti Hain Ya Nahi Agar Nahi Ja Sakti He To Wajah Kya He Aurat Masjid Ibadat Ke Liye Nahi Jaa Sakti, Kisi Zaruri Kaam Wagera Se Jaa Sakti Hai, Or Namaz Ke Liye Islye Nahi Jaa Sakti Ki Daur Purfitan Hai Ulama … Reff: 0821-369 | Unknown Topic: Murawaja Taziadari (Taziya Banana Aur Nikalna) Shariat Me Jayez Hai Ya Nahi? Kya Murawaja Taziadari Jaiz Hai Shariat Me Tazie Ki Kich Asal Nahi Hai, Or Jo Kuchh Iske Sath Kiye Jaate Hai Sab Najaiz, Hai, Or Kisi Mazar Shareef Ki Naql Bana Kar Ghar Me Rakhna Ja … Reff: 0821-368 | Unknown Topic: Islam Me Billi (Cat) Palna Kaisa Hai, Iske Bare Me Batayein? Janab Billi Palna Kesa Hai Iske Baare Me Bataye. Billi Palna Sharann Jaiz Hai Balki Hadees Me Iska Sabut Hai Or Khud Huzoor (عليه السلام) Ke Hujre-e-Mubarak Me Bhi Billa Aa Jaya Karti Thi Ek Martaba … Reff: 0821-367 | Unknown Topic: Shia Log Matam Kyun Karte Hain Aur Unka Karbala Se Kya Talluq Hai? Shia Matam Kiyo Karte Hai Aur Gham Kiyo Manate Hai Inka Kiya Role Hai Kufa Me Ya Dusri Jagah.. Mujhe Inki Itni Tehqeeq Nahi, Or Me Zyada Waqt Ko Apni Qaum Sunniat Ki Islah Ki Sarf Karta Hu, Gair Log Kya Karte Hai Aur Kyun, Iski Tehqiq Ka Waqt Na … Reff: 0821-366 | Unknown Topic: Fasiq Shakhs Kise Kehte Hain, Iski Wazahat Farmayein? Hazrat Fashik Kise Kehte Hain Hame Samajh Nahi Aaya Firoz Ul Lughat Safah: 922 Par Hai Fasiq- (فاسق) - Gunahgar, Badkar, Jahannami, Jhotha, Reff: 0821-365 | Unknown Topic: Taziya Ya Dhol-Tamasha Dekhne Se Kya Gair-Sharai Kaamon Me Shirkat Hoti Hai? Kya Taziya Ya Dhol Tamsha Dekhne Se Ham Najayaz Kam Men Barabar Ke Haqdaar Honge, Hazrat G, Ha Tazia Ya Dhol Tashe Me Shamil Hone Wala Bhi Gunahgar Hoga, Hadis-e-Pak Me Farmaya Gaya, : Jo Jis Qaum Ki Tadad Badaye Wo Unhime Se Hai, Chahiye … Reff: 0821-364 | Unknown Topic: Muharram Ke Dino Me Kaunse Kaam Jayez Aur Kaunse Najaiz Hain? Muharam Kya Kaam Jaiz Hai Or Kya Najaiz Point No. 01. MUHARRAM ME HONE WANE NAJAIZ OR HARAM KAAM Jaise… 1. Shariat Me Taziye Ki Kuchh Asl Nahi Aur Jo Kuchh Bid’at Iske Sath Kiye Jaate Hai Sa … Reff: 0821-363 | Unknown Topic: Kya Aurtein Paraye Mard Ko Salam Kar Sakti Hain? Kiya Aurte Paraye Mard Ko Salam Kar Sakte Hai ? Jab (Gair Mehram) Mard Aurat Mile To Behtar Ye Hai Ki Pehle Mard Salam Kare, Aur Agar Aurat Salam Kar Bhi De To Mard Ko Uska Jawab Zor Se Dena Wajib N … Reff: 0821-362 | Unknown Topic: Shia Kaun Hain, Ye Kaise Wajood Me Aaye Aur Inka Aqeedah Kya Hai? Shia Kon Hai. Ye Kaise Wajood Me Aaye . Inka Aqeeda Kya Hai. Is Mazhab Ki Haqeeqat Dekhne Ke Liye Kitab “Tohfa-E-Isna Ashriya” Shah Abdul Azeez Muhaddis Dehelvi Ki Mutala Karen, Or Inme Bhi Baz Firq Alag Alag Ha …