Total 1401 answers
Reff: 0721-341 | Unknown Topic: Namaz Me Aurton Par Paon Ki Teen Ungliyan Zameen Par Rakhna Wajib Hai? Kya Halat-e-Namaz Me Aurat Ko Paun Ki 3 Ungalia Lagana Bhi Wajib Hai, Jis Tarah Mard Ko Wajib Hai. Nahi, Ye Hukm Mard Ke Liye Hai, Reff: 0721-340 | Unknown Topic: Gunah Kam Se Kam Ho, Iske Liye Banda Kya Amal Kare? Aisa Kya Kiya Jaye Jis Se Gunah Kam Ho Kasrat Se Allah Ka Zikr, Or Astagfar Ki Kasrat Karni Chahiye, Jab Gunah Ki Marifat(Pehchan) Ho Jayegi To Us Gunah Se Bachna Asan Hoga, Magar Jab Ye Pa … Reff: 0721-339 | Unknown Topic: School Ke Drawing Paper Me Jaandar (Insan/Janwar) Ki Tasweer Banana Kaisa? School Me Jo Drowing Ka Peper Hota Hai Usme Jo Jaandar Cheeze Banane Ko Kaha Jaata Hai Aur Uske Bina Banaye Pass Nahi Ho Sakte Wo Banana Kaisa Hai ? Is Surat Me Bhi Jandar Ki Tasweer Banae Ki Ijazat Nahi, Magar Ek Kaam Is Suwal Me Ho Sakta Hai, Jisse Bachcha Bhi Fail Nahi Hoga Or Kam Bhi Ho Jayega, … Reff: 0721-338 | Unknown Topic: Mazar Par Bandha Hua Chhalla Murad Poori Na Hone Par Kaise Kholein? Bahut Log Chhalla Bandte Hain Mazar Pe Ya Karbala Shareef Main Agarjo Murad Ka Chhalla Bandha Gaya Ho Aur Wo Murad Na Poori Ho Aur Chhalla Wo Kholna C … Aaram Se Apne Ghar Bethe, Chhalla Jaha Bandha Hai Bandha Rehne De, Namaz Aada Kare, Aur Agar Uske Pas Din Me Kafi Waqt Ho To Apni Qaza Namaze Poori Ka … Reff: 0721-337 | Unknown Topic: Competitive Exams Me Cheating Karke Paas Hona Aur Uski Job Ki Kamai Kaisi Hai? Mouzu/ Topic " Competitive Exams Me Cheating Karke Paas Hua" 1. Cheating Karna Kaisa? 2. Isme Help Karna Kaisa? 3. Paas Ho Kar Job Laga Ab Isse Kamaye … Naql Karna Haram Hai Magar, Cheating Karne Ki Kai Surate Ho Sakti Hai, Isi Tarah Kisi Ki Help Karne Ki Bhi Kai Surate Ho Sakti Hai, Behrhaal, Pas Hokr … Reff: 0721-336 | Unknown Topic: Namaz Ke Alawa Masjid Ki Cheezon (Paani, Istinja) Ko Aam Istemal Karna Kaisa? Masjid Me Namaz Ke Alawa Deegar Waqt Me Istinja, Pani Ya Haath Wagaira Dhone K Liye Masjid Ki Cheezon( Ashyaa) Ka Istemal Karna Kaisa ? Iska Jawab Urf Par Mabani Hai, Agar Kisi Masjid Ka Tiolet Isi Garz Se Bahar Ki Taraf Banwaya Gaya Ki Musafir Bhi Istimal Kare Ya Bahar Wale, To Gunah … Reff: 0721-335 | Unknown Topic: Sone Ki Jewellery Me Kitni Milawat Jayez Hai Aur 1 Gram Gold Kaisa Hai? Sone K Jewraat(Jewellery) Auraton K Liye Zaij Hai. Poore Gold To Narm(Soft) Hota Hai Usme Kuchh Milawat Ki Jaati Hai. Mas'ala Yeh Hai: 1. Kitni Pratis … Isme Percentage Ki Koi Gaid To Nahi Or Banawati Gehno Me Sona Mix Nahi Hota, Bas Jo Sone Ke Zewar Kehlaye Jaate Hai Or Sone Ke Rate Par Hi Mile Jaiz H … Reff: 0721-334 | Unknown Topic: Bina Tehqeeq Ya Daleel Ke Whatsapp Message Forward Karna Jhoot Me Aayega? Kya Bina Kisi Tehqeeq Ya Daleel K Koi Msg Aage Badha (Forward) Kar Sakte? Kya Jhoot Ke Darje Me Shumaar Hoga? Bina Tehqeeq Koi Mas’ala Ya Hadis Wagera Ka SMS Aage Nahi Badhana Chahiye, Jab Tak Uska Haq Hona Haqeeni Naa Ho, Yaa Aalim-e-Deen Se Tasdeek Naa Kar L … Reff: 0721-333 | Unknown Topic: Maghrib Ke Baad Islami Tarikh Badal Jati Hai, Toh Kya Din Bhi Badal Jata Hai? Islamic Tarikh Magrib Ke Baad Badal Jaati .Kya Din Bhi Usi Time Badal Jata He Kabhi Aisa Nahi Hota Ki 1 Tarikh Me Din Ho, Yani 10 Tarikh Ko Juma Hoga To 11 Ko Bhi Juma Hoga Kabhi Aisa Dekha Hai, Yani Agli Tarikh Agle Din Ke Sath … Reff: 0721-332 | Unknown Topic: Masjid Me Aalim Na Ho Toh Kya Ek Gunahgar Ya Jhoot Bolne Wala Imamat Kare? Agar Kisi Jama'at Ke Wakht Masjid Main Koyi Bhi Aisa Aalime Deen Na Ho Jo Imamat Kar Sake Us Wakht "Hazrat" Jo Aap Se Sawal Kar Raha Hai Uske Andar It … Agar Aap Me Imamat Ki Sharait Paai Jaati Hai To Aap Imamat Kar Sakte Hai, Agar Un Sharait Me Kami Paai Gai To Fir Sab Ko Tanha Tanha Namaz Padhni Hogi … Reff: 0721-331 | Unknown Topic: Salam Aur Chheenk Ka Jawab Dena Kaisa Hai, Kya Sirf Ishare Se Kafi Hai? Salaam Aur Chhink Ka Jawab Naa Dena Kaisa? Khali Ishaare Se Jawab Dena Kaafi Hoga Kya ? Salam Aur Chheenk Dono Ka Jawab Dena WAJIB Hai, Aur Dono Ka Jawab Inti Awaz Se Diya Jayega Ki Samne Wala Sun Le, Warna Gunahgar Hoga, Aur Jawab Dene M … Reff: 0721-330 | Unknown Topic: Ishraq Aur Chasht Ki Namaz Ka Sahi Waqt, Rakat Aur Niyat Ka Tarika? Assallamwalikum Kya Ap Mujhe Ishraq Or Chast Ki Namaz Ka Sahi Time Or Inme Kitne Kitne Rakat Pad Sakte Hai Or Kaise Inki Niyat Bandhi Jaati Hai Or Kya … و عليكم السلام والرحمة الله Namaz-e-Ishraq O Chasht Ki FAZILAT Aur Raka’at Jo Namaz-e-Fajr Baa-Jamat Ada Kar Ke Zikrullah Karta Rahe Yahan Tak Ki Afta … Reff: 0721-329 | Unknown Topic: Zakat Ka Sahi Hisab Kaise Karein Aur Zakat Ki Raqm Kinhe Taqseem Karein? Zakat Ka Hisab Kaise Kare Aur Zakat Ki Raqm Kaise Taqseem Kare ? Us Saal Ke Chandi Ki Qeemat Dekhi Jayegi, Jo 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Ya Zyada Ka Malik Hoga, Ya Sirf Sona Hai To 7.5 Tole Sone Ka Malik … Reff: 0721-328 | Unknown Topic: Nange Chhote Bachchon Ko Dekhne Se Wuzu Tut Jata Hai Kya? Chhote Bachcho Jo Ki Agar Kapde Nahi Pehne Hain Unhe Dekhne Se Kya Wazu Tut Jata He ? Apna Ya Paraya, Mard Ya Aurat Ka, Bache Ya Bade Yani Kisi Ka Bhi Barhana Jism Dekhne Se Wuzu Nahi Tutega, Magar Isme Baz Fel Haram Hai, Aur Aisi Surat … Reff: 0721-327 | Unknown Topic: Gair-Muqallideen Ka Ye Kehna Ki Khulafa-E-Rashideen Shariat Ke Khilaf The, Matlab? Gair Muqallideen Ka Mazhab Hai Ki Khulafa-e-Rashideen Ahkam-e-Sharia Ke Khilaf Ahkam Nafiz Karte The, (Iska Kya Matlab Hai) Yani Wahabi Manta Hai Ki, Ye Sahaba Jo Faisla Sunate The (Unme Aksar) Shariat (Quran Hadis) Ke Khilaf Hote The, (Maz-Allah) Reff: 0721-326 | Unknown Topic: Shariat Ke Hisab Se Shadi Karne Ka Sahi Tarika Aur Zaruri Cheezein Kya Hain? Hazrat Ek Sariyat Ke Hisab Se Hame Kaisi Sadi Karni Chahiye Aur Zaruri Kaun Kaun Cheezee Hain, Do Gawah Sunni Musalman Ki Mujoodgi Me, Sharai Meher Ke Sath Ijab Qubool Karna Itna To Zaruri Hai, Baki Jo Rasme Shariat Se Naa Takraye Karne Me Harj … Reff: 0721-325 | Unknown Topic: Muharram Aur Chehlam Ke Dino Me Shadiyan Karni Chahiye Ya Nahi? Hazrat Moharram Or Chehlam Main Sadiyan Nahi Karni Chahiye In Maah Me Shadiya Karna Jaiz Hain, Reff: 0721-324 | Unknown Topic: Shadi Ki Rasm Me Aurton Ka Masjid Me Puye Dena Aur Pani Girana Kaisa Hai? Shadiyo Ki Rasm Ke Mutalliq Mene Aqsar Dekha He Aur Aaj (05/10/2015, Ko) Subha Bhi Dekha Ki Kuchh Aurat Masjid Me Kuchh Puye Laati Hein Aur Masjid Me … Ye Behooda Rasme Hai, Fajr Ke Andhere Me Aurato Ka Ghar Se Nikalne Or Masjid Ke Darwaze Par Khade Ho Jaane Jabki Namazio Ka Nikalne Ka Waqt Hota Hai I … Reff: 0721-323 | Unknown Topic: Hajj Karke Aane Walon Ke Hath Ya Paon Chumne Ka Kya Hukm Hai? Kya Jo Haj Kar Ke Aate Hain Un Ke Haath Chum Ne Chahiye. Hath Chumne Me Harj Nahi, Magar Gair Mehram Ko Iski Ijazat Nahi Reff: 0721-322 | Unknown Topic: Jamat Ke Waqt Agar Imam Ke Alawa Kisi Ko Takbeer Kehna Na Aaye Toh Kya Karein? Agar Kisi Jama'at Ke Wakht Siwaye Imam Ke Kisi Ko Bhi Takbeer Kahna Nahi Aata To Kya Karna Chahiye. Imam Hi Takbeer Kahe Or Fir Aage Apne Musalle Par Chala Jaye,