بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0621-261 | Unknown Topic: Gaye Aur Bhes Ki Qurbani Ke Talluq Se Hadees Aur Fiqh Ki Roshni Me Hukm? Hazrat Cow Ki Qurbani Ke Talluq Se Bataye Allah Ke Rasool Ke Zamane Me Hoti Aur Bhais Ke Bare In Do No Ke Bare Me Shariat Ka Kiya Hukm Hai Gaye Aur Bh … Bhens, Gaye Hi Ki Jeens Se Hai, Or Huzoor (عليه السلام) Ke Waqt Me Gaye Ki Qurbani Sabit Hai, Balki Huzoor (عليه السلام) Se Pehle Ki Qaum Bhi Gaye Ki … Reff: 0621-260 | Unknown Topic: Kya Deobandi Ke Hotel Ya Dukan Par Khana Khana Jayez Hai? Kya Deobandi Ke Hotel Par Khana Kha Sate Hai Ya Nahi Jawab Inayat Farma Dein. Kahan Kha Sakta Hai, Gunah To Nahi Naa To Wo Khana Haram Hai, Or Aisa Bhi Nahi Ki, Har Deobandi Ko Us Hukm Me Laya Jaye Ki Wo Kafir Hai. Aksar Hotal, … Reff: 0621-259 | Unknown Topic: Imam Ke Peeche Sirf Ek Rakat Milne Par Baki Teen Rakat Padhne Ka Sahi Tarika? Agar Imam Ke Peechhe Sirf 1 Rakat Hi Pad Paye To Baki 3 Rakat Padne Ka Sahi Trika Kya Hai? Imam Ke Salam Pherne Ke Bad Khada Ho Jaye, Ab Qirat Ke Aitbar Se Iske Haq Me Ye Pehli Rakat Hai, Or Adad Me Shumar Ke Aitbar Se Doosri, To Ab Ye Sana, … Reff: 0621-258 | Unknown Topic: Bhes (Buffalo) Ka Gosht Khana Shariat Me Halal Hai Ya Nahi? Kya Bhens Ki Batt Khana Jaiz Hai, G, Jaiz Hai, Halal Janwar Ki BAT Khana Jaiz Hai, Reff: 0621-257 | Unknown Topic: Tasweer Ya Kitab Me Likhe Lafz "Arbab-E-Basirat" Ka Ma'na Kya Hai? Arbabe Basirat Nahi Samajh Aaya Is Image Me? Auliya Allah Ko Kaha Jaata Hai Wo Haqeeqat Se Waqif Hote Hai, Jaise Aarif Bhi Kaha Jata Hai, Or Ahle Kashf Ahle Nazar, Ahle Haqeeqat Wagera, Reff: 0621-256 | Unknown Topic: Kismat Badal Sakti Hai Ya Dua Se Taqdeer Badalti Hai, Iska Sahi Masla Kya Hai? Hazrat Kismat Ka Masla Samajh Nahi Aata Koi Kehta He Wo Kismat Main Nahi He Is Liye Nahi Mila Koi Kehta Hai Kismat Badali Ja Sakti He Koi Kehta He Yah … Suwal Me Darj Sari Baate Haq Hai, Jo Taqdeer Me Hota Hai Ho Kar Rehta Hai Badalta Nahi, Dua Se Taqdeer Badal Jaati Hai, Or Jo Taqdeer Me Nahi Hota Nah … Reff: 0621-255 | Unknown Topic: Sunni Ka Deobandi-Wahabi Wale Deeni Whatsapp Group Me Add Hona Kaisa Hai? Hamara Ek Dost Ek Ese Group Me Join He Jahan. Sunni Wahabi Deobandi Sab He Or Deen Ki Baate Batai Jaati Hai. Or Admin Deobandi Aalim He. Or Masale Sik … Deobandi, Wahabi Balki Har Khabees Firqe Ka Whatsapp Group Join Karke Deen Sikhne Ya Masale Puchhna HARAM Hai, Aise Group Me Join Hona Najaiz O Gunah … Reff: 0621-254 | Unknown Topic: Jis Gaon Me Sirf Deobandi Masjid Ho, Wahan Namaz Kaise Ada Ki Jaye? Hazrat Ek Village Hai Jisme Sirf Ek Masjid Hai Jo Ki Deobandio Ki Hai Is Haal Mai Kya Kiya Jaaye.Namaz Kis Tarah Se Adaa Ki Jaye. Masjid Sunni Deobandi Ki Nahi Hoti Balki Usme Imamat Khabees Ki Ho Jaati Hai Yaa Musalman Ki Rehti Hai Jis Bina Par Keh Diya Jaata Hai Ki Masjid Unki … Reff: 0621-253 | Unknown Topic: Arbi Lafz "Radi Allahu Anhu" Ka Tarjuma Aur Ma'na Kya Hai? Lafz رضي الله عنه Ka Matlab Ya Tarjuma Kya Hai. Iska Tarjuma Alahazrat Imam-e-Ahle Sunnat Ne Apne Tarjuma-e-Quran KANZUL IMAAN Me Is Tarah Kiya رضي الله عنه Allah unse razi (he) Surah Tauba Ayat 100 Reff: 0621-252 | Unknown Topic: Kya Bakra Eid Par Naye Kapde Pehenna Zaruri Ya Afzal Hai? Kya Bakra Eid Main Naye Kapde Nahi Pehne Jate Hain Harz Nahi Reff: 0621-251 | Unknown Topic: Ladki Ke Kisi Doosre Silsile Se Mureed Hone Par Shadi Se Pehle Kya Shart Rakhein? Ek Ladka Ek Ladki Se Shadi Karna Chahata Hai, Aur Wo Ladki Bhi Ladke Se Shadi Karna Chahati Hai, Lekin Ladki Ek Aise Silsile Se Baiyet(Mureed) Hai Jis … Awwal To Yeh Ki Shadi Se Pehle Mangetar Se Baat Karna Ya Rabita Rakhna Haram Hai Fir Ladka Shadi Se Pehle Kaise Usse Ye Baat Tey Kar Sakta Hai, Or Sha … Reff: 0521-250 | Unknown Topic: Nabi Ki Baat Ya Hadees Ka Radd Ya Inkar Karne Wale Par Kya Hukm Hai? Aap(Sws)Ki Baat Ko Ya Hadees Ko Radd Ya Inkar Karne Wala Kafir Hai Ke Nahi Jawab Dene Se Pehle Me Ye Zaruri Samajhta Hu Ki Sail Ko Uski Ek Badi Khata Se Agah Kiya Jaye Aur Wo Ye Ki Suwal Me Durud Ko Short Me Likha Gaya Hai Is … Reff: 0521-249 | Unknown Topic: Aurton Ka Gair Muslim Aurton Ki Tarah Sari Baandhna Kaisa Hai? Hazrat Aurate Sadhi Jo Bandhti Hain Kafir Aurto Ki Tarah Kya Wo Sahi He ? Sadhi Pehnne Me Harj Nahi Harj Sadi Me Us Waqt Hoga, Jab Gair Mard Ke Samne Jayegi Ki Sitr Ka Parda Naa Ho Sakega, Ya Halat-e-Namaz Me Agar Sitr Dikha … Reff: 0521-248 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Eyebrow (Threading) Karwana Shariat Me Kaisa Hai? Janab Kya Aurat Eyebrow Banwaye To Kuchh Harj He Kia...Kia Ye Gunah He. Jawab Den To Sawab Paye.. Bukhari Ki Hadis-e-Pak Me Aisi Aurato Par Lanat Farmai Or Ise Qayamat Ki Nishani Me Shumar Farmaya Ki Akhri Zamane Me Aurate Apni Bhawen Ke Baal Noche … Reff: 0521-247 | Unknown Topic: Zabiha Janwar Ke Pet Se Bachcha Nikle Toh Use Zibah Karein Ya Dafn? Agar Zabiha Janwar Ke Petse Bachcha Nikal Jaye Use Kiya Kare Zibha Kare Ya Dafan. Bachcha Agar Murda Nikle To HARAM Hai.(Dafan Kar De) Zinda Nikle Or Zibah Kar Le To HALAL Fatawa Razawiyya Jild: 20 Safah: 279 Reff: 0521-246 | Unknown Topic: Shadi Ki Pehli Raat Ka Sunnat Tarika Aur Mubasharat Ke Adab Kya Hain? Shadi Ki Pehli Raat Ka Sunnat Tariqa Kya Kya Hai? Kya Kya Chize Karni Or Dhyan Rakhni Chahiye (Mubasharat Ke Pehle Or Baad).Thodi Tafseel Ker Dein. (Ye Sab Quran O Hadis Or Aqwal-e-Aimma Or Buzurgan-e-Deen Se Sabit Hai Baz Sunnat Hai Baz Mustahab Or Kuchh Adab) Sabse Pehle Jab Nai Dulhan Ghar Aye … Reff: 0521-245 | Unknown Topic: Shadi Ke Liye Sar Me Dusre Ke Baal Lagwana Kaisa Hai Aur Namaz Hogi Ya Nahi? Hazrat Kisi Ko Bal Lagwane Hai Sar Me Bal Kam Hai Or Shadi Hai Isi Mahine Me To Kya Namaz Hogi Ya Nahi Bal Kisi Aur Ke Ho Sakten Hain Maloom Nahi Kisk … Hadis Me Balo Ko Milane Wali Aur Milwane Wali Par Lanat Aai Hai, Iska Sharai Usool Ye Hai Ki, Agar Kisi Insan Ke Bal Kat Liye Gaye Ho Or Un Balo Ko Ko … Reff: 0521-244 | Unknown Topic: "Kasab Karne Wala Allah Ka Dost Hai" Aur "Hunarmand Bhooka Nahi Rahega" Ka Matlab? Kasab Karne Wala Allah Ka Dost Hai Iska Kya Matlab Hai ? Hunarmand Kabhi Bhooka Faqeer Naa Rahega. Kasab Karne Wala Allah Ka Dost Hai. Iski Tafsir Khud Iske Aage Byan Ki Gai Hai Ki Kamane Wala Hunarmand Kabhi Bhooka Nahi Rehta Wo Apne Hunr Se Roz Ka … Reff: 0521-243 | Unknown Topic: Agar Koi Rishtedar Wahabi Ho Toh Kya Unke Ghar Aana-Jana Aur Rishta Rakhna Jayez Hai? Agarkoi Ristedar Wahabi Hain Phir Kya Hum Un Ke Ghar Aaja Nahi Sakte, Na Hi Rista Jata Sakte Hain ? Wahabi Se Murad Ye Hai Ki, Kahi Bhi Namaz Padh Lete Hai, Nazar Niyaz Ko Nahi Mante Hai To Gumrah Hai, Fir Unki Aqaid Ki Islah Ki Koshish Ki Jaye, Or A … Reff: 0521-242 | Unknown Topic: Namaz Ke Faraiz Aur Sharait Me Kya Fark Hai, Aur Sharait Kaun-Kaun Se Hain? Namaz Ke Faraiz Aur Sharait Me Kya Fark Hai? Aur Sharait Kaun Kaun Se Hain? Agar Namaz Me Sharait Naa Paye Gaye To Namaz Sire Se Shuru Hi Nahi Hogi, Or Sharat Poori Karne Par Namaz Shuru Ho Jayegi Or Ab Jaha Farz Chhoota Waha …