بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0721-321 | Unknown Topic: Muharram Me Taziya Banana Aur Ghumana Shariat Ke Mutabiq Kaisa Hai? Moharram Me Taajiya Banana Aur Ghumana Kaisa ? MUHARRAM ME HONE WANE NAJAIZ OR HARAM KAAM Jaise… 1. Shariat Me Taziye Ki Kuchh Asl Nahi Aur Jo Kuchh Bid’at Iske Sath Kiye Jaate Hai Sab Najaiz Hai, … Reff: 0721-320 | Unknown Topic: Huzoor Nabi-E-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Kul Kitne Chacha The? Hazrat Mohammad Sallallahu Alaihi Wassallam Ke Chacha Kitne The. Huzoor (عليه السلام) Ke Chacha Ke Bare Me Tareekh Likhne Walo Ka Ikhtilaf Hai Baz Ne Kaha 9, Kuchh Ne 10 Aur Kuchh Ka Qaul 11 Hai, Reff: 0721-319 | Unknown Topic: Wuzu Kin-Kin Cheezon Se Toot Jata Hai, Mukhtasar Fehrist? Wazu Kin Kin Chizo Se Tutata Hai ? Jin Chizo Se Ghusl Farz Hota Hai Unse Wuzu Bhi Tut Jata Hai, Iske Alawa, Pakhana, Peshab, Mani, Mazi, Wadi, Mard Ya Aurat Ke Aage Ya Peechhe Se Jo Haw … Reff: 0721-318 | Unknown Topic: Zakat Dene Wale Shakhs Ke Liye Teeje Ya Chaliswe Ka Khana Khana Kaisa? Agar Main Zakat Deta Hu To Mujhe Teeja Ya Chalisve Ki Dawat Khani Chaiye Ya Nahi Wo Dawat Ek Isaal-e-Sawab Ke Liye Hoti Hai, Or Ghareebon Aur Masakeen Ka Haq Pehle Hai, Pehle Unhe Puchha Jaye Or Gunjaish Ho, To Kya Kiya Jayega, ? Z … Reff: 0721-317 | Unknown Topic: Pehli Saf Me Namaz Padhte Waqt Wuzu Tute Aur Aage 10 Saf Hon Toh Kya Karein? Janab Sawal Hai Agar Koi Pehli Saf Me Ho Aur Namaz Ke Douran Wuzu Tut Jaye Aur Peechhe 10 Aur Saf Ho To Kya Kiya Jaye. Agar Pehli Saf Me Wuzu Tut Jaye To Bhi Wahi Hukm Hai Ki Namaz Tor Ke Fir Wuzu Kare, Or Namaz Poori Naa Kare, Nikalne Ki Surat Is Tarah Hai Ki, Naak Pa … Reff: 0721-316 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Wuzu Tut Jaye Toh Foran Niyat Tod Kar Wuzu Karein Ya Puri Karein? Hazrat Agar Hum Namaz Pad Rahe Hain Aur Namaz Ke Darmiyan Humara Wazu Tut Jaye Phir Kya Hume Namaz Poori Kar Lena Chahiye Ya Niyat Tot Kar Wazu Kar Le … Wuzu Tut Jane Ki Surat Me Niyat Tor De Or Fir Se Wuzu Kare Or Namaz Padhe, Wuzu Tut Jaane Par Wo Namaz Poori Karne Ki Ijazat Nahi Reff: 0721-315 | Unknown Topic: Deewar Par Bani Tasweer Ko Khurach Kar Mitane Ka Sharai Hukm Kya Hai? Huzoor Tasweer Ko Deewar Se Khurachne Ki Ijazat Kyun Nahi He. Jabki Hadis Me Tasweer Mitane Ka Hukm Aaya He Ghar Kiraye Ka Hai Sail Ghar Ka Malik Nahi Hai, Isilye Malik Ki Ijazat Ke Baghair Ghar Ko Bad-Numa Karne Ki Ijazat Nahi, Isilye Tasweer Par Parde Ko D … Reff: 0721-314 | Unknown Topic: Hath Se Quran Shareef Gir Jaye Toh Use Chum Kar Dua Karna Kaisa Hai? Agar Kuran Shareef Gir Jaye Hath Se Chhut Kar Us Surat Main Hame Kya Karna Chahiye Kuran Sheef Ko Chum Kar Dua Kar Lena Theek He Ya Kuchh Aur ? Lafz ‘Qur’an’ Roman English Me Is Tarah Likha Jaata Hai, Jaise Hamne Jawab Me Likha Hai Or Ye Baat Sail Se Pehle Bhi Arz Ki Gai Thi, Magar Mehsus Hota … Reff: 0721-313 | Unknown Topic: Wuzu Ke Baad Dhaage Se Daant Saaf Karke Kulla Karne Se Wuzu Tut Jata Hai? Kisi Ne Wazu Kiya Us Ke Baad Use Laga Daant Men Kuchh Fansa Reh Is Halt Main Agardhage Se Daat Saaf Kar Ke Kulla Kar Le To Kya Wazu Tut Jayega Ya Nahi … Wuzu Nahi Tutega Balki Kulli Kar Lena Behtar Hai, Or Naa Bhi Ki To Harj Wuzu Me Nahi Namaz Me Ayega, Or Kulli Karna Wuzu Me Farz Nahi, Kuchh Phasa Rah … Reff: 0721-312 | Unknown Topic: Kiraye Ke Ghar Me Bhagwan Ki Moorti Ho Jise Nikal Na Sakein, Wahan Namaz Hogi? Koi Agar Kiraye Ke Ghar Me Rehta Ho Us Ghar Me Kisi Bhagwan Ki Tasveer Ho(Pathar)Ki Jisko Nikal Nahi Sakte. Kiya Us Ghar Me Rehna Thik He Or Us Ghar M … Agar Kahi Or Kiraye Ka Ghar Mil Sake To Behtar, Warna Rehne Me Usme Bhi Koi Harj Nahi Reh Sakta Hai Or Tasweer Par Parda Laga De, Warna Koi Saman Jais … Reff: 0721-311 | Unknown Topic: Ghar Me Ya Mobile Profile Par Jandar (Insan/Janwar) Ki Tasweer Lagana Kaisa? Kya Jandar Ki Photo Lagana Sahi Hai. Profile Ya Home (Ghar) Me.? Profile Yaani Digital Screer Par Laga Sakte Hain, Print Out Nikal Kar Kahi Bhi Nahi Laga Sakte Naa Ghar Me Naa Dukan Me Reff: 0721-310 | Unknown Topic: Allah Se Gunah Na Karne Ka Wada Karke Todne Par Wada-Khilafi Ka Gunah Hoga? Zaid Ne Rab Se Waada Kiya Kisi Gunaah Ko Naa Karne Kaa. Kuchh Arse Baad Wohi Gunaah Sarjad Hogaya. Ab Kya Zaid Par Waada Khilafi Ka Gunaah Bhi Lagega? Filhal To Zaid Gunah Karne Ki Wajah Se Gunahgar To Hai Hi, Chahiye Ki Tauba Kare Or Ainda Us Fel Se Baz Rahe, Or Jab Bhi Wo Fel Sarzad Ho To Allah Se … Reff: 0721-309 | Unknown Topic: Kya Hum Hazrat Imam Husain Radiallahu Anhu Ko "Alaihissalam" Keh Sakte Hain? Kya Ham Hazrat Imam Husain Radiallahuta'ala Anhu Ko "Alaihissalam" Kah Sakte Hain Lafz عليه السلام Nabi, Rasool Aur Firishte Ke Liye Khaas Hai, Inke Gair Ko Naa Kaha Jaye Naa Likha Jaye, Imam Hussain Ko “Radi Allah Anhu” Keh Sakte H … Reff: 0721-308 | Unknown Topic: Kin-Kin Wajohat Ki Bina Par Miya-Biwi Ka Nikah Toot Jata Hai? Hazrat Kin Kin Wajah Se Miya Bivi Ka Rista Tut Jata Hai. Jab Mard Rishta Torne Ka Man Bana Le , Or Talaq De De To Rishta Tut Jata Hai, Reff: 0721-307 | Unknown Topic: Barkat Ke Liye Chandi Ki Angoothi Par "Muhammad Rasool Allah" Likhwakar Pehenna? Agar Hum Barkat Ke Liye Chandi Ki Ek Anguthi Pehne Or Usme Pehli Line Me "Mohammad" Doosri Me "Rasool" Teesri Me "Allah" Likha Ho. Jese Hamre Nabi Ki … Pehen Sakte Hai Kuchh Harj Nahi, Magar Iske Adab Ka Khyal Rakhna Hoga, Maslann, Toilet Wagera Me Jaate Waqt Utaar Len, Reff: 0721-306 | Unknown Topic: Jumma Mubarak Kehne Ka Riwaj Shariat Me Kaisa Hai? Kya Juma Mubarak Kehna Shahi Hai.. Sahi Hai, Reff: 0721-305 | Unknown Topic: Shadi Ki Pehli Raat Ke Sharai Masail Aur Ahkam Kya Hain? Shadi Ki Pehli Raat Ke Kya Masail Hai Sabse Pehle Jab Nai Dulhan Ghar Aye To Uske Per Dho Kar Us Paani Ko Ghar Ke Charo Kono Me Dalna Chahiye Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Farmate Hai Ye Mu … Reff: 0721-304 | Unknown Topic: Teeje Ya Chaliswe Ki Dawat Me Shamil Hona Shariat Me Kaisa Hai? Zaid Ko Kisi Ne Teeje Yaa Chalisme Ki Daawat Di. Aisi Dawaat Me Jaana Kaisa ? Zaid Sharai Faqeer Hai To Chala Jaye, Reff: 0721-303 | Unknown Topic: Shadi Ke Baad Aurton Ka Apne Naam Ke Sath Shohar Ka Naam Jodna Kaisa? Shaadi Ke Baad Aurto Ko Apne Shohar Ko Naam Ke Sath Apna Naam Jodna Kaisa Hai Naam Jorne Me Harj Nahi Magar, Naam Nahi Jora Jaata Balki Surname Jora Jaata Hai Or Musalmano Me Aksar Surname Unki Cast(Zaat) Hoti Hai Lihaza. (Zaat) … Reff: 0721-302 | Unknown Topic: Beemari Gunahon Ki Saza Hai Ya Aazmaish, Aur Isme Kaunse Wazaif Padhein? Beemari Ka Kya Bayan Hai Hadees Or Quran Se. Agar Koi Beemar Hai To Ye Gunaahon Ki Wajah Se Ya Allah Ki Aazmayish Ya Phir Kya Hai, Poore Mamle Pe Zara … Beemari Or Pareshani Ki FAZEELAT Par Ahadees-e-Kareema: Musalman Ko Jo Bhi Takleef, Dukh, Pareshani, Gham, Pahuchta Hai Yahan Tak Ki Agar Usko Kaanta …