Total 1401 answers
Reff: 0821-361 | Unknown Topic: Kya Hum Apne Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ko "Aqa" Keh Sakte Hain? Kya Hum Hamare Pyare Nabi Kareem Sallahutala Alaihiwaslam Ko Aaqa Keh Sakte Hain G, Han Keh Sakte Hai, Kehna Bhi Chahiye, Or Yahi Haq Bhi Hai, Reff: 0821-360 | Unknown Topic: Ghusl Dete Waqt Koi Farz Chhoot Jaye Aur Mitti Dene Ke Baad Yaad Aaye Toh Kya Kare? Gusal Dete Wakt Gusal Ka Ek Farz Chhoot Gaya Or Yaad Bhi Na Ho Fir Matti Dene Ke Bad Yaad Aaya To Ab Kya Karna Hai Or Wo Farz Konsa Tha Ye Pata Chal G … Agar Mayyat Ke Sare Jism Par Pani Baha Diya Tha To Kafi Hai, Ghusl Ho Gaya, Reff: 0821-359 | Unknown Topic: Bachcha Hone Ke Baad Japa (Nifas) Ke Dinon Me Aurat Kitne Din Namaz Na Padhe? Bachcha Hone Ke Baad Japa Karte He Usme Orat Kitne Din Tak Namaz Nahi Padh Sakti ? Suwal Me “Japa Karte He” Ka Kya Matlab Hai Samjah Nahi Aya, Magar Suwal Ke Mafhoom Se Ye Mehsus Kiya Ki Sail Nifas Se Mutalliq Puchhna Chahta Hai, Bac … Reff: 0821-358 | Unknown Topic: Muharram Ke Roze Ki Sehri Aur Iftari Ki Niyat Kaise Ki Jati Hai? Moharram Ke Roza Ki Sehri Or Iftari Ki Niyyat Kaise Karen, Sehri Or Iftar Ki Wahi Dua Hai Jo Ramazan Me Padhi Jaati Hai, Or Niyat Dil Ke Irade Ka Naam Hai, Dil Me Ye Irada Ho Ki Aap Moharram Ka Nafali Roza Rak … Reff: 0821-357 | Unknown Topic: Jumma Ki Namaz Padhna Farz Hai Ya Wajib? Jumma Ki Namaz Wajib Hai Ya Farz Juma Farz Hai Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safa:762 Par Hai "Jumu'a Farz-e-Ain Hai Iski Farziyat Zohar Se Zyada Hai Iska Munkir Kafir Hai," Farz-e- … Reff: 0821-356 | Unknown Topic: Taziye Ke Liye Chanda Dena Ya Isme Sah Curlopt Dena Kaisa Hai? Taziye Ka Chanda Dena Kaisa Hai Point No. 8 Padhiye, MUHARRAM ME HONE WANE NAJAIZ OR HARAM KAAM Jaise… 1. Shariat Me Taziye Ki Kuchh Asl Nahi Aur Jo Kuchh Bid’at Iske Sath Kiye Jaate … Reff: 0821-355 | Unknown Topic: Arbi Lafz "Fi-Sabilillah" Ka Shari Ma'na Kya Hota Hai? 'Fisabilillah ' Ka Kya Matlab Hota Hai Lafz في سبيل الله Ka Tarjuma Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Ne Kanzul Iman Shareef Surah Tauba Ayat 60 Me Is Tarah Farmaya – “Allah Ki Raah Men” Reff: 0821-354 | Unknown Topic: "Aaryan" Naam Rakhna Islamic Hai Ya Nahi, Aur Gair Islamic Naam Ka Hukm? Aaryan Nam Rakhna Kaisa? Islamic Naam He Ya Nahi...Or Agar Nahi He To Gair Islamic Naam Rakhna Kaisa ? Aryan Ka Koi Mayena Mujhe Kitab Me Nahi Mila, Bas Itna Mil Sakta Ki Ek Qaum Ko Hind Pak Aur Turk Me Abad Hai Wo “Arya” Keh Laai Jaati Thi, Or “Arya” Q … Reff: 0821-353 | Unknown Topic: Muharram-Ul-Haram Ka Mahina Kise Kehte Hain Aur Iski Fazilat? Moharram Ul Haram Kis Ko Kehte Hai, Moharram Naam Hai Islamic Awwal Mahine Ka, Or Lafz HARAM Ke Do Mayene Hai, Ek Jise Shariat Me Najaiz Ke Liye Istimal Karte Hai Or Iska Ek Mayena Hota … Reff: 0821-352 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Gas Stove Ya Induction Par Rakhi Cheez Jalne Ki Boo Aaye Toh Kya Kare? Gas Stove/ Induction Heater Par Kuchh Rakha Hai Aur Jalne Ki Bu Aa Rahi Hai. Zaid Haalat-e-Namaz Me Hai. Zaid Ko Sharai Taur Par Kya Karna Chahiye? Iska Jawab Dete Huye, Sadr Us Sharia Hazrat Allamah Mufti Muhammad Amjad Ali Azami, Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 637 Par Likhte Hain, “Apne Ya Paraye … Reff: 0821-351 | Unknown Topic: Qadam-Bosi (Paon Chumna) Karna Jayez Hai Aur Ye Kahan Se Sabit Hai? Kya Qadam Bosi Jayez Hai Or Ye Kaha Se Sabit Hai ??? Gair Mehram Aur Parde Ka Lihaz Rakh Kar, Qadam Bosi Jaiz Hai, Or Ye Hamare Jawab Se Sabit Hai, Ye Jawab Imam-e-Ahle Sunnat Imam Ahmad Raza Barelvi Ke … Reff: 0721-350 | Unknown Topic: Khud Ko Sirf "Ahle Sunnat Wal Jamat Sunni" Kehna Aur Koi Firqa Na Batana Kaisa? Kisi Ko Yah Kehna Ke Me Ahle Sunnat Wal Jamat Se Hu Sunni Hu Mera Koi Firqa Nahi He. Yah Kehna Kaisa He. Firqa Parasti Haq Hai, Ise Jhuthlaya Nahi Jaa Sakta Aur Har Kalima Padhne Wala Musalman Nahi Hota Iska Saboot Quran Me Mojud Hai, Tumahara Rab Farmata … Reff: 0721-349 | Unknown Topic: Aurat Ki Peshani Par Ya Kafan Par "Bismillah" Likhna Kaisa Hai? Orat Ki Peshani Par Koi Mard بسم الله Likh Sakta Hai Kya Ya Kafan Par. Zinda Ya Murda Aurat Ki Peshani Par Mehram Rishtedar Likh Sakte Hai, Jaise Bhai, Bap Beta Wagera, Aur Zinda Aurat Ki Peshani Par Shohar Bhi Or Bad Waf … Reff: 0721-348 | Unknown Topic: Jamat Ki Ek Rakat Chhootne Par Imam Ke Sath Galti Se Salam Pherne Par Sajda Sahw? Farz Namaz Me Jamaat Se 1 Rakat Apni Chhut Gayi Ho Or Akhir Me Khade Hone Ki Bajay Galti Se Ek Salam Pher LIA Imam Sahab K Sath Fir Khade Hue To Sajda … Agar Dhoke Se Salam Fer Diya To Foran Khada Ho Jaye Namaz Poori Kare, Sajda Sehev Nahi Reff: 0721-347 | Unknown Topic: Mobile Me Naat Ya Quran Ki Ayat Ki Ringtone Lagana Kaisa Hai? Mobile Me Naat Ya Qurani Ayat Wagera Ki Ring Tone Lagana Kaisa Hai... Har Tariqe Ki Musical Tune Ko Ringtone Ke Tor Par Lagana Haram Hai, Fir Chahe Wo Gana Ho Ya Music Ke Saman Ke Sath Qawwali Ho Jab Ye Tone Bajegi Or Gh … Reff: 0721-346 | Unknown Topic: Allah Ki Bargah Me Kisi Buzurg Ka Waseela Mangna Kaisa Hai? Waseelah Mangna Kaisa Hai ? Shayad Ye Suwal Tha Ki Waseele Se Mangna Kaise Hai, To Mohtram Kisi Nabi Wali Wagera Ko Allah Ki Bargah Me Waseelah Banana Jaiz Or Quran Hadis Se Sabi … Reff: 0721-345 | Unknown Topic: "Ya Husain" Kehna Shariat Me Kaisa Hai, Hadees Ki Roshni Me Wazahat? Ya Husain Kahna Sahi He Ya Ghalat Plz Hadish Ke .Hwale Se Btaye ? Lafz “YA” Ke Sath Kisi Nabi Wali Ko Bad Unke Wisal Ke Bhi Ya Fir Door Se Bhi Pukarna Jaiz Hai, YA Husain (Radi Allah Anhu) Kehna Bhi Durust Hai, Hadis … Reff: 0721-344 | Unknown Topic: Bachche Ka Naam "Mohammad Raza" Rakhna Kaisa Hai Aur Iska Ma'na? Hazrat Kya Kisi Bachche Ka Naam Mohammad Raza Rakh Sakte Hai Aur Hazrat Is Naam Ka Matlab Bhi Bata Den Rakh Sakte Hai, Jaiz Hai, Mohammad= Bahot Tareef Kiya Gaya, Saraha Hua Raza= Khush Hona, Razi Hona Reff: 0721-343 | Unknown Topic: Bank Me Rakhe Paise Par Ya Share Market Ke Investment Par Milne Wala Interest? Bank Me Rakhe Huye Paiso Par Ya Share Bazaar Ke Investment Par Jo Interest Milta Hai Wo Paisa Halal Hai Ya Nahi. Hindustan Ke Bank Me Jo Raqm Rakhne Par Bank Se Us Raqm Par Jo Zaaid Raqm Milti Hai Sood Nahi Hoti, Uska Lena Jaiz Or Us Paise Ko Jaiz Kaam Me Bhi Lag … Reff: 0721-342 | Unknown Topic: Safar, Shadi Ya Bemari Ki Wajah Se Chhuti Hui Qaza Namazein Kaise Padhein? Jo Namaz Chhoot Jati Hain Safar, Hain Ya Shadi Wagera Me Jane Se Ya Us Se Bhi Pehle Bimar Ho Jane Se Wo Namaz Kaise Padi Jayen. NAMAZ-e-QAZA ADA KARNE KA TARIQA, Pehle Ye Arz Kar Du Ki Jo Namaz Qaza Karne Ki Halat Suwal Me Sail Ne Darj Ki Us Halat Ko Namaz Qaza Nahi Kar Sakte C …