بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0521-241 | Unknown Topic: Paon Par Paon Rakh Kar Baithna Rizq Me Barkat Ko Rokta Hai? Is Masale Ki Thodi Tafseel Kar Dijiye: Paun Par Paun Rakh Kar Bethna Barkat-e-Rizq Ko Ma’ne Hai, Paun Par Paun Rakh Kar Bethna Rizq Ki Barkat Ko Rokta Hai Ya Kam Karta Hai. Buzurgo Ne Is Fel Se Is Liye Mana Kiya Ki Paun Par Paun Rakh Kar Takabbur … Reff: 0521-240 | Unknown Topic: Nazar Lagna Quran O Hadees Se Sabit Hai, Aur Iska Sharai Ilaj Kya Hai? Nazar Lagne Ke Bare Me Hadis Or Quraan Me Kya Farmaya Hai Or Agar Nazar Lagna Sabit Hai To Bahut Gehri Nazar Lagne Par Koi Dua Koi Ilaj Btaya Gya Hai? Nazar Ka Lagna HAQ Hai Hadis Se Sabit Hai, Nazar Ke Lagne Par Surah Qalam Ki Ayat 51 Padh Kar Dam Kiya Jaye. وَإِنْ يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْل … Reff: 0521-239 | Unknown Topic: Imam Ke Ruku Me Milne Par Salam Pherne Ke Baad Qaza Namaz Me Kya Shuru Me Padhein? Jaise Ki Namaz Ho Rahi Hai Aur Mai Jab Pahuchta Hoon Tab Tak Sab Ruku Me Hain Aur Mai Bhi Direct Ruku Me Chala Jata Hoon Kyunki Niyat Karne Ka Time Na … Sail Ne Jo Surat Suwal Me Byan Ki Us Surat Me Sail Ki Namaz Nahi Hui, Kyunki Qiyam Chhor Kar Direct Ruku Me Jaana Suwal Me Darj Hai, Yani Takbir-e-Teh … Reff: 0521-238 | Unknown Topic: Sajde Me Aurton Par Paon Ki 3-3 Ungliyon Ka Pet Zameen Par Rakhna Wajib Hai? Jis Tarah Mard Ko Sajde Me Paun Ki 3-3 Ungalion Ka Pet Yani Nichla Hissa Lagana Wajib Hai, Warna Namaz Nahi Hogi, To Kya Ye Hukm Aurat Ke Liye Bhi Hai … Ye Hukm Aurato Ke Liye Nahi Hai, Balaki Aurato Ko Dono Paaun Seedhi Taraf Nikalna Behtar Hai, Baki Iske Jawaz Ka Hukm To Meri Nazar Me Abhi Tak Nahi A … Reff: 0521-237 | Unknown Topic: Ghar Me Tute Hue Mitti Ya Chini Ke Bartan Rakhna Darweshi Lata Hai? Mitti Ya Chini Ka Tuta Shikasta Bartan Kooza Ghar Me Istilmal Me Rakhna Darweshi Lata Aai, Is Mas'ale Ki Thodi Tafseel Ata Kar Dijiye. Durweshi, Lafz Durwesh Se Bana Hai Durwaish Bamana- Faqeer, Durweshi Hua Faqeeri/Gharibi, Tute Bartan Khas Kar Khane Peene Ke Ho To Use Khane Peene Me … Reff: 0521-236 | Unknown Topic: Muslim Aurton Ka Gair Muslimon Ki Tarah Bindiya Lagana Aur Bichhiya Pehenna Kaisa? Jaise Ki Kafir Ke Yahan Aurte Bindiya Lagati Hain Aur Pair Ki Ungliyon Me Bichhiya Pehnti Un Logo Ko Dekh Kar Bahut Muslim Aurate Bindiya Lagane Lagi … Bindiya Laga Sakte Hain, Jabki Apke Sheher Ya Ilaqe Me Ye Khas Kafir Ki Alamat Naa Ho, Agar Waha Khas Kafir Ki Aurate Hi Lagati Hai, Aur Musalman Ki A … Reff: 0521-235 | Unknown Topic: Darwaze Ki Dehleez Par Baithna Ya Khana Khana Aur Darweshi Ki Kya Tafseer Hai? Darwaze Ki Dehleez Par Bethna Ya Waha Kuchh Khana Darweshi Laga Hai , Darweshi Ki Kuchh Tafseer Kar Dete Faqeeri, Ghareebi, Tangdasti, Reff: 0521-234 | Unknown Topic: Arbi Alfaz "Allahumma Zid Fa-Zid" Ka Sahi Tarjuma Aur Ma'na Kya Hai? In Alfaz اللهم زد فرد Ke Kya Maine Hain Aye Allah Zyadti Farma Aur Zyadati Reff: 0521-233 | Unknown Topic: Do Parivar Ki Anban Ho Toh Hajj Par Jane Wala Kis-Kis Se Maafi Mange? 2 Pariwar Ka Apas Me Nahi Banta Hai Or Us Me Se Koi Haj Par Jata Hai To Use Sab Se Mafi Mangna Hoga Ya Kisi Ek Se Do Pariwar Ki Apas Me Kyun Nahi Banti Is Par Bhi Ghaur Karna Chahiye. Bahar-e-Shariat Me Allamah Amjad Ali Azami Farmate Hai, Bila Wajeh Sharai Rishta … Reff: 0521-232 | Unknown Topic: Kya Baghair Wuzu Ke Hadees Ki Kitab Padh Sakte Hain Ya Wuzu Zaruri Hai? Hazrat Kya Hum Bina Wazu Ke Hadees Padh Sakte Hain Ya Hadees Padne Ke Liye Bhi Wazu Karna Zaruri He G, Han Bina Wuzu Quran Ko Chhuna Gunah Hai Magar Be-Chhuye Use Bhi Padhna Jaiz Hai Or Hadis Shareef Ko Bina Wuzu Padh Sakte Hai Aur Chhu Bhi Sakte Hai … Reff: 0521-231 | Unknown Topic: Hum Kaise Maloom Karein Ki Hum Sachhe Sunni Musalman Hain? Hazrat Main Sunni Hun Ki Nahi Kaise Maloom Karun Aur Main Kaise Maloom Karun Ki Mai Musalman Hoon Ya Sunni Musalman Hoon Please Batayen.. Janab Apke Dil Me Kya Aqeedeh Hai Pehle Wo Tehrir Kar Ke Bheje Fir Pata Chal Jayega Ki Ap Sunni Hai Ya Nahi… Agar Aapke Dil Me Ye Sab Baate Paai Jati … Reff: 0521-230 | Unknown Topic: Kya Dawateislami Wale Sunni Musalman Hain Ya Nahi? Hazrat Log Kehte He Dawateislami Wale Sunni Nahi Hain, Kiya Ye Sach He. Dawateislami Wale Sunni Musalman Hain Ya Nahi. Jawab Den Hazrat To Sawab Diye … Sabhi Tarif Allah Ilm O Hikmat Wale Ki, Jisne Daur-e-Furfitan Me Ek Jamat Sunniyat Ki (Dawateislami) Par Apna Karam Khas Kiya, Or Iske Zariye Se Hiday … Reff: 0521-229 | Unknown Topic: Half T-Shirt Ya Half Shirt Pehan Kar Namaz Padhne Se Namaz Ho Jati Hai? Half Tshirt Ya Half Shirt Me Namaz Hogi Ya Nahi Hogi.? Aadhi Asteen Ki T-Shirt Or Shirt Me Namaz Ho Jaygi. Or Agar Doosre Kapde Mojood Hain To Aadhi Aastin Me Namaz Makruh-e-Tanzihi Hai, Magar Namaz Fir Bh … Reff: 0521-228 | Unknown Topic: Kya Sukha Kutta Pak Hota Hai, Aur Kapde Par Lag Jaye Toh Namaz Ho Jayegi? Hazrat Kya Sukha Kutta Paak Hota Hai Jaise Ki Kutta Kapde Me Lg Jaya To Bina Kapde Change Kiye Hum Namaz Pad Sakte Hain? G, Han Kutte Ka Badan Napak Nahi Karta, Jab Tak Uske Jism Par Koi Naapaki Naa Ho Agar Koi Napaki Ho Or Wo Napaki Kapde Par Lage To Bhi Sirf Kapda Napa … Reff: 0521-227 | Unknown Topic: Kya Chudi Ya Kade Na Pehne Wali Aurat Ke Hath Ka Pani Haram Hota Hai? Bahut Logon Ko Kehte Suna Hai Ki Jis Ladki Ke Haath Main Chudiyan Ya Kade Nahi Hote Un Ke Hath Ka Pani Haram H Aurat Ka Bagair Zewar Rehna Makruh Hai, Magar Aisi Aurat Ke Hath Ka Paani Peena Gunah Nahi, Ki Gunah Ko Sabit Karne Ke Liye Kam Az Kam Tarke Sunnat-e- … Reff: 0521-226 | Unknown Topic: Bade Buzurgon Kahte Hain Ki Aankh Phadakna (Farkna) Achchha Nahi, Kya Ye Sahi Hai? Hazrat Bade Buzurg Kehte Hain Ki Aankhon Ka Farkna Achchha Nahi Hota Kya Ye Sahi He Ulti Aankh Ke Fadakne Ko Bad-Shuguni Manna Sahi Nahi Hai, Bahut Hadis Me Iski Mazammat Ki Gai, Jiska Khulasa Hai Ki,.. Badshuguni Lena, Mushrikeen Ka … Reff: 0521-225 | Unknown Topic: Kya Shohar Apni Biwi Ka Aur Biwi Apne Shohar Ka Naam Le Sakti Hai? Kya Soher Ka Naam Bivi Le Sakti Hai Ya Bivi Ka Naam Shohar Le Sakte Hain Bivi Ko Shohar Kaa Naam Le Kar Pukarna Makruh Hai, Or Hamare Nazdeek Haya Ka Takaza Yahi Hai Ki Shohar Bhi Bivi Kaa Naam Naa Le, Hadis-e-Pak Me Hai Ki … Reff: 0521-224 | Unknown Topic: Wuzu Ke Baad Munh Pochhna Makruh Hai, Toh Kya Ghusl Ke Baad Bhi Yhi Hukm Hai? "Wuzu Karne Ke Baad Munh Pochhna Makruh Hai" Kya Ghusl(Bath) Ke Bad Bhi Yehi Mas’ala Mana Jayega? Wuzu Ke Bad Aza-e-Wuzu Ko Poori Tarah Khushk Karna Nahi Chahiye Balki Kuchh Tari Baqi Rakhni Chahiye. Or Jo Upar Suwal Me Darj Hai Makruh Hai Usse Mur … Reff: 0521-223 | Unknown Topic: Biwi Namaz Na Padhe Toh Kya Shohar Ya Biwi Ek Doosre Ko Chhor Sakte Hain? Hazrat Agar Bivi Kuran Sahareef Ki Tilawat Nahi Karti He Na Namaz Padhti He Shohar Baar Baar Kehta He Namaz Padhne Ke Liye Lekin Wo Phir Bhi Nahi Padh … Qur’an Ki Tilawat Roz Naa Karna Gunah Nahi. Or Namaz-e-Qaza Karna Zarur Gunah-e-Kabira Hai Is Surat Me Shohar Par Ye Lazim Nahi Ki Talaq De Hi De, Mag … Reff: 0521-222 | Unknown Topic: Bachchon Ka Khatna (Musalmani) Kis-Kis Mahine Me Nahi Karwa Sakte Hain? Hazrat Khatna Kaun Kaun Se Mahine Main Nahi Karwa Sakte Hain ? Wese Koi Mahina Manhoos Nahi, Jis Mahine Bachcha Paida Ho Uske 7ve Din Karwani Chahiye Isme Mahine Ki Qed Nahi, Fir Chahe Jis Mahine Paida Ho, Bas Bac …