Total 1401 answers
Reff: 0621-281 | Unknown Topic: Haram Kamai Ke Paison Se Sahise-Nisab Hone Wale Par Qurbani Wajib Hai? Assalamualaikum Hazrat Koi Shakhs Sahibe Nisaab He Magar Jo Paise He Wo Haram Kamai Ka He To Kya Us Paise Se Bhi Us Shaks Par Qurbaani Wajib He Hazrat … و عليكم السلام Sail Ko Chahiye Ki Kuchh Tafseel Bhi Arz Kare Ki, Karobar Kya Hai, Kyunki Baz Dafa Kam Halal Hota Hai Aur Log Use Haram Samjhte Hai, Ma … Reff: 0621-280 | Unknown Topic: Kya Ek Sath Do Peer Se Mureed Hona Shariat Me Jayez Hai? Kiya 2 Peer Se Murid Ho Sakte Hai Agar Ek Shaks Aise Peer Se Mureed Hai Jisme Peer Banne Ki Charo Sharait Paai Jaati Hai, Maslan, 1. Aqeede Ka Sunni Ho, 2. Ilm-e-Fiqh Itna Janta Ho Ki … Reff: 0621-279 | Unknown Topic: Kya Qurbani Ke Gosht Par Murdon Ki Fatiha Dilayi Ja Sakti Hai? Kya Hum Qurbani Ke Gosht Pe Fatiha Murdo Ki Dila Sakte Hain Ya Nahi Jaiz Hai, Reff: 0621-278 | Unknown Topic: Qurbani Ke Gosht Me Se Kaleji, Dil, Gurda Aur Ojhri Khana Kaisa Hai? Qurbani Ke Gosht Main Jo Kaleji Dil Gurda Til Aur Bhi Bahut Kuchh Hota Hai Us Me Se Ham Kya Kya Kha Sakte Hain Halal Janwar Me Jo Cheeze Khana Haram Hai Wo 7 Hain, Ulama Ne Uska Byan Kar Diya Hai, Maslan, 1. Behta Hua Khoon, 2. Ala-e-Tanasul(Penis) 3. Kapoorey … Reff: 0621-277 | Unknown Topic: Kya Qurbani Ka Gosht Kisi Gair Muslim (Kaafir) Ko De Sakte Hain? Kya Qurbani Ka Gost Kisi Kafir Ko De Sakte Hain Nahi De Sakte, Qurbani Ka Gosht Sunni Musalman Ko Hi Taqseem Karna Chahiye, Or Wahabi Ke Hath Ka Zibah Aye To Use Kisi Wahabi Ya Kafir Ko Hi De Diya J … Reff: 0621-276 | Unknown Topic: Qurbani Ka Khoon Kapde Me Laga Kar Ghar Me Rakhne Se Barkat Milti Hai? Kya Qurbani Ka Khoon Kisi Kapde Me Laga Kar Ghar Me Rakhne Se Barkat Hoti Hain, Hazrat. Nahi, Aisa Shayad Kuchh Nahi, Balki Jis Kapde Me Ye Khoon Lag Jaye Wo Napak Ho Jayega, Or Use Pehen Kar Namaz Bhi Nahi Hogi, (Jabki Ek Dirham Ke Barab … Reff: 0621-275 | Unknown Topic: Qurbani Karne Ka Sahi Tarika, Zibah Ke Adab Aur Qurbani Ki Dua Kya Hai? Qurbani Karne Ka Tareeqa Kya Hai Matlab Qurbani Kaise Karne Se Muraad Zabah Karne Ke Tariqe Se Hai....Or Qurbani Ki Dua. DUA, Qurbani Ki Kisi Kitab Se Padh Li Jaye, Warna Tasmia, Padh Kar Bhi Zibah Kiya To Zibah Sahi Ho Jayega. Or Agar Padhna Bhool Gaya Jab Bhi Qurbani H … Reff: 0621-274 | Unknown Topic: Qurbani Ke Waqt Jiske Naam Ki Qurbani Hai Uska Chhuri Par Hath Lagana Zaruri Hai? Hazrat Kia Ye Zaruri Hai Ki Jiske Naam Ki Qurbani He Wo Bhi Zibah Ke Waqt Chhuri Par Hath Lagaye..Yani Zibah Me Churi Pakre. Ya Nahi. Or Agar Usne Hat … G, Qurbani Ho Jayegi Jiski Qurbani Hai Use Churi Pakadna Zaruri Nahi Naa Hath Lagana Magar Behtar Hai Ki Apne Hath Se Hi Zibah Kare, Or Is Mas’ale Me … Reff: 0621-273 | Unknown Topic: Zaid Par Hajj Farz Hai, Kya Wo Apni Akeli Maa Ko Ghar Chhod Kar Hajj Ja Sakta Hai? Zaid Par Haj Farz Hai, Zaid Apni Maa K Saath Rehta Hai, Kya Zaid Apni Maa Ko Apne Ghar Me Akele Chhod Kar Haj Par Jaa Sakti Hai Jabki Uske Ghar Aur Ko … Agar Ghar Me Mehram Rishtedar Nahi To, Maa Ko Kisi Mehram Rishtedar Ke Ghar Maslann Zaid Apne Maamu Ya Khala Ke Ghar Maa Ko Rehne Bhej De, Or Haj Pe C … Reff: 0621-272 | Unknown Topic: Ek Hi Business Me Shamil Char Mardo Aur Do Aurton Par Qurbani Ka Kya Hukm Hai? Ek Ghar Me Char Mard Aur Do Aurte Sahib-e-Nisab Hain. Sabhi Mardo Ka Combine Business Hai Us Business K Alawa Sabke Paas Bhi Inti Daulat Hai Ki Wo Sah … Agar Ek Karobaar Me 1000 Log Bhi Shamil Ho Jaye Or Sab Usi Karobaar Se Apne Pas Itna Paise Jama Karle Ki Sahib-e-Nisab Ho Jaye To Sabko Alag Alag Qurb … Reff: 0621-271 | Unknown Topic: Kya Quran Me Bhi Gaye Ka Gosht Khana Mana Hai, Gujarat Ke Board Ka Masla? Kuchh Waqt Pehle Isi Saal 2015 Me Hindustan Ke Ek Sheher Shayad Gujrat Me Hinduo Ne Ek Board Par Likha Ki Gaye Ka Gosht Khana Quran Me Bhi Mana Hai. Y … Sabhi Tareef Allah Azmat Wale Ki Jisne Apni Rehmat Se Halal Kiye Kuchh Chopaye Taki Khaye Musalman Uske Halal Karda Rizq Se, Or Durood Us Habeeb-e-Khu … Reff: 0621-270 | Unknown Topic: Kisi Par Jannat Haram Hone Se Kya Murad Hai, Kya Ye Daaimi Jahannam Hai? Kisi Par Jannat Haram Hone Se Kya Muraad Hai? Kya Yeh Daaimi Zahannam Hai? Jaise Farmaya Gaya Hai Ki Riyakaar Par Jannat Haram Hai Isse Murad Hai Ki Wo Apne Amal Ka Badla Payega Fir Jannat Me Jayega Jab Ki Musalman Ho, Yani. Gunah-e-Kabeer Karne Wala Bhi Musalman Hi Hota Hai, Fir … Reff: 0621-269 | Unknown Topic: Zaid Aur Bakar Ka Aapas Me Shart Lagana Aur Haarne Par Puri Na Karna Kaisa? Zaid Ne Bakar Se Ek Mouzu Par Shart Lagai 1. Shart Lagana Kaisa? 2. Shart Haarne Ke Baad Use Poori Naa Karna Kaisa? 3. Kya Shart Kis Mouzu Par Lagayi … Shart Agar Ek Taraf Se Ho To Jaiz Or Dono Taraf Se Ho To Najaiz, Jua Or Haram Hai, Ek Taraf Se Ye Matlab Hai Ki, Agar Tum Ne Itne Waqt Me Ye Kam Kar L … Reff: 0621-268 | Unknown Topic: Aurat Apne Shohar Se Khula Lena Chahe Toh Uska Sahi Tarika Aur Masail Kya Hain? Aurat Apne Sauhar Se Khula Lena Chahe To Kis Tarike Se Le Sakti He Or Kya Masaiel He Maal Ke Badle Nikah Khatam Karne Yani Talaq Hasil Karne Ko Khula Kehte Hai, Maslan. Mard Aurat Ko Apne Sath Nahi Rakhta Yaa Ghar Nahi Aata, Naa Talaq … Reff: 0621-267 | Unknown Topic: Zul-Hijjah Ke Mahine Me Nail (Nakhun) Aur Baal Katwana Kaisa Hai? Zul Hijja Ke Mahine Baal Nakhun Katwana Sahi Hai Ya Fir Ghalat, Hazrat Batana Ye Suwal Poore Mahine Ke Liye Nahi Balki Khas 10 Tarikh Ke Liye Puchha Jata Hai Wese Is Mahine Me Bhi Bal Nakhoon Kat Lena Chahiye Kuchh Gunah Nahi Or … Reff: 0621-266 | Unknown Topic: Bina Ijazat Wifi Istemal Karne Wale Par Malik Se Maafi Mangna Ya Jurmana Dena Lazim Hai? ما شاء الله Aapne Wifi Baghair Ijazat Istimaal Karne Wala Masalah Bataya. Mazeed Ye Irshad Farmaye Ke Jo Us Shaks Ne Beghair Ijazat Chalaya Ya Downloa … G, Usse Bhi Mafi Mangni Hogi, Haqeeqat Me Mafi Ki Sharait Bhi Yahi Hai Jaha Bande Ka Haq Talaf Kiya Ya Dil Dukhaya Hoga To Usse Bhi Mafi Mangni Padheg … Reff: 0621-265 | Unknown Topic: Kisi Ka Open Ya Bina Password Ka Wifi Bina Ijazat Istemal Karna Kaisa Hai? Kisi Ki Dukaan Yaa Mobile (Smartphone) Ka Wi-Fi Ka Internet Connection Open (Available) Hai Bina Paasword (Security) Ka. Zaid Ne Connect Kar Ke Kuchh … Is Tarah Kisi Ka Wifi Istimal Karna Chori Hai, Chori Haram Hai, Or Usse Kuchh Download Karna Bhi Najaiz Hai, Chahe Uska Wifi Unlimited Ho, Or Isi Tara … Reff: 0621-264 | Unknown Topic: Taqleed Kise Kehte Hain Aur Kya Iska Ilm Hona Farz Ya Wajib Hai? Taqleed Kise Kehte Hain? Aur Kya Iska Ilm Hona Bhi Farz Yaa Wazib Hai ? Lugvi Aitbar Se Taqleed Kehte Hai, Kisi Ki Perwi Karne Ko, English Me Ise Follow Karna Kehte Hai, Or Jo Taqleed Karta Hai Use Muqallid Kaha Jaata Hai … Reff: 0621-263 | Unknown Topic: Sufi Kise Kehte Hain, Silsila Kahan Se Shuru Hua, Aur Kya Ye Nabi Ke Zamane Me The? Assalamualaikum Hazrat Sufi Se Kya Murad He.? Or Sufi Silsila Kahan Se Shuru H.? Kya Hamare Aaqa Sallallaho Alaihi Wasallam K Waqt Me Bhi Sufi The.? H … و عليكم السلام Sufi Koi Alag Insan Nahi, Balki Aulia Allah Ko Bhi Sufi Kaha Jaata Hai, Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Bhi Sufi Hai, Or Ghareeb Nawaz Bhi … Reff: 0621-262 | Unknown Topic: Gair Muslim Ki Taraf Se Di Gayi Puja Wali Ya Bina Puja Wali Mithai Ka Kya Karein? Zaid Ko Kisi Kaafir Ne Ganesh Puja Ke Naam Par 1 Kg Mithai Di. 1. Us Mithai Me Puja Ki Gayi Thi Yaa 2. Us Mithai Me Puja Nahi Ki Gayi Thi. Dono Surato … Is Tarah Kafir Ke Tehwar Ki Mithai Me Ek Baat Ka Hemsha Khayal Rakhna Chahiye Ki, Deewali Wagera Ya Is Tarah Tohfe Ki Jo Mithai Di Jaati Hai Wo Malik …